Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


masti aur jawaani ho umar badi mastaani ho aur dil mein beimaani ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga aji bilkul masti aur jawaani ho umar badi mastaani ho aur dil mein beimaani ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga bilkul jab anjaan mohabbat ka dil mein ho armaan chhupa jab anjaan mohabbat ka dil mein ho armaan chhupa idhar bhi ho tufaan chhupa udhar bhi ho tufaan chhupa tanhayi ka aalam ho waqt bada hi zaalam ho paas mein koi baalam ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga bilkul masti aur jawaani ho ho umar badi mastaani ho ho aur dil mein beimaani ho to phir pyaar bhi hoga bilkul ikraar bhi hoga bilkul didaar bhi hoga bilkul dhadkan jab khamosh rahe sehma sehma josh rahe dhadkan jab khamosh rahe sehma sehma josh rahe nashe se palken bhari bhari madhoshi mein hosh rahe husn pe ek qayamat ho nakhra naaz nazaqat ho aankhon mein ek dawat ho to phir pyaar bhi hoga
masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee neelee aankh milaa lo jee dil mein aaj chhupaa lo jee baahon mein baanhe daalo jee gir na jaaye sambhaalo jee bheegi hawaaon mein aisi fizaaon mein hosh mujhe hai kahaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar se pyaar sajaaye chal mann ki pyaas bujhaaye chal pyaar ka raag sunaaye chal dil ka saaz bajaaye chal panchhi bhi gaayenge sab ko sunaayenge teri meri daastaan masti bharaa hai samaa hum tum hain dono yahaan aankhon mein aajaa dil mein samaa jaa jhoome zameen aasmaan masti bharaa hai samaa
oooo hoooo hooo oooo hoooo hooo hooo hooo hoooo lara lala la lara lala lara lala lara lala lala oooo hoooo hooo hooo oooo hoooo hooo hooo masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka pyaar behltaa nahin behlaane se pyaar behltaa nahin behlaane se lo main chaman ko chala veerane se shamma hai kab se juda parwaane se ashq thamenge nazar mil jaane se dil se milega deewana koi dil kaa aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka mil ke wo pehle bahot sharmaayegi mil ke wo pehle bahot sharmaayegi aage badegi magar ruk jaayegi ho ke kareeb kabhi ghabraayegi aur kareeb kabhi kheench aayegi khel nahin hai manaana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka mukhde se zulf zara sarkaaunga haaye mukhde se zulf zara sarkaaunga suljhega pyaar uljh
oye hawan kund maston ko jhund oye hawan kund maston ko jhund oye hawan kund maston ko jhund sunsaan raat ab aisi raat rakh dil pe haath ham saath saath bolo kya karenge oye hawan kund maston ko jhund sunsaan raat ab aisi raat rakh dil pe haath ham saath saath bolo kya karenge hoye jeev jantu sab so rahe honge hoye jeev jantu sab so rahe honge bhoot pret sab ro rahe honge aisi raat sunsaan raat rakh dil pe haath ham saath saath bolo kya karenge nahaata dhota nahaata dhota sukhaata saare order saare order bajaata parade tham nahaata dhota sukhata saare order bajaata tabhi to fauji kehlaata parade tham oye daud daud ke loha apna oye daud daud ke loha apna oye daud daud ke loha apna badan karenge badan karenge hawan karenge oye hawan kund maston ko jhund sunsaan raat ab aisi raat rakh dil pe haath hum saath saath bolo kya karenge hoye jeev jantu sab so rahe honge bhoot pret sab ro rahe honge aisi raat sunsaan raat rakh dil pe haath hum saath saath bolo kya karenge
