Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jiya le gayo ji mora sanwariyaa jiya le gayo ji mora sanwariyaa laagi mann mein lagan huyi baanwariya jiya le gayo ji mora sanwariyaa jiya le gayo ji mora sanwariyaa pa ni ni ni re re re ma ma ma dha pa ma pa re ni re re re ma ma ma dha dha dha sa ni sa ni sa o papihe o papihe tumne papihe nahin dekhe more sainyaa dekhe to le lega unki balainyaa tumne papihe nahin dekhe more sainyaa dekhe to le lega unki balainyaa jaa re deewaane maar na taane piya ki sun jaa ke baansuriya jiya le gayo ji mora sanwariyaa jiya le gayo ji mora sanwariyaa aa aa aa aa aa saamne aaye to main aankhon mein chhupa loon thaam ke bainyaan unhein dil mein bitha loon saamne aaye to main aankhon mein chhupa loon thaam ke bainyaan unhein dil mein bitha loon shaam savere saath hon mere gori ke sang jaise gaagariya jiya le gayo ji mora sanwariyaa laagi mann mein lagan huyi baanwariya jiya le gayo ji mora sanwariyaa
aa aaa aaa aa aa aaa aaa aaa aaa aaaaa aaaa jiya mein laaga more baan preet ka jiya mein laaga more baan preet ka ghaayal hai armaan preet ka ghaayal hai armaan preet ka jiya mein laaga more baan preet ka jiya mein laaga more baan preet ka bin kaajar the naina kaale ee ee bin kaajar the naina kaale bin kaajar bin kaajar bin kaajar the naina kaale the chitvan ke baan niraale haar na maane hum dilwaale hum dilwaale hum dilwaale jiya mein laaga more baan preet ka ghaayal hai armaan preet ka jiya mein laaga more baan preet ka tarpat tarpat rain guzaarun tarpat tarpat rain guzaarun rain guzaarun tarap tarap tarap tarap tarpat haan tarpat tarpat rain guzaarun saari raina panth niharrun ban ke papiha pee ko pukarun pee ko pukarun pee ko pukarun jiya mein laaga more baan preet ka ghaayal hai armaan preet ka jiya mein laga more baan preet ka man ki agan se deep jalaaun dani dani dani da ma ga ma ga re sa sa ni dha pa ma ga re sa sa sa ma man ki agan se deep jalaaun hardam
hmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa hoooo oooo ooooo jiya naa laage mora haan jiya naa laage mora naa jaa re naa jaa re naa jaa hooo jiya naa laage mora naa jaa re naa jaa re naa jaa hooo jiya kaahe pat khola tune mere dwaar kaa haaan haaan aayaaa barson mein koi jhoka pyaar ka haaaannnn do pal to thehar jaa haaannnnn do pal to thehar jaa mohe itna bhi naa sata jiya naa laage mora naa jaa re naa jaa re naa jaa hooo jiya aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa sun ke meri baaten palkan teri kyun jhuki haaan haaan achchha re bedardi jaa nahin main rokti haaaa ye hai tera rasta haaaa ye hai tera rasta kahin jaa sakta hai to jaa jiya naa laage mora haan jiya naa laage mora naa jaa re naa jaa re naa jaa hooo jiya naa laage mora naa jaa re naa jaa re naa jaa hooo jiya
oooo oooo oooo oooo oooo aaa aaa aaa aaaa aaaa mere mitwaaa mitwaaa tum kahaan ho mere mitwaaa oooo oo oooo ooooo tum kahaan ho jiya naahi laage jiya naahi laage kab aaogeee ee kab aaogeee jiya naahi laage jiya naahi laage sindoori shaam mein tadpe akela aas ka panchhi sindoori shaam mein tadpe akela aas ka panchhi tere hi geet gaaye teri hi yaad dilaye teri hi yaad dilaye tarsaao naaaa tarsaao na jiya naahi laage jiya naahi laage mere mitwaaaa mere mitwaaa ooo ooo yaadon ke badal chhaye naina ye neer bahaye yaadon ke badal chhaye naina ye neer bahaye palkon ki kor ab tak mere dard ko chhupaye mere dard ko chhupaye tarsaao naaaa tarsaao na jiya naahi laage jiya naahi laage kab aaoge kab aaogeee jiya naahi laage
