Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhari dupehri mein andhiyara bhari dupehri mein andhiyara suraj parchhayi se hara bhari dupehri mein andhiyara suraj parchhayi se hara antar tam ka neh nichoden antar tam ka neh nichoden bujhi hui baati sulgayen aao phir se diya jalayen aao phir se diya jalayen hum padaav ko samjhe manzil hum padaav ko samjhe manzil lakshey hua aankhon se ojhal vartmaan ke moh jaal mein vartmaan ke moh jaal mein aane wala kal na bhulayen aao phir se diya jalayen aao phir se diya jalayen aahuti baki yagye adhura apno ke vighnon ne ghera aahuti baki yagye adhura apno ke vighnon ne ghera antim jai ka vazra banane antim jai ka vazra banane nav dadhichi haddiyan galaaye aao phir se diya jalayen aao phir se diya jalayen bhari dupehri mein andhiyara suraj parchhayi se haara antar tam ka neh nichoden antar tam ka neh nichoden bujhi hui baati sulgayen diya jalayen diya jalayen diya jalayen diya jalayen
jab se bani hai ye duniyaa pyaar sanam hai pyaar khuda jab se bani hai ye duniyaa pyaar sanam hai pyaar khuda aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen wo dil dil hi nahin jo na ho beqaraar aankh wo kya jis mein nahin kisi ka intezaar wo dil dil hi nahin jo na ho beqaraar aankh wo kya jis mein nahin kisi ka intezaar kitni bhi ho ye duniyaa haseen pyaar nahin to kuchh bhi nahin aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen duniyaa ke har ghum ki pyaar hi hai dawaa kyun na rahen dil mein sadaa pyaar hi ka nasha duniyaa ke har ghum ki pyaar hi hai dawaa kyun na rahen dil mein sadaa pyaar hi ka nasha apna saathi saath mein len pyaar ka daaman haath mein len aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen pyaar ki dhun mein magan chalta rahe carvaan soch ye kyun fikr ye kyun manzilen hai kahaan pyaar ki dhun mein magan chalta rahe carvaan soch
tar rar rar rar rar rar rar rar aha ta rar rar aha ta rar rar aha aha aha aha ta rar rar holi hai aao re aao aao re aao aao re aao khelo holi biraj mein khele holi nandlaal hoye hoye aao re aao khelo holi biraj mein khele holi nandlaal aao re babua aao re bitua aao re babua aao re bitua daalo abeer gulaaal khele holi nandlaal aao re aao khelo holi biraj mein khele holi nandlaal khele holi nandlaal khelo re holi khelo khelo holi gori ke saath holi dekho hamjoli maare pichkaari bheegi gori ki choli aaha re sara rara oho re sara rara aha aha aha aha heyyy holi hai khelo re holi khelo khelo holi gori ke saath holi dekho hamjoli maare pichkaari bheegi gori ki choli aao re babua aao re bitua daalo abeer gulaaal khele holi nandlaal aao re aao khelo holi biraj mein khele holi nandlaal are raama brij mein holi khele sab brij naari re haari are raama brij mein holi khele sab brij naari re haari gop gopaal bhi rangwa daale gop gopaal bhi rangwa daale gaaye gaban bihaari raama
aao re aao re aao re hey giridhari aao re aao re aao re goverdhan giridhari krishn muraari ab laaj humaari tere haath hai aao re aao re aao re hey giridhari aao re aao re aao re hey giridhari aao re andhe jag ke nain khol kar sachchi raah batao andhe jag ke nain khol kar sachchi raah batao apni laaj nibhani hai to bhakt ki laaj bachao apni laaj nibhani hai to bhakt ki laaj bachao o deen bandhu kehlaane waale deen bandhu kehlaane waale ab to darsh dikhao giridhaari aao re aao re aao re hey giridhari aao re kahaan chhupe ho krishan kanhaiya aao bhakton ke prabhu peer haraiya aao chhod ke to ab shesh ki shaiyaa aao meera ke prabhu bansi bajaiya aao prabhu aao hari aao ab aao
