MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNew Karaoke For Female / Male Singers
HomeNew Karaoke For Female / Male Singers
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa dekhen zara kisme kitna hai dum jam ke rakhna kadam mere saathiya aa dekhen zara kisme kitna hai dum jam ke rakhna kadam mere saathiya aa dekhen zara kisme kitna hai dum jam ke rakhna kadam mere saathiya aa dekhen zara kisme kitna hai dum jam ke rakhna kadam mere saathiya heyyyy yaaa aage nikal aaye hum wo peechhe reh gaye aage nikal aaye hum woh peechhe reh gaye uppar chale aaye hum wo neechhe reh gayeeee uppar chale aaye hum wo neechhe reh gaye wo hum se haarenge hum baazi maarenge hum unse kya hai kam naachenge aise hum naachenge aise hum naachenge wo kya aa dekhen zara kisme kitna hai dum jam ke rakhna kadam mere saathiya aa dekhen zara kisme kitna hai dum jam ke rakhna kadam mere saathiyaaaaaa hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey huuuuuu shibab ba daaa duyiiiiii di da da da da saare shahar mein humin hain hum sa kaun hai jhuuuu jhuuu jhuuu jhuuaaa saare shahar mein humin hain hum sa kaun hai haaaaaa haaaaaaaa hooooo uuuuuuuu hooouuuu dekho click here
o ho ho o ho ho o ho o ho o ho ho hooo o ho ho ho ho o ho ho ho ho o ho ho in hawaaon mein in fizaaon mein in hawaaon mein in fizaaon mein tujhko mera pyaar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyaar pukaare ruk na paaon main khichti aaoon main ruk na paaon main khichti aaoon main dil ko jab dildaar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyaar pukaare aa haa haa aa haa haa o ho ho o ho ho o ho ho o ho ho aa haa haa aa haa haa tujhse rangat tujhse masti in jharnon mein in phoolon mein tujhse rangat tujhse masti in jharnon mein in phoolon mein tere dum se meri hasti jhoole chaahat ke jhoolon mein machali jaayen shokh umangein machali jaayen shokh umangein do baahon ka haar pukaare aa ja aa ja re tujhko mera pyaar pukaare aa haa haa aa haa haa o ho ho o ho ho o ho ho o ho ho aa haa haa aa haa haa dil mein tere dil ki dhadkan aankh mein teri aankh ka jaadoo dil mein tere dil ki dhadkan aankh mein teri aankh ka jaadoo lab par tere lab ke saaye saans mein teri saans ki click here
aaha rim jhim ke ye pyare pyare geet liye aayi raat suhaani dekho preet liye meet mere suno zara hawa kahe kyaa aa aa aa suno to zara jheengar bole cheeki meeki cheeki meeki rim jhim ke ye pyare pyare geet liye aaha rim jhim ke ye pyare pyare geet liye aayi raat suhaani dekho preet liye meet mere suno zara hawa kahe kyaa aa aa aa suno to zara jheengar bole cheeki meeki cheeki meeki rim jhim ke ye pyare pyare geet liye khoi si bheegi bheegi raat jhoome aankhon mein sapno ki baraat jhoome khoi si bheegi bheegi raat jhoome aankhon mein sapno ki baraat jhoome dil ki ye duniya aaj baadlon ke saath jhoome aaha rim jhim ke ye pyare pyare geet liye aayi raat suhaani dekho preet liye meet mere suno zara hawa kahe kyaa aa aa aa suno to zara jheengar bole cheeki meeki cheeki meeki rim jhim ke ye pyare pyare geet liye aa haa haa aa aa haa haa aa haa haa aa aa haa haa ha ha aa haa haa aa aa haa haa aa haa haa aa aa haa haa ha ha aa jaao dil mein basa loon tumhein aankhon ka click here
aaj rapat jaayen to humen na uthaiyo aaj phisal jaayen to humen na uthaiyo humen jo uthaiyo toooo humen jo uthaiyo to khud bhi rapat jaaiyo haan khud bhi phisal jaiyo aaj rapat aaj rapat jaayen to humen na uthaiyo barsaat mein thi kahan baat aisi pehli baar barsi barsaat aisi barsaat mein thi kahan baat aisi pehli baar barsi barsaat aisi kaisi ye hawa chali paani mein aag lagi jaane kya pyaas jagi re bheega ye tera badan jagaaye meethi chuban nashe mein jhoome ye mann re kahan hoon mein mujhe bhi ye hosh nahin aaj aa haa o ho aa haa o ho aaj behak jaayen to hosh na dilaiyo aaj behak jaayen to hosh na dilaiyo hosh jo dilaiyo toooo hosh jo dilaiyo to khud bhi behak jaiyo aaj rapat aaj rapat jaayen to humen na uthaiyo baadal mein bijli baar baar chamke dil mein mere aaj pehli baar chamke baadal mein bijli baar baar chamke dil mein mere aaj pehli baar chamke haseena darri darri baahon mein simat gayi seene se lipat gayi re tujhe to aaya mazaa tujhe to sujhi hansi meri click here
Aap Yun Hi Agar Hum Se Milte Rahe Dekhiye Ek Din Pyaar Ho Jaayega, Aisi Baaten Na Kar O Hasin Jaadugar Mera Dil Teri Aankhon Mein Kho Jaayega click here
aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya ke mere dil pe padha tha koyi ghum ka saaya aapne yaad dilaaya main bhi kya cheez hoon khaaya tha kabhi teer koyi dard ab jaa ke utha chot lage deir huyee tumko humdard jo paaya to mujhe yaad aaya ke mere dil pe padha tha koyi ghum ka saaya aapne yaad dilaaya main zameen par hoon na samjha na parakhna chaaha aasmaan par ye kadam jhoom ke rakhna chaaha aaj jo sar ko jhukaaya to mujhe yaad aaya ke mere dil pe padha tha koyi ghum ka saaya aapne yaad dilaaya maine bhi soch liya saath nibhaane ke liye door tak aaoungi main tumko manaane ke liye dil ne ehsaas dilaaya to mujhe yaad aaya aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya click here
achha ji main haari chalo maan jaao na dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na achha ji main haari chalo maan jaao na dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na chhote se kusoor pe aise ho khafaa roothe to huzoor the meri kya khataa dekho dil na todo chhodo haath chhodo dekho dil na todo chhodo haath chhodo chhod diya to haath maloge samjhe aji samjhe achha ji main haari chalo maan jaao na dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na achha ji main haari chalo maan jaao na dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na jeevan ke ye raaste lambe hain sanam kaatenge ye zindagi thokar khaa ke hum zaalim saath le le achhe hum akele zaalim saath le le achhe hum akele chaar kadam bhi chal na sakoge samjhe haan samjhe achha ji main haari chalo maan jaao na dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na achha ji main haari chalo maan jaao na dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na jaao reh sakoge na tum bhi chaen se tum to khair lootna jeene ke maze kya karna hai jee ke ho rehna kissi ke kya karna hai jee click here
aaa aa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aaa aa aa aaa aa aa aaa aa aa aa aaa aa ajhun na aaye balmaa saawan beeta jaaye haay re saawan beeta jaaye aa aa ajhun na aaye balmaa saawan beeta jaaye haay re saawan beeta jaaye haa aa aa ajhun na aaye balmaa saawan beeta jaaye haay re saawan beeta jaaye neend bhi ankhiyan dwaar na aaye neend bhi ankhiyan dwaar na aaye tose milan ki aas bhi jaaye neend bhi ankhiyan dwaar na aaye tose milan ki aas bhi jaaye aayi bahaar khile phoolwaa aa aaa aayi bahaar khile phoolwaa aayi bahaar khile phoolwaa more sapne kaun sajaaye aa aa aa ajhun na aaye balmaa saawan beeta jaaye haay re saawan beeta jaaye haan aa ajhun na aaye balmaa saawan beeta jaaye haay re saawan beeta jaaye chaand ko badra garvaa lagaaye chaand ko badra garvaa lagaaye aur bhi mora mann lalchaaye chaand ko badra garvaa lagaaye aur bhi mora mann lalchaaye yaar haseen gale lag jaa aa aa aa yaar haseen gale lag jaa yaar haseen gale lag jaa mori umr guzarti jaaye aa click here
are yaar meri tum bhi ho ghazab ghonghat to zara odho aahaa maano kahaa ab tum ho jawaan meri jaan ladakpan chhodo jab meri chunariyaa mal mal ki phir kyun na phirun jhalki jhalki are yaar meri tum bhi ho ghazab ghonghat to zara odho aahaa maano kahaa ab tum ho jawaan meri jaan ladakpan chhodo koi jo mujhko haath laagayega haath na uske aaungi main tere mann ki laal pari hoon re mann mein tere udd jaaungi koi jo mujhko haath laagayega haath na uske aaungi main tere mann ki laal pari hoon re mann mein tere udd jaaungi tum pari to zaroor ho par badi mashhoor ho jab meri chunariyaa mal mal ki phir kyun na phirun jhalki jhalki are yaar meri tum bhi ho ghazab ghonghat to zara odho aahaa maano kahaa ab tum ho jawaan meri jaan ladakpan chhodo dekh ke tarse laakh ye bhanware aur inhen tarsaaungi teri gali ki ek kali hoon tere gale lag jaaungi dekh ke tarse laakh ye bhanware aur inhen tarsaaungi teri gali ki ek kali hoon tere gale lag jaaungi tum kali to zaroor ho par badi click here
baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain jaane kya bole mann dole sun ke badan dhadkan bani zubaan baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain jaane kya bole mann dole sun ke badan dhadkan bani zubaan baahon ke darmiyaan khulte band hote labon ki ye ankahi khulte band hote labon ki ye ankahi mujhse keh rahi hai ke badhne de bekhudi mil yun ke daud jaayein nas nas mein bijliyaan baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain jaane kya bole mann dole sun ke badan dhadkan bani zubaan baahon ke darmiyaan aasmaan ko bhi ye haseen raaz hai pasand aasmaan ko bhi ye haseen raaz hai pasand uljhi uljhi saanson ki aawaaz hai pasand moti luta rahi hai saawan ki badliyaan baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain jaane kya jaane kya bole mann bole mann dole sun ke badan dhadkan bani zubaan baahon ke darmiyaan click here
