Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do saara gagan mandap hai saara jag baarati saara jag baarati saara gagan mandap hai saara jag baarati mann ke phere sache sache hai hum saathi laaj ka ye ghunghat patt aaj to utaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do dharti karvat badle badle har mausam badle har mausam dharti karvat badle badle har mausam preet ke pujaari hai badlenge nahin hum patjhad sa jeevan hai pyaar ki bahaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do meri tamannaon ki taqdeer tum sanwaar do pyaasi hai zindagi aur mujhe pyaar do aur mujhe pyaar do
aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa heyyyy aaaaaaa aaaaaaa heyyyy aa aaaa aaa aaaaaaa meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon ye aadhi raat ko phir chudiyan si kya khanakati hai koi aata hai yaa meri zanjeeren chhanakti hain ye kaisi hook si hooooooooooooooooook hooooooooooooooooook ye kaisi hook si uthati hai khaamoshi ke seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon bahut lambi hain raahen pyaar ki aur zindagi kam hai ghata bhi ghir ke aayi har diye ki lau bhi madham hai kinara dooooooooooor kinara dooooooooooor kinara door hota jaa raha hai phir safeene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon tum hi laga lo mujhko seene se ke main ghabara gaya hoon is tarah roro ke jeene se meri tanhaaiyon
kahaan seeee leke aayin hain kahaan majbooriyaan meri zubaan khaamosh aankhen keh rahi hain daastaan meri meri taqdeer ke maalik mera kuchh faisla kar de bura chaahe bura kar de bhala chaahe bhala kar de meri taqdeer ke maalik mujhe itna bata de main kahaan jaaun kidhar jaaun kahin jaane se achchha hai tere kadmon mein marr jaaun sahaara de nahin sakta to phir beaasraa kar de meri taqdeer ke maalik nahin duniyaa mein mera doosra koi thikana hai mujhe to bas yahin apna muqaddar aazmaana hai liya hai dil to meri jaan bhi tann se juda kar de meri taqdeer ke maalik mujhe barbaad karne mein jo hota ho bhala tera bhujha de apne haathon se charaag e zindagi mera nahin koi gila tujhse agar chaahe fanaah kar de meri taqdeer ke maalik
aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa meri taqdeer meri taqdeer mein jalna hai to jal jaaunga meri taqdeer mein jalna hai to jal jaaunga meri taqdeer mein jalna hai to jal jaaunga tera waada tera waada to nahin hoon jo badal jaaunga tera waada to nahin hoon jo badal jaaunga meri taqdeer mein jalna hai to jal jaaunga sher kaabil e gaur hai soz bhar do bhar do bhar do soz bhar do mere seene mein ghum e ulfat ka soz bhar do bhar do bhar do soz bhar do bhar do bhar do bhar do soz bhar do mere seene mein ghum e ulfat ka main koi main koi mom nahin hoon jo pighal jaaunga main koi mom nahin hoon jo pighal jaaunga tera waada to nahin hoon jo badal jaaunga meri taqdeer mein jalna hai to jal jaaunga dard kehta hai ke ghabra ke shab e furkat mein dard kehta hai dard kehtaa hai darrrrrd kehta darrrrrd kehta dard kehta dard kehta hai dard kehta hai ke ghabra
meri tasveer le kar kya karoge tum meri tasveer le kar meri tasveer le kar kya karoge tum meri tasveer le kar meri tasveer le kar dile dilgeer le kar looti jaagir le kar jali taqdeer le kar kya karoge kya karoge tum meri tasveer le kar meri tasveer le kar kya karoge tum meri tasveer le kar chale ho ab naa jaane kab miloge sabab koi banega tab miloge naa jeene ka naa marne ka bahaana katega kaise furkat ka zamana humen de jaao ek apni nishaani badi hogi tumhari meharbaani sukun ki to koi tadbeer hogi humaare paas ye tasveer hogi meri tasveer bhi mujh si kahaan hai ke ye bejaan hain ye bezubaan hai tumhare kaam ye naa aa sakegi tumhara dil naa ye behlaa sakegi junoon mein to girebaan chaak hoga ke parwaana to jal ke khaak hoga tumhaare saamne jab hum naa honge ye ghum tasveer se to kam naa honge yun hi tadpoge tum aahen bharoge kya karoge tum meri tasveer le kar meri tasveer le kar kya karoge tum meri tasveer le kar wajah hai baat ye hum maante hain naa behlegi
