Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


toone khoob racha bhagwaan khilona maati ka ise koi na saka pehchaan khilona maati ka toone khoob racha bhagwaan khilona maati ka waah re tera insaan vidhata aaaa iska bhed samajh mein na aataa dharti se hai iska nataa aaaa magar hawa mein kille banaataa apni uljhan aap badhaataaa apni uljhan aap badhaata hota khud hairaan khilona maati ka toone khoob racha khoob garha bhagwaan khilona maati ka kabhi to ek dam rishta jode kabhi achanak mamta tode ho ke paraaya mukhda mode eeeee apnon ko majhdhaar mein chhode sukh ki khoj mein itt utt daude sukh ki khoj mein itt utt daude kitna ye naadaan khilona maati ka toone khoob racha khoob garha bhagwaan khilona maati ka ise koi na saka pehchaan khilona maati ka toone khoob racha bhagwaan khilona maati ka
hmm hmm hmm hmm hmm hmm khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko milte hain dil yahaan mil ke bichhadane ko khilte hain gul yahaan kal rahe na rahe mausam ye pyaar ka kal ruke na ruke dola bahaar ka kal rahe na rahe mausam ye pyaar ka kal ruke na ruke dola bahaar ka chaar pal mile jo aaj pyaar mein guzaar de khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko khilte hain gul yahaan hooo ooooo hooo hoooo ho ho ho ho haaaaaa jheelon ke honthon par meghon ka raag hai phoolon ke seene mein thandi thandi aag hai jheelon ke honthon par meghon ka raag hai phoolon ke seene mein thandi thandi aag hai dil ke aaine mein tu ye sama utaar le khilte hain gul yahaan khil ke bikharne ko khilte hain gul yahaan pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai inn lamhon pe aaj tu har khushi nisaar de khilte hain gul yahaan khil ke
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa khilte hain gul yahaan khilke bikharne ko milte hain dil yahaan milke bichhadne ko khilte hain gul yahaan khilke bikharne ko khilte hain gul yahaan kal rahe naa rahe mausam ye pyaar kaa kal ruke na ruke dolaa bahaar kaa kal rahe naa rahe mausam ye pyaar kaa kal ruke na ruke dolaa bahaar kaa chaar pal mile jo aaj pyaar mein guzaar de khilte hain gul yahaan khilke bikharne ko milte hain dil yahaan milke bichhadne ko khilte hain hoo jheelon ke honthon par jheelon ke honthon par meghon kaa raag hai phoolon ke seene mein thandi thandi aag hai dil ke aaine mein tu ye samaa utaar de khilte hain gul yahaan khilke bikharne ko milte hain dil yahaan milke bichhadne ko khilte hain gul yahaan pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai pyaasa hai dil sanam pyaasi ye raat hai honthon mein dabi dabi koi meethi baat hai in lamhon pe aaj tu har khushi nisaar de khilte hain gul yahaan
khinche humse saanwre itne kyun ho khinche humse saanwre itne kyun ho roko paagal man ko ke jisne chaha tumko meri baahon se pare itne kyun ho khinche humse saanwre itne kyun ho rut ye doori ki nahin hai hooooo rut ye doori ki nahin hai gori kahin hai pi kahin hain rukiye to are re re re re rukiye to are are aisa kya are re re re re suniye to haan roko chanchal mann ko ke jisne chaaha tumko hooo aji gusse mein bhare itne kyun ho khinche humse saanwre itne kyun ho kabhi na poochha haal mera hooooo kabhi na poochha haal mera lage ujaala bhi andhera ghum ab to are re re re re rukta hai are are man mera are re re re re dukhta hai haan roko vyakul man ko ke jisne chaaha tumko oho piya apnon se phire itne kyun ho khinche humse saanwre itne kyun ho pyaar ki hoon main to pyaasi ho oooo pyaar ki hoon main to pyaasi tum na samjhe ye udaasi aage aur na na na na na na kehna kya oho oho tumhre bin na na na na na na rehna kya haan roko paagal man ko ke jisne chaha tum ko ohoo
khirki theke singhaduar ei tomader prithibi er baire jogot ache tomra manona tomader konta haasi konta byatha konta prolaap konta kotha tomra nijei janona er baire jogot ache tomra manona tomra nijei janona khirki theke singhaduar ei tomader prithibi tomra payra orao baaji porao kopale aagun diye mon o porao tomra payra orao baaji porao kopale aagun diye mon o porao tomader konta basor konta harem konta nesha konta je prem tomra nijei janona er baire jogot ache tomra manona tomra nijei janona khirki theke singhaduar ei tomader prithibi janlar jhilmili tar pakhi tule tomra takao shudhu chokher vule janlar jhilmili tar pakhi tule tomra takao shudhu chokher vule tomader konta ashol konta nakol konta shudhui jabordakhol tomra nijei janona er baire jogot ache tomra manona tomra nijei janona khirki theke singhaduar ei tomader prithibi
