Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kaise kate din kaise kati raaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten kaise kate din kaise kati raaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten mujh ko to roz aati thi humdam tumhari yaad aa ke mile ho aaj tum kitne dinon ke baad mujh ko to roz aati thi humdam tumhari yaad aa ke mile ho aaj tum kitne dinon ke baad jab yaad tumhari aati thi main chori chori roti thi khoyi rehti thi khayaaaalon mein hoooooo ooooo ooooo naa jagti thi naa soti thi kaise kate din kaise kati raaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten poocho naa saathiyaa judaayi ki baaten tum se main door jaa ke bhi kitne kareeb tha bas kuchh dinon ke waaste rutha naseeb tha tum se main door jaa ke bhi kitne kareeb tha bas kuchh dinon ke waaste rutha naseeb tha iss dharti se uss ambar tak ik chehra tumhara dikhta tha jab sapne tumaare aaaaate thhe hoooooo ooooo oooooo main pyaar bhara khat likhta tha kaise kate din kaise
kaise kategi zindagi tere bagair tere bagair kaise kategi zindagi tere bagair tere bagair paaunga har sheh mein kami tere bagair tere bagair kaise kategi zindagi tere bagair tere bagair phool khilen to yun lage phool nahin ye daag hain phool khilen to yun lage phool nahin ye daag hain taare falak pe yun lage jaise bhujhe chiraag hain aag lagaaye chaandani tere bagair tere bagair kaise kategi zindagi tere bagair tere bagair chaand ghata mein chhup gaya saara jahaan udaas hai chaand ghata mein chhup gaya saara jahaan udaas hai kehti hain dil ki dhadkane tu kahin aas paas hai aa ke tadap raha hai jee tere bagair tere bagair paaunga har sheh mein kami tere bagair tere bagair kaise kategi zindagi tere bagair tere bagair
se koi jaane bhala khwabon ki taabir aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khwabon ki taabir aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kis rang se jaane bane jeevan ki tasveer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer jisko khushi se jeena ho ye baat wo jaan le marji ho jo bhagwaan ki hans ke use maan le maan le jis se bani ghum bhi khushi hai ye wahi tadbeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer do roz ki ye zindagi kis cheez ka naam hai har ik subah hai bekhabar anjaan har shaam hai shaam hai kis ko pata toote kahaan saanson ki zanjeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khwabon ki taabir aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer
kaise koi jiye kaise koi jiye zehar hai zindagi utha tufaan wo utha tufaan aas ke sab bhujh gaye diye kaise koi jiye baadal hai yaa dhuwaan aag lagi kahaan jaltaa na ho kahin mera hi aashiyaan angaare the aansoon nahin wo dil mein jo piye kaise koi jiye zehar hai zindagi utha tufaan wo utha tufaan aas ke sab bhujh gaye diye kaise koi jiye taaren naa jaane unchaayi gagan ki aakhen naa samjhe gehraayi mann ki gehraayi mann ki taaren naa jaane pyaase papihe ne aas thi baandhi udd gaye baadal aa gayi aandhi humne jo chheda dil ne hansi se honth see liye kaise koi jiye zehar hai zindagi utha tufaan wo utha tufaan aas ke sab bhujh gaye diye kaise koi jiye
kaise manaun piawa gun mere ek hun naahin kaise manaun piawa kaise manaun piawa gun mere ek hun naahin aayi milan ki belaaaaa ghabraun mann maahi kaise manaun piawa gun mere ek hun naahin kaise manaun piawaa saajan mere aaye dhadkan badhti jaaye naina jhukte jaayen ghunghat dhalta jaaye khud se kyun sharmaaye aaj teri parchhain kaise manaun piawa gun mere ek hun naahin kaise manaun piawaa main anjaan paraayi dwaar tihaare aayi tumne mujhe apnaaya preet ki reet nibhayi haaye re mann ki kaliyaan phir bhi chunn naa paayin kaise manaun piawa gun mere ek hun naahin kaise manaun piawaa
Kaise Milun
hmm kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai hosh abhi tak hai baaki aur zara si de de saaki aur zara si aur kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai hosh abhi tak hai baaki aur zara si de de saaki aur zara si aur kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmmmmm hmmmmmmm muddaton ki pyaas aaj ek jaam ban gayi muddaton ki pyaas aaj ek jaam ban gayi ye khushi ki shaam shaam e inteqaam ban gayi jo baat hum mein tum mein thi wo baat aam ban gayi aur zara si de de saaki aur zara si kaise rahun chup huii kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai hosh abhi tak hai baaki aur zara si de de saaki aur zara si aur kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai pata hai tumko raaz kya hai mere iss suroor ka pata hai tumko raaz kya hai mere iss suroor ka iss suroor mein zara sa rang hai guroor ka jo maine pee to kyun nasha utar gaya huzoor ka aur zara si de de saaki aur zara si kaise rahun chup huii kaise rahun chup ke maine pee hi kya hai hosh abhi tak hai