aa aa aaaa aaaa aaaa aaaa bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye kadam choom loon ya ke aankhein bichha doon karoon kya yeh meri samajh mein na aaye bahut shukriya karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka ke ban jaaye koi afsaana dil ka khuda jaane aisi suhaani ghadi phir khuda jaane aisi suhaani ghadi phir meri zindagi mein palat ke naa aaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya khushi to bahut hai magar yeh bhi ghum hai magar yeh bhi ghum hai ke yeh saath apna kadam do kadam hai magar yeh musafir dua maangta hai magar yeh musafir dua maangta hai khuda aap se phir kisi din milaaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya aa aaaa aa mujhe dar hai mujh mein guroor aa na jaaye lagoon jhumne main suroor aa na jaaye suroor aa na jaaye kahin dil na mera yeh taarif sun kar kahin dil na mera yeh taarif sun kar click here
dheere dheere chal chaand gagan mein dheere dheere chal chaand gagan mein dheere dheere chal chaand gagan mein are dheere dheere chal chaand gagan mein kahin dhal na jaaye raat toot na jaayen sapne are dheere dheere chal chaand gagan mein kahin dhal na jaaye raat toot na jaayen sapne are dheere dheere chal chaand gagan mein tu jhoom ke chale to dil pe chale katari hoooo hai meethee chhoori ye zaalim nazar tumhaari tu jhoom ke chale to dil pe chale katari hoooo hai meethee chhoori ye zaalim nazar tumhaari gun gun goonje raag aaj pawan mein are dheere dheere chal chaand gagan mein kahin dhal na jaaye raat toot na jaayen sapne are dheere dheere chal chaand gagan mein woh kya cheez thi milaa ke nazar pilaa di hoooo huaa wo asar ke hamne nazar jhukaa di woh kya cheez thi milaa ke nazar pilaa di hoooo huaa wo asar ke hamne nazar jhukaa di are hongi do do baat aaj milan mein are dheere dheere chal chaand gagan mein kahin dhal na jaaye raat toot na jaayen sapne are dheere click here
dil ne phir yaad kiya barf si lahraayi hai dil ne phir yaad kiya barf si lahraayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya wo bhi kya din the humein dil mein bithaaya tha kabbhi aur hans hans ke gale tumne lagaya tha kabhi khel hi khel mein kyun jaan pe ban aayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya kya bataayein tumhein hum shamma ki kismat kya hai ghum mein jalne ke siwaa aur muhabbat kya hai ye wo gulshan hai ke jismein na bahaar aayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya hum wo parwaane hain jo shamma ka dam bharte hain husn ki aag mein khaamosh jala karte hain aah bhi nikle to ye pyaar ki ruswaai hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya click here
hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam socha hai ek din main usse milke keh daalun apne sab haal dil ke aur kar doon jeevan uske hawale phir chhod de chaahe apna bana le main to uska re hua deewana ab to jaisa bhi mera ho anjaam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam chaaha hai tumne jis baawri ko woh bhi sajanwa chaahe tumhi ko naina uthaae to pyaar samjho palken jhukaa de to ikraar samjho rakhti hai kabse chhupa chhupa ke apne honthon mein piya tera naam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam click here
ho gum hai kisi ke pyaar mein dil subaah shaam par tumhe likh nahin paaoon main uska naam haai raam haai raam subaah shaam gum hai kisi ke pyaar mein dil subaah shaam par tumhe likh nahin paaoon main uska naam haai raam haai raam ho socha hai ek din main usse milke keh daaloon apne sab haal dil ke aur kar doon jeevan uske hawaale phir chhod de chaahe apna bana le main to uska re hua deewaana ab to jaisa bhi mera ho anjaam ho gum hai kisi ke pyaar mein dil subaah shaam par tumhe likh nahin paaoon main uska naam haai raam haai haai haai haai raam chaaha hai tumne jis baawri ko wo bhi sajanwa chaahe tumhin ko naina uthaaye to pyaar samjho palkein jhuka de to ikraar samjho rakhti hai kab se chhupa chhupa ke apne honton mein piya tera naam gum hai kisi ke pyaar mein dil subaah shaam par tumhe likh nahin paaoon main uska naam gum hai kisi ke pyaar mein dil subaah shaam par tumhe likh nahin paaoon main uska naam haai raam haai raam subaah shaam gum hai kisi ke pyaar mein click here