mat aazma re phir se bula re apna bana le hoon beqaraar tujhko hi chaha dil hai ye karta aa betahasha tujhse hi pyaar hasratein baar baar baar baar yaar ki karo khwaishein baar baar baar baar yaar ki karo chahatein baar baar baar baar yaar ki karo mannatein baar baar baar baar yaar ki karo hum zaar zaar rote hain khud se khafa bhi hote hain hum ye pehle kyun na samjhe tum fakat mere dil ka qaraar khote hain kahaan chain se bhi sote hain humne dil mein kyun bichhaaye shaq ye gehre hasratein baar baar baar baar yaar ki karo khwaishein baar baar baar baar yaar ki karo chahatein baar baar baar baar yaar ki karo mannatein baar baar baar baar yaar ki karo oo oo oo ooooo oooooo oooooo oo tere hi khwaab dekhna teri hi raah taakna tere hi vaaste hai meri har wafa teri hi baat sochna teri hi yaad odhna tere hi vaaste hai meri har duaa tera hi saath maangna teri hi baah thaamna mujhe jaana nahin kahin tere bina tu mujhse phir na roothna kabhi kahin na chhootna mera koi nahi
mat bhool are insaan mat bhool are insaan teri neki badi nahin uss se chhupi sab dekh raha bhagwan mat bhool are insaan mat bhool are insaan hai jisne banaya mitaaye wohi hai jisne banaya mitaaye wohi phool kaanton ko sang sang khilaye wohi phool kaanton ko sang sang khilaye wohi khel jeevan maran kaaaaaaaa khel jeevan maran ka rachaye wohi daale maati ke putle mein jaan mat bhool are insaan mat bhool are insaan teri neki badi nahin uss se chhupi sab dekh raha bhagwan mat bhool are insaan mat bhool are insaan jo vidhata ne likhi use maan le praan deve wohi aur wo hi praan le praan deve wohi aur wo hi praan le tere bas mein hai kyaaaaaaa tere bas mein hai kya ye zara jaan le tu hai nirbal to wo balwaan mat bhool are insaan mat bhool are insaan teri neki badi nahin uss se chhupi sab dekh raha bhagwan mat bhool are insaan mat bhool are insaan
har nayi raat naya dard liye aati hai neend aankhon se bahut door huyi jaati hai mat chhed zindagi ke khamosh taar so ja dil e bekraar so ja mat chhed zindagi ke khamosh taar so ja dil e bekraar so ja taare chamak ke apni manzil ko ja rahe hain manzil ko ja rahe hain manzil ki yaad mein hum aansu baha rahe hain aansu baha rahe hain aur raaste sahi hain ae ashk baar so ja dil e bekraar so ja mat chhed zindagi ke khamosh taar so ja dil e bekraar so ja nazren churaane waale nazren zara uthana nazren zara uthana seekha kahaan se toone ulfat mein dil jalaana ulfat mein dil jalaana ae dil jalaane waale kehta hai pyaar so ja dil e bekraar so ja mat chhed zindagi ke khamosh taar so ja dil e bekraar so ja
mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan jab se ye rut matwali aayi hai mere angan rehte hain khinche se naina rutha rehta hai mann jab se ye rut matwali aayi hai mere angan rehte hain khinche se naina rutha rehta hai mann apne roothe mann ko main lekar jaaun kahan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan kal raat uchat gayi nindiya aur bhor talak main jagi ye kaisi meethi agni jo mere tan mein laagi kal raat uchat gayi nindiya aur bhor talak main jagi ye kaisi meethi agni jo mere tan mein laagi kar de na mujhe pagal mere natkhat armaan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan mat ja mat ja mat ja mere bachpan nadan bachpan ne kaha mujhse kuchh roz ke hum mehmaan kyun laaj lage hai sab se kyun sab se chhupti phirun koi bhi nahin hai