jiya pyaar mange jiya aasmaan se uncha hothon ko pyaas lagi hai teri nigaah kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na piya tu hi mera piya aasmaan se uncha teri hi lagan lagi hai lekin zubaan kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na jo bhi dil mein hai wo aaj kahenge hum dil pe rakh ke haath sunenge gustakhi pehli baar karenge hum bhi uska intzaar karenge jiya pyaar mange jiya aasmaan se uncha hothon ko pyaas lagi hai teri nigaah kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na yun hi jeevan bhar hum saath chalenge hum banke pyaar ke deep jalenge jeevan ke andhere door karenge duniyaa mein wafa ka noor bharenge piya tu hi mera piya aasmaan se uncha teri hi lagan lagi hai lekin zubaan kehti hai kabhi haan haan haan kabhi na na na kabhi haan haan haan kabhi na na na dil kehta hai yeh raat na dhale poore ho jaayen wo khwaab jo pale badhte jaate hain dil ke
hooo hoooo hooooooo hooo hoooo hooooooo piya re tu kahe tadpaaye piya piya piya piya laage naahin jiya jiya jiya jiya laage naahin piya piya piya piya laage naahin piya kab se bulaye dil de ke sadaayen re rastaa nihaare dil palken bichhaye re kab se bulaye dil de ke sadaayen re ojhal nighaahon se tu kahaan kahaan aa jaa re yahaan jiya re jiya re laage na jiya re jiya re jiya re laage na jiya re piya piya piya piya laage naahin jiya jiya jiya jiya laage naahin piya piya piya piya laage naahin piya manzar manzar reith ka saagar dil ek pyaasa raahi hooooo sabz nazaara ek na dekha jab se mili hai judaai jism hoon main tu jaan hai meri bekhudi aashiqui hai meri tere bin kuchh na bhaaye laut aa jiya re jiya re laage na jiya re jiya re jiya re jaaye na jiya re jiya re jiya re laage na jiya re jiya re jiya re laage na jiya re piya piya piya piya laage naahin jiya jiya jiya jiya laage naahin piya piya piya piya laage naahin piya hooooooo ooooooooo oooooooo ooooooooo khwaab
aaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaa jiyenge magar muskuraa naa sakenge jiyenge magar muskuraa naa sakenge ke ab zindagi mein muhabbat nahin hai muhabbat nahin hai labon pe taraane ab aa naa sakenge labon pe taraane ab aa naa sakenge ke ab zindagi mein muhabbat nahin hai muhabbat nahin hai bahaaren chaman mein jab aayaa karengi nazaaron ki mehfil sajaayaa karengi bahaaren chaman mein jab aayaa karengi nazaaron ki mehfil sajaayaa karengi nazaare bhi humko hansaa naa sakenge nazaare bhi humko hansaa naa sakenge ke ab zindagi mein muhabbat nahin hai muhabbat nahin hai jawaani jo laayegi saawan ki raaten zamaana karega muhabbat ki baaten jawaani jo laayegi saawan ki raaten zamaana karega muhabbat ki baaten magar hum ye saawan manaa naa sakenge magar hum ye saawan manaa naa sakenge ke ab zindagi mein muhabbat nahin hai muhabbat nahin hai labon pe taraane ab aa naa sakenge ke ab zindagi mein muhabbat nahin hai muhabbat nahin hai
jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai maro to aise ke jaise tumhara kuchh bhi nahin jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai jiyo to aise jiyo jahaan mein aa ke jahaan se khinche khinche na raho wo zindagi hi nahin jis mein aas bujh jaaye koi bhi pyaas dabaye se dab nahin sakti isi se chain milega ke pyaas bujh jaaye wo keh ke mudta hua zindagi ka dhaga hai jiyo to aise jiyo ye aasmaan ye zameen ye fiza ye nazzare ye aasmaan ye zameen ye fiza ye nazzare taras rahen hain tumhari meri nazar ke liye nazar chura ke har ik shai ko yun na thukraao koi shareek e safar dhoondh lo safar ke liye bahut kareeb se maine tumhen pukara hai jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai jiyo to aise jiyo
