Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeWaqt (1965)
HomeWaqt (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai aage bhi jaane na tu anjaane saayo kaa raahon mein dera hai andekhi baahon ne hum sabko ghera hai ye pal ujala hai baaki andhera hai ye pal gavana na ye pal hi tera hai jeene waale soch le yahi waqt hai kar le poori aarzoo aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai iss pal ke jalwon ne mehfil sanvari hai iss pal ki garmi ne dhadkan ubhari hai iss pal ke hone se duniya humari hai ye pal jo dekho to sadiyon pe bhaari hai jeene waale soch le yahi waqt hai kar le poori aarzoo aage bhi jaane na tu peechhe bhi jaane na tu jo bhi hai bas yahi ik pal hai aage bhi jaane na tu la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la lal la iss pal ke saaye mein apna thikana hai iss pal ke aage bhi har sheh fasana hai kal kisne dekha hai kal kisne jaana hai iss pal se
hmm hmm hmm hmm hmm hooooooo oooooooo oye oye oye oye oye oye hoooo ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan ye shokhiyan ye baankpan jo tujh mein hai kahin nahin ye shokhiyan ye baankpan jo tujh mein hai kahin nahin dilon ko jeetne ka fun jo tujh mein hai kahin nahin main teri main teri aankhon mein paa gaya do jahaan main teri main teri aankhon mein paa gaya do jahaan ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan tujhpe qurbaan meri jaan meri jaan tu meethe bol jaaneman jo muskuraa ke bol de tu meethe bol jaaneman jo muskuraa ke bol de to dhadkano mein aaj bhi sharaabi rang ghol de o sanam o sanam main tera aashiq e jaawidan o sanam o sanam main tera aashiq e jaawidan ae meri zohra jabeen tujhe maloom nahin tu abhi tak hai haseen aur main jawaan
chehre pe khushi chha jaati hai aankhon mein suroor aa jaata hai chehre pe khushi chha jaati hai aankhon mein suroor aa jaata hai jab tum mujhe apna kehte ho apne pe guroor aa jaata hai chehre pe khushi chha jaati hai tum husn ki khud ik duniyaa ho shaayad ye tumhen maaloom nahin tum husn ki khud ik duniyaa ho shaayad ye tumhen maaloom nahin shaayad ye tumhen maaloom nahin mehfil mein tumhaare aane se har cheez pe noor aa jaata hai jab tum mujhe apna kehte ho apne pe guroor aa jaata hai chehre pe khushi chha jaati hai hum pass se tumko kya dekhe tum jab bhi muqaabil aate ho hum pass se tumko kya dekhe tum jab bhi muqaabil aate ho tum jab bhi muqaabil aate ho betaab nighahon ke aage parda sa juroor aa jaata hai jab tum mujhe apna kehte ho apne pe guroor aa jaata hai chehre pe khushi chha jaati hai jab tumse muhabbat ki humne tab jaa ke kahin ye raaz khula jab tumse muhabbat ki humne tab jaa ke kahin ye raaz khula tab jaa ke kahin ye raaz khula marne ka salika aate
din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare dushman hai pyaar ke jab laakhon ghum sansaar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare duniyaan ka bhojh zara dil se utaar de chhoti si zindagi hai hans ke guzaar de duniyaan ka bhojh zara dil se utaar de chhoti si zindagi hai hans ke guzaar de apni to zindagi beeti hai jee ko maar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare aaaa haaa haaaa haaa ho ho hoooo aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa achha nahin hota yunhi sapnon se khelna bada hi kathin hai haqeeqaton ko jhelna aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa achha nahin hota yunhi sapnon se khelna bada hi kathin hai haqeeqaton ko jhelna apni haqeeqaten mere sapnon pe waar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare dushman hai pyaar ke jab laakhon ghum sansaar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare aisi waisi baaten sabhi dil se nikaal de
