Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la ye kya ho gaya sapna mera sach ho gaya aa aa aa aa aa aa aa aa kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main sunoon kabhi tum suno ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa paas paas hum saath saath yun baithe rahein ek doosre se yehi kehte rahein paas paas hum saath saath yun baithe rahein ek doosre se yehi kehte rahein kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main sunoon kabhi tum suno ke maine tumhein ye dil de diya aa aa chalte rahein udte rahein hum behte rahein chalte rahein udte rahein hum behte rahein ek doosre se yehi kehte rahein chalte rahein udte rahein hum behte rahein ek doosre se yehi kehte rahein kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main sunoon kabhi tum suno ke maine tumhein ye dil de diya aa aa dard e
kabhi na bigde kisi ki moter raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein khade raho bas bebas hokar raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein kapde hon maile munh kaala kaala ho wo suraiya umm ummm ya madhubaala aa ho ho wo suraiya ya madhubaala bade bade bhi ban jaaya karte hain joker raste mein bade bade bhi ban jaaya karte hain joker raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein baar baar handle ko ghumaaya dhakke de de sar chakraaya dhakke de de sar chakraaya nikal gaya hai apna to haaye re kachumar raste mein nikal gaya hai apna to haaye re kachumar raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein tel pilaaya daala paani par zaalim ne ek na maani par zaalim ne ek na maani yaad aati hai humko naani ab ro ro kar raste mein yaad aati hai humko naani ab ro ro kar raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein sach kehti hai duniyaa saari chalti ka hi naam hai gaadi chalti ka hi naam hai gaadi moter bhi chhakda hai jab ho jaaye panchar
kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega apna mujhe banayega dil mein mujhe basaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kab se tanha ghum rahaa hoon duniyaa ke viraane mein khaali jaam liye baitha hoon kab se iss maikhaane mein koi to hoga mera saaki koi to pyaas bhujaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kisi ne mera dil na dekha na dil ka paigaam suna mujhko bas aawara samjha jisne mera naam suna ab tak to sabne thukraaya koi to pass bithayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kabhi to dega sannate mein pyaar bhari aawaaz koi kaun ye jaane kab mil jaaye rasten mein humraaz koi mere dil ka dard samjh kar do aansoon to bahaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega apna mujhe banayega dil mein mujhe basaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega koi na koi to aayega
hum huma huma hum huma huma hum huma huma hum hum huma huma hum huma huma hum huma huma hum hum hum hum hum hum huma huma hum huma huma hum kabhi neem neem kabhi shahad shahad kabhi naram naram kabhi sakhat sakhat kabhi neem neem kabhi shahad shahad kabhi naram naram kabhi sakhat sakhat mora piya mora piya mora piya hooooo nazron ke teer mein basa hai pyaar jab bhi chala hai wo dil ke paar nazron ke teer mein basa hai pyaar jab bhi chala hai wo dil ke paar lajja se mare re ye jiyaa piyaa lajja se mare re ye jiyaa piyaa re lajja se mare re ye jiyaa shoundha ki laali mukh chamkaaye saundhi saundhi khushboo mann behkaaye zulfon ki raina phir kyun na chhaye hooooo chaand sitaare dekhenge saare chaand sitaare dekhenge saare lajja se mare re ye jiyaa piyaa lajja se mare re ye jiyaa kabhi neem neem kabhi shahad shahad kabhi naram naram kabhi sakhat sakhat kabhi neem neem kabhi shahad shahad kabhi naram naram kabhi sakhat sakhat mora piya mora piya mora piya hooooo
aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa kabhi neki bhi uss ke jee mein gar aa jaaye hain mujhse kabhi neki bhi uss ke jee mein gar aa jaaye hain mujhse zafaayen kar ke apni yaad sharmaa jaaye hain mujhse zafaayen kar ke apni yaad sharmaa jaaye hain mujhse sharmaa jaaye hain mujhse khudaaya zazbaa e dil ki magar taasir ulti hai khudaaya zazbaa e dil ki magar taasir ulti hai ke jitna kenchtaa hoon aur khinchtaa jaaye hai mujhse ke jitna kenchtaa hoon aur khinchtaa jaaye hai mujhse ke jitna kenchtaa hoon aur khinchtaa jaaye hai sambhalne de sambhalne de mujhe aye naa umeedi kya qayamat hai sambhalne de sambhalne de mujhe aye naa umeedi kya qayamat hai ke daaman e khayaal e yaar chhutaa jaaye hai mujhse ke daaman e khayaal e yaar chhutaa jaaye hai mujhse ke daaman e khayaal e yaar chhutaa jaaye hai mujhse ke daaman e khayaal e yaar chhutaa jaaye hai qayamat hai ke hove muddayi kaa hummmm safar gaalib muddayi kaa hum
kabhi palkon pe aansoon hain kabhi lab pe shikaayat hai magar aye zindagi phir bhi mujhe tujhse muhabbat hai kabhi palkon pe aansoon hain kabhi lab pe shikaayat hai magar aye zindagi phir bhi mujhe tujhse muhabbat hai kabhi palkon pe aansoon hain jo aata hai wo jaata hai ye duniyaa aani jaani hai yahaan har sheh musafir hai safar mein zindgani hai ujaalon ki zarurat hai andhera meri kismat hai kabhi palkon pe aansoon hain kabhi lab pe shikaayat hai magar aye zindagi phir bhi mujhe tujhse muhabbat hai zara aye zindagi dam le tera deedar to kar loon kabhi dekha nahin jisko use main pyaar to kar loon abhi se chhod ke mat jaa abhi teri zarurat hai kabhi palkon pe aansoon hain kabhi lab pe shikaayat hai magar aye zindagi phir bhi mujhe tujhse muhabbat hai koi anjaan sa chehraa ubhartaa hai fizaaon mein ye kis ki aahten jaagi meri khaamosh raahon mein abhi aye maut mat aana mera veerana jannat hai kabhi palkon pe aansoon hain kabhi lab pe shikaayat hai magar aye zindagi
kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa ye bahaar kuchh hai piye hue ye samaa nashe mein hai choor saa ye samaa nashe mein hai choor saa kabhi in fizaaon mein pyaas thi ab mausam e barsaat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mera dil dhadakataa hai aaj kal teri shokh nazron se poochh kar teri shokh nazron se poochh kar meri jaan kabhi mere bas mein thi ab zindagi tere haath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei
Kabhi Ruk Gaye Hain
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana magar aana iss taraha tum ke yahaan se phir na jaana kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana aa aa aaaa aa aa aa aaaa aaaa ho ho hoooo ho ho ho hooooooo tu nahin hai magar phir bhi tu saath hai baat ho koi bhi teri hi baat hai tu hi mere ander hai tu hi mere baahar hai jab se tujhko jaana hai maine apna maana hai magar aana iss taraha tum ke yahaan se phir na jaana kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana kabhi shaam dhale to mere dil mein aa jaana kabhi chaand khile to mere dil mein aa jaana aaaa aa aaaa aa aaa aaa aaa aaa aaa aaaaaa raat din ki meri dilkashi tum se hai zindagi ki kasam zindagi tum se hai tum hi meri aankhen ho suni
kabhi shaakh o sabza o barg par kabhi gunchaa o gulokhaar par main chaman mein chaahe jahaan rahoon main chaman mein chaahe jahaan rahoon mera haq hai fasle bahaar par mera haq hai fasle bahaar par main chaman mein chaahe jahaan rahoon ajab inqalaab e zamaana hai ajab inqalaab e zamaana hai mera muqtsar sa fasaana hai mera muqtsar sa fasaana hai ye jo aaj baar hai dosh par ye jo aaj baar hai dosh par yahi sar tha jaano e yaar par yahi sar tha jaano e yaar par ye jo aaj baar hai dosh par meri simt se use ae saba ae saba aaaaaaa meri simt se use ae saba aaaa meri simt se use ae saba ye payaam e aakhir gum suna abhi dekhna hai to dekh ja abhi dekhna hai to dekh ja ke fizaa hai apni bahaar par ke fizaa hai apni bahaar par abhi dekhna hai to dekh jaa main raheen e dard sahi main raheen e dard sahi magar mujhe aur kya chahiye jigar mujhe aur kya chahiye jigar gum e yaar hai mera shefata gum e yaar hai mera shefata main farefta gum e yaar par main farefta gum e yaar par
kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar dil deewana deewane ka kya aitbaar kya aitbaar kya aitbaar kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar kabhi socha na tha maine mujhe ho jaayega pyaar dil deewana deewane ka kya aitbaar kya aitbaar kya aitbaar aaj mujhko laga baat kuchh hai zuroor pass kitne ho tum jab huye mujhse door beqaraari hai kyun ye khumari hai kyun kyun preshaan hai kyun ye armaan hai tum kya gaye ho jaanam hooooo sang le gaye bahaar aaaa aaaaa tum kya gaye ho jaanam aaaaaa aaaaa sang le gaye bahaar dil deewana deewane ka kya aitbaar kya aitbaar kya aitbaar sach kahun pyaar kya hai main nahin jaanta tha pyaar ki baatein sach hai main nahin maanta tha kya mujhe ho raha hai kya mera kho raha hai mujhko ehsaas hai kya meri pyaas hai tu nahin pass mere hai tera intezaar tu nahin pass mere hai tera intezaar dil deewana deewane ka kya aitbaar kya aitbaar kya aitbaar kabhi socha na tha maine mujhe
kabhi tanhaaiyon mein yun humaari yaad aayegi kabhi tanhaaiyon mein yun humaari yaad aayegi andhere chhaa rahe honge ke bijali kaundh jaayegi andhere chhaa rahe honge ye bijali raakh kar jaayegi tere pyaar ki duniyaa ye bijali raakh kar jaayegi tere pyaar ki duniyaa naa phir tu jee sakega aur naa tujhko maut aayegi kabhi tanhaaiyon mein yun humaari yaad aayegi andhere chhaa rahe honge ke bijali kaundh jaayegi andhere chhaa rahe honge
kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum chaahe zamaana kare laakhon sitam haaan haan haaan chaahe zamaana kare laakhon sitam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum sanam meri jannat hai tere kadam haayeeeee sanam meri jannat hai tere kadam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman muhabbat ke sholon mein jalta rahunga tera naam le ke main chalta rahunga thokar bhi khaa ke sambhaltaa rahunga bade hain muhabbat ke hum pe karam haayeee bade hain muhabbat ke hum pe karam haayeee kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman dengi sahaara jo teri nighaahen to aasaan hongi muhabbat ki raahen ke manzil hai meri ye teri hi baahen chale hain safar pe ye khaa ke kasam haaan haaan haaan chale hain safar pe ye khaa ke kasam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman
kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah main ek khwaab sahi aapki amanat hoon main ek khwaab sahi aapki amanat hoon mujhe sambhal ke rakhiyega jism o jaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah kabhi to soch ke wo shaks kis kadar tha buland kabhi to soch ke wo shaks kis kadar tha buland jo bichh gaya tere kadmon mein aasmaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah bula raha hai mujhe phir kisi badan ka basant bula raha hai mujhe phir kisi badan ka basant guzar na jaaye ye rut bhi kahin khizaan ki tarah mera wajood hai jalte huye makaan ki tarah kabhi to khul ke baras abr e meherbaan ki tarah
haa haa haaa aa haa haaa lara lara lara lara aa haa kabhi to milegi kahin to milegi bahaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi kabhi to milegi kahin to milegi bahaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi lambi hi sahi dard ki raahen dil ki lagan se kaam le aankhon se iss tufaan ko pee jaa aahon ke baadal thaam le door to hai par door nahin hai door to hai par door nahin hai nazaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi aa haa haaa aa haa haaa haa lara lara lara lara aa haa maana ke hai gehra andhera gum hai dagar ki chaandani maili na ho dhundhali pade na dekh nazar ki chaandani daale huye hai raat ki chaadar daale huye hai raat ki chaadar sitaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi
kabhi to miloge jeevan saathi kabhi to miloge jeevan saathi bichhadi rahe na deepak se baati kabhi to miloge jeevan saathi ban ke deewani teri van van dolun re ban ke deewani teri van van dolun re bhed jiya ke piya jag se na kholun re chhup chhup ke ro lun re likhte hain aansoo birhaa ki baaten kabhi to miloge jeevan saathi jab se gaye ho meri palken na laagi re jab se gaye ho meri palken na laagi re saari saari ratiyaan main to ro ro ke jaagi re aisi aag laagi re yaad na jaati nindiyaa na aati kabhi to miloge jeevan saathi kabhi to miloge jeevan saathi
kabhi to nazar milao kabhi to kareeb aao kabhi to nazar milao kabhi to kareeb aao jo nahin kahaa hai kabhi to samjh bhi jaao hum bhi to hai tumhaare deewane hoo deewane hum bhi to hai tumhaare deewane hoo deewane kabhi to nazar milao kabhi to kareeb aao kabhi to nazar milao kabhi to kareeb aao jo nahin kahaa hai kabhi to samjh bhi jaao hum bhi to hai tumhaare deewane hoo deewane hum bhi to hai tumhaare deewane hoo deewane humne tumko dekhte hi dil diya tum bhi socho tumne hum se kya kiya humne tumko dekhte hi dil diya tum bhi socho tumne hum se kya kiya tumne kya kiya kya kiya mera dil naa todo kabhi dil se dil mila lo hum bhi to hai tumhaare deewane hoo deewane hum bhi to hai tumhaare deewane hoo deewane kabhi to nazar milao kabhi to kareeb aao kabhi to nazar milao kabhi to kareeb aao jo nahin kahaa hai kabhi to samjh bhi jaao hum bhi to hai tumhaare deewane hoo deewane hum bhi to hai tumhaare deewane hoo deewane dil ye chaahe teri zulfen choom loon sochtaa hoon
aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaa kabhi yun bhi aa meri aankh mein kabhi yun bhi aa meri aankh mein ki meri nazar ko khabar na ho mujhe ek raat nawaaz de mujhe ek raat nawaaz de magar uske baad sahar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein wo bada rahimokareem hai wo bada rahimokareem hai mujhe ye sifat bhi ataa kare wo bada rahimokareem hai mujhe ye sifat bhi ataa kare tujhe bhoolne ki dua karun tujhe bhoolne ki dua karun to meri dua mein asar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein mere bazuon mein thaki thaki mere bazuon mein thaki thaki abhi mehwe khwab hai chandni mere bazuon mein thaki thaki abhi mehwe khwab hai chandni na uthe sitaaron ki paalki na uthe sitaaron ki paalki abhi aahaton ka guzar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi shabbo phool ko choom ke kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi shabbo phool ko choom ke yunhi saath saath chalen sada yunhi saath saath chalen sada kabhi
kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho mujhe ek raat nawaaz de mujhe ek raat nawaaz de magar uske baad seher na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho wo bada raheem o kareem hai mujhe ye sipat bhi ata kare wo bada raheem o kareem hai mujhe ye sipat bhi ata kare tujhe bhoolne ki duwa karoon tujhe bhoolne ki duwa karoon to duwa mein meri asar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi shab ke phool ko choom ke kabhi din ki dhoop mein jhoom ke kabhi shab ke phool ko choom ke yun hi saath saath chalen sada yun hi saath saath chalen sada kabhi khatam apna safar na ho kabhi yun bhi aa meri aankh mein ke meri nazar ko khabar na ho mere paas mere habib aaa zaraa aur dil ke kareeb aa mere paas mere habib aaa zaraa aur dil ke kareeb aa tujhe dhadkano mein basa loon main tujhe dhadkano mein basa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kabhi Main Kahoon Lamhe (1991) 07:42 20708
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Sridevi
Duration : 07:42   Song Number : 20708   