aaa aaa aaaa aaa aaa aaaaa kaise samjhaaun badi nasamajh ho kaise samjhaaun badi nasamajh ho hum se na jeetogi tum rehne do yeh baazi kaise samjhaun aaa aaa aaaa aaa aaa aaaaa kaise samjhaaun bade nasamajh ho kaise samjhaaun bade nasamajh ho aaye gaye tum jaise sainkadon anaari kaise samjhaaun hum dil ka saaz bajaate hain duniya ke hosh udaate hain hum dil ka saaz bajaate hain duniya ke hosh udaate hain hum saat suron ke saagar hain har mehfil mein lehraate hain har mehfil mein lehraate hain kaise samjhaaun badi na samajh ho kaise samjhaaun tum saaz bajaana kya jaano tum rang jamaana kya jaano tum saaz bajaana kya jaano tum rang jamaana kya jaano mehfil to humare dum se hai tum hosh udaana kya jaano tum hosh udaana kya jaano kaise samjhaaun bade uh samajh ho kaise samjhaaun main naachun chaand sitaaron par sholon par aur sharaaron par main naachun chaand sitaaron par sholon par aur sharaaron par hum aise kalaa ke deewaane chha jaayen nasheeli bahaaron par chha
kaise unko paaun aali kaise unko paun aali kaise unko paaun kaise unko paaun aali kaise unko paaun ve aansu ban kar mere ve aansu ve aansu ban kar mere is kaaran dhul dhul jaate is kaaran dhul dhul jaate in palkon ke bandhan mein main in palkon ke bandhan mein main baandh baandh pachhtaaun kaise unko paaun aali kaise unko paaun kaise unko paaun aali kaise unko paaun ve taarak baalaon ki ve taarak baalaon ki aplak chitwan ban jaate ve taarak baalaon ki aplak chitwan ban jaate jismein unki chhaya bhi main jismein unki chhaya bhi main chhu na sakun apnaaun kaise unko paaun aali kaise unko paaun kaise unko paaun aali kaise unko paaun hmm hmmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm kaise unko paaun aali hmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmm hmmmm
kaisi chali hai ab ke hawaa tere shaher mein kaisi chali hai ab ke hawaa tere shaher mein banday bhi ho gaye hain khuda tere shaher mein kaisi chali hai ab ke hawaa tere shaher mein kya jaane kya hua ke pareshaan ho gaye kya jaane kya hua ke pareshaan ho gaye ik lahza ruk gayee thi sabaa tere shaher mein ik lahza ruk gayee thi sabaa tere shaher mein banday bhi ho gaye hain khuda tere shaher mein kaisi chali hai ab ke hawaa tere shaher mein kuchh dushmani ka dhab hai na ab dosti ke taur kuchh dushmani ka dhab hai na ab dosti ke taur donon ka ek rang huwaa tere shaher mein donon ka ek rang huwaa tere shaher mein banday bhi ho gaye hain khuda tere shaher mein kaisi chali hai ab ke hawaa tere shaher mein shayad unhen pata tha ke khaatir hai ajnabi shayad unhen pata tha ke khaatir hai ajnabi logon ne us ko loot liyaa tere shaher mein logon ne us ko loot liyaa tere shaher mein banday bhi ho gaye hain khuda tere shaher mein kaisi chali hai ab ke hawaa tere shaher mein
kaisi haseen aaj bahaaron ki raat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai o dene waale tune to koi kamin na ki ab kis ko kya mila ye muqaddar ki baat hai chhaaya hai husn o ishq pe ek rang e bekhudi chhaaya hai husn o ishq pe ek rang e bekhudi aate hain zindagi mein ye aalam kabhi kabhi har ghum ko bhool jaao khushi ki baraat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai aayi hai wo bahaar to nagmein ubal pade aisi khushi mili hai ke aansoon nikal pade honthon pe hai duwaayein magar dil pe haath hai ab kis ko kya mila ye muqaddar ki baat hai masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi meri khushi bhi aapke daaman mein aa gayi bhanwara kali se door nahin saath saath hai ab kis ko kya mila ye muqaddar ki baat hai kaisi haseen aaj bahaaron ki raat hai ek chaand aasmaan pe hai ek mere saath hai
