Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa eeaaa aa aaaaaaaaaaaaaana chaand ke saath chaand ke saath kayi dard purane nikle chaand ke saath chaand ke saath kayi dard purane nikle chaand ke saath chaand ke saath kayi dard purane nikle dard purane nikle dard purane nikle chaandke saath kayi dard purane nikle chaand ke saath kayi dard purane nikle kitne ghum the jo tere ghum ke bahane nikle chaand ke saath kitne ghum the jo tere ghum ke bahane nikle chaand ke saath kayi dard purane nikle chaand ke saath kayi dard purane nikle kitne ghum the jo tere ghum ke bahane nikle chaand ke saath fasle gul aayi phir ek baar asiraan e wafa fasle gul aayi fasle gul aayi phir ek baar asiraan e wafa fasle gul aayi phir ek baar asiraan e wafa apne hi khoon ke dariya mein nahaane nikle apne hi khoon ke dariya mein nahaane nikle apne hi khoon dil ne ek eent se taamir kiya tajmahal taamir kiya plan kiya dil ne ek eent se ek eent se ek eent se dil ne ek eent se taamir kiya tajmahel tune ek baat kahi tune ek baat kahi laakh
chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye tumhaara haath raat pe heena ka rang mal gaya tumhaara haath raat pe heena ka rang mal gaya humare dil ke saath mein charaag e shouk jal gaya do badan ke saaye anjuman sajaa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye dulhan bani huyi khadi ho tum libaas e noor mein dulhan bani huyi khadi ho tum libaas e noor mein ke sar jhuka rahi hai chaandani mere huzoor mein aas paas kitne khaab jhilmilaa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye bhujha do pyaas pyaar ki labon se kuchh to bol do bhujha do pyaas pyaar ki labon se kuchh to bol do bas ek neend so sakun ye zulf e naaz khol do thaam lo humen ke hum to dagmagaa gaye chaand kitni door tha sitaare kitni door the tum jo aa gaye to sab kareeb aa gaye
Chand Ko Dekho Ji
oo oo oo oo oo oo aa aa aa aa aa aa aa aa chaand ko kyaa maaloom chaahtaa hai usse koi chakor ho o chaand ko kyaa maaloom chaahtaa hai usse koi chakor wo bechaara door se dekhe wo bechaara door se dekhe kare na koi shor ho o chaand ko kyaa maaloom chaahtaa hai usse koi chakor door se dekhe aur lalchaaye pyaas nazar ki badhti jaaye badhti jaaye door se dekhe aur lalchaaye pyaas nazar ki badhti jaaye badli kyaa jaane hai paagal kis ke mann ka mor ho o chaand ko kyaa maaloom chaahtaa hai usse koi chakor saath chale to saath nibhaana mere saathi bhool na jaana bhool na jaana saath chale to saath nibhaana mere saathi bhool na jaana maine tumhaare haath mein de di apni jeewan dor ho o chaand ko kyaa maaloom chaahtaa hai usse koi chakor ho o chaand ko kyaa maaloom chaahtaa hai usse koi chakor
haan chaand kyaa hai roop ka darpan arre roop kya hai preet ka aangan preet kya hai dil ki dhadkan aaha aaha chaand kyaa hai roop ka darpan arre roop kya hai preet ka aangan preet kya hai dil ki dhadkan jabse tum sang preet lagaayi jabse tum sang preet lagaayi humko ik pal neend na aayi raani hoooo raani ho meri nas nas le angdaayi doon main saari raat duhaayi raaja hoooo raaja kaho na raat ki saari kahaani raat kya hai neend ki chilman neend kya hai hosh ki dushman hosh kya hai deewaana pan aa haa aa haa chaand kyaa hai roop ka darpan roop kya hai preet ka aangan preet kya hai dil ki dhadkan aa haa o ho ho aa haa o ho ho aa haa haa aa haa aa haa haa haa haa raat ko apna chaand pyaara ho raat ko apna chaand pyaara mujhko pyaara pyaar tumhaara raaja hoooo raaja saagar ki hai jaan kinaara meri jaan hai pyaar tumhaara raani hoooo raani aji hum jaante hain tum bataao jaan kyaa hai saans ka bandhan arre saans kya hai aas ka jeevan aas kya hai chaand si dulhan aa haa aa
