MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePopular-Last-7-Days
HomePopular-Last-7-Days
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye humko mili hain aaj ye ghadiyaan naseeb se jee bhar ke dekh lijiye humko kareeb se phir aap ke naseeb mein ye baat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye paas aaiye ke hum nahin aayenge baar baar baahen gale mein daal ke hum ro len zaar zaar aankhon se phir ye pyaar ki barsaat ho naa hooo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale ke phir ye haseen raat ho naa hoo shaayad phir iss janam mein mulaaqat ho naa hooo lag jaa gale aye aye click here
ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye kya baat hai aaj ki chandni mein ye kya baat hai aaj ki chandni mein ke hum kho gaye pyaar ki raagni mein ye baahon mein baahein ye behki nigahein lo aane laga zindagi ka maza ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa sitaron ki mehfil ne karke ishaara sitaron ki mehfil ne karke ishaara kaha ab to saara jahaan hai tumhara muhabbat jawaan ho khula aasman ho kare koi dil aarzoo aur kya ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe rahe saans jab tak ye bandhan na toote tumhein dil diya hai ye wada kiya hai sanam main tumhari rahoongi sada ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein click here
aaj jaane ki zid naa karo aaj jaane ki zid naa karo aaj jaane ki zid naa karo yun hi pehlu mein baithe raho yun hi pehlu mein baithe raho aaj jaane ki zid naa karo haaye mar jaayenge hum to lut jaayenge aisi baaten kiya naa karo aaj jaane ki zid naa karo aaj jaane ki zid naa karo haaye mar jaayenge hum to lut jaayenge aisi baaten kiya naa karo aaj jaane ki zid naa karo tum hi socho zara kyun naa roke tumhen jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum tum ko apni kasam jaane jaan baat itni meri maan lo aaj jaane ki zid naa karo yun hi pehlu mein baithe raho yun hi pehlu mein baithe raho aaj jaane ki zid naa karo haaye mar jaayenge hum to lut jaayenge aisi baaten kiya naa karo aaj jaane ki zid naa karo waqt ki qaid mein zindagi hai magar waqt ki qaid mein zindagi hai magar chand ghadiyaan yahi hai jo aazaad hai chand ghadiyaan yahi hai jo aazaad hai inko kho kar meri jaane jaan umr bhar naa taraste raho aaj jaane ki zid naa karo click here
aaaaa haa haa haa haa haa haa aaaaa haa haa haa haa haa haa aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai masti bhara tarana kyun raat ga rahi hai aankhon mein neend aa kar kyun door ja rahi hai masti bhara tarana kyun raat ga rahi hai aankhon mein neend aa kar kyun door ja rahi hai dil mein koi sitamgar armaan jaga gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai betaab ho raha hai ye dil machal machal ke shaayad ye raat beete karvat badal badal ke lal lal la lal lal la lal lal la lal lal la betaab ho raha hai ye dil machal machal ke shaayad ye raat beete karvat badal badal ke aye dil zara sambhal ja shaayad wo aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar khaabon pe chha gaya hai aye dil mujhe bata de tu kis pe aa gaya hai wo kaun hai jo aa kar click here
hoo maalik hoo hoo ho ho ho ho ho ae maalik tere bande hum aise hon humare karam neki par chalein aur badi se talein taki haste hue nikle dum ae maalik tere bande hum ye andhera ghana chhaa raha tera insaan ghabra raha ho raha bekhabar kuch na aata nazar sukh ka suraj chhupa ja raha hai teri roshni mein jo dum tu amavas ko kar de poonam neki par chalein aur badi se talein taki haste hue nikle dum ae maalik tere bande hum jab zulmon ka ho saamna tab tu hi humein thaamna wo burai karein hum bhalai karein nahin badle ki ho kaamna badh uthe pyaar ka har kadam aur mite bair ka ye bharam neki par chalein aur badi se talein taki haste hue nikle dum ae maalik tere bande hum click here
beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye dekhiye wo kaali kaali badliyaan zulf ki ghata chura na le kahin chori chori aake shokh bijliyaan aap ki ada chura na le kahin yun kadam akele na aage badhaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye dekhiye gulaab ki wo daaliyaan badhke choom le na aapke kadam dekhiye gulaab ki wo daaliyaan badhke choom le na aapke kadam khoye khoye bhanvre bhi hain baag mein koi aap ko bana na le sanam behki behki nazron se khud ko bachaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye zindagi ke raaste ajeeb hain inn mein is tarha chala na kijiye khair hai isi mein aapki huzoor apna koi saathi dhoondh lijiye sun ke dil ki baat yun na muskuraaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke click here
ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye khaab dekhti hoon main ke jag padi hoon khaab se ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye kisi ke itne paas hoo ke sab se door ho gaye ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge ye shaam jab bhi aayegi tum humko yaad aaoge ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum click here