kaisi lag rahi hoon main kaisi lag rahi hoon main kahiye kya khayaal hai bijliyaan naa gir pade ab to ye sawaal hai kaisi lag rahi hoon main kahiye kya khayaal hai ho bijliyaan naa gir pade ab to ye sawaal hai kaisi lag rahi hoon main meri nazar naa lag jaaye aa jaa lagaa doon dilbar tera hi kaajal tere rukhsaar pe hooooo ooooo ab kya nazar ka lagnaa dil lag chuke hain dekho khoye hain ik duje mein kis pyaar se ye mera tera milan itna bemisaal hai kaisi lag rahi hoon main kahiye kya khayaal hai hooo bijliyaan naa gir pade ab to ye sawaal hai la lala lal lal la laaaaaa ghunghataa gira ke thoda mukhdaa dikhaa ke thoda jab main chalun to tumko kaisa lage hoye aayegi aafat koi hogi qayaamat koi jeene nahin dogi tum aisa lage ek hi jalwe mein tum loot gaye kamaal hai kaisi lag rahi hoon main kahiye kya khayaal hai hooo bijliyaan naa gir pade ab to ye sawaal hai kaisi lag rahi hoon main lal laa lal laa laaaa laaaa are bijliyaan naa gir pade ab to ye sawaal hai kaisi lag
ha ha ha haa haha ha ha ha haa ha ha ha haa haha ha ha ha haa ha ha ha haa haha ha ha ha haaa kaisi yeh jaagi agan lagi hai dil mein lagan seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan door kahin ek taara karta hai yeh ishaara door kahin ek taara karta hai yeh ishaara jeet hai aaj usi ki jisne sab kuchh haara seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan kaisi yeh jaagi agan door nagariya teri rasta hai anjaana door nagariya teri rasta hai anjaana raah mein milne waale raah mein chhod na jaana seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan kaisi yeh jaagi agan tod ke naate saare chali hoon unke dwaare tod ke naate saare chali hoon unke dwaare ghar aangan se kahiyo ab na mujhe pukaare seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan lagi hai dil mein lagan seene mein toofan hai jalne ka armaan hai kaisi yeh jaagi agan kaisi yeh jaagi agan
a aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa kaivalyachya chandnyala bhukela chakor kaivalyachya chandnyala bhukela chakor kaivalyachya chandnyala bhukela chakor chandra vha ho panduranga chandra vha ho panduranga man kara thor man kara thor kaivalyachya chandnyala bhukela chakor kaivalyachya chandnyala bhukela chakor aaaaaa baalvayee kheli ramalo baalvayee kheli ramalo tarunya nasale baalvayee kheli ramalo tarunya nasale vrudhpani deva aata vrudhpani deva aata vrudhpani deva aata dise pailteer pailteer chandra vha ho panduranga chandra vha ho panduranga man kara thor man kara thor kaivalyachya chandnyala bhukela chakor kaivalyachya chandnyala bhukela chakor aaaa aaaa janmamaran nako aata janmamaran nako aata janmamaran nako aata nako yerzaar janmamaran nako aata nako yerzaar nako aihikacha natha nako aihikacha natha nako aihikacha natha vyartha badiwaar vyartha badiwaar chandra vha ho panduranga chandra vha ho panduranga man kara thor man kara thor kaivalyachya chandnyala
kaiyethaa kombatho kennethanam kannetha dooratho chennethanam kaiyethaa kombatho kennethanam kannetha dooratho chennethanam chennathi nee kaiyethanam kaiyethi nee kandethanam atham pathaadum muttathe ponmuthu kaiyethaa kombatho kennethanam kannetha dooratho chennethanam kaiyethaa kombatho kennethanam kannetha dooratho chennethanam chelluloromal kunjaakanam chammanthi poo choodanam kannade munnil nee chellanam ambadi pennaakanam medathin konna poo venam valsalya ponnonam venam pookaalam thedum theenaakeenam thenoorum naavil neerum venam janmathin neeynaalame snehathin naleename kaiyethaa kombatho kennethanam kannetha dooratho chennethanam kaiyethaa kombatho kennethanam kannetha dooratho chennethanam chennathi nee kaiyethanam kaiyethi nee kandethanam atham pathaadum muttathe ponmuthu kaiyethaa kombatho kennethanam kannetha dooratho chennethanam kaiyethaa kombatho kennethanam kannetha dooratho chennethanam thenmaavil ooyal nee aadanam aayathil chaanchaadanam maanathe
kajalo nadir jale bhora dheu cholochole pradip bhasao kaare soriya sonar boroni meye bolo kar poth cheye ankhi duti othe jole bhoriya kajalo nadir jale bhora dheu cholochole pradip bhasao kaare soriya sonar boroni meye bolo kar poth cheye ankhi duti othe jole bhoriya sajher akhase eto rong ke go choralo moner binay eto sur ke go jhoralo sajher akhase eto rong ke go choralo moner binay eto sur ke go jhoralo kare mala debe bole ojhore bokul pore jhoriya sonar boroni meye bolo kar poth cheye ankhi duti othe jole bhoriya moner bromor bujhi gunjane onukhan sritir komol ghire ghire je paki haray nir sudur akhase seki ashe kobhu fire siuli jhorano aji sondharo batase ke go sara diye jay swapnero abhase siuli jhorano aji sondharo batase ke go sara diye jay swapnero abhase karlagi dule othe khone khone thoro thoro e hiya sonar boroni meye bolo kar poth cheye ankhi duti othe jole bhoriya kajalo nadir jale bhora dheu cholochole pradip bhasao kaare soriya sonar boroni meye
