Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Hu Hu Pagal Pawan Chale Chahe Gagan Se Agan Jhare, Bijli Gire Chahe Ghata Ghire Saathi Tum Mere Sang Rehna
hu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tuu gaaon ki main gori chanda ki chakori prem ki main dori hoooo tera mera nahin koi mel khel chal aage peechhe aage peechhe hu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tuu shehar ki main raani pyaar ki kahaani dilon ki jawaani hoooo tera mera nahin koi mel khel chal aage peechhe aage peechhe hu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tuu hoshiyaar khabardaar khabardaar hoshiyaar hu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu kisi ke haath naa aaungi aayi to nikal jaaungi hu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu
hey hu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu jami ramat ni rutu aapo aapo ek mek na thai ne bheru sharu jagat ramtu aaviyu ne rame che hu tu tu tu hey hu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu jami ramat ni rutu aapo aapo ek mek na thai ne bheru sharu jagat ramtu aaviyu ne rame che hu tu tu tu tej ne timir rame paani ne samir rame tej ne timir rame paani ne samir rame vadadni othe betha santayela prabhujine paamwane sant ne fakir rame hu tu tu tu hey hu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu jami ramat ni rutu aapo aapo ek mek na thai ne bheru sharu jagat ramtu aaviyu ne rame che hu tu tu tu ek mek ne mathe pakadva sara narsa swaarth saathe dhammaa chakdi pakda pakdi avde sawde aate paate ek mek ne mathe pakadva sara narsa swaarth saathe khamir thi kumari no khel re mandiyo bhai hoi jag jagtu ke hoi shutu hey hu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu tu jami ramat ni rutu aapo aapo ek mek na thai ne bheru sharu jagat ramtu aaviyu ne rame che hu tu tu tu manadani
hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan yahi hai dil ki sadaa raho nazar mein sadaa ab ek pal bhi sanam kabhi na honge judaa yahi hai dil ki sadaa haaaa aaaaa aaaa raho nazar mein sadaa aaaaa aaaaa aaaa ab ek pal bhi sanam aaaaa aaaaa aaaa kabhi na honge judaa hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan dulhan banungi sajan chalungi main ban than bhare tu maang meri khilega dil ka chaman dulhan banungi sajan chalungi main ban than bhare tu maang meri khilega dil ka chaman hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan hua yun pyaar jawaan basega dil ka jahaan koi na ghum ho jahaan chalo chalen hum wahaan
hum aaj kahin dil kho baithe hum aaj kahin hum aaj kahin dil kho baithe hum aaj kahin yun samjho kisi ke ho baithe yun samjho kisi ke ho baithe hum aaj kahin har dam jo koi paas aane laga har dam jo koi bhed ulfat ke samjhaane laga bhed ulfat ke nazron se nazar ka takraana nazron se nazar ka takraana tha dil ke liye ik afsaana tha dil ke liye ik afsaana hum haathon ko dil se dho baithe yun samjho kisi ke ho baithe hum aaj kahin aankhon mein samaaya koi magar kaun aaya kisi ko kya yeh khabar aankhon mein samaaya koi magar kaun aaya kisi ko kya yeh khabar poochho to yahi hai uska pata ho o o o poochho to yahi hai uska pata chanchal naina aur shokh adaa chanchal naina aur shokh adaa hum dil ki naiyya dubo baithe yun samjho kisi ke ho baithe hum aaj kahin dil kho baithe hum aaj kahin
hum aapke hain kaun hum aapke hain kaun bechain hain meri nazar hai pyaar ka kaisa asar na chup raho itna kaho hum aapke aapke hain kaun hum aapke aapke hain kaun khud ko sanam roka bada aakhir mujhe kehna pada khaabon mein tum aate ho kyun hum aapke aapke hain kaun hum aapke aapke hain kaun bechain hain meri nazar hai pyaar ka kaisa asar hain hosh gum puchho na tum hum aapke aapke hain kaun hum aapke aapke hain kaun kaise kahon dil ki lagi chehra mera padh lo kabhi besharm ki surkhi kahe hum aapke aapke hain kaun hum aapke aapke hain kaun hum aapke aapke hain kaun
hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to hum moond ke palkon ko iss dil ko saza dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to hum moond ke palkon ko iss dil ko saza dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to in zulfon mein goondegein hum phool mohabbat ke zulfon ko jhatak kar hum ye phool gira dein to in zulfon mein goondegein hum phool mohabbat ke zulfon ko jhatak kar hum ye phool gira dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to aha ha ha ha ha ha ha hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ha ha ha ha ha ha ha hmmmmmmmm hum aapko khwaabon mein la la ke sataayenge hum aapki aankhon se neendein hi udda dein to hum aapko khwaabon mein la la ke sataayenge hum aapki aankhon se neendein hi udda dein to hum aapki ankhon mein iss dil ko bassa dein to hum aap ke kadmon par gir jaayenge gash kha kar iss par bhi na hum apne aanchal ki hawa dein to hum aap ke kadmon par gir jaayenge gash kha kar iss par bhi na hum apne aanchal ki hawa dein to hum
hum aapki mehfil mein hum aapki mehfil mein bhoole se chale aaye hum aapki mehfil mein bhoole se chale aaye ho maaf khata apni gardish ke hain behkaaye hum aapki mehfil mein kabhi dekha tha ik sapna unhen samjhe the hum apna paraye ho gaye hain wo bichhad kar kho gaye hain wo ajab sa wo zamaana tha wo dhokha bhi suhana tha magar ab yaad kya keeje bhala fariyaad kya keeje hum aapki mehfil mein bhoole se chale aaye hum aapki mehfil mein wafa ka dum jo bharte the muhobbat pe jo marte the wo har waada bhula baithe nayi mehfil mein ja baithe humin ne bhool ki hogi humin mein kuchh kami hogi jab wo aankhen churaate hain humara dil jalaate hain hum aapki mehfil mein bhoole se chale aaye hum aapki mehfil mein gila karne se kya haasil nahin chaahat ke main qaabil samajhna main tha deewana bhula denaa ye afsaana na ab tumko sataunga idhar mudkar na aaunga main kar ke dil ke sau tukde bichha jata hoon is dar pe hum aapki mehfil mein bhoole se chale aaye hum aapki mehfil mein
hum apna unhen bana na sake hum apna unhen bana na sake kho kar bhi unko paa na sake kho kar bhi unko paa na sake paa na sake hum apna unhen bana na sake hum apna unhen bana na sake ghulshan se ghulshan se hum uktaaye the ghulshan se ghulshan se hum uktaaye the khud daam mein phasne aaye the khud daam mein phasne aaye the saiyaad ko ye samjhaa na sake saiyaad ko ye samjhaa na sake samjha na sake hum apna unhen bana na sake hum apna unhen bana na sake jaan to pe jaan to pe nichhavar karte hai jaan to pe jaan to pe nichhavar karte hai marte hain zaalim marte hain marte hain zaalim marte hain do lafz jabaan par laa na sake do lafz jabaan par laa na sake hum laa na sake hum apna unhen bana na sake hum apna unhen bana na sake wo bole wo bole wo bole muhabbat ki hai kabhi wo bole wo bole wo bole wo bole muhabbat ki hai kabhi kya jaan kisi pe di hai kabhi kya jaan kisi pe di hai kabhi dil cheer ke hum dikhlaa na sake dil cheer ke hum dikhlaa na sake dikhlaa na sake samjha
hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake teri talaash mein dar dar ki thokaren khaayin teri talaash mein dar dar ki thokaren khaayin meri wafaa ke kadam phir bhi dagmagaa naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake zara to soch ke uss dil ka haal kya hogaaaa haal kya hoga zara to soch ke uss dil ka haal kya hogaaaa haal kya hoga jo door reh naa sake tere paas aa naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake hum unko yaad na karte bedil ka kya kije bedil ka kya kije hazaar bhoolna chaaha magar bhula naa sake lagi hai aag joo lagi hai aag jo dil mein usse bujha naa sake hum apne dil ka fasaana unhen suna naa sake
hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake wo ja rahe the magar hum unhen bula na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake wo ja rahe the magar hum unhen bula na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake humare haal e pareshan pe log hanste hain humare haal e pareshan pe log hanste hain magar hum apni tabaahi pe muskura na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake kisi se kaun kahe hum pe jo guzarti hai kisi se kaun kahe hum pe jo guzarti hai wo daag dil ko mile hain ke dil bata na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake wo ja rahe the magar hum unhen bula na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake tamaam raat humen neend hi nahin aayi tamaam raat humen neend hi nahin aayi naseeb so gaya aise ki hum jaga na sake hum apne ghum ka fasaana unhen suna na sake wo ja rahe the magar hum unhen bula na
