Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeZindagi (1964)
HomeZindagi (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek naye mehmaan ke aane ki khabar hai dil mein lehar hai chaand ko palne mein bulaane ki khabar hai dil mein lehar hai nainon waali kaahe ko tu nain churaaye baithi hai kyun chor se tu sar ko chhupaaye mukh na chhupa kya ye chhupaane ki khabar hai dil mein lehar hai rota koi aayega is ghar ko hansaane aas ke deepak se kayi deep jalaane naache re man naachne gaane ki khabar hai dil mein lehar hai
ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache ho ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje aankhon ne aankhon se masti churaayi aankhon ne aankhon se masti churaayi behke kadam aur nazar ladkhadaayi behke kadam aur nazar ladkhadaayee mann ke singhaasan pe tu hi biraaje ho tu hi biraaje ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache oye chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache ho ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chaahat bina zindagi thi adhoori chaahat bina zindagi thi adhoori tu nahin samjhe gawaalan ki chhori tu nahin samjhe gawaalan ki chhori raadha ko saaje to mohan hi saaje mohan hi saaje ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache oye chham chham ki
hum pyaar ka sauda karte hain ek baar hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar ishq tera aag hai to ismein jalte jaayenge maut ho ya zindagi hum saath chalte jaayenge hum wo nahin hain pyaar ke raahi jo duniya se dar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe badle aasmaan aur chaahe badle ye zameen aankh neechi ho wafa ki aaisa ho sakta nahin hum toofaan mein daal ke kashti doob ke paar utar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen chaahe mit jaayen chaahe mar jaayen hum pyaar ka sauda karte hain ek baar hum pyaar ka sauda karte hain ek baar
humne jafa naa seekhi unko wafaa naa aayi humne jafa naa seekhi unko wafaa naa aayi pathar se dil lagaaya aur dil pe chot khaayi humne jafa naa seekhi apne hi dil ke haathon barbaad ho gaye hum apne hi dil ke haathon barbaad ho gaye hum barbaad ho gaye hum kisse karen shikayat ab kiss ki de duhaayi pathar se dil lagaaya aur dil pe chot khaayi humne jafa naa seekhi duniyaa banaane waale main tujhse poochhtaa hoon duniyaa banaane waale main tujhse poochhtaa hoon main tujhse poochhtaa hoon kya pyaar ka jahaan mein badla hai bewafaayi pathar se dil lagaaya aur dil pe chot khaayi humne jafa naa seekhi unko wafaa naa aayi humne jafa naa seekhi
muskura laadle muskura muskura laadle muskura koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura teri ye muskaan koi na chheene kabhi aur phool ki sej soye jawani terii malik se hai ye duwa hai ye duwaaaa koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura tujhko jo dekha wo din yaad aane lage aankhon ke bujhte diye jhilmilane lage main tere jaisa hi tha aisa hi thaa aaaaaaa koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura bach ke tu chal laadle hai bura ye jahan ban saanp dansta hai apna hi saaya yahaan ban saanp dansta hai apna hi saaya yahaan har koi hai bewafaa hai bewafaa koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura
pehle mile the sapnon mein aur aaj saamne paaya haaye qurbaan jaaun pehle mile the sapnon mein aur aaj saamne paaya haaye qurbaan jaaun tum sang jeevan aise katega jaise dhoop sang chhaaya haaye qurbaan jaaun aye saanwali haseena dil mera tune chheena madhosh manzilon per tune sikhaya jeena aye saanwali haseena dil mera tune chheena madhosh manzilon per tune sikhaya jeena ek jhalak se mera muqaddar tune aaj chamkaaya haaye qurbaan jaaun pehle mile the sapnon mein aur aaj saamne paaya haaye qurbaan jaaun gar jhoom ke chalo tum o jaane zindgani pathar ka bhi kaleja ho jaaye paani paani gar jhoom ke chalo tum o jaane zindgani pathar ka bhi kaleja ho jaaye paani paani gore badan par kaala aanchal aur rang le aaya haaye qurbaan jaaun pehle mile the sapnon mein aur aaj saamne paaya haaye qurbaan jaaun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Naye Mehman Zindagi (1964) 03:01 40584
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Helen
Duration : 03:01   Song Number : 40584   

Ghungharwa Mora Chham Chham Baaje Zindagi (1964) 03:18 38711
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahmood, Helen
Duration : 03:18   Song Number : 38711   

Hum Pyaar Ka Sauda Karte Hain Zindagi (1964) 03:30 32165
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:30   Song Number : 32165   

Humne Jafa Naa Seekhi Zindagi (1964) 03:22 15688
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 15688   

Muskura Laadle Muskura Zindagi (1964) 03:23 15689
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayantimala
Duration : 03:23   Song Number : 15689   

Pehle Mile The Sapnon Mein Zindagi (1964) 03:24 15690
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:24   Song Number : 15690