Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeStar (1982)
HomeStar (1982)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil mein meethi meethi machti hai hulchul hulchul dekhoon tujhko jyun hi ho jaaun paagal paagal tu kadam rakhe jahaan par dil mera jhuke wahaan par mujh se hi mujhe churaane waale haaannnn boom boom jab bhi milte hain hum aur tum aankhon aankhon mein hote hai ghum dil bole boom boom haaannnn boom boom meri seene ki dhadkan ko sun meri saanson ko teri hi dhun dil bole boom boom hardam teri khaatir rehti hoon bekal bekal sabse teri baaten karti hoon har pal har pal tu mila mila sahaara bin tere nahin guzaara roz naye sapne dikhane waale haaannnn boom boom jab bhi milte hain hum aur tum aankhon aankhon mein hote hai ghum dil bole boom boom haaannnn boom boom meri seene ki dhadkan ko sun meri saanson ko teri hi dhun dil bole boom boom tu mila mila sahaara bin tere nahin guzaara roz naye sapne dikhane waale haaannnn boom boom jab bhi milte hain hum aur tum aankhon aankhon mein hote hai ghum dil bole boom boom haaannnn boom boom meri seene ki dhadkan ko sun meri saanson
aye dil mere chal re dheere dheere dheere tu zara sambhal re dheere dheere dheere door nahin hai pyaar ki manzil ek baar gira uthna mushkil hooo aye dil mere chal re dheere dheere dheere pyaar ne jaadu kiya aisa rog laga meri nazron mein din raat ek sapna jaga hoo aye dil mere chal re dheere dheere dheere tu zara sambhal re dheere dheere dheere nadan nahin dilwale hum duniya nayi matwale hum hooo aye dil mere chal re dheere dheere dheere sanson mein khushboo hai aankhon mein nasha kuchh badli hai zameen badla hai kuchh aasmaan hooo aye dil mere chal re dheere dheere dheere door nahin hai pyaar ki manzil ek baar gira uthna mushkil hooo aye dil mere chal re dheere dheere dheere tu zara sambhal re dheere dheere dheere hooo aye dil mere chal re dheere dheere dheere tu zara sambhal re dheere dheere dheere hoo aye dil mere chal re dheere dheere dheere tu zara sambhal re dheere dheere dheere
aaj tumse keh rahi hoon jo kisi se nahin kaha wo din yaad hai humein jis din tumko mile phool ki tarah hum khile hoo kahe ture kile khushi teri hai meri khushi tu hi hai meri zindagi jab se tumko paya khushi teri hai meri khushi sapnon mein hai teri chhapi aur kya chahiye humko oo hoo hoo oo oo oo oo o sanam hai kasam saath rehna har janam pyaar hi tera ab thara sachi hai ye nahin bhara khushi teri hai meri khushi tu hi hai meri zindagi jab se tumko paya khushi teri hai meri khushi sapnon mein hai teri chhapi aur kya chahiye humko oo hoooo hoooo oo oo oo oooo khushi teri hai meri khushi tu hi hai meri zindagi jab se tumko paya khushi teri hai meri khushi sapnon mein hai teri chhapi aur kya chahiye humko oo hooo hooo oo oo oo oooo oo ooo ooo hoo hoo hoo aa haa haa haaa aa haa haa haa oo hoo hoo oo oo oo oo
teri zindagi mein yun to kayi dard aayenge agar muskurayega agar muskurayega to dard bhaag jayenge are muskuraye ja har ghadi hai ek imtihaan girke hi sambhalte sab yahaan bahaduron ka hi hai ye jahan har ek haal mein kisi bhi chaal mein himmat na haar muskuraye ja hoooho hoooho teri zindagi mein yun to kayi dard aayenge agar muskurayega agar muskurayega to dard bhaag jayenge are muskuraye ja mushkilon se haarna nahin yun zindagi guzarna nahin mann kabhi tu marna nahin kisi bhi mod pe koi saath chhod de himmat na haar muskuraye ja hoho hoho hoho hoho hoho hoho hoho hoho teri zindagi mein yun to kayi dard aayenge agar muskurayega agar muskurayega to dard bhaag jayenge are muskuraye ja o teri zindagi mein yun to kayi dard aayenge agar muskurayega agar muskurayega to dard bhaag jayenge are muskuraye jaa
taal dil ki dhadkan jeewan mera geet saaz jo bhi aaye ban jaye sangeet mera naam hai kya mera naam aag ho jo dil mein phir kya mushkil pyare chhote chhote deepak ban jayenge taare mera naam hai kya mera naam bolo bolo bolo baar baar doge mujhko pyaar bolo bolo bolo baar baar doge mujhko pyaar ahaan ohhohoho ahaan ho ho khoon ban ke daude nas nas mein sangeet geeton se main saare jag ko lunga jeet mera kaam kya hai mera kaam bolo bolo bolo baar baar main tumhara pyaar bolo bolo bolo bolo naam main tumhara pyaar ek baar milti hai bas zindagi hai wo haseena jeene do tum mujhko waise jaise bhi chahun main jeena bolo bolo bolo baar baar main tumhara pyaar bolo bolo bolo bolo naam main tumhara pyaar ahaan ho ho bolo bolo bolo baar baar kya hai mera naam bolo bolo bolo bolo naam kya hai mera naam
aa ha aa aa aa ye dil tere liye hai ye jaan tere liye o ho ho ho ho mere liye tere siwa jaane jahaan koi nahin koi nahin koi nahin meri subah meri shaam mera sab kuchh tere naam teri aankhen mera jaam o ho ho dilruba o ho ho dilruba ye dil tere liye hai ye jaan tere liye o ho ho ho ho mere liye tere siwa jaane jahaan koi nahin koi nahin koi nahin la la la la aa ha aaaa la la la la aag bhi main paani bhi masti bhi rawaani bhi geet bhi kahaani bhi o ho dilruba ho o ho dilruba ye dil tere liye hai ye jahaan tere liye o ho ho ho o mere liye tere siwa jaane jahaan koi nahin koi nahin koi nahin la la la la aa ha aa aaa la la la la ye dil tere liye hai ye jaan tere liye o ho ho ho ho mere liye tere siwa jaane jahaan koi nahin koi nahin koi nahin aa aa koi nahin koi nahin koi nahin aa aa koi nahin koi nahin koi nahin aa aa koi nahin koi nahin koi nahin
yaadon mein khoya naa jaaga naa soya unse bichhad ke roya ye dukh humara ye sukh humara geeton mein maine piroya ehsaas mere rahen paas tere main rahoon naa rahoon mera ye kissa jeevan ka hissa main ye kahoon naa kahoon meri nazar kaa teri nazar ko salaam honthon pe mere shaam o savere tera naam ye zindagi hai tu o mere meet mera geet hai tu aaaa pal pal ye aasha deti dilaasa safar hai baaki abhi nayi manzilen hain naye faansalen hain dagar hai baaki abhi mere saath aao mere saath gaao nayi umeeden jagaao himmat tumhaari hai kismat tumhaari tum khud hi aazmaao meri nazar kaa teri nazar ko salaam honthon pe mere shaam o savere tera naam ye zindagi hai tu o mere meet mera geet hai tu yaadon mein khoya naa jaaga naa soya unse bichhad ke roya ye dukh humara ye sukh humara geeton mein maine piroya hoo hooo hooo hooooo aaaaa haaaaa haaaa haaaa hoo hooo hooo hooooo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Boom Boom Star (1982) 03:48 14282
 