meri tasveer mein rang aur kisi ka to nahin meri tasveer mein rang aur kisi ka to nahin gher le mujhko sab aankhein main tamasha to nahin meri tasveer mein rang aur kisi ka to nahin zindagi tujhse har ik saans pe samjhauta karun zindagi tujhse har ik saans pe samjhauta karun shauk jeene ka hai mujhko magar itna to nahin meri tasveer mein rang aur kisi ka to nahin rooh ko dard mila dard ko aankhen na milin rooh ko dard mila dard ko aankhen na milin tujhko mehsoos kiya hai tujhe dekha to nahin meri tasveer mein rang aur kisi ka to nahin sochte sochte dil doobne lagta hai mera sochte sochte dil doobne lagta hai mera zehen ki teh mein muzzaffar koi dariya to nahin meri tasveer mein rang aur kisi ka to nahin gher le mujhko sab aankhein main tamasha to nahin meri tasveer mein rang aur kisi ka to nahin
chaand nikla tha magar raat na thi pehli si ye mulaqaat mulaqaat na thi pehle si ranj kuchh kam to hua aaj tere milne se ye alag baat ke wo baat na thi pehle si meri to ek baat ka itna gila huaa meri to ek baat ka itna gila huaa kuchh aapko bhi yaad hai kuchh aapko bhi yaad hai apna kaha huaa meri to ek baat ka itna gila huaa meri to ek baat kaa tere gale ke haar se aayi wafa ki boo tere gale ke haar se aayi wafa ki boo tere gale ke haar se aayi wafa ki boo phoolon mein koi dil to nahin hai gundha hua phoolon mein koi dil to nahin hai gundha hua kuchh aapko bhi yaad hai kuchh aapko bhi yaad hai apna kaha huaa meri to ek baat ka itna gila huaa meri to ek baat ka aye chaara saaz ye to bata iska kya ilaaj aye chaara saaz ye to bata iska kya ilaaj aye chaara saaz ye to bata iska kya ilaaj aansoo thame to dard jigar mein siva hua aansoo thame to dard jigar mein siva hua kuchh aapko bhi yaad hai kuchh aapko bhi yaad hai apna kaha huaa meri to ek baat ka itna gila huaa
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aaaaa aa aa aa aa aaa aa aa aaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa meri uljhan se mere saath ulajhne wala koi to hoga meri baat samjhne wala meri uljhan se aaine teri to sakhiyaan hain wo aankhen ye bata aaine teri to sakhiyaan hain wo aankhen ye bata kisse khwaabon mein sanjoye hain sawarne walaa koi to hoga meri baat samjhne wala meri uljhan se apna dil bhi wo kasoti pe kabhi to rakhe apna dil bhi wo kasoti pe kabhi to rakhe mere ehsaas ka mamhoon mein parakhne wala koi to hoga meri baat samjhne wala meri uljhan se ab ke aaye jo koi abra to bas aisa khayaal ab ke aaye jo koi abra to bas aisa khayaal meri aankhon ki taraha roz barasne wala koi to hoga meri baat samjhne wala meri uljhan se mere saath ulajhne wala
