Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tu hi to mera neel gagan hai pyaar se roshan aankh uthaye aur ghataa ke roop mein tu hai kaandhe pe mere sar ko jhukaaye mujh pe laten bikharaye mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein manzil mere dil ki wahin hai saaya jahaan dildaar hai tera parvat parvat teri ye baahen gulshan gulshan pyaar hai tera meheke hai aanchal mera mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi nazron mein jaane tamanna tu hi nazaaron mein nazaaron mein hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jaagi nazar ka khwaab hai jaise dekh milan ka din ye suhaana aankh to tere jalwon mein ghum hai dekhoon tujhe ya dekhoon zamana bekhud hai deewana mera pyaar bhi tu hai ye bahaar bhi tu hai tu hi
mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do main jeevan mein ulajh gaya hoon main jeevan mein ulajh gaya hoon tum jeena sikhla do mera pyaar mujhe lauta do thukraane se pehle mujhko lauta do woh preet ki baaten meri hansi mastiyaan meri lauta do woh chaandni raatein mere sapnon ko lauta do mera toota dil lauta do mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do maine jisko jeevan samjha tumne uss ki hansi udaayi dikha dikha phoolon ke sapne mujhko kaanton ki raah bataayi mera apnapan lauta do mere geet mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do main jeevan mein ulajh gaya hoon main jeevan mein ulajh gaya hoon tum jeena sikhla do mera pyaar mujhe lauta do mera pyaar mujhe lauta do
mera pyaar mujhse rootha o ho o mera pyaar mujhse rootha mujhe zindagi ne loota jab do kadam manzil rahi saathi ka saath chhoota o ho o mera pyaar mujhse rootha mujhe zindagi ne loota duniya mein do premi milne hi nahin paate hain milne hi nahin paate hain duniya mein do premi milne hi nahin paate hain milne hi nahin paate hain ye zamaana ye chaahat badle se nazar aate hain badle se nazar aate hain ya pyaar hi hota nahin ya har premi jootha o ho o mera pyaar mujhse rootha mujhe zindagi ne loota koi poochhe qismat se sab kuchh humse kyun chheena sab kuchh humse kyun chheena koi poochhe qismat se sab kuchh humse kyun chheena sab kuchh humse kyun chheena ek jaisa lagta hai kya marna aur kya jeena kya marna aur kya jeena khuli aankh to khuli reh gayi kahaan jaake khwaab toota o ho o mera pyaar mujhse rootha mujhe zindagi ne loota jab do kadam manzil rahi saathi ka saath chhoota o ho o mera pyaar mujhse rootha mujhe zindagi ne loota
aaa aaaaa aaaa aaaa mera pyaar mera pyaar tadapta hai mere dil ki kali murjhaayi meri kismat ke tufaan ne chhedi kaisi shehnaayi mera pyaar mera pyaar tadapta hai maine bahaar maangi thi angaar ban gayi duniya do din ka pyaar maanga tha deewaar ban gayi duniya singaar singaar takta hai sapnon ki aankh bhar aayi meri kismat ke tufaan ne chhedi kaisi shehnaayi mera pyaar mera pyaar tadapta hai jab unse milan hua tha unse jab aankh ladi thi maine na kisi se puchha jaane wo kaisi ghadi thi mera baag mera baag ujadta hai maali ne nazar phiraayi meri kismat ke tufaan ne chhedi kaisi shehnaayi mera pyaar mera pyaar tadapta hai
main jitna tumhen dekhun mann ye na bhare main jitna tumhen sochun mann ye na bhare inn aankhon mein chhalakta hai mera pyaar tera pyaar kahin tujh mein dhadakta hai mera pyaar tera pyaar mera pyaar tera pyaar mera pyaar tera pyaar main jitna tumhen dekhun mann ye na bhare main jitna tumhen sochun mann ye na bhare thoda sa mera hai thoda tumhaara mila jula sa yeh khwaab humaara ek meethi dhunn sunaayi de rahi hai aaj kal hans ke saare ghum humaare dega khushiyon mein badal mera pyaar tera pyaar mera pyaar tera pyaar main jitna tumhen dekhun mann ye na bhare main jitna tumhen sochun mann ye na bhare koi nahin sau saal jiyaa hai pyaar magar kaayam rehta hai dhoop khushboo aur hawaayein banke ye reh jaayega baad apne bhi humaare ye jahaan mehkaayega mera pyaar tera pyaar mera pyaar tera pyaar main jitna tumhen dekhun mann ye na bhare main jitna tumhen sochun mann ye na bhare
mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mili mujhko jannat to jannat ke badle khuda se meri jaan tumhen maang lega mera pyaar wo hai zamaana to karvat badlta rahega naye zindagi ke taraane banenge mitegi na lekin muhabbat humari mitane ke sau sau bahaane banenge haqeeqat hamesha haqeeqat rahegi kabhi bhi na iska fasaana banega mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mera pyaar wo hai tumhen chheen le meri baahon se koi mera pyaar yun besahaara nahin hai tumhara badan chandani aa ke chhoo le mere dil ko ye bhi gawara nahin hai khuda bhi agar tumse aa ke mile to tumhari kasam hai mera dil jalega mera pyaar wo hai ke mar kar bhi tum ko juda apni baahon se hone na dega mili mujhko jannat to jannat ke badle khuda se meri jaan tumhen maang lega mera pyaar wo hai
mera pyaar hai bhool bhulaiya bhulaiya bhulaiya bhulaiya mera pyaar hai bhool bhulaiya bhulaiya bhulaiya mujhe dundh le aa kar saiyaan ho mera pyaar hai bhool bhulaiya mujhe dundh le aa kar saiyaan o mera pyaar hai bhool bhulaiya main chhup chhup chhup jaaun re chhup jaaun tere haath na main aaun yahaan aao tere tan se tere man se mere kitne rishte tere tan se tere man se mere kitne rishte tu kya samjhe kaun hoon main ye samajh na paaye farishte ye samajh na paaye farishte kabhi dhoop banun kabhi chhainya ho mera pyaar hai bhool bhulaiya kabhi dhoop banun kabhi chhainya o mera pyaar hai bhool bhulaiya main chhup chhup chhup jaaun re chhup jaaun tere haath na main aaun nahin dhundh paaye na meri choodi jab bhi chhanke tujhko paas bulaaye meri choodi jab bhi chhanke tujhko paas bulaaye meri saanson ki khushboo ne kitne deep jalaaye kitne hi deep jalaaye tu kab samjhega re sainya o mera pyaar hai bhool bhulaiya tu kab samjhega re sainya o mera pyaar hai bhool bhulaiya
mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mere din guzar rahen hain teri yaad ke sahaare mere din guzar rahen hain teri yaad ke sahaare mera dil tadap rahaa hai teri aarzoo ke maare mera dil tadap rahaa hai teri aarzoo ke maare bechain mere dil ko bas ek baar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mujhe ik jhalak dikhaa ke pardon mein chhupne waale mujhe ik jhalak dikhaa ke pardon mein chhupne waale kab tak lage rahenge khamoshiyon ke taale kab tak lage rahenge khamoshiyon ke taale nazaren churane waale nazaren to chaar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa
aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa meri zindagi ki raaten aa dard se basaa de meri zindagi ki raaten aa dard se basaa de dil soz se hai khaali ik aag si laga de meri khushi ka daaman aa taar taar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa chhayi huyi ghataa mein jaise chhupa ho paani chhayi huyi ghataa mein jaise chhupa ho paani tunjh mein chhupi huyi hai meri bhi zindgani main to hoon saath tere ye aetbaar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa
aazaadi ke matwaalon ka dekha jab se dola aag jo mere dil mein thi wo bhadki ban ke shola jaaga qurbaani ka zajbaa mera dil ye bola mera rang de o mera rang de o maaye rang de basanti chola mera rang de ho mera rang de o maaye rang de basanti chola aazaadi ke matwaalon ka dekha jab se dola aag jo mere dil mein thi wo bhadki ban ke shola jaaga qurbaani ka zajbaa mera dil ye bola mera rang de ho mera rang de o maaye rang de basanti chola mera rang de ho mera rang de o maaye rang de basanti chola bhaarat maa ke pairon mein zanjeer naa dekhi jaaye hooooooo sochun dekh ke kaum pe apni atyaachaar paraaye jaane dhoodh ka karz chukaane ka mausam kab aaye jaane dhoodh ka karz chukaane ka mausam kab aaye mere khoon mein desh prem ka rang hai toone ghola mera rang de ho mera rang de o maaye rang de basanti chola mera rang de ho mera rang de o maaye rang de basanti chola mera rang de ho mera rang de o maaye rang de basanti chola kal tak mera desh tha hanste phoolon ki
