Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon ek baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon kehne ka mausam bhi hai uspe ye tanhaayi hai kahoon ya na kahoon ho o o o baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon ek baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon kayi baar chaaha maine tujhi ko chura lun tujhse hey kayi baar chaaha maine tujhi ko chura lun tujhse kahin waadiyon mein dil ki duniyaan saja lun tujhse shayad tu kuchh samjh gayi isiliye sharmaayi hai kahoon ya na kahoon bolo bolo bolo baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon ek baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon hoo oo oo aaa aa aa jhalak teri dekhi pehli dusra na bhaya tab se hoo jhalak teri dekhi pehli dusra na bhaya tab se mere devta is dil mein tu hi tu samaaya tab se yahi haqeeqat hai jo ke barson talak chhupaayi hai kahoon ya na kahoon bolo bolo bolo baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon ek baat dil mein aayi hai kahoon ya na kahoon der se mile hain lekin mil to gaye hain aakhir hey der se
oooooooo oooo oooo ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do badh jaayegi betaabi rehne do rehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do deewaane pe aankhen utha na mere gul tumhi mere parwaane tumhi mere bulbul deewaane pe aankhen utha na mere gul tumhi mere parwaane tumhi mere bulbul par kehna ek gul ka bulbul na samjha to ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do badh jaayegi betaabi rehne do rehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do ghata udi udi hawa pyaari pyaari mohabbat mein deti hai maza bekraari ghata udi udi hawa pyaari pyaari mohabbat mein deti hai maza bekraari chaliye ji dil dil ka afsaana samjha do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do badh jaayegi betaabi rehne do rehne do ek baat hai kehne ki aankhon se kehne do mohabbat ke rangon se bhar gaya mausam hume milte dekha to thehar gaya mausam mohabbat ke rangon se bhar gaya mausam hume milte dekha to thehar gaya mausam ek baat hai kehne ki aankhon
ek baat kahoon gar maano tum sapnon mein na aana jaano tum main neend mein uthkar chalti hoon jab dekhti hoon sachh maano tum ek baat kahoon gar maano tum sapnon mein na aana jaano tum main neend mein uthkar chalti hoon jab dekhti hoon sachh maano tum kal bhi hua ki tum guzre the paas se thode se anbane thode udaas the bhaagi thi manaane neend mein lekin sofe se gir padi hahahahahahaha ek baat kahoon gar maano tum sapnon mein na aana jaano tum main neend mein uthkar chalti hoon jab dekhti hoon sachh maano tum parson ki baat hai tumne bulaaya tha tumhare haath mein chehra chhupaaya tha chooma tha haath ko neend mein lekin paaya palang ka tha hahahahahahahaha ek baat kahoon gar maano tum sapnon mein na aana jaano tum us din bhi raat ko tum khwaab mein mile aur khaam khaa ke bas karte rahe gile kaash yeh neend aur khwaab ke yoon hi chalte rahen silsile ek baat kahoon gar maano tum sapnon mein na aana jaano tum main neend mein uthkar chalti hoon jab dekhti hoon sachh
ek baat kahun mere piya sun le agar tu o piya sun le agar tu ek baat kahun mere piya sun le agar tu jab dil mein nahin paap to phir soch naa kar tu ek baat kahun ek baat kahun mere piya sun le agar tu o piya sun le agar tu chhote se mere mann mein hai kya keh nahin paaun main to keh nahin paaun kehte huye sharmaaun bhala kaise bataaun main kaise bataaun hoooo ooooo ooooo oooo ooooo sab kuchh hai inn aankhon mein zara dekh idhar tu o piya dekh idhar tu jab dil mein nahin paap to phir soch naa kar tu ek baat kahun ek baat kahun mere piya sun le agar tu o piya sun le agar tu do nainon ke panghat pe lage pyaar ke mele lage pyaar ke mele do nainon ke panghat pe lage pyaar ke mele aansun bhi hain muskaan bhi jo chaahe so le le jo chaahe so le le hoooo ooooo ooooo oooo ooooo saajan bhare baazaar se khaali naa guzar tu piya khaali naa guzar tu jab dil mein nahin paap to phir soch naa kar tu ek baat kahun ek baat kahun mere piya sun le agar tu o piya sun le agar tu
