Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMasoom (1983)
HomeMasoom (1983)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


do naina aur ek kahaani do naina aur ek kahaani thoda sa baadal thoda sa paani aur ek kahaani do naina aur ek kahaani thoda sa baadal thoda sa paani aur ek kahaani do naina aur ek kahaani chhoti si do jheelon mein wo behti rehti hai hooo chhoti si do jheelon mein wo behti rehti hai koi sune yaa naa sune kehti rehti hai kuchh likh ke aur kuchh zubaani hooo thoda sa baadal thoda sa paani aur ek kahaani do naina aur ek kahaani thodi si hai jaani huyi thodi si nayi hooo thodi si hai jaani huyi thodi si nayi jahaan ruke aansoo wahin poori ho gayi hai to nayi phir bhi hai puraani hooo thoda sa baadal thoda sa paani aur ek kahaani do naina aur ek kahaani ik khatam ho to doosri raat aa jaati hai hooo ik khatam ho to doosri raat aa jaati hai honthon pe phir bhuli huyi baat aa jaati hai do nainon ki hai ye kahaani hooo thoda sa baadal thoda sa paani aur ek kahaani do naina aur ek kahaani
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye koi manchalaa gar pakad legaa aanchal koi manchalaa gar pakad legaa aanchal zaraa sochiye aap kyaa ki jiyegaa lagaa de agar badh ke zulfon mein kaliyaan lagaa de agar badh ke zulfon mein kaliyaan to kyaa apni zulfein jhatak dijiyegaa huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye bahut khubsoorat hai har baat lekin bahut khubsoorat hai har baat lekin agar dil bhi hotaa to kyaa baat hoti likhi jaati phir daastaan e muhabbat likhi jaati phir daastaan e muhabbat ik afsaane jaisi mulakaat hoti huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye
lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda ghoda pahuncha chauk mein chauk mein tha naayi ghodeji ki naayi ne hajaamat jo banaai thag bag thag bag thag bag thag bag ghoda pahuncha chauk mein chauk mein tha naayi ghodeji ki naayi ne hajaamat jo banaai dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda ghoda tha ghamandi pahuncha sabzi mandi sabzi mandi baraf padi thi baraf mein lag gayi thandi thag bag thag bag thag bag thag bag ghoda tha ghamandi pahuncha sabzi mandi sabzi mandi baraf padi thi baraf mein lag gayi thandi dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda lakdi ki kaathi kaathi pe ghoda ghode ki dum pe jo maara hathauda dauda dauda dauda ghoda dum utha ke dauda ghoda apna tagada hai dekho
aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hoooo hairaan hoon main tere masoom sawalon se pareshaan hoon main ho pareshaan hoon main tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hoooo hairaan hoon main jeene ke liye socha hi nahin dard sambhalne honge jeene ke liye socha hi nahin dard sambhalne honge muskuraye to muskurane ke karz utaarne honge muskuraaun kabhi to lagta hai jaise hoton pe karz rakha hai tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hoooo hairaan hoon main aaj agar bhar aayeen hain boonden baras jaanyegi aaj agar bhar aayeen hain boonden baras jaanyegi kal kya pata in ke liye aankhen taras jaayengi jaane kab gum hua kahan khoya ek aansoo chhupa ke rakha tha tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hoooo hairaan hoon main tere masoom sawalon se pareshaan hoon main hoooo pareshaan hoon main pareshaan hoon main
tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hoooo hairaan hoon main tere masoom sawalon se pareshaan hoon main hoooo pareshaan hoon main tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hooo hairaan hoon main tere masoom sawalon se pareshaan hoon main hoooo pareshaan hoon main jeene ke liye socha hi nahin dard sambhalne honge jeene ke liye socha hi nahin dard sambhalne honge muskuraye to muskuraane ke karz utaarne honge hooooo muskuraaun kabhi to lagta hai jaise hoton pe karz rakha hai hooo tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hoooo hairaan hoon main zindagi tere ghum ne humein rishte naye samjhaye zindagi tere ghum ne humein rishte naye samjhaye mile jo humein dhoop mein mile chaanv ke thande saaye ho tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hoooo hairaan hoon main aaj agar bhar aayeen hain boonden baras jaayegi aaj agar bhar aayeen hain boonden baras jaayegi kal kya pata in ke liye aankhen taras jaayegi hooooo jaane kab gum hua kahan khoya ek
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Do Naina Aur Ek Kahani Masoom (1983) 05:26 20397
 
Poster of Masoom (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Arati Mukherjee
On Screen Actors- 
Naseeruddin Shah, Shabana Azmi
Raag- 
Yaman
Duration : 05:26   Song Number : 20397   

Huzoor Iss Kadar Masoom (1983) 03:49 20569
 
Poster of Masoom (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Raag- 
Yaman
Duration : 03:49   Song Number : 20569   

Lakdi Ki Kaathi Kaathi Pe Ghoda Masoom (1983) 04:07 20821
 
Poster of Masoom (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Naseeruddin Shah, Shabana Azmi
Duration : 04:07   Song Number : 20821   

Tujh se Naraaz Nahin Zindagi (Female) Masoom (1983) 03:40 21352
 
Poster of Masoom (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Anoop Ghosal
On Screen Actors- 
Nasiruddeen Shah
Duration : 03:40   Song Number : 21352   

Tujh Se Naraz (Male) Masoom (1983) 05:43 32627
 
Poster of Masoom (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Anoop Ghosal
On Screen Actors- 
Nasiruddeen Shah
Duration : 05:43   Song Number : 32627