har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana aap hamaare dil ko churaa kar aankh churaaye jaate hain ye ek tarfa rasme wafa hum phir bhi nibhaaye jaate hain chaahat ka dastoor hai lekin aap ko hi maaloom nahin ooooo jis mehfil mein shamma ho parwaana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana bhooli bisri yaadein mere hanste gaate bachpan ki raat biraat chali aati hain neend churaane nainan ki ab keh doongi karte karte kitne saawan beet gaye ooooo jaane kab in aankhon ka sharmana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana apni apni sabne keh li lekin hum chup chaap rahe dard paraaya jisko pyaara wo kya apni baat kahe khaamoshi ka ye afsaana click here
hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to hum moond ke palkon ko iss dil ko saza dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to hum moond ke palkon ko iss dil ko saza dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to in zulfon mein goondegein hum phool mohabbat ke zulfon ko jhatak kar hum ye phool gira dein to in zulfon mein goondegein hum phool mohabbat ke zulfon ko jhatak kar hum ye phool gira dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to aha ha ha ha ha ha ha hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ha ha ha ha ha ha ha hmmmmmmmm hum aapko khwaabon mein la la ke sataayenge hum aapki aankhon se neendein hi udda dein to hum aapko khwaabon mein la la ke sataayenge hum aapki aankhon se neendein hi udda dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to hum aap ke kadmon par gir jaayenge gash kha kar iss par bhi na hum apne aanchal ki hawa dein to hum aap ke kadmon par gir jaayenge gash kha kar iss par bhi na hum apne aanchal ki hawa dein to hum click here
ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho naseeb insaan ka naseeb insaan ka naseeb insaan ka chaahat se hi sanwarta hai kya bura iss mein kisi par jo koi marta hai hum tumhen chaahte hain aise hum tumhen chaahte hain aise marne waala koi marne waala koi zindagi chaahta ho jaise hum tumhen chaahte hain aise rooth jaao agar tum to kya ho rooth jaao agar tum to kya ho pal mein aise lage pal mein aise lage jism se jaan jaise juda ho hum tumhen chaahte hain aise marne waala koi marne waala koi zindagi chaahta ho jaise hum tumhen chaahte hain aise raaaa raaaaa aaahhh ruuuuuu raaaaaaaa zara poochho to mera iraada zara poochho to mera iraada mujhe kis se hai pyaar mere dil ka hai kaun shehzaada zara poochho to mera iraada mere khaabon mein jo saj rahaa hai mere khaabon mein jo saj rahaa hai wo khuda to nahin par zamaane mein sabse juda hai mere khaabon mein jo saj raha hai zindagi bin tumhaare adhuri zindagi bin tumhaare adhuri tum ko paa loon agar tum ko click here
humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka geet ho tum geet ka andaaz hum humsafar mere humsafar aankh ne sharmaa ke keh di dil ke sharmaane ki baat ek deewaane ne sun li duje deewaane ki baat pyaar ki tum inteha ho pyaar ka aagaaz hum pyaar ka aagaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka geet ho tum geet ka andaaz hum humsafar mere humsafar zikr ho ab aasmaan ka yaa zamin ki baat ho khatm hoti hai tumhin par ab kahin ki baat ho ho hasin tum mehjabeen tum naazni tum naaz hum naazni tum naaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar mere humsafar pankh tum parvaaz hum zindagi ka saaz ho tum saaz ki aawaaz hum humsafar click here
ik haseena thi ik deewana tha kya umar kya samaa kya zamaana tha aa aa ik haseena thi haseena thi ik deewana tha deewana tha kya umar kya samaa kya zamaana tha aa aa ek din wo mille roz milne lage ek din wo mille roz milne lage phir mohabbat huyi bas qayaamat huyi kho gaye tum kahaan sun ke ye dastaan log hairaan hain kyunki anjaan hain ishq ki wo gali baat jiski chali us gali mein mera aana jaana tha ik haseena thi ik deewana tha kya umar thi kya samaa tha kya zamana tha ik haseena thi ik deewana tha uss haseen ne kaha uss haseen ne kaha suno jaanewafaa ye falak ye zameen tere bin kuchh nahin tujhpe marti hoon main pyaar karti hoon main baat kuchh aur thi wo nazar chor thi uske dil mein chupi chaah daulat ki thi pyaar ka wo fakat ik bahana tha ik haseena thi ik deewana tha kya umar thi kya samaa tha kya zamana tha ik haseena thi ik deewana tha bewafa yaar ne apne mehboob se aisa dhoka kiya aisa dhoka kiya zeher usko diya zeher usko diya marr gaya wo jawan marr click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Dekhen Zara Rocky (1981) 08:40 18222
 
