do naina aur ek kahaani do naina aur ek kahaani thoda sa baadal thoda sa paani aur ek kahaani do naina aur ek kahaani thoda sa baadal thoda sa paani aur ek kahaani do naina aur ek kahaani chhoti si do jheelon mein wo behti rehti hai hooo chhoti si do jheelon mein wo behti rehti hai koi sune yaa naa sune kehti rehti hai kuchh likh ke aur kuchh zubaani hooo thoda sa baadal thoda sa paani aur ek kahaani do naina aur ek kahaani thodi si hai jaani huyi thodi si nayi hooo thodi si hai jaani huyi thodi si nayi jahaan ruke aansoo wahin poori ho gayi hai to nayi phir bhi hai puraani hooo thoda sa baadal thoda sa paani aur ek kahaani do naina aur ek kahaani ik khatam ho to doosri raat aa jaati hai hooo ik khatam ho to doosri raat aa jaati hai honthon pe phir bhuli huyi baat aa jaati hai do nainon ki hai ye kahaani hooo thoda sa baadal thoda sa paani aur ek kahaani do naina aur ek kahaani
Do Naina Aur Ek Kahani
Masoom (1983)

Inder Kumar, Ayesha Julka, Renuka Shahane, Tinnu Anand, Mohan Joshi, Suresh Oberoi