jingal bells jingal bells jingal all the way santa clause is comming along driving on a slay aao tumhein chand pe le jaayein pyaar bhare sapne sajayein chhota sa bangla banayein ek nayi duniya basayein ho o o o aao tumhein chand pe le jaayein pyaar bhare sapne sajayein chhota sa bangla banayein ek nayi duniya basayein ho o o o aao tumhein chand pe le jaayein pyaar ki hai duniyaan door aasmaa pe mil ke na bichhde koi wahaan pe aisi bhi ek dagar hai aisa bhi ek nagar hai ho o o o aao tumhein chand pe le jaayein pyaar bhare sapne sajayein chhota sa bangla banayein ek nayi duniya basayein ho o o o aao tumhein chand pe le jaayein ghum jahaan soye aur khushi jaage aas ki hai manzil taaron se aage dil wahaan rote nahin hain aansoon to hote nahin hain ho o o o aao tumhein chand pe le jaayein pyaar bhare sapne sajayein chhota sa bangla banayein ek nayi duniya basayein
aao tumhen ek nayi baat bataaun main aao tumhen ek nayi baat bataaun main saaz bajaaye mausam aur geet sunaun main aao tumhen ek nayi baat bataaun main saaz bajaaye mausam aur geet sunaun main aao tumhen ek nayi baat bataaun main dharti bheege baahon mein baadal ke patte gaaye rasten mein peepal ke panchhi bhanware titali aur hawaayen apni apni dhun mein sab gaaye inko sur inko taal inko geet kisne sikhaaye aao tumhen ek nayi baat bataaun main saaz bajaaye mausam aur geet sunaun main aao tumhen ek nayi baat bataaun main girti uthati dil mein jo lehren hain inn mein hi to geeton ke thehre hain aage peechhe jitna ye jeevan hai meri teri saanson ka aangan hai roz hi subah nayi raah nayi sooraj dikhaye aao tumhen ek nayi baat bataaun main saaz bajaaye mausam aur geet sunaun main hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
Aao Tumhen Pyar Karna
suno aur gaur se suno pehle taaliyaan to bajaao aaj raat ka main aakhari gana gaa raha hoon aur gaane mein ye kehna chaahtaa hoon duniyaan mein khush rehna hai to maano meri baat aao twist karein gaa utha mausam ye aao twist karein zindagi hai yehi aao twist karein gaa utha mausam ye aao twist karein zindagi hai yehi naach uthi hey hey zindgaani hi o meri jaan naach uthi hai zindgaani o meri jaan cham chama cham cham chama cham aa hey haa aa aa o aa o aa o aao twist karein gaa utha mausam ye aao twist karein zindagi hai yehi aao twist karein gaa utha mausam ye aao twist karein zindagi hai yehi hoo raa ri ru ra ri ra raa ri ru ra ri ra raa raa raa parwaano dilwaalo haa haa oo masti ke shaano pe gaao khusyion ko mehfil mein laao itna sa kehna hai haa haa o hey sui sui sui sui sui sui sui sui sui sui sui hey sui sui aao twist karein gaa utha mausam ye aao twist karein zindagi hai yehi aao twist karein gaa utha mausam ye aao twist karein zindagi hai yehi hoo raa ri ru
aao yaaro gaao aao yaaro naacho apne sab dil ke ghum mujhko tum de do meri khushi lo tum baanto aur jhoomo aao yaaro gaao aao yaaro naacho saanson ko saanson se milne do deewaanon ke dil machalne do saanson ko saanson se milne do deewaanon ke dil machalne do dil ki baat khul ke aaj kehne do aao yaaro gaao gaao gaao gaao gaao gaao aao yaaro naacho masti labon se aaj peene do jam ke jawaani ko jeene do masti labon se aaj peene do jam ke jawaani ko jeene do mann ki tum har kali khilne do aao yaaro gaao aao yaaro naacho yaaro zamaana apne dum se hai saare jahaan ki raunak humse hai yaaro zamaana apne dum se hai saare jahaan ki raunak humse hai jalta hai gar koi jalne do aao yaaro gaao gaao gaao gaao gaao gaao aao yaaro naacho apne sab dil ke ghum mujhko tumde do meri khushi lo tum baanto aur jhoomo aao yaaro gaao gaao aao yaaro naacho naachoooo naacho naacho naacho naacho naacho naacho naacho re naacho naacho naacho naacho re naacho na re
aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa kitne bhoole huye zakhmon ka pata yaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye aap ke lab pe kabhi apna bhi naam aayaa tha shokh nazron se muhabbat ka salaam aaya tha umr bhar saath nibhaane ka payaam aayaa tha umr bhar saath nibhaane ka payaam aayaa tha aap ko dekh ke wo ahde wafaa yaad aayaa kitne bhoole huye zakhmon kaa pata yaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye rooh mein jal uthe bujhti huyi yaadon ke diye kaise diwaane the hum aap ko paane ke liye yun to kuchh kam nahin jo aap ne ahsaan kiye yun to kuchh kam nahin jo aap ne ahsaan kiye par jo maange se naa paayaa wo silaa yaad aayaa kitne bhoole huye zakhmon ka pata yaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye aaj wo baat nahin phir bhi koi baat to hai mere hisse mein ye halki si mulaqaat to hai gair ka ho ke bhi ye husn mere saath to hai gair ka ho ke bhi ye husn
aap agar aap na hote to bhalaa kya hote aap agar aap na hote to bhalaa kya hote log kehte hain ke patthar ke masiha hote aap agar aap na hote to bhalaa kya hote log kehte hain ke patthar ke masiha hote sangemarmar pe taraashe huye chehre pe agar aaaa aaaa aaaaaa sangemarmar pe taraashe huye chehre pe agar aapke hasne ka andaaz yahi hota magar wo jo sharma ke jhukaa lete hain aap nazar aise sharmaane pe hum kaise na fidaa hote aap agar aap na hote to bhalaa kya hote log kehte hain ke patthar ke masiha hote aapke maathe pe basti hai jawaan saanjh shahar aaaa aaaa aaaa aapke maathe pe basti hai jawaan shaanjh shahar achchhi lagti hai humein aapki peshaani magar wo jo maathe pe pasina ubhar aata hai kabhi aise maathe pe na kyon log fidaa hote aap agar aap na hote to bhalaa kya hote log kehte hain ke patthar ke masiha hote aap agar aap na hote to bhalaa kya hote aap agar aap na hote
aap agar in dinon yahaan hote aap agar in dinon yahaan hote hum zamin par bhala kahaan hote hum zamin par bhala kahaan hote aap agar in dinon yahaan hote waqt guzra nahin abhi warna waqt guzra nahin abhi warna waqt guzra nahin abhi warna ret par paanv ke nishaan hote ret par paanv ke nishaan hote ret par paanv ke nishaan hote mere aage nahin tha agar koi mere aage nahin tha agar koi mere aage nahin tha agar koi mere peechhe to carvaan hote mere peechhe to carvaan hote mere peechhe to carvaan hote tere saahil pe laut kar aatin tere saahil pe laut kar aatin tere saahil pe laut kar aatin gar umeedon ke baadbaan hote gar umeedon ke baadbaan hote aap agar in dinon yahaan hote hum zamin par bhala kahaan hote aap agar in dinon yahaan hote aap agar in dinon yahaan hote
aap apne nashe mein jeete hain aha aap apne nashe mein jeete hain jeete hain hum zara si sharaab peete hain aap apne nashe mein jeete hain jeete hain hum zara si sharaab peete hain panv behken sambhal bhi jaate hain sar bahek jaaye to sambhalta nahin panv behken sambhal bhi jaate hain sar bahek jaaye to sambhalta nahin daaru chadh ke utar jaati hai paisa chadh jaaye to utarta nahin aap apne nashe mein jeete hain jeete hain hum zara si sharaab peete hain meri aankhon mein rehti hai masti bhai wah wah aapke sar garoor rehta hai meri aankhon mein rehti hai masti aapke sar garoor rehta hai chahe kitna bhi kam karo gussa thoda sa to zaroor rehta hai aap apne nashe mein jeete hain jeete hain hum zara si sharaab peete hain peete hum hain magar ye dekha hai kya dekha aapki aankh laal hoti hai peete hum hain magar ye dekha hai aapki aankh laal hoti hai hum to chalte hain ladkhada ke magar aapki chaal mein chaal hoti hai aap apne nashe mein jeete hain jeete hain hum zara si
