Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi devlachya daramadhye devlachya daramadhye bhakti tolnar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi majhya antraat gandh kalpkusumancha daate majhya antraat gandh kalpkusumancha daate pan pakali tayachi pan pakali tayachi kadhi fulnaar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi nakshtranchya gavatale mala gavasale gooj nakshtranchya gavatale mala gavasale gooj pari akshrancha sang pari akshrancha sang tyala milnaar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi megh jambhala ekala rahe nabhachya kadela megh jambhala ekala rahe nabhachya kadela tyache rahasya konala tyache rahasya konala kadhi kalnaar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi kahi bolayaache aahe pan bolnar nahi dur bandraat ubhe ek galbat ruperi dur bandraat ubhe ek galbat ruperi tyacha
kahin aisa na ho daaman jala lo kahin aisa na ho daaman jala lo humare aansuon par khaak daalo manaana hi zuroori hai to phir tum manaana hi zuroori hai to phir tum humen sabse khafaa ho kar mana lo humen sabse khafaa ho kar mana lo humen sabse khafaa ho kar mana lo bahot royi huyi lagti hain aankhen bahot royi huyi lagti hain aankhen meri khaatir zara kaajal laga lo meri khaatir zara kaajal laga lo meri khaatir zara kaajal laga lo akelepan se khauff aata hai mujhko akelepan se khauff aata hai mujhko kahaan ho aye mere khaabon khayaalo kahaan ho aye mere khaabon khayaalo kahaan ho aye mere khaabon khayaalo bahot mayoos baitha hoon main tumse bahot mayoos baitha hoon main tumse kabhi aa kar mujhe hairat mein daalo kabhi aa kar mujhe hairat mein daalo kabhi aa kar mujhe hairat mein daalo kahin aisa na ho daaman jala lo kahin aisa na ho daaman jala lo humare aansuon par khaak daalo kahin aisa na ho daaman jala lo
kahin aisa na ho tum ajnabee rahon mein kho jaao mere saathi meri aawaz ke peechhe chale aao chale aao chaleeeee aaooo kahin aisa na ho tum ajnabee rahon mein kho jaao mere saathi meri aawaz ke peechhe chale aao chale aao chaleeeee aaooo pareshaan zindagi ko aas ka saahil nazar aaye mujhe phir pyaar ki khoyi huyi manzil nazar aaye hawaaon mein zara tum reshami aanchal to lehraao mere saathi meri aawaz ke peechhe chale aao chale aao chaleeeee aaooo naa jaane kitni baar aaya gaya mausam bahaaron ka magar ab tak nahin badla muqaddar beqararon ka sabhi ghum door ho jaayen jo tum ik baar mil jaao mere saathi meri aawaz ke peechhe chale aao chale aao chaleeeee aaooo kahin aisa na ho tum ajnabee rahon mein kho jaao mere saathi meri aawaz ke peechhe chale aao chale aao chaleeeee aaooo
hmmmm hmmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm kahin be khayal ho kar yunhi chhoo liya kisi ne kahin be khayal ho kar yunhi chhoo liya kisi ne kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar mere dil mein kaun hai tu ke hua jahan andhera mere dil mein kaun hai tu ke hua jahan andhera wahin sau diye jaalaye tere rukh ki chandani ne kai khawab kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar kabhi us pari ka koocha kabhi is hansi ki mehfil kabhi us pari ka koocha kabhi is hansi ki mehfil mujhe dar badar phiraya mere dil ki saadagi ne kai khawab kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar hai bhala sa naam uska main abhi se kya bataaoon hai bhala sa naam uska main abhi se kya bataaoon kiya beqaraar aksar mujhe ek aadmi ne kai khawab kai khawab dekh daale yahan meri bekhudi ne kahin be khayal ho kar are mujh se naaz waalon yeh naya chaman diya kyun are mujh se naaz waalon yeh naya chaman diya kyun hai yahin karam