Poster of Star (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Biddu
Singer- 
Nazia Hassan
On Screen Actors- 
Rati Agnihotri
Duration : 03:48   Song Number : 14282   

Dheere Dheere Star (1982) 03:48 37744
 
Poster of Star (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Biddu
Singer- 
Zoheb Hasan
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav, Rati Agnihotri
Duration : 03:48   Song Number : 37744   

Khushi Star (1982) 04:24 39328
 
Poster of Star (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Biddu
Singer- 
Nazia Hassan
Duration : 04:24   Song Number : 39328   

Muskuraye Ja Star (1982) 03:39 32665
 
Poster of Star (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Biddu
Singer- 
Zoheb Hasan, Chorus
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 03:39   Song Number : 32665   

Star Star (1982) 03:35 32664
 
Poster of Star (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Biddu
Singer- 
Zoheb Khan
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 03:35   Song Number : 32664   

Ye Dil Tere Liye Hai (Koi Nahin) Star (1982) 04:30 39329
 
Poster of Star (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Biddu
Singer- 
Nazia Hassan
On Screen Actors- 
Rati Agnihotri
Duration : 04:30   Song Number : 39329   

Zindagi Star (1982) 03:37 14284
 
Poster of Star (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Biddu
Singer- 
Zoheb Hasan
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 03:37   Song Number : 14284