ek baat poochhta hoon hmm ek baat poochhta hoon hmm gar tum bura na maano na gar tum bura na maano na ek baat poochhta hoon hmm dekha kahin hai tumne dil mera kho gaya hai mera hi hoke mujhse naraaz ho gaya hai naraaz ho gaya hai bolo to dhund loon main hmm bolo to dhund loon main hmm gar tum bura na maano na gar tum bura na maano na ek baat poochhti hoon hmm kaisa hai dil tumhara phirta hai maara maara bedil tumhe bana kar khud ho gaya awaara khud ho gaya awaara samjha ke bhej doon main hmm samjha ke bhej doon main hmm gar tum bura na maano na gar tum bura na maano na ek baat poochhta hoon hmm dil tha kabhi humaara ab ho gaya tumhaara ghar mein tumhaare aaya mehmaan banke ghar ka mehmaan banke ghar ka bolo to dekh loon main hmm bolo to dekh loon main hmm gar tum bura na maano na gar tum bura na maano na ek baat poocchti hoon hmm naraaz hai ye tumse rehne do paas mere jata nahin bechaara ghar se nikaalun kaise ghar se nikaalun kaise dil kaise tod doon main hmm dil
ek baat poochhti hoon aye dil jawaab dena ek baat poochhti hoon aye dil jawaab dena kyun unki ho gayi hoon aye dil jawaab dena ek baat poochhti hoon nadiya ki lehren machal ke saahil se kyun takraati hain saawan ki bijliyaan tadap kar baadal mein kyun lehraati hai aapas mein pyaar hai dil beqaraar hai mil ke gale kho jaati hai jaati hai jaati hai ek baat poochhti hoon aye dil jawaab dena haan dil jawaab dena ek baat poochhti hoon kiss ki lagan mein ye shamma har raat dil ko jalaati hai chanda ke pyaar mein chakori kyun apni jaan ganvaati hai sholon ki baahon mein chaahat ki raahon mein marr ke bhi zindagi paati hai paati hai paati hai ek baat poochhti hoon aye dil jawaab dena haan dil jawaab dena ek baat poochhti hoon soorat ko dekh ke kisi ki aankhen ye kyun jhuk jaati hain paate hi saamne kisi ko saansen ye kyun ruk jaati hain jiss dil mein chor ho masti ka daur ho aankhen wahin jhuk jaati hain jaati hain jaati hain ek baat poochhti hoon aye dil jawaab dena kyun
haan ik banglaa bane nyaaraa ik banglaa bane nyaaraa rahe kunbaa jiss mein saaraa ik banglaa bane nyaara ik banglaa bane nyaara sone kaa banglaa chandan kaa janglaa sone kaa banglaa chandan ka janglaa vishwakarma ke dwaaraa vishwakarma ke dwaaraa ati sunder pyaara pyaara ik banglaa bane nyaaraa ik banglaa bane nyaaraa itnaa ooncha banglaa hoye maano gagan kaa taaraa itnaa ooncha banglaa hoye maano gagan kaa taaraa maano gagan kaa taaraa maano gagan kaa taaraa jispe chadh ke indradhanush pe jhoolaa jhoole chaand hamaaraa bhandaar ho ye lachhmee ke haathon mein saaraa bhandaar ho ye lachhmee ke haathon mein saaraa paaye ab jee bhar ke sukh jisne vipat uthaayee paaye ab jee bhar ke sukh jisne vipat uthaayee
aaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaaaaa aaa aaaaaaaaa aaaa ek bas tu hi nahin ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha maine jo sang taraasha wo khuda ho baitha maine jo sang taraasha wo khuda ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha uth ke manzil hi agar aaye to shaayad kuchh hoooo shaayad kuchh hooooooo uth ke manzil hi agar aaye to shaayad kuchh ho shauq e manzil to mera aablaa pa ho baitha shauq e manzil to mera aablaa pa ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha maine jo sang taraasha wo khuda ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha masalaht chheen li quwwat e guftaar magar masalaht chheen li quwwat e guftaar magar kuchh na kahana hi mera meri sada ho baitha kuchh na kahana hi mera meri sada ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha maine jo sang taraasha wo khuda ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse
Ek Bata Do Do Bata
ek bechara phas gaya jaal mein pyaar ke liye pyaar ke liye ooo oooo pyaar ke liye ek bechara phas gaya jaal mein pyaar ke liye pyaar ke liye oooooo pyaar ke liye yaar ke liye yaar ke liye pyaar ke liye prabhu ke aage kare praarthna tadap tadap kar maata mere laal ki raksha karna jag ke bhaag vidhata prabhu ke aage kare praarthna tadap tadap kar maata mere laal ki raksha karna jag ke bhaag vidhata ek bechara phas gaya jaal mein pyaar ke liye pyaar ke liye oooooo pyaar ke liye yaar ke liye yaar ke liye pyaar ke liye kaun si daulat is duniya mein hogi pyaar se pyari ek yug jaisa ek pal beete tadpe raajkumari kaun si daulat is duniya mein hogi pyaar se pyari ek yug jaisa ek pal beete tadpe raajkumari ek bechara phas gaya jaal mein pyaar ke liye pyaar ke liye oooooo pyaar ke liye yaar ke liye yaar ke liye pyaar ke liye yaar ke liye pyaar ke liye