aap humaare saath nahin aap humaare saath nahin chaliye koi baat nahin aap kisi ke ho jaayen aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin chaliye koi baat nahin aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin dil ka sheesha toot chuka waqt bhi humse rooth chuka dil ka sheesha toot chuka waqt bhi humse rooth chuka ab humko aawaaz na do ab humko aawaaz na do ab aise haalaat nahin aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin saara zamaana jaanta hai khoob humein pehchaanta hai saara zamaana jaanta hai khoob humein pehchaanta hai humko mitaana mushkil hai humko mitaana mushkil hai sadiyaan hain lamhaat nahin aap kisi ke ho jaayen aap ke bas ki baat nahin aap humaare saath nahin dil bhi tumhaara hai jaanam jaan bhi de sakte hain hum dil bhi tumhaara hai jaanam jaan bhi de sakte hain hum sab hai gawaara humko magar sab hai gawaara humko magar toheen e jazbaat nahin aap kisi ke ho jaayen aap kisi
aap jaisa koi meri zindagi mein aaye to baat ban jaaye haan haan baat ban jaaye aap jaisa koi meri zindagi mein aaye to baat ban jaaye haan haan baat ban jaaye phool ko bahaar bahaar ko chaman dil ko dil badan ko badan har kisi ko chahiye tan ka milan kaash mujh par aisa dil aap ka bhi aaye to baat ban jaaye haan haan baat ban jaaye haan aap jaisa koi meri zindagi mein aaye to baat ban jaaye haan haan baat ban jaaye hoo aap jaisa koi meri zindagi mein aaye to baat ban jaaye haan haan baat ban jaaye main insaan hoon farishta nahin dar hai behak naa jaaoon kahin tanha dil na sambhlega pyaar bina ye bhatkega aap sa kahan hai dil aap ko hi paaye to baat ban jaaye haan haan baat ban jaaye haan aap jaisa koi meri zindagi mein aaye to baat ban jaaye haan haan baat ban jaaye hoo aap jaisa koi meri zindagi mein aaye to baat ban jaaye haan haan baat ban jaaye haa haa haa haa haan baat ban jaaye ho ho ho ho ho baat ban jaaye haa haa haa haa haan baat ban jaaye ho ho ho ho ho
aap jinke kareeb hote hain aap jinke kareeb hote hain wo bade khushnaseeb hote hain aap jinke kareeb hote hain aap jinke kareeb hote hain jab tabiyat kisi pe aati hai jab tabiyat kisi pe aati hai maut ke din kareeb hote hain maut ke din kareeb hote hain wo bade khushnaseeb hote hain aap jinke kareeb hote hain mujhse milna phir aap ka milna mujhse milna phir aap ka milna aap kisko naseeb hote hain aap kisko naseeb hote hain wo bade khushnaseeb hote hain aap jinke kareeb hote hain zulm seh kar jo uff nahin karte zulm seh kar jo uff nahin karte unke dil bhi ajeeb hote hain unke dil bhi ajeeb hote hain wo bade khushnaseeb hote hain aap jinke kareeb hote hain aap jinke kareeb hote hain