eeee matwalepane se jo khataa jhoom padi hai chhaati se dhuan utha hai jo bund padi hai chhaati se dhuan utha hai jo bund padi hai chhaati se dhuan utha hai jo bund padi hai haan aur suna kuchh wo bura ho ki bhala hooo haan aur suna kuchh wo bura ho ki bhala hooo are jo baat tere munh ki hai moti ki ladi hai jo baat tere munh ki hai moti ki ladi hai jo baat tere munh ki hai moti ki ladi hai rehna nahin is desh mein jaun to kidhar jaun rehna nahin is desh mein jaun to kidhar jaun rastaa hai kathin oss kade dhup kadi hai rastaa hai kathin oss kade dhup kadi hai wo bhi koi jeena hai dukhon se jo bhara ho wo bhi koi jeena hai dukhon se jo bhara ho hai saans ki ik phaans kaleje mein gadi hai hai saans ki ik phaans kaleje mein gadi hai haan bedhadak aye aarazu ab keh do khari baat haan bedhadak aye aarazu ab keh do khari baat rassi bhi yahin rakhi hai sooli bhi khadi hai rassi bhi yahin rakhi hai sooli bhi khadi hai
jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin jo baat tujh mein hai rangon mein tera aks dhala tu na dhal saki saanson ki aanch jism ki khushboo na dhal saki tujh mein tujh mein jo loch hai meri tahreer mein nahin tahreer mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin bejaan husn mein kahaan raftaar ki adaa inkaar ki adaa hai na ikraar ki adaa koi koi lachak bhee zulfein girahagir mein nahin girahagir mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin duniya mein koi cheez nahin hai teri tarah phir ek baar saamne aaja kisi tarah kya aur kya aur ik jhalak meri taqdeer mein nahin taqdeer mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin jo baat tujh mein hai
jo beet chuki so beet chuki jo beet chuki so beet chuki ab uski yaad sataaye kyun ab uski yaad sataaye kyun jo beet chuki so beet chuki jo beet chuki so beet chuki khush rehne waali soorat pe chinta ki badli chhaaye kyun khush rehne waali soorat pe chinta ki badli chhaaye kyun jo beet chuki so beet chuki jo beet chuki so beet chuki samaan kar dil behlaane ka pyaale mein dabo de sab chinta samaan kar dil behlaane ka pyaale mein dabo de sab chinta wo dil jo piye jaa kehtaa thaa wo dil jo piye jaa kehtaa thaa ab jaam wohi thukraaye kyun ab jaam wohi thukraaye kyun phoolon se jisko nafrat ho unki khushboo se vehshat ho phoolon se jisko nafrat ho unki khushboo se vehshat ho jis dil ki machalnaa aadat ho jis dil ki machalnaa aadat ho phir koi usey behlaaye kyun phir koi usey behlaaye kyun
hoo oooo jo bhaje jooo jo bhaje hari ko sada aaaa aaaa aaaa jooo bhaje hari ko sada jooo bhaje hari ko sada jooo bhaje hari ko sada jo bhaje hari ko sada jooo bhaje hari ko sada jooo bhaje hari ko sada jo bhaje hari ko sada so hi param pad pavega so hi param pad pavega so hi param pad pavega jo bhaje hari ko sada jo bhaje hari ko sada jo bhaje hari ko sada jo bhaje hari ko sada jo bhaje hari ko sada so hi param pad pavega so hi param pad pavega so hi param pad pavega hari ko sada hari ko sada hari ko sada hari ko sada so hi param pad pavega so hi param pad pavega jo bhaje hari ko sada so hi param pad pavega so hi param pad pavega dil ke darpan ko safa kar aa aa aaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa dil ke darpan ko safa kar door kar abhimaan ko door kar abhimaan ko khaak ho guru ke kadam ki to prabhu mil jaayega so hi param pad pavega jo bhaje hari ko sada oooooo jo bhaje hari ko sada so hi param pad pavega so hi param pad pavega so hi param pad pavega jo bhaje hari ko sada
jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya yaad aaya tha bichhadna tera yaad aaya tha bichhadna tera yaad aaya tha bichhadna tera phir nahin yaad ke kya yaad aaya phir nahin yaad ke kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya jab koi zakhm bhara daag bana jab koi zakhm bhara daag bana jab koi zakhm bhara daag bana jab koi bhool gaya yaad aaya jab koi bhool gaya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya aisi majboori ke aalam mein faraaz aisi majboori ke aalam mein faraaz aisi majboori ke aalam mein faraaz yaad aaya to bhi kya yaad aaya yaad aaya to bhi kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya aaj kya jaaniye kya yaad aaya jo bhi dukh yaad na tha yaad aaya
jo boyega wahi payega jo boyega wahi payega tera kiya aage aayega sukh dukh hai kya phal karmon ka jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi bharni jo boyega waihi payega tera kiya aage aayega sukh dukh hai kya phal karmon ka jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi bharni sabse badi pooja hai maat pita ki seva ho sabse badi pooja hai maat pita ki seva kismat walon ko hi milta hai ye mauka haath se apne kho mat dena mauka ye khidmat ka jannat ka dar khul jayega tera kiya aage aayega sukh dukh hai kya phal karmon ka jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi bharni chahe na pooje moorat chahe na teerath jaye ho chahe na pooje moorat chahe na teerath jaye maat pita ke tan mein sare dev samaye tu inka dil khush rakhe to ishwar khush ho jaye bhagwaan tujhko mil jayega tera kiya aage aayega sukh dukh hai kya phal karmon ka jaisi karni waisi bharni jaisi karni waisi
jo chahe saza dedo kaisi bhi kasam le lo main aaj apne zulm ka ikraar karta hoon main tumse pyaar karta hoon main tumse pyaar karta hoon jo chahe saza dedo kaisi bhi kasam le lo main aaj apne zulm ka ikraar karta hoon main tumse pyaar karta hoon main tumse pyaar karta hoon jo chahe saza dedo jab se tumhen dekha dil ne tumhe chaha roka bahut maine dil hi nahin maana jab se tumhen dekha dil ne tumhe chaha roka bahut maine dil hi nahin maana majboor hoon jazbaat ka izhaar karta hoon main tumse pyaar karta hoon main tumse pyaar karta hoon jo chahe saza dedo tumne to raaz e dil mujhse chhupaya hai lekin in aankhon ne sab kuchh bataaya hai tumne to raaz e dil mujhse chhupaya hai lekin in aankhon ne sab kuchh bataaya hai tumko pareshan isliye har baar karta hoon main tumse pyaar karta hoon main tumse pyaar karta hoon jo chahe saza dedo ye shaam ye sahil aur ye jawan mausam mere kareeb aao ab to meri humdum ye shaam ye sahil aur ye jawan mausam mere kareeb aao ab to meri
bhool ja bhool ja bhool ja bhool ja jo chala gaya use bhool ja jo chala gaya use bhool ja wo na sun sakega teri sada jo chala gaya use bhool ja use bhool ja use bhool ja ye hayaa to maut ki hai dagar koi khaak mein koi khaak par ye hayaa to maut ki hai dagar koi khaak mein koi khaak par yehi jaan le wo koi na tha wo gubaar tha tera humsafar use door le ke gayi hawa jo chala gaya use bhool ja use bhool ja use bhool ja bhool ja bhool ja bhool ja bhool ja koi ilteja koi bandagi na kaja se haath chhuda saki koi ilteja koi bandagi na kaja se haath chhuda saki kiye aadmi ne bade jatan magar uske kaam na aa saki na koi dua na koi dawa jo chala gaya use bhool ja wo na sun sakega teri sada jo chala gaya use bhool ja hai mujhe bhi ghum kisi aur ka ke lutaa nagar mere pyaar ka hai mujhe bhi ghum kisi aur ka ke lutaa nagar mere pyaar ka hua dar badar main to iss kadar na khiza ka hoon na bahaar ka mujhe dekh le mujhe kya mila jo chala gaya use bhool ja wo na sun sakega teri