door talak hai soona falak ab dhunde tujhko kahaan tu hai kidhar na aaye nazar aa sun le ye iltejaa mat ja re mat ja mat ja re mat ja mat ja re mat ja mat ja re mat ja teri kami hai saansein thami hain tanha hai dil mera door talak hai soona falak ab dhunde tujhko kahaan tu hai kidhar na aaye nazar aa sun le ye iltejaa mat ja re mat ja mat ja re mat ja mat ja re mat ja mat ja re mat ja teri kami hai saansein thami hain tanha hai dil mera aaa ye kaun sa rishta hai meri aankhon se rista hai ye kaun sa rishta hai meri aankhon se rista hai do dil ke paaton mein ye bantta hai pista hai do dil ke paaton mein ye bantta hai pista hai zidd pe bas dil ko apne tu aise na jhutla mat ja re mat ja mat ja re mat ja mat ja re mat ja mat ja re mat ja teri kami hai saansein thami hain tanha hai dil mera dil ishq se bindha hai ek ziddi parinda hai dil ishq se bindha hai ek ziddi parinda hai ummeedon se hai ghayal umeed pe zinda hai ummeedon se hai ghayal umeed pe zinda hai aas bhari
jogi mat jaa mat jaa paaun padun main tore mat jaa mat jaa mat jaa jogi paaun padun main tore mat jaa mat jaa mat jaa prem bhakti ko panth hi nyaaro prem bhakti ko panth hi nyaaro hum ko geyaal bata ja jogi hum ko geyaal bata ja jogi chandan ki main chita rachaaun chandan ki main chita rachaaun apne haath jala ja mat jaa mat jaa mat jaa jogi paaun padun main tore mat jaa mat jaa mat jaa jal jal bhai bhasm ki dheri jal jal bhai bhasm ki dheri apne ang laga ja jogi apne ang laga ja jogi meera ke prabhu giridhar naagar meera ke prabhu giridhar naagar jyot mein jyot mila ja mat jaa mat jaa mat jaa jogi paaun padun main tore mat jaa mat jaa mat jaa jogi
mat jaiyo naukariya chhod ke tore paiyaan padun balma mat jaiyo naukariya chhod ke tore paiyaan padun balma tore paiyaan padun main binti karun tore paiyaan padun main binti karun mat jaiyo naukariya chhod ke tore paiyaan padun balma mat jaiyo naukariya chhod ke dekh piya pardes mein aisi roop ki chhaya naahi milegi dekh piya pardes mein aisi roop ki chhaya naahi milegi paisa rupaiyaa mil jaayega prem ki maaya naahi milegi preet nahin to kuchh bhi nahin hai saanchi kahun balma mat jaiyo naukariya chhod ke tore paiyaan padun balma mat jaiyo naukariya chhod ke preet karo aur reet naa jaano tum to ho saiyaan theth anadi preet karo aur reet naa jaano tum to ho saiyaan theth anadi bhool bhayi ye mose preetam jo main jeeyarva tose haari jaaun main tumse naa bolungi saanchi kahun balma mat jaiyo naukariya chhod ke tore paiyaan padun balma mat jaiyo naukariya chhod ke deepak lai ke dhundh lo jag mein hum si mohiniyaa naa paaoge deepak lai ke dhundh lo jag mein hum si
mat kar tu abhimaan re bande jhoothi teri shaan re mat kar tu abhimaan mat kar tu abhimaan re bande jhoothi teri shaan re mat kar tu abhimaan tere jaise laakhon aaye laakhon iss maati ne khaaye tere jaise laakhon aaye laakhon iss maati ne khaaye rahaa naa naam nishaan re bande mat kar tu abhimaan mat kar tu abhimaan re bande jhoothi teri shaan re mat kar tu abhimaan jhuthi maaya jhuthi kaaya wo tera jo hari gun gaaya jhuthi maaya jhuthi kaaya wo tera jo hari gun gaaya jap le hari ka naam re bande mat kar tu abhimaan mat kar tu abhimaan re bande jhoothi teri shaan re mat kar tu abhimaan maaya ka andhkaar niraala baahar ujlaa bhitar kaala maaya ka andhkaar niraala baahar ujlaa bhitar kaala iss ko tu pehchaan re bande mat kar tu abhimaan mat kar tu abhimaan re bande jhoothi teri shaan re mat kar tu abhimaan tere paas hain heere moti mere mann mandir mein jyoti tere paas hain heere moti mere mann mandir mein jyoti kaun hua dhanwaan re bande mat kar tu abhimaan mat kar