hum apne ghum ko saja kar bahaar kar lenge hum apne ghum ko saja kar bahaar kar lenge tere khayaalon ko thoda sa pyaar kar lenge hum apne ghum ko kabhi to aayega tu mere dil ki raahon par kabhi to aayega tu mere dil ki raahon par tamaam umr tera intezaar kar lenge tere khayaalon ko thoda sa pyaar kar lenge hum apne ghum ko tadap tadap ke kahin ro ke raat kaatenge tadap tadap ke kahin ro ke raat kaatenge haseen chaand ko hum raazdaar kar lenge tere khayaalon ko thoda sa pyaar kar lenge hum apne ghum ko saja kar bahaar kar lenge hum apne ghum ko
hum aur tum aur ye sama lovely lovely lovely chhed koi daastaan lovely lovely lovely hum aur tum aur ye sama lovely lovely lovely chhed koi daastaan lovely lovely lovely mann mein umengein uthati tarangein le rahi hain karvatein jaane kahaan se aaj madhur si aa rahi hain aahatein aaja ke raat hai jawaan lovely lovely lovely chhed koi daastaan lovely lovely lovely aaaaa aaaaa aaaaa aa aa aa aaa raat ka raahi chaand chala hai ik subah ki khoj mein hum tum aaye aaj yahaan par kis subah ki khoj mein ulfat ka hai ye carvaan lovely lovely lovely chhed koi daastaan lovely lovely lovely dekh wo duniyaan aaj na aana tu humaari raah mein yaad aayenge mit jaayenge jab kisi ki chaah mein dohraayega saara jahaan lovely lovely lovely chhed koi daastaan lovely lovely lovely hum aur tum aur ye sama lovely lovely lovely chhed koi daastaan lovely lovely lovely
hum aur tum aur ye samaa kya nasha nasha sa hai boliye na boliye sab suna suna sa hai hum aur tum aur ye samaa kya nasha nasha sa hai beqraar se ho kyun hum ko paas aane bhi do girr padaa jo haath se wo rumaal uthaane bhi do bante kyun ho jaane bhi do bante kyun ho jaane bhi do hum aur tum aur ye samaa kya nasha nasha sa hai boliye na boliye sab suna suna sa hai aaj baat baat pe aap kyun sambhalne lage thartharaaye honth kyun ashq kyun machalne lage lipte gesu khulne lage lipte gesu khulne lage hum aur tum aur ye samaa kya nasha nasha sa hai boliye na boliye sab suna suna sa hai
aaaa pi pi pi pi piya pi pi piya ho ho pi pi piya ho o ho o ho ho pi pi piya hum aur tum pi pi piya tum aur hum pi pi piya hum aur tum donon rahen ek saath nainon mein naina aur haathon mein haath hum aur tum pi pi piya tum aur hum pi pi piya hum aur tum donon rahen ek saath nainon mein naina aur haathon mein haath jala karen jalne waale chahe jo bhi ho hahahaaaa ho ho ho ho ho hum aur tum donon rahen ek saath rum pa pa pa pa rum pa pa pa pa aa ja o banke piya aaja aa piya aaja aa nainon se ras barsa ja aa piya aaja aa aa ja o banke piya aaja hu hu hu hu nainon se ras barsa ja rut mastaani aa ha raat suhaani wa wa mauj mein jawaani bhi hai aaja o pi pi pi pi piya o pi pi pi pi piya jala karen jalne waale chahe jo bhi ho hahhaaa ho o ho ho ho hum aur tum donon rahen ek saath nainon mein naina aur haathon mein haath jala karen jalne waale chahe jo bhi ho hahhaaa ho o ho ho ho hooo ho ho la hoooo hooo ho la la hoooo hoye dil mein hai aashiqi ke dere dere dere dere ooh
hum aur tum the saathi abhi hai kal ki baat aaj safar mein tumne kyun chhod diya mera saath hum aur tum the saathi abhi hai kal ki baat aaj safar mein tumne kyun chhod diya mera saath jalta hai dil main phir bhi khaamosh hoon jalta hai dil main phir bhi khaamosh hoon tumse karun kya shikwaa kya dosh doon humare tumhare hooo humare tumhare armaanon ki ye kaise loot gayi baaraat aaj safar mein tumne kyun chhod diya mera saath kaise hai ye andhere dhalte nahin kaise hai ye andhere dhalte nahin milon talak ujaale milte nahin humare tumhare humare tumhare jeevan mein kaise aayi ye andhiyaari raat aaj safar mein tumne kyun chhod diya mera saath jee chaahta hai chhod doon duniyaa teri jee chaahta hai chhod doon duniyaa teri marne na de mujhe magar mamta meri humare tumhare hooo humare tumhare sapne jo sach huye the thaame hai mera haath aaj safar mein tumne kyun chhod diya mera saath tumne kabhi kaha tha mar ke bhi hum tumne kabhi kaha tha mar ke bhi hum tumse kabhi na