aye musavir tere haathon ki balaayen le loon khoob tasveer banaayi mere behlaane ko kuchh aisi pyaari shaql mere dilruba ki hai kuchh aisi pyaari shaql mere dilruba ki hai jo dekhta hai kehta hai kudrat khuda ki hai iss saadgi ko kya hai zururat singaar ki iss saadgi ko kya hai zururat singaar ki deewani khud hai uss pe jawaani bahaar ki jawaani bahaar ki duniyaa mein dhoom uske hi naazon adaa ki hai jo dekhta hai kehta hai kudrat khuda ki hai nazron ke ek teer se sansaar jee uthe zulfon ki chhanv daal de beemaar jee uthe haaye beemaar jee uthe aanchal ke taar taar mein thandak hawaa ki hai jo dekhta hai kehta hai kudrat khuda ki hai jo dekhta hai kehta hai kudrat khuda ki hai haan kudrat khuda ki hai haaye kudrat khuda ki hai
jo main aisa jaanti preet kiye dukh hoye nagar dhindhora peetti preet na kariyo koi jo dil ki tadap na jaane jo dil ki tadap na jaane usi se mera pyaar ho gaya haaye usi se mera pyaar ho gaya ho more raam ji jo dil ki tadap na jaane jo dil ki tadap na jaane usi se mera pyaar ho gaya haaye usi se mera pyaar ho gaya ho more raam ji saari duniya maine saj ke saari duniya maine saj ke chun liye kaante phool samajh ke reh gaya daaman aur ulajh ke mehenga pada dil lagaana jo dil ki tadap na jaane jo dil ki tadap na jaane usi se mera pyaar ho gaya haaye usi se mera pyaar ho gaya ho more raam ji haye re iski seenajori haye re iski seenajori karke mere dil ki chori saath main le ke dooji chhori tan ke khada hai deewana jo dil ki tadap na jaane jo dil ki tadap na jaane usi se mera pyaar ho gaya haaye usi se mera pyaar ho gaya ho more raam ji kaisi kismat maine paayi kaisi kismat maine paayi mili humesha rahi judaai maine apni preet nibhayi phir bhi raha ye begaana jo dil ki
jo dil mein basaai thi tasveer mita dena tasveer mita dena jo dil mein basaai thi tasveer mita dena tasveer mita dena aankhon mein basaaya tha nazron se gira dena nazron se gira dena jo dil mein basaai thi mujh ko to wafa meri kuchh raas nahin aayi mujh ko to wafa meri kuchh raas nahin aayi jaati hoon tere dar se jaati hoon tere dar se mujhko naa sadaa dena jo dil mein basaai thi tasveer mita dena tasveer mita dena poochhe jo koi tumse baaten meri chaahat ki poochhe jo koi tumse baaten meri chaahat ki tum meri wafaaon pe tum meri wafaaon pe ilzaam laga dena jo dil mein basaai thi tasveer mita dena tasveer mita dena phir uski tamanna kya jo gair ki ho jaaye phir uski tamanna kya jo gair ki ho jaaye bas itni guzaarish hai bas itni guzaarish hai tum mujhko bhula dena tum mujhko bhula dena mujhko bhula denaaa mujhko bhula denaaaaaa mujhko bhula denaaaaaaaa
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye wo dard basa kar chale gaye haye chale gaye jo shamma jalaane aaye the jo shamma jalaane aaye the wo shamma bujha kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye jeevan ke doraahe par koi ye poochh raha hai kismat se jeevan ke doraahe par koi ye poochh raha hai kismat se haye kismat se kyun aankh milane aaye the kyun aankh milane aaye the jo aankh chura kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye o rone waale ik tu hi barbad nahin hai ulfat mein o rone waale ik tu hi barbad nahin hai ulfat mein haye ulfat mein iss raah mein lakhon toote dil iss raah mein lakhon toote dil aaye aur aa kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein khushi ban kar aaye wo dard basa kar chale gaye haye chale gaye jo dil mein khushi ban kar aaye jo dil mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jiya Le Gayo Ji Mora Anpadh (1962) 03:24 20685
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 20685   