yaa hillaaa yara yaah raaa yara yaah raaa laayi laa laa ek becharaaa pyaar ka maara raahon mein teri dekh pada hai daal de jaana zulfon ka saaya ek becharaaa pyaar ka maara raahon mein teri dekh pada hai daal de jaana zulfon ka saaya daaman naa bachaao nazren naa churaao behosh kar ke hosh mein to laao daaman naa bachaao nazren naa churaao behosh kar ke hosh mein to laao deewana ban chuka hoon afsaana naa banaao ek becharaaa pyaar ka maara raahon mein teri dekh pada hai daal de jaana zulfon ka saaya pehlun mein bithaao aankhon mein chhupaa lo aye shaah e haseena bismil ki dunwaao pehlun mein bithaao aankhon mein chhupaa lo aye shaah e haseena bismil ki dunwaao kab tak rahoge tanhaa saathi koi banaa lo ek becharaaa pyaar ka maara raahon mein teri dekh pada hai daal de jaana zulfon ka saaya
ik bewafaa ko dil ka sahaara samjh liya pathar ko humne aankh ka taara samjh liya ik bewafaa ko dil ka sahaara samjh liya dushman ko humne jaan se pyaara samjh liya apna hi tha kusoor jo toofan mein hil gaye apna hi tha kusoor jo toofan mein hil gaye ik mauj thi ke jiss ko kinaara samjh liya pathar ko humne aankh ka taara samjh liya jaadu bhari nigaah ke dhoke mein aa gaye jaadu bhari nigaah ke dhoke mein aa gaye bhoole se apne dil ko tumhara samjh liya dushman ko humne jaan se pyaara samjh liya ik bewafaa ko dil ka sahaara samjh liya dushman ko humne jaan se pyaara samjh liya
ek bewafaa se pyaar kiya uss se nazar ko chaar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya ek bewafaa se pyaar kiya uss se nazar ko chaar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya bholi surat waala nikla lootera raat chhupaaye dil mein munh pe savera bholi surat waala nikla lootera raat chhupaaye dil mein munh pe savera oye humne dil nisaar kiya khud ko beqaraar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya ek bewafaa se pyaar kiya uss se nazar ko chaar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya de gayi dhoka humen neeli neeli aankhen neeli neeli aankhen de gayi dhoka humen neeli neeli aankhen neeli neeli aankhen suni hai dil ki mehfil bheegi bheegi aankhen oo bheegi bheegi aankhen oye humne aitbaar kiya ulfat ka iqraar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya ek bewafaa se pyaar kiya uss se nazar ko chaar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya
ek bholi bhaali gaon ki raani jiski kahaani aao sunayen suno ek bholi bhaali gaon ki raani jiski kahaani aao sunayen suno pake dhaan ka khet khada balkha kha ke lehraye odh chunariya hariyaali ki dharti hai muskaaye wahaan bani ek sundar kuttiya mehlon ko sharmaaye usmein rehti ek matwaali sundar raani uski kahaani aao sunayen suno kuttiya hi sab kuchh hai uski kuttiya ki sab kuchh hai wo aate jaate raahi paate aage badhne ki himmat ko gaon ki raani piya ke path mein baithi bichhaye aankhon ko saanjh deep ne mila diye aur dekh raha iss madhur milan ko aisi gaon ki raani jiski kahaani aao sunayen suno need pari ke jaadu ne jab luta diye sapne anmol lagi lootne saari duniya apni man masti mein dol need pari ke jaadu ne jab luta diye sapne anmol lagi lootne saari duniya apni man masti mein dol par haaye vidhaata roop badal kar gaon ki aangan aayi bhole bhaale mukhde dekhe apne aap se wo sharmaayi par haaye vidhaata roop badal kar gaon ki aangan aayi bhole bhaale
ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya mujhko mere khoobsurat khwaab se chonka diya ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya ek bhooli yaad ne zakhme dil taaza hua aur phool nashtar ban gaye zakhme dil taaza hua aur phool nashtar ban gaye ghum ka paimaana kisi ne aaj phir chhalka diya ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya ek bhooli yaad ne paa liya tha maine dil ki beqaraari mein sukoon paa liya tha maine dil ki beqaraari mein sukoon waqt ne phir mujhko ghum ka aaina dikhla diya ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya ek bhooli yaad ne dhoond li thi maine manzil ghum ki raahen bhool kar dhoond li thi maine manzil ghum ki raahen bhool kar zindagi ne phir puraani raah par pahuncha diya ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya mujhko mere khoobsurat khwaab se chonka diya ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya ek bhooli yaad ne