hum aur tum tum aur hum khush hain yun aaj mil ke hum aur tum tum aur hum khush hain yun aaj mil ke jaise kisi sangam par mil jaayen do nadiyaan tanahaa behte behte hum aur tum tum aur hum khush hain yun aaj mil ke jaise kisi sangam par mil jaayen do nadiyaan tanahaa behte behte hum aur tum tum aur hum hum aur tum tum aur hum ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho hummm hey hmmmm hey mud ke kyun dekhe peechhe chaahe kuchh bhi ho chalate hi jaayein nayi manzilon ko rasten aasaan hai nahin aaj hum do too meri baahon mein main teri baahon mein laharayen raahon mein chal jhoomte hum aur tum hum aur tum tum aur hum tum aur hum khush hain yun aaj mil ke jaise kisi sangam par mil jaayen do nadiyaan tanahaa behte behte hum aur tum hum aur tum tum aur hum tum aur hum zulfon ko khilne do saanson ko ghulne do dil se dil milne do diwaane ho jaaye kohre mein kho jaayen mil ke yun so jaayen jaise kisi parabat par mil jaayen do baadal tanahaa udate udate hum aur tum hum aur tum tum aur
aaaa hooooo aaaa aaaaa hum bane tum bane ik duje ke liye hum bane tum bane ik duje ke liye usko kasam lage usko kasam lage jo bichhad ke ik pal bhi jeeye hum bane tum bane ik duje ke liye hum bane tum bane ik duje ke liye i don''t know what you say i don''t know what you say i don''t know don''t know what you say i don''t know what you say tum ho buddhu tum ho buddhu maan lo you are handsome jaan lo tum ho buddhu maan lo you are handsome jaan lo sab baaton ko chhod ke aankhon ko pehchaan lo aankhon ne aankhon se waade yahi kiye usko kasam lage usko kasam lage jo bichhad ke ik pal bhi jeeye hum bane tum bane ik duje ke liye hum bane tum bane ik duje ke liye hum bane tum bane ik duje ke liye i don''t know what you say i don''t know what you say i don''t know don''t know what you say i don''t know what you say but i want to dance and play but i want to dance and play i want to play the game of love i want you in the name of love i want to play the game of love i want
la lala la lala la la lala lala la la la lala la aa aaaa aaaa aaaa hum banjaaron ki baat mat poochho ji hum banjaaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki achhaa ye baat hai to phir aayenge achhaa ye baat hai to phir aayenge hum tere pyaar ko aazmaayenge hum banjaaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki hum dil nahin dete hum jaan deten hain hum dil nahin lete hum jaan leten hain ye dushmani hai tum dosti na samjho dil ki lagi hai tum dillagi na samjho dil ke maaron ki baat mat poochho ji dil ke maaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki ye to hai banjaaren ye tum kaho pyaare pyaar ho jab tadap ke dil dil ko pukaare sar haath pe rakh ke saaqi puraane aaye sab dekhte haan wo yaar ko le jaayen sache yaaron ki baat mat poochho ji sache yaaron ki baat mat poochho ji jo pyaar kiya to pyaar kiya jo nafrat ki to nafrat ki tum jo kehte ho hum wo karten
hum bechare pyaar ke mare aur tum to tum ho waah re waah re lo darte darte badhte badhte tum tak aa pahunche lo darte darte badhte badhte tum tak aa pahunche hum bechare pyaar ke mare aur tum to tum ho waah re waah re lo darte darte badhte badhte tum tak aa pahunche dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig behki nigahen masha allah masha allah banki adayen masha allah masha allah palkon ki uthti girti chilman teer chalaye masha allah dil ka karaar ho tum jaan e bahaar ho tum karne ko aayeh hain nazaare hum bechare pyaar ke mare aur tum toh tum ho waah re waah re lo darte darte badhte badhte tum tak aa pahunche dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig dig chaal tumhari sabse aala waah waah waah waah baat tumhari ras ka pyala oye oye oye oye apna toh haal kuchh naa puchho kaid huya hai chahne wala zulfon ke jaal mein hum tere
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hu Hu Pagal Pawan Daman (2000) 03:49 18347
 