meri veena ro rahi hai saari duniya so gayi hai sukh sagiya sooni bhayi hai kahaan ho kahaan ho kahaan ho piya meri veena ro rahi hai saari duniya so gayi hai sukh sagiya sooni bhayi hai kahaan ho kahaan ho kahaan ho piya meri veena ro rahi hai hai din mein raat ki aasha jo raat huyi to niraasha hai din mein raat ki aasha jo raat huyi to niraasha jo beet dol abhilaasha jo beet dol abhilaasha kahaan ho kahaan ho kahaan ho piya meri veena ro rahi hai is preet bhari duniya mein laakhon hain prem vibhor main tadap rahi hoon akeli kyun door rahe chitchor is preet bhari duniya mein laakhon hain prem vibhor main tadap rahi hoon akeli kyun door rahe chitchor toofaan mein main panchhi hoon bina gunjan bina gunjan main bansi hoon toofaan mein main panchhi hoon bina gunjan bina gunjan main bansi hoon murjhaayi kali jaisi hoon murjhaayi murjhaayi kali jaisi hoon kahaan ho kahaan ho kahaan ho piya meri veena ro rahi hai saari duniya so gayi hai sukh sagiya sooni bhayi hai
aa aaaa aa aaaa aaaa aa aaaa aa aaaa aaaa meri veena tum bin roye meri veena tum bin roye sajna sajna sajna meri veena tum bin roye sanvariyaa tum jahaan base ho main wo gaon na jaanon bitegi kab birhaa ki yeh paapan shaam na jaanon haai madhur milan kab hoye sajna sajna sajna meri veena tum bin roye tujh bin mere geet adhoore honton pe sharmaaye saaz uthaun taar na baaje tadap tadap reh jaaye meri peer na jaane koye sajna sajna sajna meri veena tum bin roye haaye roye haaye roye
meri yaad mein tum na aansoo bahana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana samajhna ke tha ek sapna suhana woh guzra zamaana mujhe bhool jaana meri yaad mein juda meri manzil juda teri raahen juda meri manzil juda teri raahen milengi na ab teri meri nigahen mujhe teri duniya se hai door jaana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana meri yaad mein yeh ro ro ke kehta hai toota hua dil yeh ro ro ke kehta hai toota hua dil nahin hoon main teri muhabbat ke qaabil mera naam tak apne lab pe na laana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana meri yaad mein tum na aansoo bahana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana samajhna ke tha ek sapna suhana woh guzra zamaana mujhe bhool jaana meri yaad mein
aa aa aaa aaaa meri zindagi hai zaalim tere ghum se ashkaara tera ghum hai gar haqeeqat mujhe zindagi se pyara meri zindagi hai zaalim tu agar bura na maane to jahaan e rang o bu mein main sukun e dil ki khaatir koi dhundh lun sahaaraa main sukun e dil ki khaatir koi dhundh lun sahaaraa main bataun farq naaseh main bataaun farq naaseh jo hai mujh mein aur tujh mein meri zindagi talaatum teri zindagi kinaara meri zindagi talaatum teri zindagi kinaaraa koi ae shaki puchhe ye junun nahin to kya hai ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka hamaara ki usi ke ho gaye hum jo na ho saka hamaara meri zindagi hai zaalim
meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko tujhe paa ke bhi teri justzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tujhe paa ke bhi teri justzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tujhe mil ke bhi teri aarzoo tere paas laa ke naseeb ne mujhe kitni door hata diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko tu wo phool jismein wafaa nahin main wo dard jiski dawa nahin tu wo phool jismein wafaa nahin main wo dard jiski dawa nahin main wo dard jiski dawa nahin tujhe dekh kar jo ye lab hanse teri aarzoo ne rula diya tere raaste ki main khaak hoon mujhe aaj tune bata diyaa meri zindagi ke charaag ko teri berukhi ne bujha diyaa meri zindagi ke charaag ko
