Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSawan Ki Ghata (1966)
HomeSawan Ki Ghata (1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj koi pyaar seee dil ki baaten keh gayaa haaye main to aage badh gayiiii peechchhe zamaana reh gayaaa haaye raam aaj koi pyaar seee cheer kar pathar ka seena jhoom kar jharnaa bahaa jiss mein ik toofan tha sau karvaten leta hua aaj maujon ki rawaani mein kinaara beh gaya haaye ik kinaara beh gayaa main to aage badh gayiiii peechchhe zamaana reh gayaaa haaye raam aaj koi pyaar seee dil ki baaten keh gayaa haaye raam aaj koi pyaar seee unke honthon par hansi haaye khil ke jab lehraa gayi wo bhi kuchh ghabraa gaye main bhi kuchh sharmaa gayi wo bhi kuchh ghabraa gaye aur main bhi kuchh sharmaa gayi kuchh nahin kehte huye bhi koi sab kuchh keh gayaa haaye koi sab kuchh keh gayaa main to aage badh gayiiii peechchhe zamaana reh gayaaa haaye raam aaj koi pyaar seee dil ki baaten keh gayaa haaye raam aaj koi pyaar seee
honthon pe hansi aankhon mein nasha pehchaan hai mere dilbar ki jab daali nazar dil moh liya kya baat hai iss jaadugar ki honthon pe hansi aankhon mein nasha pehchaan hai mere dilbar ki jab daali nazar dil moh liya kya baat hai iss jaadugar ki honthon pe hansi aankhon mein nashaa jab chaahen mujhe paagal kar de tann mein mann mein shole bhar de jab chaahen mujhe paagal kar de tann mein mann mein shole bhar de har ek adaa pyaari pyaari aise to nahin main dil haari kya baat hai iss jaadugar ki honthon pe hansi aankhon mein nashaa tumne jo mujhe pehchaan liya do pyaar bhare dil mil to gaye tumne jo mujhe pehchaan liya do pyaar bhare dil mil to gaye maana ke bahot mushqil se mile phir bhi apni manzil se mile maana ke bahot mushqil se mile phir bhi apni manzil se mile hai dil ko mere teri hi lagan aye ruh e chaman ye tera badan tasveer hai sang e marmar ki honthon pe hansi aankhon mein nasha pehchaan hai mere dilbar ki jab daali nazar dil moh liya kya baat hai iss
jo main aisa jaanti preet kiye dukh hoye nagar dhindhora peetti preet na kariyo koi jo dil ki tadap na jaane jo dil ki tadap na jaane usi se mera pyaar ho gaya haaye usi se mera pyaar ho gaya ho more raam ji jo dil ki tadap na jaane jo dil ki tadap na jaane usi se mera pyaar ho gaya haaye usi se mera pyaar ho gaya ho more raam ji saari duniya maine saj ke saari duniya maine saj ke chun liye kaante phool samajh ke reh gaya daaman aur ulajh ke mehenga pada dil lagaana jo dil ki tadap na jaane jo dil ki tadap na jaane usi se mera pyaar ho gaya haaye usi se mera pyaar ho gaya ho more raam ji haye re iski seenajori haye re iski seenajori karke mere dil ki chori saath main le ke dooji chhori tan ke khada hai deewana jo dil ki tadap na jaane jo dil ki tadap na jaane usi se mera pyaar ho gaya haaye usi se mera pyaar ho gaya ho more raam ji kaisi kismat maine paayi kaisi kismat maine paayi mili humesha rahi judaai maine apni preet nibhayi phir bhi raha ye begaana jo dil ki
aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa khuda huzur ko meri bhi zindagi de de khuda huzur ko meri bhi zindagi de de bgair aapke behtar hai mera marr jaana naa hogi shamma to mehfil ka rang kya hoga naa hogi shamma to mehfil ka rang kya hoga jeeyega kaise andhere mein koi parwaana khuda huzur ko meri bhi zindagi de de khuda huzur ko rahe huzur ki hum par agar nighaahen karam to hum khuda ko naa dhundhe kabhi khuda ki kasam rahe huzur ki hum par agar nighaahen karam to hum khuda ko naa dhundhe kabhi khuda ki kasam humare waaste jannat hai aapki baahen humare waaste jannat hai aapki baahen hila sakegi naa duniyaa kabhi wafaa ke kadam khuda huzur ko meri bhi zindagi de de bgair aapke behtar hai mera marr jaana khuda huzur ko wo bijliyaan hain aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa wo bijliyaan hain nazar mein jo baadlon mein nahin aaaaa sharaab aur bhi hai aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa sharaab aur bhi hai sirf botlon
