Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShirin Farhad (1956)
HomeShirin Farhad (1956)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aaja aaja o jaan e wafa sunle tu meri sada ro ro ke meri mohobbat tujhko pukare hai aa aa aaja aaja o jaan e wafa aaa na ja na ja o dilruba tu hi bata tere siva duniya mein kaun hai mera tu hi bata tere siva duniya mein kaun hai mera tujhse sanam ho ke juda tujhse sanam ho ke juda jee ke karenge kyaa na ja na ja o dilruba aa aa aaja aaja o jaan e wafa kisko sunaun daastaan barbaad hai mera jahan kisko sunaun daastaan barbaad hai mera jahan fariyaad hai aasman fariyaad hai aasman duniya badi bewafa aaa na ja na ja o dilruba aa aa aaja aaja o jaan e wafa
aaaaaaaaaa aankhon mein tumhaare jalwe hain aankhon mein tumhaare jalwe hain honthon pe tumhaare afsaane betaab ye dil se tang aa kar pahunche hain yahaan tak deewaane sahaara bekason ka hai yahin insaaf ka ghar hai koyi bhi ho yahaan par martaba sabka baraabar hai aaaaaaa aaaaaaa yahaan se maangne waala kabhi khaali nahin jaata jahaan bigdi huyi taqdeer banti hai ye wo dar hai taqdeer ke kab tak julm sahein tumse na kahen to kisse kahein aaa aaaaaaaaaaaaaa ye dard e mohabbat kya shai hai ye dard e mohabbat kya shai hai bedard zamaana kya jaane tumhaare aastaane se na hum nakaam jaayenge guzarti hai jo is dil par wo ro ro kar sunaayenge tumhaare dar pe aaj aaye hain hum ye faisla karke yahin mar jaayenge hum ya muradein apni paayenge ya dil ki kali ab khil jaaye ya khaak mein hasti mil jaaye ae shamma tere jalwon ki kasam ae shamma tere jalwon ki kasam jal kar hi rahenge parwaane aaaaaa aaaaaaaa
guzra hua zamaana aata nahin dobaara haafiz khuda tumhaara guzra hua zamaana aata nahin dobaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara khushiyaan thi chaar din ki aansoon hai umr bhar ke tanhaaiyon mein aqsar royenge yaad karke wo waqt jo ke humne wo waqt jo ke humne ik saath hai guzaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara meri kasam hai mujhko tum bewafaa naa kehna majboor thi mohabbat sab kuchh pada hai sahna toofan hai zindagi kaa toofan hai zindagi kaa ab aakhiri sahaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara mere liye sehar bhi aayi hai raat ban kar niklaa mera janaaja meri baaraat ban kar achhchha hua jo tumne achhchha hua jo tumne dekha nahin nazaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara guzra hua zamaana aata nahin dobaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara
na hanso pyaar peee nadaan zamaane waaloo kya mitaaoge mohabbat ko mitaane waloo hazaaron rang badlega zamaana hazaaron rang badlega zamaana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana pighal jaate hain patthar mom ho kar pighal jaate hain patthar mom ho kar simat jaate hain katre mein samandarr muhabbat chhedti hai jab taraana muhabbat chhedti hai jab taraana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana ude to chaand taare tod laaye ude to chaand taare tod laaye gire to aag paani mein lagaye banaaye bijliyon pe aashiyana banaaye bijliyon pe aashiyana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana muhabbat maut se bhi kya maregi muhabbat maut se bhi kya maregi zamaane se muhabbat kya daregi ki iski thokaron mein hai zamaana ki iski thokaron mein hai zamaana na badlega muhabbat ka fasaanaa muhabbat ka fasaana hazaaron rang badlega zamaana na badlega muhabbat
do hi lafzon ka tha ye afsaanaaaa jo sunaa kar khamosh ho baitha iftedaa ye ke tumko paaya tha intehaa ye ke khud ko kho baitha sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana likha hai meri kismat mein jahaan ki thokharen khaana sunaaun agar ye bhi nahin to phir junoon ki intehaa kya hai agar ye bhi nahin to phir junoon ki intehaa kya hai ke deewane bhi ab kehne lage hain mujhko deewana sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana sunaaun bhari duniyaa mein iss dil ko akela chhodne waale bhari duniyaa mein iss dil ko akela chhodne waale tumhen gulshan mubaraq ho mujhe mera ye veerana sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana likha hai meri kismat mein jahaan ki thokharen khaana sunaaun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja O Jaan E Wafa Shirin Farhad (1956) 03:29 37047
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohinder
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:29   Song Number : 37047   

Aankhon Mein Tumhare Jalwe Hain Shirin Farhad (1956) 05:21 17637
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Saba Afghani
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Madhu Bala
Duration : 05:21   Song Number : 17637   

Guzra Hua Zamana Aata Nahin Dobara Shirin Farhad (1956) 03:26 15668
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:26   Song Number : 15668   

Hazaaron Rang Badlega Zamaana Shirin Farhad (1956) 03:50 39893
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 39893   

Sunaaun Kiss Ko Afsaana Shirin Farhad (1956) 03:21 15669
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 15669