o mera rang de basanti chola mera rang de o mera rang de basanti chola oye rang de basanti chola maai rang de basanti chola o mera rang de basanti chola mera rang de o mera rang de basanti chola oye rang de basanti chola maai rang de basanti chola dum nikale is desh ki khaatir bas itna armaan hai dum nikale is desh ki khaatir bas itna armaan hai ek baar is raah mein marna sau janmon ke samaan hai dekh ke veeron ki qurbaanii dekh ke veeron ki qurbaani apna dil bhi bola mera rang de basanti chola o mera rang de basanti chola mera rang de o mera rang de basanti chola oye rang de basanti chola maai rang de basanti chola jis chole ko pehan shivaaji khele apni jaan pe jis chole ko pehan shivaaji khele apni jaan pe jise pehan jhaansi ki raani mit gayi apni aan pe aaj usi ko pehan ke nikla pehan ke nikala aaj usi ko pehan ke nikla hum maston ka tola mera rang de basanti chola o mera rang de basanti chola mera rang de o mera rang de basanti chola oye rang de basanti chola
mera saanwala salona mehboob ho mera saanwala salona mehboob aaye jab jab wo mere aage jaage re meethi meethi kasak dil mein jaage oye hoye hoye mera saanwala salona mehboob mera mehboob mera mehboob oye hoye hoye mera saanwala salona mehboob saare jag se niraala mora saajan saare jag se niraala mora saajan jaise baarah mahinon mein saawan jab mile dard ho dil ka doonaa jab na ho jag lage soona soonaa pag pag dolun kuchh na bolun use jab paun main waari waari jaaun kaise natkhat se naina laage jaage re meethi meethi kasak dil mein jaage oye hoye hoye mera sanwala salona mehboob mehboob mera saanwla salona mehboob jab main roothun to mujhko manaaye jab main roothun to mujhko manaaye main jo man jaaun khud rooth jaaye uske andaaz hain kitne pyaare koi puchhe ye dil se humaare in batiyon ne un akhiyon ne jaadu hai daala deewaana kar daala jaane kya hoga aage aage jaage re meethi meethi kasak dil mein jaage oye hoye hoye mera sanwala salona mehboob mehboob mera saanwla
tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya kabhi mujhko yaad kar ke jo bahenge tere aansoon kabhi mujhko yaad kar ke jo bahenge tere aansoon to wahin pe rok lenge unhe aake mere aansoon tu jidhar ka rukh karega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya tu agar udaas hoga to udaas hongi main bhi tu agar udaas hoga to udaas hongi main bhi nazar aaoon ya na aaoon tere paas hongi main bhi tu kahin bhi jaa rahega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya main agar bichhad bhi jaaun kabhi mera ghum na karna main agar bichhad bhi jaaun kabhi mera ghum na karna mera pyaar yaad kar ke kabhi aankh nam na karna tu jo mud ke dekh lega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera
Mera Sab Kuch
aaaa haaaa haaa haaaa haaa haaa haaa haaa mera salaam le jaa dil ka paiyaam le jaa ulfat kaa jaam le jaa udan khatole waale raahi udan khatole waale raahi lal lal lal la lal laaa laal laa hooo udta hawaaon mein baadal ki chhanve mein kaun se gaanv mein jaayega tu neeche zameen hai duniyaa haseen hai dil ko yakeen hai aayega tu lal lal lal la lal laaa laal laa hooo unchi udaan hai pankhon pe jaan hai aage toofan hai jaa naa kahin manzil bhi door hai himmat bhi choor hai aanaa zuroor hai aa jaa yahin
sajde dare mehboob ke kaam aane lage hain khamosh nigahon se salaam aane lage hain aaya hoon mere dilbar teri anjuman mein le kar ye wafa ka jaam le lo ye wafa ka jaam le lo mera salaam le lo mera salaam le lo mera salaam le lo aaya hoon mere dilbar teri anjuman mein le kar ye wafa ka jaam le lo ye wafa ka jaam le lo mera salaam le lo mera salaam le lo mera salaam le lo mere dil mein aarzoo ki ek shama jal rahi hai mere dil mein aarzoo ki ek shama jal rahi hai teri bandagi ki hasrat mere dil mein pal rahi hai o mera sar jhuke jahan par mera sar jhuke jahan par tum wahi mukaam le lo tum wahi mukaam le lo mera salaam le lo mera salaam le lo mera salaam le lo oooooooo ooo ooo ooo ooo yahi iltajaa karunga aaj apne mehrabaan se yahi iltajaa karunga aaj apne mehrabaan se mere lab na keh sakenge jise umar bhar jubaan se o meri bezubaan nazar se meri bezubaan nazar se wo haseen payam le lo wo haseen payam le lo mera salaam le lo mera salaam le lo mera salaam le lo main
