Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSuraj (1966)
HomeSuraj (1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai hawaao raagni gaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai o laali phool ki mehndi lagaa inn gore haathon mein utar aa aye ghata kaajal lagaa inn pyaari aankhon mein sitaaro maang bhar jaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai nazzaaro har taraf ab taan do ik noor ki chaadar bada sharmeela dilbar hai chala jaaye naa sharmaa kar zara tum dil ko behlaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai sajaayi hai jawaan kaliyon ne ab ye sej ulfat ki inhen maaloom tha aayegi ik din rutt muhabbat ki fizaao rang bikhraao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai bahaaro phool barsaao mera mehboob aaya hai mera mehboob aaya hai
chehre pe giri zulfen keh do to hata doon main gustaakhi maaf gustaakhi maaf ik phool tere joode mein keh do to lagaa doon main gustaakhi maaf gustaakhi maaf ye roop haseen dhoop bahot khoob hai lekin ulfat ke bina fika chehra tera rangeen ye roop haseen dhoop bahot khoob hai lekin ulfat ke bina fika chehra tera rangeen ik deep muhabbat ka keh do to jala doon main gustaakhi maaf gustaakhi maaf chehre pe giri zulfen keh do to hata doon main gustaakhi maaf gustaakhi maaf ik aag lagi hai mere zakhm e jigar mein ye kaisa karishma hai teri shokh nazar mein ik aag lagi hai mere zakhm e jigar mein ye kaisa karishma hai teri shokh nazar mein jo baat ruki lab par keh do to bata doon main gustaakhi maaf gustaakhi maaf chehre pe giri zulfen keh do to hata doon main gustaakhi maaf gustaakhi maaf sarkaar hua pyaar khataa humse huyi hai ab dil mein tum hi tum ho ye jaan bhi teri hai sarkaar hua pyaar khataa humse huyi hai ab dil mein tum hi tum ho ye jaan bhi teri hai ab cheer
dekho mera dil machal gaya unhen dekha aur badal gaya machal gaya dil mera dekho mera dil machal gaya unhen dekha aur badal gaya machal gaya dil mera dekho mera dil machal gaya chaahat ka rog laga ke aankhon mein unko basaa ke chaahat ka rog laga ke aankhon mein unko basaa ke meethi ye aag laga ke pachhtaaun main pachhtaaun main dekho mera dil machal gaya unhen dekha aur badal gaya machal gaya dil mera dekho mera dil machal gaya jeena hai mushkil unn bin bigde hai haalat gin din jeena hai mushkil unn bin bigde hai haalat gin din birhaa ki agni palken jalti rahe jalti rahe dekho mera dil machal gaya unhen dekha aur badal gaya machal gaya dil mera dekho mera dil machal gaya unhen dekha aur badal gaya machal gaya dil mera dekho mera dil machal gaya
itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke aasmaan par taare hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke iss zameen par zarre hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar tere siwaa kisi ko naa laaya nighaah mein laakhon haseen aaye jawaani ki raah mein sadiyon se kar rahaa tha tumhaara hi intezaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke aasmaan par taare hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar maine bhi tere vaaste kitne janam liye tab dil ke raaston pe jale pyaar ke diye ek din zaroor paaungi itna tha aitbaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke iss zameen par zarre hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar bekhud bana diya mujhe tere salaam ne jannat agar mile to naa loon tere saamne ye pyaar wo nasha hai ke jiska nahin utaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke aasmaan par taare hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke iss zameen par
aaa aaa aaaa aaa aaa aaaaa kaise samjhaaun badi nasamajh ho kaise samjhaaun badi nasamajh ho hum se na jeetogi tum rehne do yeh baazi kaise samjhaun aaa aaa aaaa aaa aaa aaaaa kaise samjhaaun bade nasamajh ho kaise samjhaaun bade nasamajh ho aaye gaye tum jaise sainkadon anaari kaise samjhaaun hum dil ka saaz bajaate hain duniya ke hosh udaate hain hum dil ka saaz bajaate hain duniya ke hosh udaate hain hum saat suron ke saagar hain har mehfil mein lehraate hain har mehfil mein lehraate hain kaise samjhaaun badi na samajh ho kaise samjhaaun tum saaz bajaana kya jaano tum rang jamaana kya jaano tum saaz bajaana kya jaano tum rang jamaana kya jaano mehfil to humare dum se hai tum hosh udaana kya jaano tum hosh udaana kya jaano kaise samjhaaun bade uh samajh ho kaise samjhaaun main naachun chaand sitaaron par sholon par aur sharaaron par main naachun chaand sitaaron par sholon par aur sharaaron par hum aise kalaa ke deewaane chha jaayen nasheeli bahaaron par chha
ho ek baar aata hai din aisa roz nahin ho ek baar aata hai din aisa roz nahin ho ek baar aata hai din aisa roz nahin ke mujhko sambhalo koi mujhko hosh nahin ke mujhko sambhalo koi mujhko hosh nahin ho ek baar aati hai rut aisi roz nahin ho ek baar aati hai rut aisi roz nahin ho ek baar aati hai rut aisi roz nahin wo dil koi dil nahin hai jismein josh nahin wo dil koi dil nahin hai jismein josh nahin oooooo hoye ye teri nain rekha rekha mein mujhko dekha ye teri nain rekha rekha mein mujhko dekha na puchh dil ki haalat hai daur ye khushi ka na puchh dil ki haalat hai daur ye khushi ka oh jhoom jhoom gaata hai din aisa roz nahin oh jhoom jhoom gaata hai din aisa roz nahin oh jhoom jhoom gaata hai din aisa roz nahin ke mujhko sambhalo koi ho ooo oooo ho ho dil mera dole ye khaye hichkole ho dil mera dole ye khaye hichkole main haaye haaye karun ye bhed saara khole main haaye haaye karun ye bhed saara khole o naina baan chalati hai rut aisi roz nahin o naina baan
titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash neelen hai gagan mein taaron ke jo phool wohi meri manzil kaise jaaun bhool yahaan nahin bande naa koi riwaaz jaana hai wahaan mujhe baadlon ke paas titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash phool ne kahaa tera jaana hai bekaar kaun hai wahaan jo kare tera intezaar boli titli donon pankh pasaar wahaan pe milega mera rajkumar titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash titli ne poori jab kar li udaan nayi duniyaa mein huyi nayi pehchaan mila usse sapnon kaa rajkumar titli ko mil gaya manchaaha pyaar titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash titli udi udd jo chali phool ne kahaa aajaa mere paas titli kahe main chali aakaash
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bahaaro Phool Barsaao Suraj (1966) 04:48 12077
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:48   Song Number : 12077   

Chehre Pe Giri Zulfen Suraj (1966) 05:20 20282
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:20   Song Number : 20282   

Dekho Mera Dil Suraj (1966) 03:28 14303
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:28   Song Number : 14303   

Itna Hai Tumse Pyaar Suraj (1966) 04:43 14304
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 04:43   Song Number : 14304   

Kaise Samjhaaun Badi Nasamajh Ho Suraj (1966) 03:35 36260
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:35   Song Number : 36260   

O Ek Baar Aata Hai Suraj (1966) 05:11 35915
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Rajendra Kumar
Duration : 05:11   Song Number : 35915   

Titli Udi Udd Jo Chali Suraj (1966) 03:44 14305
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:44   Song Number : 14305