la lala la la hey hey la lala la la hey hey la lala la la la lala la la la lala la la la lala la la aap kaa aana dil dhadkaana mehndi laga ke yun sharmana aap kaa aana dil dhadkaana mehndi laga ke yun sharmana pyaar aa gaya re pyaar aa gaya pyaar aa gaya re pyaar aa gaya aap kaa aana dil dhadkaana mehndi laga ke yun sharmana pyaar aa gaya re pyaar aa gaya pyaar aa gaya re pyaar aa gaya ooooooo ooooo oooooo oooooo oooo oooo ooooooo ooooo oooooo oooooo oooo oooo kyun hota hai dil deewana aaj ye humne jaanaaaaaaa pyaar aa gaya re pyaar aa gaya pyaar aa gaya re pyaar aa gaya aap kaa aana dil dhadkaana daal ke daana mujhe sataana pyaar aa gaya re pyaar aa gaya pyaar aa gaya re pyaar aa gaya mili jo nazar hua ye asar yedil ghum hua are bekhabar mili jo nazar hua ye asar yedil ghum hua are bekhabar chhupi hai sharaarat tere pyaar mein dil haar baithe pehli baar mein pal mein apna kyun ho jaata hai koi begaana pyaar aa gaya re pyaar aa gaya pyaar aa gaya re pyaar aa gaya
aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aap kahen aur hum naa aayen aise to haalaat nahin ooooooo manzil pe pahunchenge kaise aap ka jab tak saath nahin ooooooo aap kahen aur hum naa aayen aise to haalaat nahin ooooooo chaahne waalon ki aaj duniyaa mein chaahne waale aa gaye ulfat ki mai aakhon se lo aaj pilane aa gaye aap piyen aur aap naa jhumen aap ke baski baat nahin ooooooo manzil pe pahunchenge kaise aap ka jab tak saath nahin kasa hua hai teer husn ka zara sambhal ke rahiye ga nazar nazar ko maaregi to qaatil humen naa kahiyega chaal chali hai soch ke humne iss khel mein apni maat nahin ooooooo paas aa ke ye aap ke humen hone laga ehsaas hai dam hai to bas aap ke dam se aap hi se saans hai bayaan karen jo haal e dil ko aise koi jazbaat nahin ooooooo aap kahen aur hum naa aayen aise to haalaat nahin manzil pe pahunchenge kaise aap ka jab tak saath nahin
mai se meena se na saaqi se mai se meena se na saaqi se na paimaane se dil bahalta hai mera aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se gul se gunchon se na bul bul ke gul se gunchon se na bul bul ke gun gunane se dil bahalta hai mera aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se khaab mein jannat ka naksha aa gaya jab saamne khaab mein jannat ka naksha aa gaya jab saamne phoolon se bhi dil na behla hum lage tujhe dhoondhane jannat ki baharon se na pariyon ke jannat ki baharon se na pariyon ke muskuraane se dil bahalta hai mera aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se aap ke aa jaane se ek din main bhi gayi thi jauhary baazaar mein ek din main bhi gayi thi jauhary baazaar mein teri aankhen yaad aayi heeron ke bhi haar mein moti se na heeron se na jewar se moti se na heeron se na jewar se na kisi khazane se dil bahalta hai mera aap
aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon apne dil ki baaton se aapka dil behlaata hoon aap ke anurodh pe mat poochho auron ke dukh mein ye prem kavi kyun rota hai mat poochho auron ke dukh mein ye prem kavi kyun rota hai bas chot issi ko lagti hai aur dard kisi ko hota hai door kahin koi darpan toote tadap ke main reh jaata hoon aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon taareef main jiski karta hoon taareef main jiski karta hoon kya roop hai wo kya khushboo hai kuchh baat nahin aisi koi ye ek suroon ka jaadoo hai koyal ki ik kook se sab pe mann mein hook uthaata hoon aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon main pehne phirtaa hoon jo wo janjirein kaise banti hain main pehne phirtaa hoon jo wo janjirein kaise banti hain ye bhed bataa doon geeton mein tasveerein kaise banti hain sundar honthon ki laali se main
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aao Phir Se Diya Jalayen Jagjit Singh 06:08 36228
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:08   Song Number : 36228   