meri jaan tum pe sadke ehsaan itna kar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itna kar do meri zindagi mein apni chaahat kaa rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itna kar do meri har khushi adhoori mera har singaar pheeka bina pyaar ke na bhaaye mujhe chaand ka bhi teekaa mujhe pyaar se sajaa ke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat kaa rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itna kar do main hawaa kaa rukh badal doon mile pyaar gar tumhaaraa jahaan doob kar main dekhoon ho usi jagah kinaaraa mujhe tum gale lagaa ke ehsaan itna kar do meri zindagi mein apni chaahat kaa rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itna kar do
meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do kisi chaand ki zarurat nahin meri zindagi ko ke taras rahaa hoon kab se main tumhaari roshani ko mujhe roshani dikha ke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do ye tumhaari zulf jisko mili shokhiyaan ghata ki inhi baadlon ke neeche meri har nazar hai pyaasi meri pyaas tum bhujha ke ehsaan itnaa kar do meri zindagi mein apni chaahat ka rang bhar do meri jaan tum pe sadke ehsaan itnaa kar do
haule haule saajanaa dheere dheere baalamaa o ho ho um hm hm zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare kaisi bheegi bheegi rut hai suhaani kaise pyaare nazaare zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare pad gayi janaab main to aap ke gale ab to nibhaaye bagair na chale pad gayi janaab main to aap ke gale ab to nibhaaye bagair na chale pyaar ke safar mein hote hi rahenge jhagade hazaar sanam pyaar ke deewaane chalte hi rahenge phir bhi milaake kadam saajanaa hote hi rahenge neechi nazar ke meethe methe ishaare zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare dekhali huzoor maine aap ki wafaa baaton hi baaton mein ho gaye khafaa dekhali huzoor maine aap ki wafaa baaton hi baaton mein ho gaye khafaa
zulfon ko hata le chehre se ooooo hooo hooo aaaaa haaaa haaaa hone de zulfon ko hata le chehre se thoda sa ujaala hone de sooraj ko zara sharminda kar munh raat ka kaala hone de zulfon ko hata le chehre se ho jo mausam ko pata ye teri zulf hai kya choom le maang teri jhuk ke saawan ki ghata ho jo mausam ko pata ye teri zulf hai kya choom le maang teri jhuk ke saawan ki ghata zulf lehraaye lehraa ke baadal bane jo bhi dekhe tujhe tera paagal bane aisa bhi nazaara hone de zulfon ko hata le chehre se thoda sa ujaala hone de sooraj ko zara sharminda kar munh raat ka kaala hone de zulfon ko hata le chehre se dekh naaraaz naa ho mere masoom sanam main koi gair nahin teri aankhon ki kasam dekh naaraaz naa ho mere masoom sanam main koi gair nahin teri aankhon ki kasam de ijaazat ke tere kadam choom loon saath main bhi tere do ghadi jhoom loon halka sa ishaara hone de zulfon ko hata le chehre se thoda sa ujaala hone de sooraj ko zara sharminda kar munh raat ka kaala hone de
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Koi Pyaar Se Sawan Ki Ghata (1966) 04:20 12067
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 04:20   Song Number : 12067   

Honthon Pe Hansi Sawan Ki Ghata (1966) 05:07 14171
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Manoj, Sharmila Tagore
Duration : 05:07   Song Number : 14171   

Jo Dil Ki Tadap Na Jaane Sawan Ki Ghata (1966) 04:40 39634
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz, Manoj Kumar
Duration : 04:40   Song Number : 39634   

Khuda Huzur Ko Meri Sawan Ki Ghata (1966) 05:36 14175
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Neelam, Padma Kumari, Pran
Duration : 05:36   Song Number : 14175   

Meri Jaan Tum (Female) Sawan Ki Ghata (1966) 04:01 14172
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sharmila Tagore, Mumtaj
Duration : 04:01   Song Number : 14172   

Meri Jaan Tum (Male) Sawan Ki Ghata (1966) 04:09 14173
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sharmila Tagore, Mumtaz
Duration : 04:09   Song Number : 14173   

Zara Haule Haule Chalo Mere Sajna Sawan Ki Ghata (1966) 04:35 20649
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Manoj Kumar
Duration : 04:35   Song Number : 20649   

Zulfon Ko Hata Le Sawan Ki Ghata (1966) 04:34 14174
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:34   Song Number : 14174