kahin chaand raahon mein kho gaya kahin chandani bhi bhatak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya kahin chandani bhi bhatak gayi main charaag wo bhi bhujha hua main charaag wo bhi bhujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya tujhe bhool jaane ki koshishen kabhi kaamyaab naa ho saki tujhe bhool jaane ki koshishen kabhi kaamyaab naa ho saki teri yaad shaakh e gulaab hai jo hawa chali to lachak gayi teri yaad shaakh e gulaab hai jo hawa chali to lachak gayi main charaag wo bhi bhujha hua main charaag wo bhi bhujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya meri daastaan ka urooz tha teri narm palkon ki chhaanv mein meri daastaan ka urooz tha teri narm palkon ki chhaanv mein mere saath tha tujhe jaagna teri aankh kaise jhapak gayi mere saath tha tujhe jaagna teri aankh kaise jhapak gayi main charaag wo bhi bhujha hua main charaag wo bhi bhujha hua meri raat kaise chamak gayi kahin chaand raahon mein kho gaya koi dard
oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho kahin deep jalle kahin dil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera dil hai teri mehfil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon piya der na kar aa mil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke kai roop mein hain qaatil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho
kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye mere khayaalon ke aangan mein koi sapnon ke deep jalaye deep jalaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kabhi yunhi jab huin bojhal saansen bhar aayeen baithe baithe jab yunhi aankhen kabhi yunhi jab huin bojhal saansen bhar aayeen baithe baithe jab yunhi aankhen kabhi machal ke pyaar se chalke chhuye koi mujhe par nazar na aaye nazar na aaye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye kahin to ye dil kabhi mil nahin paate kahin pe nikal aayen janmon ke naate kahin to ye dil kabhi mil nahin paate kahin pe nikal aayen janmon ke naate hai meethi uljhan bairee apna man apna hi ho ke sahe dard paraye dard paraye kahin door jab din dhal jaaye saanjh ki dulhan badan churaye chupke se aaye dil jaane mere saare bhed ye gehre kho gaye kaise mere sapne
Kahin Door Jab Din Dhal Jaye
kahin door kahin door mujhe jana hai kahin door koi mere saath chale na chale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile par jana hai jarur kahin door kahin door jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile ooo ooo ooo ye chaand sitaare ye chaand sitaare laage pyare pyare jee chaahta hai inko chhoo loon banke badariya ud ud jaun neel gagan ki god main jhoolun pichhe chhod ke kahan main to chali hoon waha jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile ooo ooo ooo chahe ye duniya chahe ye duniya roke meri rahen phir bhi main na rukne paun har mushkil ko gale se laga kar aage aage badhti jaun meri manzil wahi mera dil bhi wahi jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile par jana hai zarur kahin door kahin door jahan mere sapnon ka pyaar pale koi mere saath chale na chale mujhe koi saathi mile na mile
kahin ek maasoom naazuk si ladki bahot khubsurat haaye bahot khubsurat magar saanwali si bahot khubsurat mujhe apne khaabon ki baahon mein paa kar kabhi neend mein muskuraati to hogi ussi neend mein kasmasa kasmasa kar sarhaane se takiye giraati to hogi k
aaaa aaaaaaa kahin ho na mohalle mein halla kivadiya na khatkaana kahin ho na mohalle mein halla kivadiya na khatkaana darwajje pe taala hai lalla pichvade tai aa jaana darwajje pe taala hai lalla pichvade tai aa jaana kivadiya na khatkana jab se bihayi tab se na aayi ek bhi raat suhani jab se bihayi tab se na aayi ek bhi raat suhani pihu gayi pardesh kamane pihu gayi pardesh kamane sooni chhod jawaani royi raat raat roye raat raat chunri ka palla ghunghatva utha jaana roye raat raat chunri ka palla ghunghatva utha jaana kivadiya na khatkana pichhli raat padosi ke ghar laal jale jab batti pichhli raat padosi ke ghar laal jale jab batti khidki ke parde par dekhun dekhun meri daiya ha dekhun meri daiya khidki ke parde par dekhun chhayayein do milti jiya karta hai jiya karta hai zor se chillaana bachana mujhe bachana jiya karta hai zor se chillaana bachana mujhe bachana kahin ho na mohalle mein halla kivadiya na khatkaana kivadiya na khatkana savan sukha fagun fika