bheshe jacchi ebong bhije jacchi abar ek opurbo asambhab e shono tumi ki amar hobe bolo tumi ki amar shono tumi ki amar hobe aajo tumi ki amar phire esho sahoshini othoba duube jao e abeger mahotshobe shono tumi ki amar hobe bolo tumi ki amar shono tumi ki amar hobe aajo tumi ki amar teere esho sahoshini othoba duube jao e abeger mahotshobe shono tumi ki amar hobe bolo tumi ki amar shono tumi ki amar hobe aajo tumi ki amar majhe majhe dekhi toke otite phiri poloke ar notun kono stoboke bondi hoy se onubhab ayeeee andho hoye jetam jodi kolponar nijossho nodi andhokar samudre mishe janato pherata asambhab khoro amar fossil onubhutir michil protikriyashil kono biplobe shono tumi ki amar hobe bolo tumi ki amar shono tumi ki amar hobe aajo tumi ki amar shono tumi ki amar hobe bolo tumi ki amar shono tumi ki amar hobe tumi ki ama aa aa aaaar aa aa aaaar aa aa aaaar jodi e hridoy chhute sannidhher bidyute ek bar jodi hote bachar sesh sambhabona hathchhani dicche je
hooooo kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar kho gaya hai mera pyaar aise toofaan mein chhod kar chal diyaa dil ko tod kar ghum ki maujon mein haaye koi chhup gaya munh ko mod kar chhup gaya munh ko mod kar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar o hooooooo o hoooo hooo hooo zindgaani udaaas hai wo kahaan kiske paas hai gehri nadiyaa bata de tu mujhko milne ki aas hai mujhko milne ki aas hai kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar chalti saanson mein shor hai teri yaadon kaa zor hai bhatke dil ko qaraar nahin jaane kaisa ye daur hai jaane kaisa ye daur hai kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar kho gaya hai mera pyaar mera pyaar dhundhataa hoon main mera pyaar
haa aaaaaaaaaaaaaa kho gaya jaane kahaan aarzuon kaa jahaan kho gaya jaane kahaan aarzuon kaa jahaan muddaten guzri magar yaad hai wo daastaan kho gaya jaane kahaan aarzuon kaa jahaan kho gaya jaane kahaan daag mitt sakte nahin dil se teri yaad ke kiss tarah bhoole koi guzri bahaaron kaa samaa kho gaya jaane kahaan aarzuon kaa jahaan kho gaya jaane kahaan aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa zindagi viraan hai ek sehraa ki tarah zindagi viraan hai ek sehraa ki tarah dil mera betaab hai mauj e dariyaa ki tarah dil mera betaab hai mauj e dariyaa ki tarah ghum ki main tasveer hoon aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa ghum ki main tasveer hoon bekasi ki daastaan kho gaya jaane kahaan aarzuon kaa jahaan kho gaya jaane kahaan kaafile aate rahe kaafile jaate rahe meri manzil ka magar naa mila mujhko nishaan kho gaya jaane kahaan aarzuon kaa jahaan muddaten guzri magar yaad hai wo daastaan kho gaya jaane kahaan
khobo bharine aame eatlu hasiya ke kuwo bharine aame roi padiya khobo bharine aame eatlu hasiya ke kuwo bharine aame roi padiya khobo bharine aame eatlu hasiya khat meetha sapnavo bhur bhura kuwara saud varas tur tura khat meetha sapnavo bhur bhura kuwara saud varas tur tura ame dhumas na dariyama eava dubiya ke hodi khadak thai amne nadiya khobo bharine aame eatlu hasiya ke kuwo bharine aame roi padiya khobo bharine aame eatlu hasiya kyache viti ane kyache rumal jurva ke jivavano kyache sawaal kyache viti ane kyache rumal jurva ke jivavano kyache sawaal kuwo bharine ame aetalu radiya ke khobo bharine ame mohi padiya khobo bharine aame eatlu hasiya ke kuwo bharine aame roi padiya khobo bharine aame eatlu hasiya ke kuwo bharine aame roi padiya khobo bharine aame eatlu hasiya
khol ke aankhen chalo sethji badal gaya hai zamaana khol ke aankhen chalo sethji badal gaya hai zamaana are ab to sabko apna apna padega bojh uthana khol ke aankhen chalo sethji badal gaya hai zamaana hundi parcha chaar take ka sood bhulaana hoga are na bhoole to ticket kata kar delhi jaana hoga haath ki gaadi paanv ka pahiya seekh lo ab to chalaana haan haan khol ke aankhen chalo sethji badal gaya hai zamaana ab to sabko apna apna padega bojh uthana khol ke aankhen chalo sethji badal gaya hai zamaana shakkar andar chaawal andar baahar bhi kuchh lao haye laala ji ab desh ke dhan ko baant baant kar khaao haath ki gaadi paanv ka pahiya seekh lo ab to chalaana hoye khol ke aankhen chalo sethji badal gaya hai zamaana kandhe par hal rakhne waala kehlayega yogi are aane waale yug mein ab majdoor ki pooja hogi haath ki gaadi paanv ka pahiya seekh lo ab to chalaana haan haan khol ke aankhen chalo sethji badal gaya hai zamaana ab to sabko apna apna padega bojh uthana khol
khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata kaise hum khud ko rok lein rahaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata kaise hum khud ko rok lein rahaa nahin jaata chaand mein daag hai ye jaante hai hum lekin raat bhar dekhe bina usko rahaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata jo mera ho nahin paayega iss jahaan mein kahin rooh bankar milunga usko aasmaan mein kahin pyaar dharti par farishton se kiyaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata un nigaahon mein muhabbat nahin to kaho aur kya hai par wo mujh se ye keh raha wo kisi aur ka hai zaraa sa jhoot bhi dhang se kahaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata aankhon mein qaid kiye baitha main ik haseen lamhaa jab main is neend se jaagunga to dil tootega wo mujhe khaab kayi kyun dekha nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata
khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri is shikaayat se jhalakti hai mohabbat teri khoobsurat hai pyaas le aayi hai saaqi tere maikhaane mein dhaal di husn ki mai rooh ke paimaane mein dil ke sheeshe mein utar aayi hai soorat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai tujhko yun dekha hai jis tarah chaman ko dekhen tujhko yun pooja hai jis tarah sanam ko poojen ki hai in aankhon ne din raat ibaadat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai dil wo jannat hai ke mehlon ke khandhar kuchh bhi nahin daaman e ishq mein laal aur gohar kuchh bhi nahin dard daulat hai meri dard hi daulat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai milke hum saare zamaane ko badal sakte hain jaise phoolon pe chale aag pe chal sakte hain shart bas ye hai ke mil jaaye re taakat teri khoobsurat hai teri tarah shikaayat teri khoobsurat hai
khoobsurat hain aankhen teri raat ko jaagna chhod de khoobsurat hain aankhen teri raat ko jaagna chhod de khud ba khud neend aa jaayegi khud ba khud neend aa jaayegi tu mujhe sochna chhod de khoobsurat hain aankhen teri raat ko jaagna chhod de teri aankhon se kaliyaan khili tere aanchal se baadal udeeee teri aankhon se kaliyaan khili tere aanchal se baadal udeeee dekh le jo teri chaal koooo mor bhi naachnaa chhod de dekh le jo teri chaal koooo mor bhi naachnaa chhod de khud ba khud neend aa jaayegi khud ba khud neend aa jaayegi tu mujhe sochna chhod de khoobsurat hain aankhen teri raat ko jaagna chhod de teri angdaaiyon se mili zehn o dil ko nayi roshni teri angdaaiyon se mili zehn o dil ko nayi roshni tere jalwon se meri nazar kiss tarah khelna chhod de tere jalwon se meri nazar kiss tarah khelna chhod de khud ba khud neend aa jaayegi khud ba khud neend aa jaayegi tu mujhe sochna chhod de khoobsurat hain aankhen teri raat ko jaagna chhod de teri aankhon se chhalki
lalal lalala lalal lalala lalal lalalala lalalala lalala lala khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi kaise kahun paake tujhe bechain aankhon ko kya mil gaya kaise kahun paake tujhe bechain aankhon ko kya mil gaya sach to hai ye teri kasam sach to hai ye teri kasam bande ko jaise khuda mil gaya khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi pehlu mein dil dil mein hai tu aankhon mein kuchh tere sapne bhi hain pehlu mein dil dil mein hai tu aankhon mein kuchh tere sapne bhi hain dekha tujhe dil ne kaha dekha tujhe dil ne kaha duniya mein kuchh log apne bhi hain khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi itni baat bata kitna pyaar hai dil mein tere karke pyaar dikha khoobsurat saathi
kuchh kar guzarne ko khoon chala khoon chala aankhon ke sheeshe mein utarne ko khoon chala hmmm hmmm hmmm badan se tapak kar zameen se lipat kar galiyon se raston se ubhar kar umad kar naye rang bharne ko khoon chala khoon chala khooli si chot le kar badi si tees le kar aahistaa aahistaa sawaalon ki ungali jawaabon ki muththi sang le kar khoon chala kuchh kar guzarne ko khoon chala khoon chala aankhon ke sheeshe mein utarne ko khoon chala hmmm hmmm hmmm badan se tapak kar zameen se lipat kar galiyon se raston se ubhar kar umad kar naye rang bharne ko khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala khoon chala