ooooo chaand kyun zard hai raat bedard hai kaanpta hai badan kuchh hawa sard hai chaand kyun zard hai raat bedard hai kaanpta hai badan kuchh hawa sard hai aaja ke teri hain meri bechain baahein aaja ke teri hain meri bechain baahein aaja tarasti hain meri pyaasi nigaahein hooo sajna daraati hain ye tanhaai ki raahein ooooo pyaar ki baat hai gungunayenge hum jaagti raat hai yun na aayenge hum pyaar ki baat hai gungunayenge hum jaagti raat hai yun na aayenge hum keh do ye chanda se jhuka le wo nigahein keh do ye chanda se jhuka le wo nigahein aaja tarasti hain meri pyaasi nigaahein hooo sajna daraati hain ye tanhaai ki raahein ooooo raat abhi tu na dhal aye hawa yun na chal neend ki jheel mein khil raha hai kamal raat abhi tu na dhal aye hawa yun na chal neend ki jheel mein khil raha hai kamal dil to ye kehta hai tujhe jee bhar ke chaahein dil to ye kehta hai tujhe jee bhar ke chaahein aaja tarasti hain meri pyaasi nigaahein hooo sajna daraati hain ye tanhaai ki
chaand madham hai aasmaan chup hai neend ki god mein jahaan chup hai chaand madham hai aasmaan chup hai door waadi mein dhudhiyaa badal jhuk ke parbat ko pyaar karte hain dil mein naaqam hasraten le kar hum tera intezaar karte hain chaand madham hai aasmaan chup hai inn bahaaron ke saaye mein aa jaa inn bahaaron ke saaye mein aa jaa phir muhabbat jawaan rahe naa rahe zindagi tere naamuraadon par kal talak meharbaan rahe naa rahe chaand madham hai aasmaan chup hai roz ki tarah aaj bhi taare subah ki gard mein naa kho jaayen aa tere ghum mein jaagti aankhen kam se kam ek raat so jaayen chaand madham hai aasmaan chup hai
chaand mera dil chandani ho tum chaand se hai door chandani kahaan laut ke aana hai yahin tumko jaa rahe ho tum jaao meri jaan waise to har kadam milenge log sanam milegaa sachchaa pyaar mushkil se hooooo dil ki dosti khel nahin koi dil se dil hai milta yaar mushkil se yehi to hai sanam pyaar ka thikana main hoon main hoon main hoon chaand mera dil chandani ho tum chaand se hai door chandani kahaan laut ke aana hai yahin tumko jaa rahe ho tum jaao meri jaan jaao meri jaan jaao meri
chaand ne kuchh kaha taaron ne kuchh suna baat hi baat mein jaane kya ho gaya aankhen jhuk jhuk gayin dhadkanen ruk gayin kya bataun mera dil kahaan kho gaya chaand ne kuchh kaha taaron ne kuchh suna baat hi baat mein jaane kya ho gaya hum to khud se hi nazren churaane lage jaane kya soch kar muskuraane lage hum to khud se hi nazren churaane lage jaane kya soch kar muskuraane lage ab to dil na kisi bhi bahaane lage baat hi baat mein jaane kya ho gaya aankhen jhuk jhuk gayin dhadkanen ruk gayin kya bataun mera dil kahaan kho gaya raat aayi hai zulfen sanwaare huye aankhon aankhon mein kya kya ishare huye raat aayi hai zulfen sanwaare huye aankhon aankhon mein kya kya ishare huye bas hai itni khabar hum tumhare huye baat hi baat mein jaane kya ho gaya chaand ne kuchh kaha taaron ne kuchh suna baat hi baat mein jaane kya ho gaya
chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne aaj yahaan kal jaane kahaan chaand bada harjai hai phir bhi pagle panchhi ne chaand se preet lagaayi hai haaye chaand se preet lagaayi hai chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne tum jo bano ek shamma main parwana ban jaun ek ishara tum kar do main deewana ban jaun main deewana ban jaun chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne behlaao yun na sanam pyaar ki jhuthi kasmon se hum anjane lakh sahi wakif hain in rasmon se haye wakif hain in rasmon se chaand nikla bhi nahin aur chaandni hai saamne main gira haye main gira koi aaye mujh ko thamne chaand nikla bhi nahin aur chaandni
chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla ye raat kehti hai wo din gaye tere ye jaanta hai dil ke tum nahin mere ye raat kehti hai wo din gaye tere ye jaanta hai dil ke tum nahin mere khadi hoon main phir bhi nigahen bichhaye main kya karoon haai ke tum yaad aaye chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla sulagte seene se dhuaan sa uthtaa hai lo ab chale aao ke dum ghuttaa hai sulagte seene se dhuaan sa uthtaa hai lo ab chale aao ke dum ghuttaa hai jala gaye tan ko baharon ke saaye main kya karoon haai ke tum yaad aaye chaand phir nikla magar tum na aaye jala phir mera dil karoon kya main haai chaand phir nikla