ek boishakhe dekha holo dujanar josthi te holo porichay aschhe ashar maas mon tai bhabchhe ki hay ki hay ki jani ki hay ek boishakhe dekha holo dujanar josthi te holo porichay aschhe ashar maas mon tai bhabchhe ki hay ki hay ki jani ki hay takhoni to holo dekhe jei na nayon kichhu cheyechhe jana jani hoye gechhe adhar jakhoni katha peyechhe jani nato ki je habe er pare kichhu pele e hriday aschhe ashar maas mon tai bhabchhe ki hay ki hay ki jani ki hay prothome chamok chhilo tarpare bhalolaga eseche dube gechhe sei mon je mon khushir srote bhesechhe jani na to ki je habe sab kichhu hoye gele tanmay aschhe ashar maas mon tai bhabchhe ki hay ki hay ki jani ki hay ek boishakhe dekha holo dujanar josthi te holo porichay aschhe ashar maas mon tai bhabchhe ki hay ki hay ki jani ki hay
aye bui bui bui bui bui bui heyy bui bui hey hey ek botal ho bagal mein aur haath mein ho ek jaam phir kisko fursat soche kab subah huyi kab shaam ek botal ho bagal mein aur haath mein ho ek jaam phir kisko fursat soche kab subah huyi kab shaam pee pee re yehe pee pee re ha jab thodi si gale mein dal jaati hai yaaro aankhon mein gulaabi shamma jal jaati hai yaaro hey ru ru ru ru ru ru ru ru ya yaa yaa jab thodi si gale mein dal jaati hai yaaro aankhon mein gulaabi shamma jal jaati hai yaaro chaar katron se nikal jaata hai saara kaam ek botal ho bagal mein aur haath mein ho ek jaam phir kisko fursat soche kab subah huyi kab shaam pee pee re yehe pee pee re uu ha ro ro ke jeene waalo peene ki aadat daalo maykhane mein aa baitho aur apni pyaas bujha lo bujha lo bujha lo bujha lo aa ha ha ha ha ha ha ha ha hmm ro ro ke jeene waalo peene ki aadat daalo maykhane mein aa baitho aur apni pyaas bujha lo dekho jannat mil rahi hai kitne saste daam ek botal ho bagal mein aur
ek brahman ne kahaa hai ke ye saal achchhaa hai ek brahman ne kahaa hai ke ye saal achchhaa hai zulm ki raat bahut zald dhalegi ab to aag chulhon mein har ek roz jalegi ab to bhookh ke maare koi bachchaa nahin royega chain ki neend har ik shaksh yahaan soyega aandhi nafrat ki chalegi na kahin ab ke baras pyaar ki fasal ugaayegi zameen ab ke baras hai yakeen ab naa koi shor sharaaba hoga zulm hoga naa kahin khoon kharaaba hoga oss aur dhoop ke sadme naa sahegaa koi ab mere des mein beghar naa rahegaa koi naye waadon kaa jo daala hai wo jaal achchhaa hai rehnumaaon ne kahaa hai ke ye saal achchhaa hai dil ke khush rakhne ko gaalib ye khyaal achchhaa hai dil ke khush rakhne ko gaalib ye khyaal achchhaa hai dil ke khush rakhne ko gaalib ye khyaal achchhaa hai
ho ho ho ho ho ho oho ho ho ho ho ho ek butt se mohabbat kar ke ek butt se mohabbat kar ke maine yahi jaana hai samajhaye se jo na samjhe samajhaye se jo na samjhe dil aisa deewana hai ek butt se mohabbat kar ke khoobsurat hai bala ka aur bala se kam nahin uska ghum jee ko lage to jag ka koi ghum nahin chal paaon dilon pe rakh ke chal paaon dilon pe rakh ke uska hi zamaana hai ek butt se mohabbat kar ke maine yahi jaana hai ek butt se mohabbat kar ke phool champe ka haseen behad magar khushboo nahin hai mere mehboob mein sab kuchh wafa ki boo nahin kuchh bhi ho mujhe ghar apna kuchh bhi ho mujhe ghar apna us gul se sajaana hai ek butt se mohabbat kar ke maine yahi jaana hai samajhaye se jo na samjhe dil aisa deewana hai ek butt se mohabbat kar ke
hmmmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm hmmmmm hmmmm hmmmmm hmmm hmmmmm hmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa ek chameli ke mandve talle ek chameli ke mandve talle maikade se zara door uss mod par maikade se zara door uss mod par do badan pyaar ki aag mein jal gaye ek chameli ke mandve talle ek chameli ke mandve talle pyaar harf e wafaa pyaar unka khudaa pyaar harf e wafaa pyaar unka khudaa pyaar unki cheetaaaaa do badan pyaar ki aag mein jal gaye do badan pyaar ki aag mein jal gaye ek chameli ke mandve talle ek chameli ke mandve talle oss mein bheegte chaandani mein nahaate huye oss mein bheegte chaandani mein nahaate huye jaise do taaza ruh taaza dam phool pichchhale pehar jaise do taaza ruh taaza dam phool pichchhale pehar thandi thandi sababro chaman ki hawaa thandi thandi sababro chaman ki hawaa sarf e maatam huyi sarf e maatam huyi sarf e maatam huyi kaali kaali laton se lipat garm rukhsaar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Baat Dil Mein Rahi Badal Gaye (1985) 05:24 32134
 
