Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aelle phir aa gaya tu ses utha ke dum lega kya meri jaan khake khoon choosne tu aaya khoon choosne bloody khooni monday kyun aaya khoon choosne tu ja re ja re ja kabootar jaa main nahin jaana main nahin jaana main nahin jaana bistar ko chhod ke khoon choos le tu mera khoon choos le bloody khooni monday tu chahe choos le kintu main nahin jaana main nahin jaana main nahin jaana bistar ko chhod ke khoon choos le tu mera khoon choos le bloody khooni monday tu chahe khoon choos le jaa jaa jaa jaa jaa jaa hey maana tere naam mein hai man ek baar to tu man ki karega kya re monday kaahe paaye na karaar jab tak tu na yaar gaade sunday ki kha bar par jhande oo shakoon ke shikari somvaar main nahin jaana main nahin jaana main nahin jaana bistar ko chhod ke khoon choos le tu mera khoon choos le bloody khooni monday tu chahe khoon choos le sunday hai dildaar deke maiya ka pyaar mujhe loriyaan gaake jo sulaaye par tera hai vichaar ke main shankh hoon yaar poore power se mujhko
haan suno suno apne kaanon mein tel daal kar suno ke ban da apne pyaron ko adab baja laata hai apni amma aur apni joru ki sar pe haath rakh ke apni kasam dohraata hai sunooo khoon paseene ki jo milegi to khayenge arre khoon paseene ki jo milegi to khayenge nahin to yaaro hum bhukhe hi so jayenge daulat haraam ki hai ye kis kaam ki daulat haraam ki hai ye kis kaam ki kha lo kasam ise haath na lagaayenge arre khoon paseene ki jo milegi to khayenge nahin to yaaro hum bhukhe hi so jayenge hey seth karodimal ki bibi ek raat ye boli neend nahin kyun aati tumko bina neend ki goli hey kahe kya seth karodi kamaa ke kaudi kaudi haraam ki daulat jodi magar lagti thi thodi khul gayi chor bajaari are lut gayi daulat saari seth bhi andar maal bhi andar donon na bach paayenge jaise seth maraa hai waise saare maare jaayenge are isi liye to kehta hoon pyaron arre khoon paseene ki jo milegi to khayenge nahin to yaaro hum bhukhe hi so jayenge hey auron ka hak loot ke khata tha ek
khopar oi golap diye monta keno eto kachhe anle khopar oi golap diye monta keno eto kachhe anle parbe ki baste bhalo amake janle amake temon kore janle khopar oi golap diye monta keno eto kachhe anle jekhane shudhui alo jekhane shudhui bhalo ami je mando kori sabita likhona amay niye kobita jekhane shudhui alo jekhane shudhui bhalo ami je mando kori sabita likhona amay niye kobita sapner hat ti dhure nai ba amay tanle parbe ki baste bhalo amake janle amake temon kore janle khopar oi golap diye monta keno eto kachhe anle ekhane jiban amar ful noy shudhui katar sarger devi tumi esona mati te komal charon rekhona ekhane jiban amar ful noy shudhui katar sarger devi tumi esona mati te komal charon rekhona khoti ki tomar balo ei anurodh manle parbe ki baste bhalo amake janle amake temon kore janle khopar oi golap diye monta keno eto kachhe anle
khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha thukraa diya maine jise kismat thi meri kudrat ne jo bakshi thi wo daulat thi meri thukraa diya maine jise kismat thi meri kudrat ne jo bakshi thi wo daulat thi meri khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha qaatil hoon main mujrim hoon main dushman khud apna jalta hoon main mujh mein meri jalti hai duniyaa qaatil hoon main mujrim hoon main dushman khud apna jalta hoon main mujh mein meri jalti hai duniyaa khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha khoya hai tune jo aye dil wahi to rooh tha jaan tha
ooooo hooo hooo hooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand masti bhari hawaa jo chali masti bhari hawaa jo chali khil khil gayi ye dil ki kali mann ki gali mein hai khalbali ke unko to bulaao ooooo hooo hooo hooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand taare chale nazaare chale taare chale nazaare chale sang sang mere wo saare chale chaaron taraf ishaare chale kisi ke to ho jaao ooooo hooo hooo hooo khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon mein saari raat jaayegiiiii tumko bhi kaise neend aayegi oooooo ooooooo khoya khoya chaand oooooo ooooooo oooooo oooooo ooooo ooooo oooooo ooooo ooooo aisi hi raat bheegi si raat aisi hi raat bheegi si raat haathon mein haath hote wo