mat maaro shyaam pichkaari mat maaro shyaam pichkaari mori bheegi chunariya saari re mat maaro shyaam pichkaari mori bheegi chunariya saari re mat maaro shyaam pichkaari naazuk tan mora rang na daalo shyama ang nag mora phadke rang pade jo more gore badan par roop ki jwaala bhadke kit jaaun main laaj ki maari re mat maaro shyaam pichkaari mori bheegi chunariya saari re mat maaro shyaam pichkaari kaah karun main kaanhaa roop hai bairi mera rang pade khil jaaye dekhe jag mohe tirchhi nazariya se mora jiya ghabraaye kit jaaun main laaj ki maari re mat maaro shyaam pichkaari mori bheegi chunariya saari re mat maaro shyaam pichkaari mat maaro shyaam pichkaari pyaar ke rang mein saiyaan mori rang de chunariya khel na dil ki holi teri baali hai umariya pyaar ke rang mein saiyaan mori rang de chunariya neela ho na laal kesari na peela na kaala ho aise ho wo rang preet ka jismein jaadu daala ho aaj khelne preet ki holi aayi re banwariya khel na dil ki holi teri baali hai
mat poochh mera hai kaun watan mat poochh mera hai kaun watan aur main kahaan ka hoon saara jahaan hai mera main saare jahaan ka hoon mat poochh mera hai kaun watan aur main kahaan ka hoon saara jahaan hai mera main saare jahaan ka hoon mat poochh mera hai kaun watan main cheen mein hoon cheeni japan mein japaani london mein hoon angrez india mein hindustaani main jis ghadi jahaan bhi hoon samjho wahaan ka hoon saara jahaan hai mera main saare jahaan ka hoon mat poochh mera hai kaun watan saathi hoon main sabhi ka dushman nahin kisi ka mere liye baraabar ho roos ya amrica auron ke liye jo lut jaaye us kaarwaan ka hoon saara jahaan hai mera main saare jahaan ka hoon mat poochh mera hai kaun watan main pyaar ka hoon jaadu jo sar pe chadh ke bole ek phoonk se uda doon sau atmon ke gole kismat jo badal de duniya ki us aasma ka hoon saara jahaan hai mera main saare jahaan ka hoon mat poochh mera hai kaun watan aur main kahaan ka hoon saara jahaan hai mera main saare
mat poochhiye dil hai kahaan dil ki manzil hai kahaan saari duniya ka ghum chale bhool ke hum matawaale naujawaan hum matawaale naujawaan mat poochhiye dil hai kahaan dil ki manzil hai kahaan saari duniya ka ghum chale bhool ke hum matavaale naujavaan hum matawaale naujawaan ujale ujale mukhde tasveer liye ujale ujale mukhde tasveer liye nazarein liye teer kamaan zulfein zanjeer liye phirte hain yahaan se wahaan dil waale jaayein kahaan saari duniya ka ghum chale bhool ke hum matawaale naujawaan hum matawaale naujawaan chalte chalte kyun yun hi guzar jaayein chalte chalte kyun yun hi guzar jaayein dil de ke kharidenge jeene ki tamannaayein sundar sapanon ki dukaan lagta hai saara jahaan saari duniya ka ghum chale bhool ke hum matawaale naujawaan hum matawaale naujawaan mat puchhiye dil hai kahaan dil ki manzil hai kahaan saari duniya ka ghum chale bhool ke hum matawaale naujawaan hum matawaale naujawaan
mat ro mata laal tere bahutere mat ro mata laal tere bahutere janam bhumi ke kaam aaya main bade bhaag hain mere mat ro mata laal tere bahutere mat ro hooo hans kar mujhko aaj vida kar janam safal ho mera hooo oo hans kar mujhko aaj vida kar janam safal ho mera rota jag mein aaya hansta chala ye baalak tera mat ro mata laal tere bahutere mat ro hooo dhool meri jis jagah teri mitti se mil jaayegi hoooo dhool meri jis jagah teri mitti se mil jaayegi sau sau laal gulaabon ki phool bhagiya laayegi mat ro mata laal tere bahutere mat ro hooo kal main nahin rahunga lekin jab hoga andhiyaara hooooo kal main nahin rahunga lekin jab hoga andhiyaara taaron mein tu dekhegi hansta ek naya sitaara mat ro mata laal tere bahutere mat ro hooo phir janmunga uss din jab aazaad bahegi ganga maiyaa phir janmunga uss din jab aazaad bahegi ganga unnat bhal himaalay par jab lehraayega tiranga mat ro mata laal tere bahutere mat ro mata laal tere bahutere janam bhumi ke kaam aaya main bade