Poster of Rahi Badal Gaye (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Shabana Azmi
Duration : 05:24   Song Number : 32134   

Ek Baat Hai Kehne Ki Samson (1964) 03:29 40644
 
Poster of Samson (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Dara Singh, Feroz Khan, Ameeta
Duration : 03:29   Song Number : 40644   

Ek Baat Kahoon Golmaal (1979) 04:02 32490
 
Poster of Golmaal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bindiya Goswami, Amol Palekar
Duration : 04:02   Song Number : 32490   

Ek Baat Kahun Mere Amar (1954) 03:06 12646
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:06   Song Number : 12646   

Ek Baat Poochhta Hoon Banarasi Thug (1962) 03:48 32066
 
Poster of Banarasi Thug (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Lakhnavi
Music Director- 
Iqbal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Madhu Mati
Duration : 03:48   Song Number : 32066   

Ek Baat Poochhti Suhagan (1964) 04:29 14292
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:29   Song Number : 14292   

Ek Bangla Bane Nyara President (1937) 03:20 11223
 
Poster of President (1937)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1937
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:20   Song Number : 11223   

Ek Bas Tu Hi Nahin Mujhse Khafa Mehdi Hassan 10:00 36789
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 10:00   Song Number : 36789   

Ek Bata Do Do Bate Chaar Kalicharan (1976) 03:56 38716
 
Poster of Kalicharan (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Reena Roy
Duration : 03:56   Song Number : 38716   

Ek Bechara Phas Gaya Pataal Bhairavi (1985) 04:25 32429
 
Poster of Pataal Bhairavi (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas, Chorus
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 04:25   Song Number : 32429   

Ek Becharaaa Pyaar Ka Waris (1969) 03:35 14407
 
Poster of Waris (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 03:35   Song Number : 14407   

Ek Bewafaa Ko Ajeeb Ladki (1952) 03:12 12625
 
Poster of Ajeeb Ladki (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Rahman, Naseem
Duration : 03:12   Song Number : 12625   

Ek Bewafaa Se Pyaar Awara (1951) 02:37 12757
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Honey O Brien
Duration : 02:37   Song Number : 12757   

Ek Bholi Bhali Gaon Ki Rani Hemant Kumar 05:12 12074
 
Poster of Hemant Kumar
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 05:12   Song Number : 12074   

Ek Bhooli Yaad Ne Jogi (1982) 05:21 19945
 
Poster of Jogi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:21   Song Number : 19945   

Ek Boishakhe Dekha Holo Arati Mukherjee 03:40 16711
 
Poster of Arati Mukherjee
 
Singer- 
Arati Mukherjee
Duration : 03:40   Song Number : 16711   

Ek Botal Ho Bagal Mein Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970) 04:20 40535
 
Poster of Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:20   Song Number : 40535   

Ek Brahman Ne Kahaa Hai Jagjit Singh 04:01 15962
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:01   Song Number : 15962   

Ek Butt Se Mohabbat Maan Abhiman (1980) 03:49 13633
 
Poster of Maan Abhiman (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Raj Kiran
Duration : 03:49   Song Number : 13633   

Ek Chameli Ke Mandve Cha Cha Cha (1964) 06:37 12952
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Makhdoom
Music Director- 
Iqbal
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 06:37   Song Number : 12952