kahin kahin se har chehraaaaa kahin kahin se har chehra tum jaisa lagta hai tumko bhool naa paayenge hum aisa lagta hai aisa lagta hai oooo hoooooo oooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo ooooo oooo oooo oooo ooo oo oo ooooooooo aisa bhi ik rang hai hmmm hmmm hmmmm hoooo ooooo ooooooo aisa bhi ik rang hai jo karta hai baaten bhi jo dil iss ko pehan le wo apna saa lagta hai tumko bhool naa paayenge hum aisa lagta hai kahin kahin se har chehra tum jaisa lagta hai tumko bhool naa paayenge hum aisa lagta hai aisa lagta hai sa sa sa ga ga ga ga pa pa pa pa aaaaaaaaaa sa sa sa ga ga ga ga pa pa pa pa aaaaaaaaaa de re re re re ma ma pa ga ga ma re re ga sa aur to sab kuchh thik hai lekin aur to sab kuchh thik hai lekin kabhi kabhi yunhi chalta phirta shehar achaanak achaanak tanhaa lagta hai tumko bhool naa paayenge hum aisa lagta hai kahin kahin se har chehra tum jaisa lagta hai tumko bhool naa paayenge hum aisa lagta hai aisa lagta hai ab bhi yun milte hain hum se phool
kahin karaar na ho aur kahin khushi na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho siya naseeb koi unse badh ke kya hoga siya naseeb koi unse badh ke kya hoga jo apna ghar bhi jala de to roshni na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho yahi sulook hai gar aadmi se duniya ka yahi sulook hai gar aadmi se duniya ka to kuchh ajab nahin duniya mein aadmi na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho ye bebasi bhi kisi baddua se kam to nahin ye bebasi bhi kisi baddua se kam to nahin ke khul ke jee na sake aur mout bhi na mile humare baad kisi ko ye zindagi na mile kahin karaar na ho
kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirta hoon beqaraar kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirta hoon beqaraar door zulfon ki chhaanv se kehta hoon ye hawaaon se usi boot ki addaon ke afsaane hazaar wo jo baahon mein machal jaati hasrat hi nikal jaati meri duniyaa badal jaati mil jaata qaraar kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirta hoon beqaraar aa aa aa aa aa aa hai armaan hai koi paas aaye in haathon mein wo haath aaye phir khaabon ki ghata chhaye barsaayen khumaar phir unhi din raaton pe matwaali mulaqaaton pe ulfat bhari baaton pe hum hote nisaar kahin karti hogi woh mera intezaar jiski tamanna mein phirti hoon beqaraar
kahin pe nigaahen kahin pe nishaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana jeene do zaalim banaao na deewana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana koi na jaane iraade hain kidhar ke koi na jaane iraade hain kidhar ke maar na dena teer nazar ka kisi ke jigar pe maar na dena teer nazar ka kisi ke jigar pe naazuk ye dil hai bachana o bachaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana tauba ji tauba nigaahon ka machalna tauba ji tauba nigaahon ka machalna dekh bhaal ke ae dil waalo pehlu badalna dekh bhaal ke ae dil waalo pehlu badalna kaafir ada ki ada hai mastaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana zakhmi hain tere jaayen to kahaan jaayen zakhmi hain tere jaayen to kahaan jaayen tere teer ke maare huye dete hain sadaayen tere teer ke maare huye dete hain sadaayen kar do ji ghaayal tumhara hai zamaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana kahin pe nigaahen kahin pe nishaana