o sajna o sajna barkha bahar aayee ras ki phuhar layee ankhiyon mein pyaar layee o sajna barkha bahar aayee ras ki phuhar layee ankhiyon mein pyaar layee o sajna tum ko pukare mere mann ka papihara tum ko pukare mere mann ka papihara mithi mithi agni mein jale mora jiyaara o sajna barkha bahar aayee ras ki phuhar layee ankhiyon mein pyaar layee o sajna aisi rim jhim mein o sajan pyase pyase mere nayan tere hi khwaab mein kho gaye aisi rim jhim mein o sajan pyase pyase mere nayan tere hi khwaab mein kho gaye sanwali saloni ghata jab jab chhaayi sanwali saloni ghata jab jab chhaayi ankhiyon mein raina gayi nindiya na aayee o sajna barkha bahar aayee ras ki phuhar layee ankhiyon mein pyaar layee o sajna barkha bahar aayee ras ki phuhar layee ankhiyon mein pyaar layee o sajna click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm honton se chhoo lo tum mera geet amar kar do honton se chhoo lo tum mera geet amar kar do ban jaao meet mere meri preet amar kar do honton se chhoo lo tum mera geet amar kar do na umr ki seema ho na janm ka ho bandhan na umr ki seema ho na janm ka ho bandhan jab pyaar kare koi to dekhe kewal mann nayi reet chala kar tum ye reet amar kar do nayi reet chala kar tum ye reet amar kar do aakash ka soonapan mere tanhaa mann mein aakash ka soonapan mere tanhaa mann mein paayal chhankaati tum aa jaao jeevan mein saansein dekar apni sangeet amar kar do sangeet amar kar do mera geet amar kar do jag ne chheena mujh se mujhe jo bhi laga pyaara jag ne chheena mujh se mujhe jo bhi laga pyaara sab jeeta kiye mujhse main har dam hi haara tum haar ke dil apna meri jeet amar kar do tum haar ke dil apna meri jeet amar kar do honton se chhoo lo tum mera geet amar kar do click here
ye samaa samaa hai ye pyaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa ye samaa samaa hai ye pyaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa basne lage aankhon mein kuchh aise sapne basne lage aankhon mein kuchh aise sapne koi bulaaye jaiseeee nainon se apne nainon se apne ye samaa samaa hai deedaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa hmm hmm hmm hmmmmmm hmm hmm hmm hmmmmmm mil ke khayaalon mein hi apne balam se mil ke khayaalon mein hi apne balam se neend ganwaali apni maine kasam seeeeee maine kasam se ye samaa samaa hai khumaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa ye samaa samaa hai ye pyaar kaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
aaja sanam madhur chaandani mein hum tum milein to virane mein bhi aa jaayegi bahaar jhoomne lagega aasmaan jhoomne lagega aasmaan kehta hai dil aur machalta hai dil more saajan le chal mujhe taaron ke paar lagta nahin hai dil yahan lagta nahin hai dil yahan bheegi bheegi raat mein dil ka daaman thaam le khoyi khoyi zindagi har dam tera naam le chaand ki behki nazar keh rahi hai pyaar kar zindagi hai ik safar kaun jaane kal kidhar chaand ki behki nazar keh rahi hai pyaar kar zindagi hai ik safar kaun jaane kal kidhar aaja sanam madhur chaandani mein hum tum milein to virane mein bhi aa jaayegi bahaar jhoomne lagega aasmaan jhoomne lagega aasmaan kehta hai dil aur machalta hai dil more saajan le chal mujhe taaron ke paar lagta nahin hai dil yahan lagta nahin hai dil yahan dil ye chaahe aaj to baadal ban ud jaoon main dulhan jaisa aasmaan dharti par le aaoon main chaand ka dola saje dhoom taron mein mache jhoom ke duniya kahe pyaar mein do dil mile chaand ka dola click here
mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge na jaane mujhe kyun yakeen ho chala hai mere pyaar ko tum mitaa na sakoge mujhe tum nazar se meri yaad hogi jidhar jaaoge tum kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoon kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoon tadapta mujhe har taraf paaoge tum shamma jo jalaayi hai meri wafaa ne bhujha na bhi chaaho bhujhaa na sakoge mujhe tum nazar se kabhi naam baaton mein aaya jo mera to bechain ho ho ke dil tham loge to bechain ho ho ke dil tham loge nighaahon mein chhayega ghum ka andhera kisi ne jo poochha sabab aansuon ka batana bhi chaahon bata na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge mujhe tum nazar se click here
pal pal dil ke paas tum rehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho jeevan meethi pyaas ye kehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho har shaam aankhon par tera anchal lehraaye har raat yaadon ki baaraat le aaye main saans leta hoon teri khushboo aati hai ik mehka mehka sa paigaam laati hai mere dil ki dhadkan bhi tere geet gaati hai pal pal dil ke paas tum rehti ho kal tujhko dekha tha maine apne aangan mein jaise keh rahi thi tum mujhe baandh lo bandhan mein ye kaisa rishta hai ye kaise sapne hain begaane ho kar bhi kyun lagte apne hain main soch mein rehta hoon darr darr ke kehta hoon pal pal dil ke paas tum rehti ho tum sochogi kyun itna main tumse pyaar karoon tum samjhogi deewana main bhi iqraar karoon deewanon ki ye baatein deewaane jaante hain jalne mein kya maza hai parwaane jaante hain tum yun hi jalaate rehna aa aa kar khwabon mein pal pal dil ke paas tum rehti ho jeevan meethi pyaas ye kehti ho pal pal dil ke paas tum rehti ho click here
abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi abhi to aayi ho abhi abhi to abhi abhi to aayi ho bahaar ban ke chhaayi ho hawaa zaraa mehek to le nazar zaraa behek to le ye shaam dhal to le zaraa ye shaam dhal to le zaraa ye dil sanbhal to le zaraa main thodi der jee to loon nashe ke ghoont pee to loon nashe ke ghoont pee to loon abhi to kuchh kahaa nahin abhi to kuchh sunaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin sitaare jhilmilaa uthe sitaare jhilmilaa uthe charaag jagmagaa uthe bas ab na mujh ko toknaa bas ab na mujh ko toknaa na badh ke raah roknaa agar main ruk gayi abhi to jaa na paaoongi kabhi yahi kahoge tum sadaa ke dil abhi nahin bharaa jo khatm ho kisi jagah ye aisaa silsilaa nahin abhi nahin abhi nahin nahin nahin nahin nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin adhuri aas adhuri aas chhod ke adhuri pyaas chhod ke jo roz yoon hi jaaogi to kis tarah nibhaaogi ke zindagi ki raah click here
kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye mere khayaalon ke aangan mein koi sapnon ke deep jalaye deep jalaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kabhi yunhi jab huin bojhal saansen bhar aayeen baithe baithe jab yunhi aankhen kabhi yunhi jab huin bojhal saansen bhar aayeen baithe baithe jab yunhi aankhen kabhi machal ke pyaar se chalke chhuye koi mujhe par nazar na aaye nazar na aaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kahin to ye dil kabhi mil nahin paate kahin pe nikal aayen janmon ke naate kahin to ye dil kabhi mil nahin paate kahin pe nikal aayen janmon ke naate hai meethi uljhan bairee apna man apna hi ho ke sahe dard paraye dard paraye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye dil jaane mere saare bhed ye gehre kho gaye kaise mere sapne click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm magar lagta hai kuchh aisa hmm hmm hmm hmm hmm mil gaya na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan nazar ban gayee hai dil ki zabaan na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa muhabbat ke mod pe hum mile sab ko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan muhabbat ke mod pe hum mile sab ko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan chale aaj dono jaane kahaan na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa click here
tuj magato mi aata magato aata tuj magato mi aata magato aata maj dyave ek danta tuj magato mi aata magato mi aata tuj magato mi aata tujhe thayi majhi bhakti tujhe thayi majhi bhakti virudhavi ganapati tujhe thayi jyachi preeti tyachi ghadavi sangati sangati tyachi ghadavi sangati dharanidhara aise dyave dharanidhara aise dyave sarvabhuti leen dhave tuj sharan sharan sharan aalo patit mi jaan patit jaan aalo patit mi jaan tujha apradhi mi khara tujha apradhi mi khara aahe ekshuchapadhara majhi yeu de karuna tuj laagi gajanana gajanana tuj laagi gajanana gajanana maj dyave ek danta tuj magato mi aata magato mi aataaaa tuj magato mi aata click here
Tere Mere Sapne Ab Ek Rang Hain, Hoooo Jahan Bhi Le Jayen Raahen, Hum Sang Hain, Tere Mere Sapne Ab Ek Rang Hain click here
rahen naa rahen hum mehkaa karenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum mausam koi ho iss chaman mein rang ban ke rahenge hum khiraamaa chaahat ki khushboo yunhi zulfon se udegi khijaa ho yaa bahaaren yunhi jhumte yunhi jhumte aur khilte rahenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum mehkaa karenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein khoye hum aise kya hai milna kya bichhadna nahin hai yaad humko kooche mein dil ke jab se aaye sirf dil ki zameen hai yaad humko issi sarzameen issi sarzameen pe hum to rahenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum jab hum na hoge jab humari khaak pe tum rukoge chalte chalte ashqon se bheegi chaandni mein ik sadaa si sunoge chalte chalte wahin pe kahin wahin pe kahin hum tumse milenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum mehkaa karenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum click here
rim jhim gire saawan sulag sulag jaaye mann bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan rim jhim gire saawan sulag sulag jaaye mann bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan rim jhim gire saawan jab ghungharuon ki bajti hain boondein armaan humaare palkein na moondein kaise dekhein sapne nain sulag sulag jaaye mann bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan rim jhim gire saawan mehfil mein kaise keh dein kisi se dil bandh raha hai kis ajnabee se mehfil mein kaise keh dein kisi se dil bandh raha hai kis ajnabee se haai karein ab kya jatan sulag sulag jaaye mann bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan rim jhim gire saawan sulag sulag jaaye mann bheege aaj is mausam mein lagi kaisi ye agan rim jhim gire saawan click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Lag Jaa Gale Woh Kaun Thi (1964) 04:28 11973
 