Poster of Rocky (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 08:40   Song Number : 18222   

Aa Ja Aa Ja Re (Happy Version) Gumrah (1963) 05:50 20582
 
Poster of Gumrah (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Mala Sinha
Raag- 
Marwa
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:50   Song Number : 20582   

Aaha Rim Jhim Ke Ye Pyare Pyare Usne Kaha Tha (1960) 05:35 12089
 
Poster of Usne Kaha Tha (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nanda
Duration : 05:35   Song Number : 12089   

Aaj Rapat Jaayen To Namak Halaal (1982) 06:44 13829
 
Poster of Namak Halaal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Smita Patil
Duration : 06:44   Song Number : 13829   

Aap Yun Hi Agar Hum Se Milte Rahe Ek Musafir Ek Hasina (1962) 04:54 20068
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sadhana, Joy Mukherjee
Raag- 
Kedar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:54   Song Number : 20068   

Aapne Yaad Dilaaya To Aarti (1962) 03:49 12593
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:49   Song Number : 12593   

Achha Ji Main Haari Chalo Kala Pani (1958) 03:22 20102
 
Poster of Kala Pani (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 03:22   Song Number : 20102   

Ajhun Na Aaye Balmaa Sanjh Aur Savera (1964) 05:19 12101
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahamood, Shubha Khote
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:19   Song Number : 12101   

Are Yaar Meri Tum Bhi Teen Devian (1965) 05:18 12062
 
Poster of Teen Devian (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nanda, Simi Garewal, Kalpana
Duration : 05:18   Song Number : 12062   

Baahon Ke Darmiyaan Khamoshi (The Musical) (1996) 06:25 17933
 
Poster of Khamoshi (The Musical) (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Salman Khan, Manisha Koirala
Duration : 06:25   Song Number : 17933   

Bahut Shukriya Badi Meharbani Ek Musafir Ek Hasina (1962) 05:32 20191
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Raag- 
Kedar
Duration : 05:32   Song Number : 20191   

Dheere Dheere Chal Love Marriage (1959) 04:19 20333
 
Poster of Love Marriage (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:19   Song Number : 20333   

Dil Ne Phir Yaad Kiya Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 04:02 20374
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nutan, Rehman
Raag- 
Marwa
Duration : 04:02   Song Number : 20374   

Goom Hai Kisi Ke Pyaar Mein Raampur Ka Lakshman (1972) 04:17 20488
 
Poster of Raampur Ka Lakshman (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Rekha
Duration : 04:17   Song Number : 20488   

Gum Hai Kisi Ke Pyaar Mein Dil Vil Pyar Vyar (2002) 05:49 13119
 
Poster of Dil Vil Pyar Vyar (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Bablu Chakraborty
On Screen Actors- 
Madhavan, Namrata Shirodker
Duration : 05:49   Song Number : 13119   

Har Dil Jo Pyaar Karega Sangam (1964) 04:48 14133
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 04:48   Song Number : 14133   

Hum Aapki Ankhon Mein Pyaasa (1957) 05:19 20525
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Mala Sinha
Duration : 05:19   Song Number : 20525   

Hum Tumhen Chaahte Hain Qurbani (1980) 07:26 17920
 
Poster of Qurbani (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kanchan, Manhar, Anand
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Feroz Khan
Duration : 07:26   Song Number : 17920   

Humsafar Mere Humsafar Purnima (1965) 04:33 11953
 
Poster of Purnima (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Meena Kumari
Duration : 04:33   Song Number : 11953   

Ik Haseena Thi Karz (1980) 07:54 20439
 
Poster of Karz (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 07:54   Song Number : 20439