Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTamanna (1996)
HomeTamanna (1996)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ghar se masjid hai bahut door chalo yun kar lein ghar se masjid hai bahut door chalo yun kar lein kisi rote huye bachche ko hansaya jaaye kisi rote huye bachche ko hansaya jaaye ghar se masjid hai bahut door chalo yun kar lein kisi rote huye bachche ko hansaya jaaye kisi rote huye bachche ko hansaya jaaye hamsafar koi to ho waqt ke veerane mein hamsafar koi to ho waqt ke veerane mein sooni aankhon mein sooni aankhon mein koi khwaab sajaaya jaaye ghar se masjid hai bahut door chalo yun kar lein kisi rote huye bachche ko hansaya jaaye roshani ki bhi hifazat hai ibaadat ki tarah roshani ki bhi hifazat hai ibaadat ki tarah bujhte sooraj se bujhte sooraj se charagon ko jalaya jaaye ghar se masjid hai bahut door chalo yun kar lein kisi rote huye bachche ko hansaya jaaye ghum akela ho to saanson ko satata hai bahut ghum akela ho to saanson ko satata hai bahut dard ko dard ka dard ko dard ka hamdard banaya jaaye ghar se masjid hai bahut door chalo yun kar lein kisi rote
raat bhar deeda e nam naak mein lehraate rahe saans ki tarah se aap aate rahe jaate rahe shab ke jaage huye taaron ko bhi neend aane lagi haaye aapke aane ki ik aas thi ab jaane lagi shab ke jaage huye taaron ko bhi neend aane lagi haaye aapke aane ki ik aas thi ab jaane lagi khush the hum apni tamannaaon kaa khaab aayega khush the hum apni tamannaaon kaa khaab aayega nazren neechi kiye sharmaaye huye aayega kaa kule chehre pe bikhraaye huye aayega kaa kule chehre pe bikhraaye huye aayega pattiyaan khadki to hum samjhe ke aap aa hi gaye haaye sajde masjood ke maamood ko hum paa hi gaye shab ke jaage huye taaron ko bhi neend aane lagi haaye aapke aane ki ik aas thi ab jaane lagi subah ne sej se uthte huye li angdaayi subah ne sej se uthte huye li angdaayi aye subah tu bhi jab aayi to akeli aayi meri mehboob mere hosh udaane waali meri masjood meri rooh pe chhaane waali aa bhi jaa taaki mere sajdon ka armaan nikle haaye aa bhi jaa taaki tere kadmon pe meri jaan nikle
ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain inhen khabar hai tumhen hum pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain tumhen khuda ne zamane mein naazneen kiya meri nazar ne tumhen aur bhi haseen kiya tere bagair safar kya hai rasta kya hai hum aashiqon ko zamane se wasta kya hai hum aashiqon ko zamane se wasta kya hai ke hum to aap ko jaanam pasand karte hain isiliye tumhen mausam pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain inhen khabar hai tumhen hum pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain kareeb aao ke bhar len tumhen nighahon mein tumhen samet len inn beqaraar baahon mein hai kaun aisa jise dhadkanon mein band karen tumhin batao tumhen kyun na hum pasand karen tumhin batao tumhen kyun na hum pasand karen ke pyaase log hi shabnam pasand karte hain koi kare na tumhen hum pasand karte hain ye aaine jo tumhen kam pasand karte hain inhen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ghar Se Masjid Tamanna (1996) 07:48 19220
 
Poster of Tamanna (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Paresh Rawal
Duration : 07:48   Song Number : 19220   

Shab Ke Jaage Huye Tamanna (1996) 06:45 15678
 
Poster of Tamanna (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Paresh Rawal
Duration : 06:45   Song Number : 15678   

Ye Aaina Jo Tumhen Tamanna (1996) 06:05 14318
 
Poster of Tamanna (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor
Duration : 06:05   Song Number : 14318