maine dekha hai ki phoolon se ladi shaakhon mein tum lachakti huyi yun mere qareeb aayi ho aa aaaa aaaa jaise muddat se yunhi saath raha ho apna jaise ab ki nahin sadiyon ki shanasai ho maine dekha hai ki gaate huye jharanon ke qareeb apni betaabi e jazbaat kahi hai tumne hmmmmm kaanpte hothon se rukti huyi aawaaz ke saath jo mere dil mein thi wo baat kahi hai tumne hmmm hmmm hmm hmmmm aanch dene laga kadmon ke tale barf ka pharsh aaj jaana ke mohabbat mein hai garmi kitni hmm hmmm sangemarmar ki tarah sakht badan mein tere aa gayi hai mere chhu lene se narmi kitni hmmmm hmmmm hmm hmmmmm hum chale jaate hain aur door talak koi nahin hum chale jaate hain aur door talak koi nahin sirf patton ke chatakhne ki sada aati hai dil mein kuchh aise khayaalaat ne karvat li hai mujh ko tum se nahin apne se haya aati hai hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm maine dekha hai ki kohre se bhari vaadi mein main ye kehta hoon chalo aaj kahin kho jaayen hmmmm hmmm main ye kehti hoon ki
Maine Ek Khwab Sa Dekha
Waqt (1965)