khoya khoya chand hai kya suhani shaam hai hothon pe ek naam hai naam hai tera o jaane jaan aaja na tadpa o jaane jaan aaja na tadpa ho jaan tere naam hai ab tera ye kaam hai ya to main ji loon zara ya ke de doon jaan o jaane jaan aaja na tadpa o jaane jaan aaja na tadpa dhalki dhalki hai chunar pyaar se tu bekhabar chhod duniya ki fikar aaja aaja aa idhar hoooo dhalki dhalki hai chunar pyaar se tu bekhabar chhod duniya ki fikar aaja aaja aa idhar naam leke pyar ka tu kadam apne utha soch na anjaam ka hoga jo hoga o jaane jaan aaja na tadpa o jaane jaan aaja na tadpa hoooo le le meri chaahten dil ko de de rahaten pyaar ke hai raasate aa khuda ke vasate ho le le meri chaahten dil ko de de rahaten pyaar ke hai raasate aa khuda ke vasate ishq hi to hai khuda ishq se hai kyun juda ishq pe duniya fida sun le ye sada o jaane jaan aaja na tadpa o jaane jaan aaja na tadpa khoya khoya chand hai kya suhani shaam hai hothon pe ek naam hai naam hai tera o jaane jaan aaja na
hmm hmm hmm hmm khoye khoye rahen teri chahon mein khoye khoye rahen teri chahon mein soye soye rahen teri baahon mein pal do pal kya sara jeevan baithe rahen teri raahon mein khoye khoye khoye khoye rahen teri chahon mein soye soye rahen teri baahon mein hoo tu hai mere dum se main hun tere dum se ho jaise jism o jaan ho jaise jism o jaan khile khile tan hain mile mile mann hain ab doori hai kahan hoo tu hai mere dum se main hun tere dum se ho jaise jism o jaan khile khile tan hain mile mile man hain ab doori hai kahan hai saathi tere jaisa duniya ka dar kaisa aa gaye teri panahon mein khoye khoye khoye khoye rahen teri chahon mein soye soye rahen teri baahon mein pal do pal kya sara jeevan baithe rahen teri raahon mein hoo raaste ke shool ban gaye phool haathon mein haath hai haathon mein haath hai lamhon ka na na ghadiyon kaa na na sadiyon ka saath hai ho raste ke shool ban gaye phool haathon mein haath hai lamhon kaa na na ghadiyon kaa naa naa sadiyon ka saath
khub jante icche kore khub jante icche kore tumi ki shei aager motoi acho tumi ki shei aager motoi acho naki onekkhani bodle gecho khub jante icche kore khub jante icche kore akhono ki prothomo shokal hole snaan ti shere pujar ful tule pujar chole amari kotha bhabo boshe thaakur ghor jaante icche kore khub jante icche kore akhono ki shondha bela amar bari feraar shomoy periye gele onek obhimaan e chokh duto ki jole bhore jaante icche kore khub jante icche kore akhono ki raat nijhum hole shorot kahini pashe khola pore thaake baakul tiyaashe amar piyashe ontor kede more jaante icche kore khub jante icche kore tumi ki shei aager motoi acho tumi ki shei aager motoi acho naki onekkhani bodle gecho jaante icche kore khub jante icche kore
khubsoorat haseena jaane jaan jaaneman rang jiske labon ka dhundhata hai chaman tu nahin tu nahin wo haseen to sanam koi aur hi hai khubsoorat deewana jaane jaan jaaneman sunke jiske fasane jhoom utha mera mann tu nahin tu nahin wo haseen to sanam koi aur hi hai kal wo mili thi to shab baaton mein dhali thi ho mujhe chhedo naa aise bata do kaun thi woh haaa haa haaa haaa naazon pali thi wo shabnam thi yaa kali thi hooo hooooooooo jaisi wo thi waisi tu nahin tu nahin wo haseen to sanam koi aur hi hai khubsoorat deewana jaane jaan jaaneman sunke jiske fasane jhoom utha mera mann tu nahin tu nahin wo haseen to sanam koi aur hi hai khaabon mein aksar wo aane jaane laga hai o chalo chhodo rehne do nahin ye dillagi achhchhi hooo oooo iss dillagi mein ye dil jal jaane laga hai hooooo hooooooooo kaise keh doon tu hai tu nahin tu nahin wo haseen to sanam koi aur hi hai khubsoorat haseena jaane jaan jaaneman rang jiske labon ka dhundhata hai chaman tu nahin tu nahin wo