aelle phir aa gaya tu ses utha ke dum lega kya meri jaan khake khoon choosne tu aaya khoon choosne bloody khooni monday kyun aaya khoon choosne tu ja re ja re ja kabootar jaa main nahin jaana main nahin jaana main nahin jaana bistar ko chhod ke khoon choos le tu mera khoon choos le bloody khooni monday tu chahe choos le kintu main nahin jaana main nahin jaana main nahin jaana bistar ko chhod ke khoon choos le tu mera khoon choos le bloody khooni monday tu chahe khoon choos le jaa jaa jaa jaa jaa jaa hey maana tere naam mein hai man ek baar to tu man ki karega kya re monday kaahe paaye na karaar jab tak tu na yaar gaade sunday ki kha bar par jhande oo shakoon ke shikari somvaar main nahin jaana main nahin jaana main nahin jaana bistar ko chhod ke khoon choos le tu mera khoon choos le bloody khooni monday tu chahe khoon choos le sunday hai dildaar deke maiya ka pyaar mujhe loriyaan gaake jo sulaaye par tera hai vichaar ke main shankh hoon yaar poore power se mujhko
haan suno suno apne kaanon mein tel daal kar suno ke ban da apne pyaron ko adab baja laata hai apni amma aur apni joru ki sar pe haath rakh ke apni kasam dohraata hai sunooo khoon paseene ki jo milegi to khayenge arre khoon paseene ki jo milegi to khayenge nahin to yaaro hum bhukhe hi so jayenge daulat haraam ki hai ye kis kaam ki daulat haraam ki hai ye kis kaam ki kha lo kasam ise haath na lagaayenge arre khoon paseene ki jo milegi to khayenge nahin to yaaro hum bhukhe hi so jayenge hey seth karodimal ki bibi ek raat ye boli neend nahin kyun aati tumko bina neend ki goli hey kahe kya seth karodi kamaa ke kaudi kaudi haraam ki daulat jodi magar lagti thi thodi khul gayi chor bajaari are lut gayi daulat saari seth bhi andar maal bhi andar donon na bach paayenge jaise seth maraa hai waise saare maare jaayenge are isi liye to kehta hoon pyaron arre khoon paseene ki jo milegi to khayenge nahin to yaaro hum bhukhe hi so jayenge hey auron ka hak loot ke khata tha ek
khopar oi golap diye monta keno eto kachhe anle khopar oi golap diye monta keno eto kachhe anle parbe ki baste bhalo amake janle amake temon kore janle khopar oi golap diye monta keno eto kachhe anle jekhane shudhui alo jekhane shudhui bhalo ami je mando kori sabita likhona amay niye kobita jekhane shudhui alo jekhane shudhui bhalo ami je mando kori sabita likhona amay niye kobita sapner hat ti dhure nai ba amay tanle parbe ki baste bhalo amake janle amake temon kore janle khopar oi golap diye monta keno eto kachhe anle ekhane jiban amar ful noy shudhui katar sarger devi tumi esona mati te komal charon rekhona ekhane jiban amar ful noy shudhui katar sarger devi tumi esona mati te komal charon rekhona khoti ki tomar balo ei anurodh manle parbe ki baste bhalo amake janle amake temon kore janle khopar oi golap diye monta keno eto kachhe anle
khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha thukraa diya maine jise kismat thi meri kudrat ne jo bakshi thi wo daulat thi meri thukraa diya maine jise kismat thi meri kudrat ne jo bakshi thi wo daulat thi meri khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha qaatil hoon main mujrim hoon main dushman khud apna jalta hoon main mujh mein meri jalti hai duniyaa qaatil hoon main mujrim hoon main dushman khud apna jalta hoon main mujh mein meri jalti hai duniyaa khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha
ooooo hooo hooo hooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand masti bhari hawaa jo chali masti bhari hawaa jo chali khil khil gayi ye dil ki kali mann ki gali mein hai khalbali ke unko to bulaao ooooo hooo hooo hooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand taare chale nazaare chale taare chale nazaare chale sang sang mere wo saare chale chaaron taraf ishaare chale kisi ke to ho jaao ooooo hooo hooo hooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand oooooo ooooooo oooooo oooooo ooooo ooooo oooooo ooooo ooooo aisi hi raat bheegi si raat aisi hi raat bheegi si raat haathon mein haath hote wo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Khilona Maati Ka Naag Mani (1957) 03:11 40751
 