Poster of Daman (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bhupen Hazarika
On Screen Actors- 
Sanjay Suri, Raveena Tandon
Duration : 03:49   Song Number : 18347   

Hu Tu Tu Tu Humjoli (1970) 06:17 13365
 
Poster of Humjoli (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Duration : 06:17   Song Number : 13365   

Hu Tu Tu Tu Manna Dey 05:27 19966
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Gujarati
Lyricist
Avinash Vyas
Music Director- 
Gaurang Vyas
Singer- 
Manna Dey
Duration : 05:27   Song Number : 19966   

Hua Yun Pyaar Jawaan Jab Andhera Hota Hai (1974) 03:41 36826
 
Poster of Jab Andhera Hota Hai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Sapan Chakraborty
On Screen Actors- 
Prem Narayan, Helen
Duration : 03:41   Song Number : 36826   

Hum Aaj Kahin Dil Andaz (1949) 03:14 20523
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Raj Kapoor, Nargis
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 03:14   Song Number : 20523   

Hum Aapke Hain Kaun Hum Aapke Hain Koun (1994) 04:02 20524
 
Poster of Hum Aapke Hain Koun (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Salman Khan, Madhuri Dixit
Duration : 04:02   Song Number : 20524   

Hum Aapki Ankhon Mein Pyaasa (1957) 05:19 20525
 
Poster of Pyaasa (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Mala Sinha
Duration : 05:19   Song Number : 20525   

Hum Aapki Mehfil Mein Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963) 04:36 37830
 
Poster of Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Dattaram Wadkar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Geeta Bali
Duration : 04:36   Song Number : 37830   

Hum Apna Unhen Bhanwara (1944) 03:39 11220
 
Poster of Bhanwara (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Kundan Lal Saigal
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:39   Song Number : 11220   

Hum Apne Dil Ka Fasaana Actress (1948) 03:27 16069
 
Poster of Actress (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shyam Sundar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prem Adeeb
Duration : 03:27   Song Number : 16069   

Hum Apne Ghum Ka Fasaana Anuradha Paudwal 07:09 36761
 
Poster of Anuradha Paudwal
 
Category
Ghazal
Duration : 07:09   Song Number : 36761   

Hum Apne Ghum Ko Saja Kar Madan Manjari (1961) 03:08 19978
 
Poster of Madan Manjari (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:08   Song Number : 19978   

Hum Aur Tum Aur College Girl (1960) 03:36 13011
 
Poster of College Girl (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Shammi Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 13011   

Hum Aur Tum Aur Yeh Samaa Dil Deke Dekho (1959) 03:13 12075
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:13   Song Number : 12075   

Hum Aur Tum Pi Pi Piya Naujawan (1951) 03:57 13074
 
Poster of Naujawan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Duration : 03:57   Song Number : 13074   

Hum Aur Tum The Saathi Hamaare Tumhare (1979) 07:53 31148
 
Poster of Hamaare Tumhare (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh Gaur
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Rakhee Gulzar
Duration : 07:53   Song Number : 31148   

Hum Aur Tum Tum Aur Daag (1973) 04:18 20527
 
Poster of Daag (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore, Rakhi
Duration : 04:18   Song Number : 20527   

Hum Bane Tum Bane Ek Duuje Ke Liye (1981) 06:10 20528
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Rati Agnihotri
Duration : 06:10   Song Number : 20528   

Hum Banjaaron Ki Baat Dharam Veer (1977) 06:23 17845
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman
Duration : 06:23   Song Number : 17845   

Hum Bechare Pyaar Ke Rangoli (1962) 03:56 37126
 
Poster of Rangoli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Durga
Duration : 03:56   Song Number : 37126