khud ki khaatir naa zamaane ke liye zinda hoon khud ki khaatir naa zamaane ke liye zinda hoon karz mitti ka chukane ke liye zinda hoon khud ki khaatir naa zamaane ke liye zinda hoon kiss ko fursat jo mere zakhm gine baat sune kiss ko fursat jo mere zakhm gine baat sune khaak hoon khaak udaane ke liye zinda hoon karz mitti ka chukane ke liye zinda hoon khud ki khaatir naa zamaane ke liye zinda hoon rooh aawaara naa bhatke ye kisi ki khaatir rooh aawaara naa bhatke ye kisi ki khaatir saare rishton ko bhulaane ke liye zinda hoon karz mitti ka chukane ke liye zinda hoon khud ki khaatir naa zamaane ke liye zinda hoon log jeene ke garaz mand bahot hai lekin log jeene ke garaz mand bahot hai lekin main masihaa ko bachane ke liye zinda hoon main masihaa ko bachane ke liye zinda hoon karz mitti ka chukane ke liye zinda hoon khud ki khaatir naa zamaane ke liye zinda hoon
khud se baatein karte rehna khud se baatein karte rehna baatein karte rehna oooooo aankhen moonde din mein meethi raatein bharte rehna khud se baatein karte rehna khud se baatein khud se kehna jaati hoon main khud se kehna jaati hoon main khud se kehna aayi main aisa bhi to hota hai na halki si tanhayi mein tanhayi mein tasveeron ke tanhayi mein tasveeron ke chehre bharte rehna khud se baatein karte rehna baatein karte rehna oooooo aankhen moonde din mein meethi raatein bharte rehna khud se baatein karte rehna khud se baatein bheege bheege mausam mein kyun bheege bheege mausam mein kyun barkha pyasi lagti hai jee to khush hota hai lekin ek udasi lagti hai aewein hi bas roothi khud se aewein hi bas roothi khud se aewein mante rehna khud se baatein karte rehna baatein karte rehna oooooo aankhen moonde din mein meethi raatein bharte rehna khud se baatein karte rehna khud se baatein
khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se musavir khud pereshaan hain ke ye tasveer kis ki hai banogi jiski tum aisi hasin taqdeer kis ki hai kabhi wo jal raha hoga kabhi khush ho raha hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se zamaane bhar ki masti ko nighaahon mein sameta hai kali se jism ko kitni bahaaron mein lapeta hai hua tumsa koi pehle na koi dusra hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se farishte bhi yahaan raaton ko aa kar ghoomte honge jahaan rakhti ho tum paanv jagah wo chumte honge kisi ke dil pe kya guzri ye wo hi jaanta hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga
khuda e bartar teri zameen par zamin ki khaatir yeh jung kyun hai har ek fatah o jafar ke daaman pe khun e insaan kaa rang kyun hai khuda e bartar zameen bhi teri hain hum bhi tere yeh milkiyat kaa savaal kya hai yeh katl o khoon ka rivaaz kyun hai yeh rasm e jungo jadaal kya hai jinhe talab hai jahaan bhar ki unhi kaa dil itna tang kyun hai khuda e bartar garib maaon sharif behnon ko amn o izjat ki zindagi de jinhe ataa ki hai tune taakat unhe hidaayat ki roshni de saron mein kibr o guroor kyun hain dilon ke sheeshe pe jung kyun hai khuda e bartar khaza ke raste pe jaane waalon ko bach ke aane ki raah dena dilon ke gulshan ujad na jaayen muhabbaton ko panaah dena jahaan mein jashn e wafa ke badle yeh jashn e teer o tafang kyun hai khuda e bartar teri zameen par zameen ki khaatir yeh jung kyun hai har ek fatah o jafar ke daaman pe khoon e insaan kaa rang kyun hai khuda e bartar
khuda hi jaane yaar aaye na aaye khuda hi jaane yaar aaye na aaye mere dil ko qaraar aaye na aayee khuda hi jaane yaar aaye na aaye jawaani mein agar tauba bhi kar lein kisi ko aitbaar aaye na aaye kisi ko aitbaar aaye na aaye wo aayen bhi to ab shiddaten dard khuda jaane qaraar aaye na aayee khuda hi jaane yaar aaye na aaye ibaadat to hai peeri mein bhi mumkin jawaani baar baar aaye na aaye jawaani baar baar aaye na aaye khuda hi jaane yaar aaye na aaye
khuda humko aisi khudaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de ke apne siwa kuchh dikhaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de khatawaar samjhegi duniyaa tujhe khatawaar samjhegi duniyaa tujhe ab itni jyaada safaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de hanso aaj itna ke iss shor mein hanso aaj itna ke iss shor mein sadaa siskiyon ki sunaayi naa de khuda humko aisi khudaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de abhi to badan mein lahoo hai bahot abhi to badan mein lahoo hai bahot kalam chheen le roshnaayi naa de khuda humko aisi khudaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de khuda aise ehsaas ka naam hai khuda aise ehsaas ka naam hai rahe saamne aur dikhaayi naa de khuda humko aisi khudaai naa de ke apne siwa kuchh dikhaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de
aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa khuda huzur ko meri bhi zindagi de de khuda huzur ko meri bhi zindagi de de bgair aapke behtar hai mera marr jaana naa hogi shamma to mehfil ka rang kya hoga naa hogi shamma to mehfil ka rang kya hoga jeeyega kaise andhere mein koi parwaana khuda huzur ko meri bhi zindagi de de khuda huzur ko rahe huzur ki hum par agar nighaahen karam to hum khuda ko naa dhundhe kabhi khuda ki kasam rahe huzur ki hum par agar nighaahen karam to hum khuda ko naa dhundhe kabhi khuda ki kasam humare waaste jannat hai aapki baahen humare waaste jannat hai aapki baahen hila sakegi naa duniyaa kabhi wafaa ke kadam khuda huzur ko meri bhi zindagi de de bgair aapke behtar hai mera marr jaana khuda huzur ko wo bijliyaan hain aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa wo bijliyaan hain nazar mein jo baadlon mein nahin aaaaa sharaab aur bhi hai aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa sharaab aur bhi hai sirf botlon
khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam sharaab jisne banayee usse hamara salaam usse hamara salaam khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam sharab jisne banayee usse hamara salaam usse hamara salaam khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam ye jeete jee hi karaati hai sair jannat ki ye jeete jee hi karaati hai sair jannat ki ye jeete jee hi karaati hai sair jannat ki issi liye hi to shayad hui sharaab haraam issi liye hi to shayad hui sharab haraam sharab jisne banayee usse hamara salaam usse hamara salaam khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam ye maikada hai yahan ka nizaam ulta hai ye maikada hai yahan ka nizaam ulta hai ye maikada hai yahan ka nizaam ulta hai jo larkhara na saka peeke ho gaya badnaam jo larkhara na saka peeke ho gaya badnaam sharab jisne banayee usse hamara salaam usse hamara salaam khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam sharab itni sharifaana cheez hai adam sharab itni
aaaa aaaa aaaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen humen to ishq se matlab kisi ki baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen gulon ke rang se khushboo se hai garaj humko gulon ke rang se khushboo se hai garaj humko chaman ko jaaye to kuchh taazgi ki baat karen chaman ko jaaye to kuchh taazgi ki baat karen humen to ishq se matlab kisi ki baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen tumhari bazm mein sab rind bhi hain shaikh bhi hain aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaa tumhari bazm mein sab rind bhi hain shaikh bhi hain piye sharaab bhi ye badi ki baat karen piye sharaab bhi ye badi ki baat karen humen to ishq se matlab
khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee kuchh iss tarah se jiye zindagi basar naa huyi tumhare baad kisi raat ki sehar naa huyi sehar nazar se mile zulf le ke shaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee khud apne ghar mein wo mehmaan ban ke aaye hain sitam to dekhiye anjaan ban ke aaye hain humare dil ki tadap aaj kuchh to kaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee wo hi hai saaz wohi geet hai wohi manzar har ek cheez wohi hai nahin ho tum wo magar ussi tarah se nighaahen uthe salaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee
wo aayi subah ke par der se maut ki aawaaaz kisi ne tod diya jaise zindagi kaa saaz aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa khuda nigehbaan ho tumhaara khuda nigehbaan ho tumhaara dhadakte dil ka payaam le lo dhadakte dil ka payaam le lo tumhaari duniyaa se jaa rahen hain utho humara salaam le lo utho humara salaam le lo uthe janaaza jo kal humara kasam hai tumko naa dena kaandha uthe janaaza jo kal humara kasam hai tumko naa dena kaandha naa ho mohabbat humari ruswaa ye aansuon ka payaam le lo ye aansuon ka payaam le lo khuda nigehbaan ho tumhaara dhadakte dil ka payaam le lo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Khoon Choosle Go Goa Gone (2013) 03:21 32389
 