angdayian le lekar tanhaiyon mein aksar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil angdayian le lekar tanhaiyon mein aksar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil sulge rang roop mera paani mein aag jaisa chandan se is badan se lipte koyi naag jaisa ruswaaiyon se dar kar parchhaiyon se chhupkar kuchh dhundhti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil sapnon mein ho gayi hai saajan se baat jaise lagta hai aa rahi hai meri baraat jaise shehnayian yoon sunkar shehnaiyon ki dhun par main jhoomti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil jaane wo preet apni jaane paraayi ho kya ho jo meet ban ja thoda harjaayi ho harjaiyon se milkar gehraiyon mein kho kar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na jaaye aye dil aye dil angdayian le lekar tanhaiyon mein aksar main sochti rehti hoon kahin pyaar ho na jaaye ikraar ho na
kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye pyaar na ho jaaye ae dil bataa yeh tujhe kya hua tu hai kyun beqaraar itnaa ae dil bataa yeh tujhe kya hua tu hai kyun beqaraar itnaa kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye ae dil bataa yeh tujhe kya hua tu hai kyun beqaraar itnaa ae dil bataa yeh tujhe kya hua tu hai kyun beqaraar itnaa kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye jee chaahe jee bhar ke chaahoon usse main chaahat ka mausam na beete kabhi uske khayaalon mein khoya rahoon main manzil mujhe to milegi wahi yeh hai aitbaar dil ki pukar sun mere yaar hoo ooo ooo kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye kahin pyaar na ho jaaye ae dil bataa yeh tujhe kya hua tu hai kyun beqaraar itnaa sapnon mein jo mere aane lagaa hai apna woh lagne lagaa hai mujhe harpal jo aankhon mein rehne lagaa hai pyaara woh lagne lagaa hai mujhe
kaanton pe chal ke panwo ke chhalon se kya gila maangi thi khud hi raat ujaalon se kya gila kahin se maut ko laao ke ghum ki raat kate kahin se maut ko laao ke ghum ki raat kate mera hi sokh manaao ke ghum ki raat kate kahin se maut ko laao ke ghum ki raat kate kare na peechha mera zindagi ko samjha do kare na peechha mera zindagi ko samjha do zindagi ko samjha do ye raah usko bhulaao ke ghum ki raat kate kahin se maut ko laao ke ghum ki raat kate kaho bahaaron se ab shakh e dil naa hogi hari kaho bahaaron se ab shakh e dil naa hogi hari shakh e dil naa hogi hari khizaan ke geet sunaao ke ghum ki raat kate kahin se maut ko laao ke ghum ki raat kate na chaaragar ki zarurat na kuchh dawa ki hai na chaaragar ki zarurat na kuchh dawa ki hai na kuchh dawa ki hai dua ko haath uthaao ke ghum ki raat kate kahin se maut ko laao ke ghum ki raat kate
kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain sahara dhundhne mein besahare aa hi jaa te hain na jane tum ko tanhayi mein roti hoon kahaan ja ke na jane tum ko tanhayi mein roti hoon kahaan ja ke mager raaton ko ye saathi humare aa hi jate hain kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain ye sunte hain mohabbat mein kabhi aisa bhi hota hai ye sunte hain mohabbat mein kabhi aisa bhi hota hai ke khud lehron talak chal kar kinaare aa hi jaate hain kahin se shaam hote hi sitaare aa hi jaate hain
kahin sher o naghma ban ke kahin aansuon mein dhal ke kahin sher o naghma ban ke kahin aansuon mein dhal ke wo mujhe mile to lekin mile sooraten badal ke wo mujhe mile to lekin mile sooraten badal ke ye wafa ki sakht raahen ye tumhare paaye naazuk ye wafa ki sakht raahen ye tumhare paaye naazuk ye tumhare paaye naazuk na lo inteqaam mujhse na lo inteqaam mujhse mere saath saath chal ke kahin sher o naghma ban ke kahin aansuon mein dhal ke ye charaag e anjuman to hain bas ek shab ke mehmaan ye charaag e anjuman to hain bas ek shab ke mehmaan hain bas ek shab ke mehmaan tu jala wo shamma aye dil tu jala wo shamma aye dil jo bujhe kabhi na jal ke kahin sher o naghma ban ke kahin aansuon mein dhal ke na to hosh se taaruf na junoon se aashnaayi na to hosh se taaruf na junoon se aashnaayi na junoon se aashnaayi yeh kahaan pahuch gaye hum yeh kahaan pahuch gaye hum teri bazm se nikal ke kahin sher o naghma ban ke kahin aansuon mein dhal ke wo mujhe mile to lekin mile
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kahi Bolayaache Aahe Shridhar Phadke 06:49 36118
 