kajal waale nain mila ke kar daala bechain kisi matwali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne kajal waale nain mila ke kar daala bechain kisi matwali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne zulf labon ko choom rahi thi ek ghata si jhoom rahi thi panghat se yun chali aa rahi thi wo ithlaate huye lehraate huye tarsaate huye dil se nikli haaye mujhe jab dekha naina jhukaaye gulon ki daali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne hoye kajal waale nain mila ke kar daala bechain kisi matwali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne chaand si gori shokh haseena haaye mushkil kar gayi marna jeena ek jhalak mein hua haal ye ke main deewana bana mastana bana parwana bana main kho baitha hosh mujhe kar daala yun madhosh nashen ki pyaali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne kajal waale nain mila ke kar daala bechain kisi matwali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne kal sapne mein phir aayi thi hum dono the tanhaayi thi ghunghat mein haaye chhupi jaa
kajra laga ke gajra saja ke kajra laga ke gajra saja ke bijuri gira ke jaiyo na nain mila ke chain chura ke nindiya uda ke jaiyo na haan kajra laga ke gajra saja ke bijuri gira ke jaiyo na nain mila ke chain chura ke nindiya uda ke jaiyo na haan kajraa ho gajraa ho mukhada na dekho darpan mein jhaanko zara mere mann mein mukhada na dekho na dekho mukhada na dekho darpan mein jhaanko zara mere mann mein aise jiya pe chhaai ho jaise ghataayen saawan mein raat aur din tumhare bin mann mein aur kaun hai ab zid chhodo na aage aage daudo dil na mera todo ghunghata gira ke ghunghata gira ke mukhada chhupa ke bijuri gira ke jaiyo na nain mila ke chain chura ke nindiya uda ke jaiyo na haan kajra ho gajra ho chhodo meri kalaayi ko sun lo meri duhaayi ko chhodo meri ho ho zulmi chhodo meri kalaayi ko sun lo meri duhaayi ko kyun chhedate ho raste mein ladki kisi paraayi ko mera naam ho badnaam ye jo koi dekh le chalo hato jaao jiya na dhadkaao dekho baaj aao apna bana ke apna
kajra laga ke re bindiyaa saja ke ho aayi main to aayi re aayi mohe laayi milan dhun piya ki ho kajra laga ke re bindiyaa saja ke ho aayi main to aayi re aayi mohe laayi milan dhun piya ki lehar leti chaal deti madhur taal ho aayi main to aayi re aayi mohe laayi milan dhun piya ki ho kajra laga ke re bindiyaa saja ke ho aayi main to aayi re aayi mohe laayi milan dhun piya ki aye tum na bologe yunhin tum na bologe na bolo na bolo hum sang na sang na hum sang na dologe yunhin sang na dologe na dolo na dolo main bhi bolungi nahin tum sang dolungi nahin karun par main kya bas mein nahin jiya ho aayi main to aayi re aayi mohe laayi milan dhun piya ki ho kajra laga ke re bindiyaa saja ke ho aayi main to aayi re aayi mohe laayi milan dhun piya ki lo main hi haari re lo main hi haari re haari re haari bhai tumpe tumpe bhai tumpe waari re saiyaan tumpe waari re waari re waari aye ji ab to bol do maan jaao akhiyaan khol do pal mein jaago re garwaa laago more ho aayi main to
kajraa muhabbat waala ankhiyon mein aisa daala kajre ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan duniyaa hai mere peechhe lekin main tere peechhe apna bana le meri jaan haaye re main tere qurbaan kajraa muhabbat waala ankhiyon mein aisa daala kajre ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan aayi ho kahaan se gori aankhon mein pyaar le ke aayi ho kahaan se gori aankhon mein pyaar le ke chadti jawaani ki ye pehli bahaar le ke dilli shehar ka saara meena bazar le ke dilli shehar ka saara meena bazar le ke jhumka bareli waala kaanon mein aisa daala jhumke ne le li meri jaan haaye re main tere qurbaan duniyaa hai mere peechhe lekin main tere peechhe apna bana le meri jaan haaye re main tere qurbaan motor naa bangla maangun jhumka naa haar maangun motor naa bangla maangun jhumka naa haar maangun dil ko jalaane waale dil ka qaraar maangun saiyaan bedardi mere thoda sa pyaar maangun saiyaan bedardi mere thoda sa pyaar maangun kismat bana de meri duniyaa basaa de meri
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kaise Kate Din Swarg (1990) 06:34 18777
 
