Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSuhana Safar (1970)
HomeSuhana Safar (1970)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


choodiyan bazaar se mangwa de re pehle saiyyan pakad phir baiyaan pakad phir baiyaan oo pakad phir baiyaan choodiyan bazaar se mangwa de re pehle saiyyan pakad phir baiyaan pakad phir baiyaan oo pakad phir baiyaan reshami salwaar to silwa de re pehle saiyyan pakad phir baiyaan pakad phir baiyaan hoo ho oo oo oo oo oo oo oo oo ho oo oo oo oo gore mukhde se gori sarkaa de aa aa aa gore mukhde se gori sarkaa de chunnar rang lene de kachcha rang hai utar jaayega nazar rang lene de jo utre na phir ang se mohe rang de aise rang se pyaar zara gulaal mein milaa le ho pehle saiyyan pakad phir baiyaan pakad phir baiyaan oo pakad phir baiyaan choodiyan bazaar se mangwa de re pehle saiyyan pakad phir baiyaan pakad phir baiyaan hoo maane baat jo tu ek meri aa aa aa maane baat jo tu ek meri main maanon sau baaten tere kadmon mein daal doon laa ke zamaane ki saugaaten pehle le de mujhko ghagraa phir le chal mujhko aagra tajmahal ki sair to karwa de ho pehle saiyyan pakad phir
haaye re paisa haaye re paisa haaye re paisa haaye paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka guroor kya aisa bhi huzoor kya paise ka guroor kya aisa bhi huzoor kya daulat ka suroor kya aisa bhi huzoor kya paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka guroor kya aisa bhi huzoor kya daulat ka suroor kya aisa bhi huzoor kya paise ke badle tumhari aankhen koi maange kya de doge kya de doge hoo o daulat ke daulat ke badle tumhari izzat koi maange kya de doge kya de doge aao aao in paise waalon ko samjhaao paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka kya yakeen kabhi hai ye to kabhi nahin paise ka guroor kya aisa bhi huzoor kya daulat ka suroor kya aisa bhi huzoor kya kya soni ke paas koi jaagir thi jo mahiwal hua deewana hua deewana kya majnoo tha seth kya majnoo tha seth koi jo dil de baithi laila ye batlaana aji batlaana jaao jaao us
saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye maine to pyaar kiya aansoon bahaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain kaash ye jazbaa e dil kaam to aa jaata kabhi kaash ye jazbaa e dil kaam to aa jaata kabhi unke honthon pe mera naam to aa jaata kabhi yaad kar lete mujhe bhool hi jaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain khoon e dil khoon e jigar khoon e tamanna ke siwa khoon e dil khoon e jigar khoon e tamanna ke siwa saari duniyaa mein mujhe rang naa koi bhi mila apne armaanon ke tasveer banaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye maine to pyaar kiya aansoon bahaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain
ooooo ooooo ooooo oooo ooooo aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar hoye aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar rukti nahin hai nazaaron pe nazar aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar hoye aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar hooo oooo oooo ooo hawaayen jhoom rahi hain gulon ko chum rahin hain hoye hawaayen jhoom rahi hain rokun dil ko main kaise aise udaa jaaye jaise baandh liye ho kisi panchhi se parr aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar hoye aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar ooooo oooo ooooo ooo ooooo musaafir chalta hi jaaye kabhi bhi manzil naa aaye musaafir chalta hi jaaye dheere dheere haule haule mujhse ye dil bole kat jaaye raste mein saari umar aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar hoye aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar oooo ooooo oooo oooo oooo oooo mujhe ye raah naa bhula de kahin ye aur naa pahuncha de mujhe ye raah naa bhula de kaisi hai ye matwaali lambi lambi kaali kaali
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Choodiyan Bazaar Se Suhana Safar (1970) 05:53 32730
 
Poster of Suhana Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 05:53   Song Number : 32730   

Paisa Ka Kya Yakeen Suhana Safar (1970) 06:08 32729
 
Poster of Suhana Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 06:08   Song Number : 32729   

Saari Khushiyan Hain Suhana Safar (1970) 04:21 12506
 
Poster of Suhana Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:21   Song Number : 12506   

Ye Suhaana (Male) Suhana Safar (1970) 05:36 14293
 
Poster of Suhana Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:36   Song Number : 14293