Poster of Naag Mani (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kavi Pradeep
Music Director- 
Avinash Vyas
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:11   Song Number : 40751   

Khilte Hain Gul Yahaan Sharmilee (1971) 04:02 20764
 
Poster of Sharmilee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:02   Song Number : 20764   

Khilte Hain Gul Yahaan (Female) Sharmilee (1971) 04:52 38720
 
Poster of Sharmilee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 04:52   Song Number : 38720   

Khinche Humse Saanwre Abhinetri (1970) 04:54 40810
 
Poster of Abhinetri (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 04:54   Song Number : 40810   

Khirki Theke Singha Duar Hemanta Mukherjee 03:36 39025
 
Poster of Hemanta Mukherjee
 
Music Director- 
Nachiketa Ghosh
Duration : 03:36   Song Number : 39025   

Khnoro Aamar Fossil Rupam Islam 05:37 38729
 
Poster of Rupam Islam
 
Lyricist
Rupam Islam
Singer- 
Rupam Islam
Duration : 05:37   Song Number : 38729   

Kho Gaya Hai Mera Hariyali Aur Rasta (1962) 04:04 13321
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:04   Song Number : 13321   

Kho Gaya Jaane Kahan Mohar (1959) 03:25 13767
 
Poster of Mohar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:25   Song Number : 13767   

Khobo Bharine Ame Harish Bhimani & Nirupama Sheth 03:24 19245
 
Poster of Harish Bhimani & Nirupama Sheth
 
Category
Gujarati
Singer- 
Nirupama Seth
Duration : 03:24   Song Number : 19245   

Khol Ke Aankhen Chalo Sethji Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970) 03:29 38872
 
Poster of Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:29   Song Number : 38872   

Khoobsurat (M M Kreem) Rog (When Love Is A Disease) (2005) 05:36 20766
 
Poster of Rog (When Love Is A Disease) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Neelesh Mishra
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Irfan Khan
Duration : 05:36   Song Number : 20766   

Khoobsurat Hai Teri Tarah Shikayat Teri Aasman Mahal (1965) 03:37 41009
 
Poster of Aasman Mahal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Ali Sardar Zafri
Music Director- 
J P Kaushik (Jag Phool)
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Prithiviraj Sukumaran
Duration : 03:37   Song Number : 41009   

Khoobsurat Hain Aankhen Teri Talat Aziz 06:17 18755
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Hasan Kazmi
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
On Screen Actors- 
Talat Aziz
Duration : 06:17   Song Number : 18755   

Khoobsurat Saathi Itni Baat Bata Akalmand (1966) 03:40 40685
 
Poster of Akalmand (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Duration : 03:40   Song Number : 40685   

Khoon Chala Rang De Basanti (2006) 03:10 16887
 
Poster of Rang De Basanti (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Sharman Joshi
Duration : 03:10   Song Number : 16887   

Khoon Choosle Go Goa Gone (2013) 03:21 32389
 
Poster of Go Goa Gone (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Music Director- 
Sachin, Jigar
On Screen Actors- 
Kunal Khemu, Vir Das, Anand Tiwari
Duration : 03:21   Song Number : 32389   

Khoon Pasine Ki Khoon Pasina (1977) 06:11 39717
 
Poster of Khoon Pasina (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 06:11   Song Number : 39717   

Khopar Ei Golap Diye Bhalobasa Bhalobasa (1985) 03:42 32260
 
Poster of Bhalobasa Bhalobasa (1985)
 
Year- 
1985
Lyricist
Pulak Banerjee
Duration : 03:42   Song Number : 32260   

Khoya Hai Tune Jo Aye Dil Sur (The Melody of Life) (2002) 04:33 18052
 
Poster of Sur (The Melody of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Lucky Ali
On Screen Actors- 
Lucky Ali
Duration : 04:33   Song Number : 18052   

Khoya Khoya Chaand Kala Bazar (1960) 04:43 12084
 
Poster of Kala Bazar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:43   Song Number : 12084