mera shauhar ho mera shauhar bada sharmila bada sharmila baitha hai dekho nazren jhukaaye mera shauhar bada sharmila bada sharmila baitha hai dekho nazren jhukaaye kuchh kehna to chaahe magar bol nahin paaye zubaan khol nahin paaye mera shauhar ho mera shauhar bada sharmila bada sharmila baitha hai dekho nazren jhukaaye meri biwi meri biwi gazab ki chaalu bana ke mujhe bhalu dekho ji mujhe din bhar nachaye ui allaah meri biwi gazab ki chaalu bana ke mujhe bhalu dekho ji mujhe din bhar nachaye musibat ye gale padi baithe baithaye ab to allah bachaye meri biwi meri biwi gazab ki chaalu bana ke mujhe bhalu dekho ji mujhe din bhar nachaye baat ek raat ki hai thak ke main jab soya tha meethe meethe se kisi khwab mein main khoya tha huyi dastak to main samjha koi mehmaan aaya kya khabar thi ke meri maut ka saamaan aaya khola darwaaza to soorat ki ye bholi bhali khali ghar dekh ke ban baithi meri gharwaali aaaaaaaaaa kismat ne kaise mujhe din ye dikhaye mujhe koi to
mera sundar sapna beet gayaa main prem mein sab kuchh haar gayi bedard zamaana jeet gayaa mera sundar sapna beet gayaa kyun kaali badariya chaayi hai kyun kali kali muskayi hai kyun kaali badariya chaayi hai kyun kali kali muskayi hai meri prem kahani khatm hui mere jeewan ka sangeet gayaa mera sundar sapna beet gayaa oooo chhod ke jaane wale aa dil tod ke jaane wale aa oooo chhod ke jaane wale aa dil tod ke jaane wale aa aankhein aansuan mein doob gayin doob gayin aankhein aansuan mein doob gayin hansne ka zamaana beet gayaa mera sundar sapna beet gayaa har raat meri diwali thi main piya ki hone wali thi har raat meri diwali thi main piya ki hone wali thi is jeewan ko ab aag lage aag lage is jeewan ko ab aag lage mujhe chhod ke jeewan meet gayaa mera sundar sapna beet gayaa main prem mein sab kuchh haar gayi bedard zamaana jeet gayaa mera sundar sapna beet gayaa mera sundar sapna beet gayaa mera sundar sapna beet gayaa
mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhiiii ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai kharaa hai dard kaa rishtaa to phir judaayi kya kharaa hai dard kaa rishtaa to phir judaayi kya judaa to hote hain wo khot jinki chaah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai chhupaa huaa saa mujhi mein hai tu kahin aye dost chhupaa huaa saa mujhi mein hai tu kahin aye dost meri hansi mein nahin hai to meri aah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhiiii ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai mera to jo bhi kadam hai wo teri raah mein hai ke tu kahin bhi rahe tu meri nighaah mein hai
hoo mera yaar hai rab warga dildaar hai rab warga mera yaar hai rab warga dildaar hai rab warga ishq karoon ya karoon ibaadat ishq karoon ya karoon ibaadat ikko hi gal ai alif allah alif allah alif allah hoo alif allah alif allah alif allah hoo alif allah alif allah alif allah hoo alif allah alif allah alif allah hoo main mandir kyun jaava mera yaar khuda hai main masjid kyun jaava mera yaar khuda hai main mandir kyun jaava mera yaar khuda hai main masjid kyun jaava mera yaar khuda hai mere pairon mein bhagra saanson mein tappe tappe main ishq tarane gaaun chappe chappe ishq karoon ya karoon ibaadat ishq karoon ya karoon ibaadat ikko hi gal ai alif allah alif allah alif allah hoo alif allah alif allah alif allah hoo alif allah alif allah alif allah hoo alif allah alif allah alif allah hoo allah hooo oooo oooo ooooo allah woh noor ka jharna hai main pyaas puraani maine aankh se gatak liya uss husn ka paani woh noor ka jharna hai main pyaas puraani maine aankh se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mera Pyaar Bhi Tu Hai Saathi (1968) 04:35 14092
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 14092   