Poster of Swarg (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Govinda
Duration : 06:34   Song Number : 18777   

Kaise Kategi Zindagi Jahan Tum Wahan Hum (1968) 03:25 15109
 
Poster of Jahan Tum Wahan Hum (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shabnam, Mehmood
Duration : 03:25   Song Number : 15109   

Kaise Koi Jaane Bhala Taqdeer (1967) 03:30 38251
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:30   Song Number : 38251   

Kaise Koi Jiye (Female) Baadbaan (1954) 03:06 12186
 
Poster of Baadbaan (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Timir Baran - S K Pal
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:06   Song Number : 12186   

Kaise Manaun Piawa Char Diwari (1961) 03:35 12964
 
Poster of Char Diwari (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:35   Song Number : 12964   

Kaise Milun Rajjo (2013) 06:51 38048
 
Poster of Rajjo (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Music Director- 
Uttam Singh
On Screen Actors- 
Kangana Ranaut, Paras Arora
Duration : 06:51   Song Number : 38048   

Kaise Rahun Chup Intaqam (1969) 04:22 12188
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 04:22   Song Number : 12188   

Kaise Samjhaaun Badi Nasamajh Ho Suraj (1966) 03:35 36260
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:35   Song Number : 36260   

Kaise Unko Paoon Aali Asha Bhosle 04:16 40652
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1990
Lyricist
Mahadevi Verma
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:16   Song Number : 40652   

Kaisi Chali Hai Ab Ke Hawa Ghulam Ali 06:19 39785
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Lyricist
Khatir Ghaznavi
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 06:19   Song Number : 39785   

Kaisi Haseen Aaj Aadmi (1968) 04:47 12550
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Manoj Kumar
Duration : 04:47   Song Number : 12550   

Kaisi Lag Rahi Hoon Jhutha Sach (1984) 04:59 13446
 
Poster of Jhutha Sach (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rekha, Dharmendra
Duration : 04:59   Song Number : 13446   

Kaisi Yeh Jaagi Agan Jaal (1952) 05:41 40129
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 05:41   Song Number : 40129   

Kaivalyachya Chandanyala Pt Jitendra Abhisheki 05:14 39159
 
Poster of Pt Jitendra Abhisheki
 
Category
Marathi
Lyricist
Ashok G Paranjape
Duration : 05:14   Song Number : 39159   

Kaiyetha Vinodayathra (2007) 04:56 17115
 
Poster of Vinodayathra (2007)
 
Category
Malayalam
Year- 
2007
Duration : 04:56   Song Number : 17115   

Kajal Nadir Jale Tarun Banerjee 03:26 39039
 
Poster of Tarun Banerjee
 
Lyricist
Pabitra Mitra
Music Director- 
Shyamal Mitra
Singer- 
Tarun Banerjee
Duration : 03:26   Song Number : 39039   

Kajal Waale Nain Mila Devar (1966) 03:47 13058
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:47   Song Number : 13058   

Kajra Laga Ke Gajra Saja Ke Apna Desh (1972) 04:31 20734
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 04:31   Song Number : 20734   

Kajra Laga Ke Re Bindiyaa Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971) 05:02 13409
 
Poster of Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 05:02   Song Number : 13409   

Kajraa Mohabbat Waala Kismat (1968) 06:28 11940
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Babita, Uma Dutt
Duration : 06:28   Song Number : 11940