Poster of Shridhar Phadke
 
Category
Marathi
Duration : 06:49   Song Number : 36118   

Kahin Aisa Na Ho Jagjit Singh 05:31 18835
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:31   Song Number : 18835   

Kahin Aisa Na Ho Milap (1972) 04:26 13744
 
Poster of Milap (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha
Duration : 04:26   Song Number : 13744   

Kahin Be Khayal Ho Kar Teen Devian (1965) 06:34 14335
 
Poster of Teen Devian (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:34   Song Number : 14335   

Kahin Chaand Raahon Mein Talat Aziz 07:13 16006
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Duration : 07:13   Song Number : 16006   

Kahin Deep Jale Kahin Dil Bees Saal Baad (1962) 05:48 12145
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Vishwajeet
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:48   Song Number : 12145   

Kahin Door Jab Din Anand (1970) 05:49 20720
 
Poster of Anand (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
Duration : 05:49   Song Number : 20720   

Kahin Door Jab Din Dhal Jaaye Jagjit Singh 06:33 40148
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:33   Song Number : 40148   

Kahin Door Mujhe Jana Hai Do Anjaane (1976) 04:40 32080
 
Poster of Do Anjaane (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 04:40   Song Number : 32080   

Kahin Ek Masoom Naazuk Shankar Husain (1977) 05:37 14227
 
Poster of Shankar Husain (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kaif Bhopali
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kanwaljeet Singh
Raag- 
Marwa
Duration : 05:37   Song Number : 14227   

Kahin Ho Na Chowki No 11 (1978) 05:41 38034
 
Poster of Chowki No 11 (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
V K Sobati
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Shobha Gurtu
Duration : 05:41   Song Number : 38034   

Kahin Kahin Se Har Chehra Lata Mangeshkar, Asha Bhosle & Jagjit Singh 06:19 17860
 
Poster of Lata Mangeshkar, Asha Bhosle & Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:19   Song Number : 17860   

Kahin Karaar Na Ho Chandi Ki Deewar (1964) 03:34 38240
 
Poster of Chandi Ki Deewar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:34   Song Number : 38240   

Kahin Karti Hogi Woh Phir Kab Milogi (1974) 03:14 20719
 
Poster of Phir Kab Milogi (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mala Sinha
Duration : 03:14   Song Number : 20719   

Kahin Pe Nigaahen Kahin C I D (1956) 04:38 20723
 
Poster of C I D (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kalpesh Patel
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:38   Song Number : 20723   

Kahin Pyaar Ho Na Jaaye Sweekar (1973) 04:37 11293
 
Poster of Sweekar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Hansa Maker
Duration : 04:37   Song Number : 11293   

Kahin Pyaar Na Ho Jaaye Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (2000) 05:17 31506
 
Poster of Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sudhakar Sharma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Salman Khan, Rani Mukherjee
Duration : 05:17   Song Number : 31506   

Kahin Se Maut Ko Lao Mera Qasoor Kya Hai (1964) 03:57 17658
 
Poster of Mera Qasoor Kya Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:57   Song Number : 17658   

Kahin Se Shaam Hote Hi Shatranj (1956) 03:01 37405
 
Poster of Shatranj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:01   Song Number : 37405   

Kahin Sher O Naghma Ban Ke Talat Mahmood 04:14 16016
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 04:14   Song Number : 16016