didi didi didi de eeeee dudu dudu douuuuuu didi didi didi de eeeee chaand raat tum ho saath kya karen aji ab to dil machal machal gaya chaand raat tum ho saath kya karen aji ab to dil machal machal gaya dil ka etbaar kya kya karoge ji kal jo ye badal badal gaya dil ka etbaar kya kya karoge ji kal jo ye badal badal gaya tidi tidi tidi di di oouuuuuuu tidi tidi tidi di di oouuuuuuu tidi tidi tidi di di hee ayeee ayeeeee ayeeee zulmin nazar kaisi nidar dil chura liya jaane kis ajab se desh mein bula liya zulmin nazar kaisi nidar dil chura liya jaane kis ajab se desh mein bula liya ye bhi koi dil hai kya jahaan mauka mila fisal fisal gaya chaand raat tum ho saath kya karen aji ab to dil machal machal gaya dil ka etbaar kya kya karoge ji kal jo ye badal badal gaya suniye zara maine kaha mat sataaiye apne aap apni raah laut jaaiye suniye zara maine kaha mat sataaiye apne aap apni raah laut jaaiye ye woh raahen nahin jispe chal ke koi sambhal smbhal gaya chaand raat tum
chaand raaton ko nikle na nikle chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai apne chhote se ghar mein ujaala ab sada ke liye ho gaya hai chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai lala la laa la la la la laa lala la laa ek hansi iski hai saari duniya meri ek muskaan sau saal ki zindagi mujhko duniya mein ab aur kya chahiye mil gayi hai zamaane ki saari khushi maine barson jo dekha tha sapna aaj kismat se poora hua hai apne chhote se ghar mein ujaala ab sada ke liye ho gaya hai chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai lala la la lala lala laa lala la la har ghadi har samay muskuraata hua phool sa bachpana meri baahon mein ho laal mera bada hoke jaaye jahaan kaamyaabi sada iski raahon mein ho door har dam rahe ghum ke saaye ye hamesha hi meri dua hai apne chhote se ghar mein ujaala ab sada ke liye ho gaya hai chaand raaton ko nikle na nikle din mein suraj na chamke to kya hai lala la laa la la
aasmaan se utar kar kamar aa gaya chaand sa lalla maa tere ghar aa gaya aye aasmaan se utar kar kamar aa gaya chaand sa lalla maa tere ghar aa gaya ab masarat ki baajegi shehnaayiyaan aur phoolon se mehkengi angnaayiyaan teri nazron kaa aye jamilaa zara jam ke hila teri nazron kaa noor e nazar aa gaya chaand sa lalla maa aye tere ghar aa gaya maa husn ke tere ye aks hai gehre baap aur bete ke ek jaise chehre munne ke abba tum kahaan the ab tak chhodenge naa tumko kuchh mile naa jab tak munne ki amma shauhar ko bolo kuchh gaanth rupon ki jaldi se kholo munne ke abbaa seeeeee munne ke abba se aise naa bolo sab gher lo milkar are jeb tatolo are naach naach ke apna nikal gaya juise are munne tera abba bada hi kanjoos beech waalon ka aye maati mili zara uchhaal beech waalon ka dekho juloos aa gaya chaand sa lalla maa tere ghar aa gaya aasmaan se utar kar kamar aa gaya chaand sa lalla maa tere ghar aa gaya
chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil bhabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil bhabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya jhuk gaye chanchal naina ik jhalki dikhla ke o jhuk gaye chanchal naina ik jhalki dikhla ke bolo gori kya rakha hai palkon mein chhupa ke tujhko re saanwariya tujhse hi chura ke tujhko re saanwariya tujhse hi chura ke nainon mein sajaaya maine kajra bana ke neend churaayi tune dil bhi churaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya ye bheege nazaare karte hain ishaare ye bheege nazaare karte hain ishaare milne ki ye rut hai gori din hain humaare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare humne to bichhadte dekhe kitnon ke pyaare kabhi na alag huyi kaya se kaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya
natkhat taaro humein na nihaaro humari ye preet nayi chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya haai chaand sa mukhda kyun sharmaaya jhuk gaye chanchal naina ek jhalaki dikhla ke arre jhuk gaye chanchal naina ek jhalaki dikhla ke bolo gori kya rakha hai palkon mein chhupa ke tujhko re sanvariya tujhse hi churaa ke tujhko re sanvariya tujhse hi churaa ke nainon mein sajaaya maine kajra banaa ke neend churayi tune dil bhi churaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya ye bheege nazaare karte hain ishaare ye bheege nazaare karte hain ishaare milne ki yeh rut hai gori din hain humaare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare humne to bichhadte dekhe kitnon ke pyaar chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya
chaand se parda kijiye haan chaand se parda kijiye kahin chura na le chehre ka noor aye mere humnawaa aye mere huzoor aye mere humnawaa aye mere huzoor haan chaand se parda kijiye zulfon se udi khushboo pyaar ki honton pe khil gayi kaliyaan bahaar ki honton pe khil gayi kaliyaan bahaar ki phool se parda kijiye haan phool se parda kijiye kahin chura na le chehre ka noor aye mere humnawaa aye mere huzoor aye mere humnawaa aye mere huzoor haan chaand se parda kijiye lagti ho kisi shaayar ka khayaal aisi saadagi to hai khud mein bemisaal aisi saadagi to hai khud mein bemisaal khud se parda kijiye haan khud se parda kijiye kahin chura na le chehre ka noor aye mere humnawaa aye mere huzoor aye mere humnawaa aye mere huzoor haan chaand se parda kijiye hans de aap agar ban jaaye daastan hans de aap agar ban jaaye daastan palkein jo jhuki kahin jhuk jaaye aasmaan palkein jo jhuki kahin jhuk jaaye aasmaan rab se parda kijiye haan rab se parda kijiye kahin chura na le chehre
chaand si mehbooba ho meri kab aisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha chaand si mehbooba ho meri kab aisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha na kasmein hain na rasmein hain na shikwe hain na waade hain na kasmein hain na rasmein hain na shikwe hain na waade hain ek soorat bholi bhaali hai do naina seedhe saade hain do naina seedhe saade hain aisa hi roop khayaalon mein tha aisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha meri khushiyaan hi na baante mere ghum bhi sehna chahe meri khushiyaan hi na baante mere ghum bhi sehna chahe dekhe na khwaab wo mehlon ke mere dil mein rehna chaahe mere dil mein rehna chaahe iss duniyaa mein kaun tha aisa jaisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha chaand si mehbooba ho meri kab aisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha
Chaand Taare Phool Shabnam Tumse Achchha Kaun Hai, Koi Rut Ho Koi Mausam Tumse Achchha Kaun Hai
jo bhi chaahun wo main paaun zindagi mein jeet jaaun chaand taare tod laaun saari duniyaa par main chhaaun bas itna saa khaab hai bas itna saa khaab hai chaand taare tod laaun saari duniyaa par main chhaaun bas itna saa khaab hai bas itna saa khaab hai yaar tu bhi sun zara aarzoo meri hai kya main kya ban jaana chaahtaa hoon main kahaan kharaab hoon main to laazawaab hoon main ye manwaana chaahtaa hoon maan jaa aye khuda itni si hai dua main ban jaaun sab se bada main ban jaaun sab se bada mere peechhe mere aage haath jode duniyaa bhaage bas itna saa khawaab hai bas itna saa khawaab hai shaan se rahun sadaa mujhpe log hon fidaa haseenaye bhi dil ho khoti dil ka ye kanwal khile sone kaa mehal mile barasne lage heere moti hey maan jaa aye khuda itni si hai duaa main jyaada nahin maangta main jyaada nahin maangta saari daulat saari taaqat saari duniyaa par hukumat bas itna saa khawaab hai bas itna saa khawaab hai bas itna saa khawaab hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaand Ke Saath Kayi Dard Purane Nikle Jagjit Singh 08:03 37393
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 08:03   Song Number : 37393   