mat samjho neer bahaati hoon main jalte jal ki boondon se nainon ki pyaas bujhaati hoon mat samjho neer bahaati hoon mujhe rone se kya kaam sakhi in ansuvan mein hai shyaam sakhi in asuvan mein hai shyaam sakhi nainon mein basa kar jinki chhavi main man hi man muskaati hoon mat samjho neer bahaati hoon ye aansu dil ke sahaare hain ye aansu jaan se pyaare hain ye aansu jaan se pyaare hain main in taqdeer ke taaron se soye hue bhaag jagaati hoon mat samjho neer bahaati hoon har aansu mein unki murat hai milne ki yahi ek surat hai har aansu mein unki murat hai milne ki yahi ek surat hai palkon pe saja kar asuvan ko main pee ke darshan paati hoon mat samjho neer bahaati hoon main jalte jal ki boondon se nainon ki pyaas bujhaati hoon mat samjho neer bahaati hoon
maata o maata jo tu aaj hoti mujhe yun bilakhta agar dekhti tera dil toot jaata maata o maata jo tu aaj hoti mujhe yun bilakhta agar dekhti tera dil toot jaata maata o maata mujhe choom kar toone ek din kaha tha mere laadle tu toh raaja banega sada pyaar ki paalki mein chalega sada pyaar ki paalki mein chalega be aas beghar main phirta hoon dar dar mujhe yun bhatakta agar dekhti tera dil toot jaata maata o maata ik raat jab neend mujhko na aayi toone woh pariyon ki lori sunaayi toh sapne jage neend pal bhar mein aayi toh sapne jage neend pal bhar mein aayi jag so raha hai main jaagun akela mujhe yun tadapta agar dekhti tera dil toot jaata maata o maata jo tu aaj hoti mujhe yun bilakhta agar dekhti tera dil toot jaata maata o maata maata o maata
maaterani chinnadaani kallu palike oosulu andaalanni pallavinchi aalapinche paatlu preme naku panche jnapakaalura rege mooga thalape valapu panta ra maaterani chinnadaani kallu palike oosulu andaalanni pallavinchi aalapinche paatlu preme naku panche jnapakaalura rege mooga thalape valapu panta ra vennelalle poolu virisi thenelu chilikenu chentha cheri aadamarichi premalu kosarenu chandanaala jallu kurise choopulu kalisenu chandamama patta pagalae ningini podichenu kannepilla kalale naakika lokam sannajaji kalale maohana raagam chilakala palukulu alakala ulukulu na cheli sogasulu nanne maripinche maaterani chinnadaani kallu palike oosulu andaalanni pallavinchi aalapinche paatlu muddabanthi letha navvulu chindenu madhuvulu oosulaadu meni vagalau vannela jilugulu harivilluloni rangulu na cheli sogasulu vekuvala melukolupe na cheli pilupulu sandevela palike naalo pallavi santhasaala sirule naave annavi musi musi thalapulu tharagani valapulu naa cheli sogasulu anni ika
maadhavip pon mayilaal thoagai viriththaal vanna maiyitta kan malarndhu thoodhu viduththaal maadhavip pon mayilaal thoagai viriththaal vanna maiyitta kan malarndhu thoodhu viduththaal kaadhal mazhai pozhiyum kaarmugilaay kaadhal mazhai pozhiyum kaarmugilaay ival kaadhalan naanirukka paerezhilaal kaadhal mazhai pozhiyum kaarmugilaay ival kaadhalan naanirukka paerezhilaal ingae maadhavip pon mayilaal thoagai viriththaal vanna maiyitta kan malarndhu thoodhu viduththaal vaanil vizhum vil poal puruvam kondaal ilam vayadhudaiyaal iniya paruvam kandaal vaanil vizhum vil poal puruvam kondaal ilam vayadhudaiyaal iniya paruvam kandaal koonal pirai netriyil kuzhalaada konjum kulir mugaththil nilavin nizhalaada koonal pirai netriyil kuzhalaada konjum kulir mugaththil nilavin nizhalaada kalai maanin inam koduththa vizhiyaada aa aa aa aa aa aaaaaaaa aaa aa aa aa aa aa aa aa maanin inam koduththa vizhiyaada andha vizhi vazhi aasaigal vazhindhoada nalla maadhavip pon mayilaal
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Masti Aur Jawaani Ho Dil Daulat Duniya (1972) 04:39 37040
 