hooooo oooo oooo oooo hoooo ooooo oooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye laakhon haseen khaab nighaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa hooo hoo hooo hoo hooo hooo hoo hoo khushboo chaman ko chhod ke saanson mein ghul gayi khushboo chaman ko chhod ke saanson mein ghul gayi lehraake apne aap jawaan zulf khul gayi hum apni dil pasand panaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye laakhon haseen khaab nighaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye aaaa haaa aaaa haaa haaa o hooo hooo hmm hmm hmmm lara laaaa aaaa haaa haaa hmm hmm hmmm lala la laaaa keh di hai dil ki baat nazaaron ke saamne keh di hai dil ki baat nazaaron ke saamne iqraar kar liya hai bahaaron ke saamne donon jahaan aaj gawaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa haa haa haa kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aayaa kiske aane ki khabar le ke hawaayen aayin kiske aane ki khabar le ke hawaayen aayin jism se phool chatakane ki sadayen aaeen jism se phool chatakane ki sadayen aayin ooo ooo ooo ruh khilne lagi ruh khilne lagi sanson mein mehak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aayaa kisne ye meri taraf dekh ke baahen kholi kisne ye meri taraf dekh ke baahen kholi shokh jazbaat ne seene mein nighaahen kholi shokh jazbaat ne seene mein nighaahen kholi ooo ooo ooo honth tapne lage honth tapne lage zulfon mein lachak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron
maine dekha hai ki phoolon se ladi shaakhon mein tum lachakti huyi yun mere qareeb aayi ho aa aaaa aaaa jaise muddat se yunhi saath raha ho apna jaise ab ki nahin sadiyon ki shanasai ho maine dekha hai ki gaate huye jharanon ke qareeb apni betaabi e jazbaat kahi hai tumne hmmmmm kaanpte hothon se rukti huyi aawaaz ke saath jo mere dil mein thi wo baat kahi hai tumne hmmm hmmm hmm hmmmm aanch dene laga kadmon ke tale barf ka pharsh aaj jaana ke mohabbat mein hai garmi kitni hmm hmmm sangemarmar ki tarah sakht badan mein tere aa gayi hai mere chhu lene se narmi kitni hmmmm hmmmm hmm hmmmmm hum chale jaate hain aur door talak koi nahin hum chale jaate hain aur door talak koi nahin sirf patton ke chatakhne ki sada aati hai dil mein kuchh aise khayaalaat ne karvat li hai mujh ko tum se nahin apne se haya aati hai hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm maine dekha hai ki kohre se bhari vaadi mein main ye kehta hoon chalo aaj kahin kho jaayen hmmmm hmmm main ye kehti hoon ki
kal jahaan basti thi khushiyaan aaj hai maatam wahaan waqt laaya tha bahaare waqt laaya hai khizaa waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt ki gardish se hai chaand taaron ka nizaam waqt ki gardish se hai chaand taaron ka nizaam waqt ki thokar mein hai kya huqumat kya samaaj kya huqumat kya samaaj waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz waqt ki paaband hain aati jaati raunakein waqt ki paaband hain aati jaati raunakein waqt hai phoolon ki sej waqt hai kaanton ka taaj waqt hai kaanton ka taaj waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har shah ghulaam waqt ka har shah pe raaz aadmi ko chahiye waqt se darr kar rahe aadmi ko chahiye waqt se darr kar rahe kaun jaane kis ghadi waqt ka badle mijaaz waqt ka badle mijaaz waqt se din aur raat waqt se kal aur aaj waqt ki har
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aage Bhi Jaane Na Tu Waqt (1965) 07:33 20013
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:33   Song Number : 20013   

Ae Meri Zohra Jabeen Waqt (1965) 03:58 20110
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Achala Sachadev
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:58   Song Number : 20110   

Chehre Pe Khushi Waqt (1965) 04:18 14404
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 04:18   Song Number : 14404   

Din Hai Bahaar Ke Waqt (1965) 04:52 20385
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shashi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:52   Song Number : 20385   

Hum Jab Simat Ke Aapki Waqt (1965) 05:33 14405
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shashi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:33   Song Number : 14405   

Kaun Aaya Ke Nigahon Mein Waqt (1965) 04:23 20749
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sadhana, Raj Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:23   Song Number : 20749   

Maine Ek Khwab Sa Dekha Waqt (1965) 05:48 13599
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Sadhana
Duration : 05:48   Song Number : 13599   

Waqt Se Din Aur Raat Waqt (1965) 04:19 14406
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:19   Song Number : 14406