Poster of Go Goa Gone (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Music Director- 
Sachin, Jigar
On Screen Actors- 
Kunal Khemu, Vir Das, Anand Tiwari
Duration : 03:21   Song Number : 32389   

Khoon Pasine Ki Khoon Pasina (1977) 06:11 39717
 
Poster of Khoon Pasina (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 06:11   Song Number : 39717   

Khopar Ei Golap Diye Bhalobasa Bhalobasa (1985) 03:42 32260
 
Poster of Bhalobasa Bhalobasa (1985)
 
Year- 
1985
Lyricist
Pulak Banerjee
Duration : 03:42   Song Number : 32260   

Khoya Hai Tune Jo Aye Dil Sur (The Melody of Life) (2002) 04:33 18052
 
Poster of Sur (The Melody of Life) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Lucky Ali
On Screen Actors- 
Lucky Ali
Duration : 04:33   Song Number : 18052   

Khoya Khoya Chaand Kala Bazar (1960) 04:43 12084
 
Poster of Kala Bazar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:43   Song Number : 12084   

Khoya Khoya Chand Hai Yeh Raaste Hain Pyaar Ke (2001) 05:56 20765
 
Poster of Yeh Raaste Hain Pyaar Ke (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
Adnan Sami
Singer- 
Udit Narayan
Duration : 05:56   Song Number : 20765   

Khoye Khoye Rahe Teri Kalakaar (1983) 04:35 10681
 
Poster of Kalakaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Kunal Goswami, Sridevi
Duration : 04:35   Song Number : 10681   

Khub Jante Ichche Kore Manna Dey 03:38 36427
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Ghazal
Singer- 
Manna Deyy
Duration : 03:38   Song Number : 36427   

Khubsoorat Hasina Mr X In Bombay (1964) 05:07 12060
 
Poster of Mr X In Bombay (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 05:07   Song Number : 12060   

Khud Ki Khaatir Naa Zamaane Ke Liye Pankaj Udhas 04:32 18009
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 04:32   Song Number : 18009   

Khud Se Batein Karte Maya Memsaab (1993) 04:31 37835
 
Poster of Maya Memsaab (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Deepa Sahi, Farukh Shekh
Duration : 04:31   Song Number : 37835   

Khuda Bhi Aasmaan Se Dharti (1970) 04:33 20767
 
Poster of Dharti (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:33   Song Number : 20767   

Khuda E Bartar Teri Zameen Par Taj Mahal (1963) 02:56 37602
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bina Roy, Pradeep Kumar
Duration : 02:56   Song Number : 37602   

Khuda Hi Jaane Yaar Aaye Mohd Rafi 03:09 32035
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Duration : 03:09   Song Number : 32035   

Khuda Humko Aisi Khudai Na De Chitra Singh 06:47 15958
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:47   Song Number : 15958   

Khuda Huzur Ko Meri Sawan Ki Ghata (1966) 05:36 14175
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Neelam, Padma Kumari, Pran
Duration : 05:36   Song Number : 14175   

Khuda Ka Shukr Hai Pankaj Udhas 10:42 17914
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 10:42   Song Number : 17914   

Khuda Ka Zikr Karen Chandan Dass 08:35 18407
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 08:35   Song Number : 18407   

Khuda Kare Ki Muhabbat Mein Mehdi Hassan 04:27 15966
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 04:27   Song Number : 15966   

Khuda Nigahbaan Ho Mughal-E-Azam (1960) 02:54 13790
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Yaman
Duration : 02:54   Song Number : 13790