Mera Pyaar Mujhe Lauta Do Talat Mahmood 03:24 36360
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Duration : 03:24   Song Number : 36360   

Mera Pyaar Mujhse Rootha Kalakaar (1983) 04:20 39105
 
Poster of Kalakaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar, Manoj Kumar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sridevi, Kunal Goswami
Duration : 04:20   Song Number : 39105   

Mera Pyaar Tadapta Hai Amar Jyoti (1967) 03:22 39954
 
Poster of Amar Jyoti (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:22   Song Number : 39954   

Mera Pyaar Tera Pyaar Jalebi (2018) 04:37 14026
 
Poster of Jalebi (2018)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2018
Lyricist
Rashmi Virag
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Varun Mitra, Rhea Chakraborty
Duration : 04:37   Song Number : 14026   

Mera Pyaar Wo Hai Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 04:14 14435
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Sharmila Tagore
Duration : 04:14   Song Number : 14435   

Mera Pyar Hai Bhool Bhulaiyan Memsaab (1971) 04:52 18256
 
Poster of Memsaab (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Sonik Omi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:52   Song Number : 18256   

Mera Qaraar Ashiana (1952) 03:18 12741
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:18   Song Number : 12741   

Mera Quraar (Female) Ashiana (1952) 03:32 12740
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:32   Song Number : 12740   

Mera Rang De Shaheed Bhagat Singh (2002) 05:37 18782
 
Poster of Shaheed Bhagat Singh (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Jaidev Kumar
Duration : 05:37   Song Number : 18782   

Mera Rang De Basanti Chola Shaheed (1965) 03:09 16318
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Prem Dhawan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Prem Chopra
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:09   Song Number : 16318   

Mera Saanwala Salona Shreeman Funtoosh (1965) 04:35 39758
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 04:35   Song Number : 39758   

Mera Saaya Saath Hoga Mera Saaya (1966) 06:22 21325
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Nand
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:22   Song Number : 21325   

Mera Sab Kuchh Zindagi Zindagi (1972) 04:27 39049
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Deb Mukherjee
Duration : 04:27   Song Number : 39049   

Mera Salaam Le Jaa Uran Khatola (1955) 03:36 14365
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:36   Song Number : 14365   

Mera Salaam Le Lo Mera Salaam (1980) 07:38 18005
 
Poster of Mera Salaam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Kulwant Jani
Music Director- 
Raj Kamal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 07:38   Song Number : 18005   

Mera Shauhar Tawaif (1985) 05:53 14127
 
Poster of Tawaif (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rati Agnihotri, Rishi Kapoor
Duration : 05:53   Song Number : 14127   

Mera Sundar Sapna Beet Gayaa Do Bhai (1947) 03:33 13141
 
Poster of Do Bhai (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Raag- 
Yaman
Duration : 03:33   Song Number : 13141   

Mera To Jo Bhi Kadam Dosti (1964) 04:13 20913
 
Poster of Dosti (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:13   Song Number : 20913   

Mera Yaar Bhaag Milkha Bhaag (2013) 05:51 32578
 
Poster of Bhaag Milkha Bhaag (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Singer- 
Javed Bashir
On Screen Actors- 
Farhan Akhtar, Sonam Kapoor, Dev Gill
Duration : 05:51   Song Number : 32578