Aao Pyaar Karen Aao Pyar Karen (1964) 04:14 12578
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Saira Banu
Duration : 04:14   Song Number : 12578   

Aao Re Aao Khelo Balika Badhu (1976) 02:54 39975
 
Poster of Balika Badhu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sachin Pilgaokar, Rajni Sharma
Duration : 02:54   Song Number : 39975   

Aao Re Aao Re Rajrani Meera (1956) 03:04 39190
 
Poster of Rajrani Meera (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
B D Mishra
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:04   Song Number : 39190   

Aao Tumhein Chand Pe Zakhmee (1975) 04:42 20060
 
Poster of Zakhmee (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Asha Parekh
Duration : 04:42   Song Number : 20060   

Aao Tumhen Ek Nayi Baat Bataaun Sur (The Melody of Life) (2002) 04:49 18050
 
Poster of Sur (The Melody of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Lucky Ali
On Screen Actors- 
Lucky Ali
Duration : 04:49   Song Number : 18050   

Aao Tumhen Pyaar Karna Shatranj (1969) 03:00 13167
 
Poster of Shatranj (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:00   Song Number : 13167   

Aao Twist Karein Bhoot Bungla (1965) 04:18 12120
 
Poster of Bhoot Bungla (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 04:18   Song Number : 12120   

Aao Yaaron Gaao Hawas (1974) 06:32 38915
 
Poster of Hawas (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha, Pinchoo Kapoor, Anil Dhawan
Duration : 06:32   Song Number : 38915   

Aap Aaye To Gumrah (1963) 05:17 13300
 
Poster of Gumrah (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Sunil Dutt, Mala Sinha
Duration : 05:17   Song Number : 13300   

Aap Agar Aap Na Hote Griha Pravesh (1979) 03:47 16244
 
Poster of Griha Pravesh (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Sarika
Duration : 03:47   Song Number : 16244   

Aap Agar In Dinon Yahan Hote Jagjit Singh 05:37 16918
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh, Gulzar
Duration : 05:37   Song Number : 16918   

Aap Apne Nashe Mein Jeete Hain Swayamvar (1980) 06:21 37852
 
Poster of Swayamvar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee, Shashi Kapoor
Duration : 06:21   Song Number : 37852   

Aap Humaare Saath Nahin Hariharan 05:49 40555
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Tahir Faraz
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:49   Song Number : 40555   

Aap Jaisa Koi Qurbani (1980) 04:10 17917
 
Poster of Qurbani (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Nazia Hassan
On Screen Actors- 
Zeenat Aman
Duration : 04:10   Song Number : 17917   

Aap Jinke Kareeb Hote Hain Pankaj Udhas 04:28 17990
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:28   Song Number : 17990   

Aap Ka Aana Dil Dhadkana Kurukshetra (2000) 06:05 20062
 
Poster of Kurukshetra (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Himesh Reshammiya, Sukhvinder
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Mahima Choudhary, Others
Duration : 06:05   Song Number : 20062   

Aap Kahen Aur Hum Naa Des Pardes (1978) 05:36 13050
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tina Munim, Others
Raag- 
Bhupali
Duration : 05:36   Song Number : 13050   

Aap Ke Aa Jaane Se Khudgarz (1987) 07:12 18698
 
Poster of Khudgarz (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Govinda, Neelam
Duration : 07:12   Song Number : 18698   

Aap Ke Anurodh Pe Anurodh (1977) 05:01 20142
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Simple Kapadia
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:01   Song Number : 20142