Chaand Kitni Door Tha Afsana (1966) 04:24 12621
 
Poster of Afsana (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 04:24   Song Number : 12621   

Chaand Ko Dekho Ji Chand Mere Aja (1960) 03:25 39732
 
Poster of Chand Mere Aja (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
I C Kapoor
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nanda
Duration : 03:25   Song Number : 39732   

Chaand Ko Kyaa Maaloom Lal Bangla (1966) 03:20 13592
 
Poster of Lal Bangla (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prithviraj Kapoor, Sheikh, Mukhtar
Duration : 03:20   Song Number : 13592   

Chaand Kya Hai Dhamkee (1973) 03:58 38897
 
Poster of Dhamkee (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ganesh
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 03:58   Song Number : 38897   

Chaand Kyun Zard Hai Do Shikaari (1979) 04:52 40356
 
Poster of Do Shikaari (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:52   Song Number : 40356   

Chaand Madham Hai Railway Platform (1955) 03:19 15656
 
Poster of Railway Platform (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:19   Song Number : 15656   

Chaand Mera Dil Hum Kisise Kum Naheen (1977) 03:12 11995
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi, Sathi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tariq
Duration : 03:12   Song Number : 11995   

Chaand Ne Kuchh Kaha Daaka (1959) 03:09 39176
 
Poster of Daaka (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Duration : 03:09   Song Number : 39176   

Chaand Nikla Bhi Nahin Aur Bhai Bahen (1969) 03:53 16418
 
Poster of Bhai Bahen (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 03:53   Song Number : 16418   

Chaand Phir Nikla Paying Guest (1957) 04:11 12147
 
Poster of Paying Guest (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:11   Song Number : 12147   

Chaand Raat Tum Ho Half Ticket (1962) 04:12 13307
 
Poster of Half Ticket (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Madhu Bala
Duration : 04:12   Song Number : 13307   

Chaand Raaton Ko Nikle Na Nikle Aisa Bhi Hota Hai (1971) 03:25 40670
 
Poster of Aisa Bhi Hota Hai (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:25   Song Number : 40670   

Chaand Sa Lalla Pyaar Koi Khel Nahin (1999) 04:21 18151
 
Poster of Pyaar Koi Khel Nahin (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Sudesh Bhosle
On Screen Actors- 
Mahima Choudhary, Sunny Deol
Duration : 04:21   Song Number : 18151   

Chaand Sa Mukhda Insaan Jaag Utha (1959) 03:16 12106
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Sunil Dutt
Duration : 03:16   Song Number : 12106   

Chaand Sa Mukhda (Long Version) Insaan Jaag Utha (1959) 03:39 40070
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Madhubala
Duration : 03:39   Song Number : 40070   

Chaand Se Parda Kijiye Aao Pyar Karen (1994) 06:17 31541
 
Poster of Aao Pyar Karen (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Shyam Raj
Music Director- 
Aadesh Srivastava
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Shilpa Shetty
Duration : 06:17   Song Number : 31541   

Chaand Si Mehbooba Himalay Ki God Mein (1965) 04:10 20246
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:10   Song Number : 20246   

Chaand Taare Tum Se Achcha Kaun Hai (2002) 05:10 18706
 
Poster of Tum Se Achcha Kaun Hai (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Instrumental
On Screen Actors- 
Nakul Kapur, Aarti Chhabria
Duration : 05:10   Song Number : 18706   

Chaand Taare Yes Boss (1997) 04:48 18739
 
Poster of Yes Boss (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Abhijeet
Duration : 04:48   Song Number : 18739