Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSouten (1983)
HomeSouten (1983)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab dil toote to royen kyun jab dil toote to royen kyun hum gaaye kyu nahin hum naache kyu nahin jab apne jab apne ho jaaye bewafa to dil toote bholi surat wala har insaan badalte dekha humne apne yaaron ka imaan badalte dekha bholi surat wala har insaan badalte dekha humne apne yaaron ka imaan badalte dekha dil ki ruswaai hai sanam har jaayi hai dil ki ruswaai hai sanam har jaayi hai jab apne jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab apne ho jaaye bewafa to dil toote dil ne jisko pyaar kiya hai ussi ne dil ko tooda kiske haath ke khaatir dekho kiske haath ko chhoda dil ne jisko pyaar kiya hai ussi ne dil ko tooda kiske haath ke khaatir dekho kiske haath ko chhoda humen bhi koi ghum nahin kisi se hum kam nahin humen bhi koi ghum nahin kisi se hum kam nahin jab apne jab apne ho jaaye bewafa to dil toote jab apne ho jaaye bewafa to dil toote apne jab begaane ban kar mehfil nayi sajaayen hum
main teri chhoti behna hoon main teri chhoti behna hoon samjh na mujhko souten hhoo samjh na mujhko souten shyaam tere hain tere rahenge shyaam tere hain tere rahenge main to unki jogan hoo samjh na mujhko souten hoo samjh na mujhko souten vehem ka sagar andha sagar jiska nahin kinaara hai hoo vehem ka sagar andha sagar jiska nahin kinaara hai vehem ne jug mein sab ko duboya kisko paar utaara hai kisko paar utaara hai tera man saajan ka ghar ho tera man saajan ka ghar tu unke man ki dhadkan hoo samjh na mujhko souten jin raahon se wo guzre bus un kadmon ki dhool ko pooja jin raahon se wo guzre bus un kadmon ki dhool ko pooja maine unko ishwar samjha dosh bata kya aur hai dooja dosh bata kya aur hai dooja main patjhad ki sookhi paati main patjhad ki sookhi paati aan padi tere aangan hoo samjh na mujhko souten antim aaj vidaayi lene laadali behna aayi hoon hoo antim aaj vidaayi lene laadali behna aayi hoon man mein koi mail na rakhna itna kehne aayi hoon itna kehne
Meri Pahle Hi
are sasu tirath are sarura tirath sasu tirath sarura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaro dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai sasu tirath sasura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaro dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai biwi jab roothe to yaad aati hai saali biwi jab roothe to yaad aati hai saali saali jija ko pyaari hai wo gori ho ya kaali lekin apni kismat mein to saala hai na saali hai are chaaron dhaam gharwali hai chaaron dhaam gharwali hai are sasu tirath aah aah sasura tirath tirath saala saali hai are duniya ke sab tirath jhoote chaaron dhaam gharwali hai are chaaron dhaam gharwali hai biwi to achchhi wo hoti jo nakhre wali biwi to achchhi wo hoti jo nakhre wali phoolon se pyaari lagti hai jab jab deti hai gaali twaddi to saanu pata nahin par saddi te makhna wali hai are chaaron dhaam gharwali hai chaaron dhaam gharwali hai are sasu tirath are sasura tirath tirath
shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai shayad meri shaadi ka khayaal shayad meri shaadi ka khayaal dil mein aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai panchhi akela dekh mujhe panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana theek tum chaar baje ghar chale aana mera haath maang lena zara na sharmana saat phere mere sang sapne dekh rahi ho khili huyi dhoop mein taare dekh rahi ho nahin nahin baba chai nahin peena tauba meri tauba maaf kar dena inhi adaaon par to haaye apna dil aaya hai isiliye mummy ne meri tumhen chai pe bulaya hai na na na na na na na panchhi akela dekh mujhe ye jaal bichaya hai isiliye mummy ne teri mujhe chai pe bulaya hai aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa la lala lala laa dillagi na karo chhedo na humko sanam haan kaho ghar chalo tumko
zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke us paar jana padega jiska jitna ho aanchal yahan par usko saugaat utni milegi lala la lala la la la la la la la la jiska jitna ho aanchal yahan par usko saugaat utni milegi phool jeevan mein gar na khile to kanton se bhi nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega hai agar door manzil to kya rasta bhi hai mushkil to kya lala la lala la la la la la la la la hai agar door manzil to kya rasta bhi hai mushkil to kya raat taaron bhari na mile to dil ka deepak jalana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ek paheli bhi hai sukh dukh ki saheli bhi hai lala la lala la la la la la la la la zindagi ek paheli bhi hai sukh dukh ki saheli bhi hai zindagi ek vachan bhi to hai jise sabko nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi
zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke uspaar jaana padega zindagi ek ehsaas hai toote dil ki koi aas hai zindagi ek ehsaas hai toote dil ki koi aas hai zindagi ek banwaas hai kaat kar sabko jaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi bewafa hai to kya apne ruthe hai humse to kya zindagi bewafa hai to kya apne ruthe hai humse to kya haath mein haath na ho to kya saath phir bhi nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ek muskaan hai dard ki koi pehchaan hai zindagi ek muskaan hai dard ki koi pehchaan hai zindagi ek mehmaan hai chhod sansaar jaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke uspaar jaana padega
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jab Apne Ho Jaayen Souten (1983) 04:48 14281
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:48   Song Number : 14281   

Main Teri Chhoti Souten (1983) 06:48 35951
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Tina Munim
Raag- 
Marwa
Duration : 06:48   Song Number : 35951   

Meri Pehle Hi Souten (1983) 04:43 37018
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 04:43   Song Number : 37018   

Sasu Tirath Sasura Tirath Souten (1983) 05:08 20154
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 05:08   Song Number : 20154   

Shayad Meri Shaadi Ka Khayaal Souten (1983) 06:27 21231
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 06:27   Song Number : 21231   

Zindagi Pyaar Ka Geet (Female) Souten (1983) 05:33 19152
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:33   Song Number : 19152   

Zindagi Pyaar Ka Geet (Male) Souten (1983) 04:49 21511
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 21511