Kabhi Na Bigde Kisi Ki Motor Moti Mahal (1952) 03:15 18303
 
Poster of Moti Mahal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Suraiya
Duration : 03:15   Song Number : 18303   

Kabhi Na Kabhi Kahin Sharabi (1964) 04:07 14229
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:07   Song Number : 14229   

Kabhi Neem Neem Yuva (2004) 04:57 18628
 
Poster of Yuva (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Rani Mukherjee
Duration : 04:57   Song Number : 18628   

Kabhi Neki Bhi Uss ke Jee Mein Asha Bhosle 04:06 15985
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Duration : 04:06   Song Number : 15985   

Kabhi Palkon Pe Aansoon Harjaee (1981) 05:31 13323
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 05:31   Song Number : 13323   

Kabhi Raat Din Hum Door Thei Aamne Saamne (1967) 05:32 12564
 
Poster of Aamne Saamne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:32   Song Number : 12564   

Kabhi Ruk Gaye Hain Rahgir (1969) 05:17 17265
 
Poster of Rahgir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 05:17   Song Number : 17265   

Kabhi Saaya Sudeep Banerjee 03:26 39197
 
Poster of Sudeep Banerjee
 
Category
Ghazal
Singer- 
Sudeep Banerjee
Duration : 03:26   Song Number : 39197   

Kabhi Shaam Dhale Sur (The Melody of Life) (2002) 08:14 18051
 
Poster of Sur (The Melody of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Mahalaxmi Iyer
On Screen Actors- 
Gauri Karnik
Duration : 08:14   Song Number : 18051   

Kabhi Shakh O Sabza O Barg Par Asha Bhosle 04:15 40649
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jigar Moradabadi
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:15   Song Number : 40649   

Kabhi Socha Na Tha Maine Pyaar Kiya Nahin Jaata (2003) 05:01 13998
 
Poster of Pyaar Kiya Nahin Jaata (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Shyam Anuragi
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Divakar Pundir, Sonali Bendre
Duration : 05:01   Song Number : 13998   

Kabhi Tanhaiyon Mein Hamari Yaad Aayegi (1961) 02:33 15600
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Tanuja, Ashok Sharma
Raag- 
Palasri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:33   Song Number : 15600   

Kabhi Tera Daaman Naa Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 03:36 13869
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 03:36   Song Number : 13869   

Kabhi To Khul Ke Baras Chitra Singh 05:18 37971
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:18   Song Number : 37971   

Kabhi To Milegi Kahin Aarti (1962) 02:59 20710
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 20710   

Kabhi To Miloge Sati Savitri (1964) 03:30 32735
 
Poster of Sati Savitri (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Raag- 
Kalavati
Duration : 03:30   Song Number : 32735   

Kabhi To Nazar Milao Adnan Sami & Asha Bhosle 07:42 11667
 
Poster of Adnan Sami & Asha Bhosle
 
Category
Indipop
Music Director- 
Adnan Sami
Singer- 
Adnan Sami
On Screen Actors- 
Adnan
Duration : 07:42   Song Number : 11667   

Kabhi Yun Bhi Aa Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:14 32230
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 06:14   Song Number : 32230   

Kabhi Yun Bhi Aa Meri Aankh Mein Jagjit Singh 07:26 32017
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Bashir Badr
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:26   Song Number : 32017