Poster of Dil Daulat Duniya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Helen
Duration : 04:39   Song Number : 37040   

Masti Bhara Hai Sama Parvarish (1958) 03:54 11866
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 03:54   Song Number : 11866   

Masti Mein Chhed Ke Haqeeqat (1964) 04:24 13316
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijay Anand
Duration : 04:24   Song Number : 13316   

Maston Ka Jhund Bhaag Milkha Bhaag (2013) 04:18 38768
 
Poster of Bhaag Milkha Bhaag (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
Singer- 
Divya Kumar
On Screen Actors- 
Farhan Akhtar
Duration : 04:18   Song Number : 38768   

Mat Aazma Re Murder 3 (2013) 04:10 32221
 
Poster of Murder 3 (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam, Anupam Amod, Roxen
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Randeep Hudda, Aditi Rao Hydari
Duration : 04:10   Song Number : 32221   

Mat Bhool Are Insaan Mastana (1954) 03:18 16275
 
Poster of Mastana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chaman Puri
Duration : 03:18   Song Number : 16275   

Mat Chhed Zindagi Raag Rang (1952) 03:51 37610
 
Poster of Raag Rang (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Roshan
Duration : 03:51   Song Number : 37610   

Mat Ja Mat Ja Mere Chhoti Si Mulaqat (1967) 03:58 32745
 
Poster of Chhoti Si Mulaqat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:58   Song Number : 32745   

Mat Ja Re Tanu Weds Manu Returns (2015) 03:52 38388
 
Poster of Tanu Weds Manu Returns (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Mika Singh
On Screen Actors- 
R Madhavan, Kangana Ranaut
Duration : 03:52   Song Number : 38388   

Mat Jaa Mat Jaa Jogi Jogan (1950) 03:33 35953
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:33   Song Number : 35953   

Mat Jaiyo Naukariya Do Badan (1966) 03:36 13138
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Asha Parekh
Duration : 03:36   Song Number : 13138   

Mat Kar Tu Abhiman Re Bande Anup Jalota 06:15 11769
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Devotional
Music Director- 
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 06:15   Song Number : 11769   

Mat Maaro Shyaam Pichkari Durgesh Nandini (1956) 06:22 40217
 
Poster of Durgesh Nandini (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemanta Mukherjee
Duration : 06:22   Song Number : 40217   

Mat Poochh Mera Hai Kaun Mr India (1961) 04:01 40608
 
Poster of Mr India (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohli
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
I S Johar
Duration : 04:01   Song Number : 40608   

Mat PoochHiye Dil Hai Kahan Hum Matwale Naujawan (1961) 03:16 36210
 
Poster of Hum Matwale Naujawan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Shekhar, Agha
Duration : 03:16   Song Number : 36210   

Mat Ro Mata Laal Tere Bandini (1963) 04:08 12824
 
Poster of Bandini (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nutan, Dharmendra
Duration : 04:08   Song Number : 12824   

Mat Samjho Neer Bahati Hoon Naata (1955) 03:10 17660
 
Poster of Naata (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:10   Song Number : 17660   

Mata O Mata Ab Dilli Dur Nahin (1957) 03:38 14652
 
Poster of Ab Dilli Dur Nahin (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Dattaram Wadkar
Singer- 
Sudha Malhotra
On Screen Actors- 
Romi
Duration : 03:38   Song Number : 14652   

Mate Raani Chinnadaani O Papa Laali (1990) 05:29 10591
 
Poster of O Papa Laali (1990)
 
Category
Telugu
Year- 
1990
Lyricist
Veturi
Music Director- 
Ilaiyaraaja
On Screen Actors- 
Radhika, Ramesh Arvind
Duration : 05:29   Song Number : 10591   

Mathavi Ponmayilaal Iru Malargal (1967) 06:28 14528
 
Poster of Iru Malargal (1967)
 
Category
Tamil
Year- 
1967
Lyricist
Vaali
Music Director- 
M S Viswanathan
On Screen Actors- 
Sivaji Ganesan, Padmini
Duration : 06:28   Song Number : 14528