Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeUljhan (1975)
HomeUljhan (1975)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun beech bhanwar mein naav hai meri kaise paar lagaaun dil mein aisa dard chhupa hai dil mein aisa dard chhupa hai mujhse saha naa jaaye mujhse saha naa jaaye kehna to chahun apnon se main phir bhi kaha naa jaaye phir bhi kaha naa jaaye aansoo bhi aankhon mein aaye aansoo bhi aankhon mein aaye chupke se pee jaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun beech bhanwar mein naav hai meri kaise paar lagaaun jeevan ke pinjare mein mann ka ye panchhi jeevan ke pinjare mein mann ka ye panchhi kaise pair se chhoote kaise pair se chhoote jeena hoga iss duniyan mein jab tak saans naa toote jab tak saans naa toote damm ghutta hai ab saanson ka damm ghutta hai ab saanson ka kaise bojh uthaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun beech bhanwar mein naav hai meri kaise paar lagaaun apne jeevan ki uljhan ko
apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apno ne jo dard diye hain kaise main batlaaun pyaar ke waade ho gaye jhuthe pyaar ke waade ho gaye jhuthe wafaa ke bandhan toote wafaa ke bandhan toote banke jeevan saathi koi chain mera kyun loote chain mera kyun loote aise jeevan saathi seeeeee aise jeevan saathi se main kaise saath nibhaaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apno ne jo dard diye hain kaise main batlaaun kaise kaise bhed chhupaayen kaise kaise bhed chhupaayen haathon ki rekhayen haathon ki rekhayen koi naa jaane iss jeevan ko ye kiss or le jaayen ye kiss or le jaayen padh naa paaun lekh vidhi kaaaaa padh naa paaun lekh vidhi ka pal pal main ghabraaun apne jeevan ki uljhan ko kaise main suljhaaun apno ne jo dard diye hain kaise main batlaaun apne jeevan ki uljhan ko
husn ka dariyaa hai koi aag ka toofaan hai sar se paanv tak kisi ki maut ka saamaan hai mujhko to qaatil ki itni pehchaan hai bhola bhala chehra hai dil beimaan hai bhola bhala chehra hai dil beimaan hai mujhko to qaatil ki itni pehchaan hai bhola bhala chehra hai dil beimaan hai nazren jhuka ke bane kaise anjaan hain bhola bhala chehra hai dil beimaan hai bhola bhala chehra hai dil beimaan hai aise mehfil se uth ke na jao aise mehfil se uth ke na jao paas baitho zara muskurao aaj khushiyon ki mehfil saji hai kal hua jo use bhool jao husn ki baat hai ye ishq ka raaz hai ye zulf thi mehki mehki har nazar behki behki bahut bezaar tha dil shola tha aag tha dil koi agosh mein tha magar betaab tha dil fizaan khamoshiyon ki dawa behoshiyon ki kiye jaati thi paagal laga tha dil se qaatil laga tha dil se qaatil chehre se parda hata ke rahunga chehre se parda hata ke rahunga hua qatl kaise bata ke rahunga bata ke rahunga jaan lene waale ki mushkil mein jaan hai bhola bhala
suboh aur shaam kaam hi kaam suboh aur shaam kaam hi kaam suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam kaam se jiss ko mile naa chhutti kaam se jiss ko mile naa chhutti aise sajnaa se meri kutti kutti kutti suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam aaj naa jaane dil ki dhadkan raaz kyun dil ka kholeee raaz kyun dil ka khole main to jaanun wo naa jaane ye tadpan kya boleeee ye tadpan kya bole padh na sake jo mann ki chitthi padh na sake jo mann ki chitthi aise sajnaa se meri kutti kutti kutti suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam pyaar ke waade kal jo kiye the aaj hai kya majbooriiii aaj hai kya majboori seh naa sakun main pass mein reh ke apne piya se dooriiii apne piya se doori jiss ki agan mein main jal uththi jiss ki agan mein main jal uththi aise sajnaa se meri kutti kutti kutti suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam kaam se jiss ko mile naa chhutti kaam se jiss ko mile
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aapne Jeevan Ki Uljhan Ko (Female) Uljhan (1975) 04:23 14375
 
Poster of Uljhan (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sulaxna Pandit
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:23   Song Number : 14375   

Aapne Jeevan Ki Uljhan Ko (Male) Uljhan (1975) 04:27 14374
 
Poster of Uljhan (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:27   Song Number : 14374   

Mujhko To Qaatil Ki Uljhan (1975) 05:18 19993
 
Poster of Uljhan (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Sulakshana Pandit
Duration : 05:18   Song Number : 19993   

Suboh Aur Shaam Kaam Uljhan (1975) 04:00 12525
 
Poster of Uljhan (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sulaxna Pandit
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:00   Song Number : 12525