Poster of Woh Kaun Thi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:28   Song Number : 11973   

Yeh Raatein Yeh Mausam Dilli Ka Thug (1958) 03:49 21482
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:49   Song Number : 21482   

Aaj Jaane Ki Zid Naa Karo Farida Khanum 07:26 11758
 
Poster of Farida Khanum
 
Category
Ghazal
Singer- 
Noor Jahan
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 07:26   Song Number : 11758   

Ae Dil Mujhe Bata De Bhai Bhai (1956) 04:53 20105
 
Poster of Bhai Bhai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nirupa Roy
Duration : 04:53   Song Number : 20105   

Aye Malik Tere Bande Do Ankhen Barah Haath (1957) 03:06 20108
 
Poster of Do Ankhen Barah Haath (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
V Shanta Ram, Sandhya
Raag- 
Bhairav
Duration : 03:06   Song Number : 20108   

Beqarar Karke Humen Yun Na Jaiye Bees Saal Baad (1962) 03:34 20212
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Vishwajeet
Duration : 03:34   Song Number : 20212   

Ajeeb Dastaan Hai Ye Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 05:37 20125
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:37   Song Number : 20125   

O Sajna Barkha Bahar Parakh (1960) 03:23 12097
 
Poster of Parakh (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:23   Song Number : 12097   

Honthon Se Chhoo Lo Tum Prem Geet (1981) 04:57 18021
 
Poster of Prem Geet (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Anita Raj
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:57   Song Number : 18021   

Ye Samaa Samaa Hai Jab Jab Phool Khile (1965) 03:18 21455
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:18   Song Number : 21455   

Aaja Sanam Madhur Chori Chori (1956) 04:52 20045
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 04:52   Song Number : 20045   

Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho Mehdi Hassan 03:42 15981
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 03:42   Song Number : 15981   

Pal Pal Dil Ke Paas Black Mail (1973) 05:25 18240
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Rakhi
Duration : 05:25   Song Number : 18240   

Abhi Na Jaao Chhodkar Hum Dono (1961) 04:19 20099
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sadhana, Nanda
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:19   Song Number : 20099   

Kahin Door Jab Din Anand (1970) 05:49 20720
 
Poster of Anand (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
Duration : 05:49   Song Number : 20720   

Na Tum Humen Jaano Baat Ek Raat Ki (1962) 03:52 21013
 
Poster of Baat Ek Raat Ki (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:52   Song Number : 21013   

Tuj Magato Mi Aata Lata Mangeshkar 03:47 16672
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Marathi
Duration : 03:47   Song Number : 16672   

Tere Mere Sapne Ab Guide (1965) 04:39 21297
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:39   Song Number : 21297   

Rahen Naa Rahen Hum Mamta (1966) 04:29 21147
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suchitra Sen, Dharmendra
Raag- 
Pahadi
Duration : 04:29   Song Number : 21147   

Rim Jhim Gire Saawan (Male) Manzil (1979) 03:59 21164
 
Poster of Manzil (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Raag- 
Kafi
Duration : 03:59   Song Number : 21164