Jiya Mein Laaga More Baan Archana (1974) 05:45 38311
 
Poster of Archana (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Manna Dey
Duration : 05:45   Song Number : 38311   

Jiya Naa Laage Mora Buddha Mil Gaya (1971) 03:11 12943
 
Poster of Buddha Mil Gaya (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Archana
Duration : 03:11   Song Number : 12943   

Jiya Naahi Laage Pighalta Aasman (1985) 04:21 36917
 
Poster of Pighalta Aasman (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Sadhana Sargam
On Screen Actors- 
Rati Agnihotri
Duration : 04:21   Song Number : 36917   

Jiya Pyaar Mange Jiya Asmaan Se Ooncha (1989) 05:41 37402
 
Poster of Asmaan Se Ooncha (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Anita Raj, Jeetendra
Duration : 05:41   Song Number : 37402   

Jiya Re Jiya Re Zubeen 05:28 18565
 
Poster of Zubeen
 
Category
Indipop
Music Director- 
Shruti Vohra
Singer- 
Krishna, Zubeen, Alaap
Duration : 05:28   Song Number : 18565   

Jiyenge Magar Muskuraa Naa Sakenge Mukesh 03:23 11422
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Duration : 03:23   Song Number : 11422   

Jiyo To Aise Jiyo Bahu Beti (1965) 03:32 12802
 
Poster of Bahu Beti (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 12802   

Jo Baat Tere Munh Ki Hai K L Saigal 03:36 37053
 
Poster of K L Saigal
 
Category
Hindi Non Film
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:36   Song Number : 37053   

Jo Baat Tujh Mein Hai Taj Mahal (1963) 03:25 14311
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:25   Song Number : 14311   

Jo Beet Chuki Pujarin (1936) 03:08 32758
 
Poster of Pujarin (1936)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1936
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Timir Baran
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:08   Song Number : 32758   

Jo Bhaje Hari Ko Sada Pt Bhimsen Joshi 11:36 38794
 
Poster of Pt Bhimsen Joshi
 
Category
Devotional
Duration : 11:36   Song Number : 38794   

Jo Bhi Dukh Hariharan 04:37 40271
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 04:37   Song Number : 40271   

Jo Boyega Wahi Payega Jaisi Karni Waisi Bharni (1989) 05:24 37502
 
Poster of Jaisi Karni Waisi Bharni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Govinda
Duration : 05:24   Song Number : 37502   

Jo Chahe Saza Dede (Main Tumse Pyaar Karta Hoon) Vandana (1975) 04:10 36844
 
Poster of Vandana (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Parikshit Sahni, Sadana
Duration : 04:10   Song Number : 36844   

Jo Chala Gaya Use Bhool Ja Saathi (1968) 05:32 14098
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:32   Song Number : 14098   

Jo Dekhta Hai Kahta Hai Naya Kanoon (1965) 03:21 15642
 
Poster of Naya Kanoon (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:21   Song Number : 15642   

Jo Dil Ki Tadap Na Jaane Sawan Ki Ghata (1966) 04:40 39634
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz, Manoj Kumar
Duration : 04:40   Song Number : 39634   

Jo Dil Mein Basaai Thi Geet (1970) 04:52 13266
 
Poster of Geet (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:52   Song Number : 13266   

Jo Dil Mein Khushi Ban Kar Aaye Badi Bahen (1950) 03:31 36254
 
Poster of Badi Bahen (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:31   Song Number : 36254