meri zindagi ke maalik mere dil pe haath rakh de hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm meri zindagi ke maalik mere dil pe haath rakh de tere aane ki khushi mein tere aane ki khushi mein mera dam nikal naa jaaye tere aane ki khushi mein mera dam nikal naa jaaye meri zindagi ke maalik mere dil pe haath rakh de tere aane ki khushi mein tere aane ki khushi mein mera dam nikal naa jaaye tere aane ki khushi mein mera dam nikal naa jaaye tera hunsala badega tera hunsala badega daaman tu thaam lega rakh doon jo haath dil par rakh doon jo haath dil par tera dil machal naa jaaye rakh doon jo haath dil par tera dil machal naa jaaye ik taraf ho saari duniyaa ik taraf ho soorat teri ik taraf ho saari duniyaa ik taraf ho soorat teri hum tujhe duniyaa se hokar bekhabr dekha kare hoooo oooo oooooo ooooo hoooo oooo oooooo ooooo hoooo oooo oooooo ooooo ooooo oooo ooo ooo mujhko kabool teri duniyaa mein rehnaa lekin mujhko kabool teri duniyaa mein rehnaa lekin
meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri humsafar na ghabra nahin door ab kinaara nahin door ab kinaara meri zindagi ki kashti tu kahe to main bichha doon teri raah mein sitaare teri raah mein sitaare teri ek hansi ki khatir mujhe kya nahin gawaara mujhe kya nahin gawaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri zindagi ki kashti mera ishq ek tadap hai tera husn ek kashish hai tera husn ek kashish hai main safar hoon tu hai manzil main hoon mauj tu kinaara main hoon mauj tu kinaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri humsafar na ghabra nahin door ab kinaara nahin door ab kinaara meri zindagi ki kashti
meri zindagi kisi aur ki meri zindagi kisi aur ki mere naam ka koi aur hai meri zindagi kisi aur ki mere naam ka koi aur hai mera aks hai sar e aaina mera aks hai sar e aaina pas e aaina koi aur hai meri zindagi kisi aur ki mere naam ka koi aur hai meri dhadkanon mein hai chaap si ye judaai bhi hai milaap si meri dhadkanon mein hai chaap si ye judaai bhi hai milaap si mujhe kya pataa mere dil bataa mujhe kya pataa mere dil bataa mere saath kya koi aur hai mujhe kya pataa mere dil bataa mere saath kya koi aur hai meri zindagi kisi aur ki mere naam ka koi aur hai na gaye dinon ko khabar meri na shareek e haal nazar teri na gaye dinon ko khabar meri na shareek e haal nazar teri tere desh mein mere bhes mein tere desh mein mere bhes mein koi aur tha koi aur hai tere desh mein mere bhes mein koi aur tha koi aur hai meri zindagi kisi aur ki mere naam ka koi aur hai wo meri taraf nigraan rahe mera dhyaan jaane kahaan rahe wo meri taraf nigraan rahe mera dhyaan jaane
unki zulfen unke chehre se hataa sakta nahin dil ki betaabi kisi surat chhupa sakta nahin kitni dilkash hai muhabbat ki jawaan majbooriyaan saamne manzil hai aur paanw badha sakta nahin meri zindagi mein aate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti meri zindagi mein aate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti ye naseeb jagmagaate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti kai baar mil chuki hain ye haseen haseen nighahen kai baar mil chuki hain ye haseen haseen nighahen wohi beqaraariyan hain na mili khushi ki raahen mere dil se dil milaate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti meri zindagi mein aate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti mujhe kya garaz kisi se hanse phool ya sitaaren mujhe kya garaz kisi se hanse phool ya sitaaren hain meri nazar mein pheeke ye jawaan jawaan nazaare agar aap muskurate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti meri zindagi mein aate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti ye khushi rahe
meri zindagi ne mujhpe ehsaan kya kiya hai jeene de na marne de mujhe aisa ghum diya hai meri zindagi ne mujhpe ehsaan kya kiya hai jeene de na marne de mujhe aisa ghum diya hai jo mila kho gaya kya mere paas hai dard hi dard hai pyaas hi pyaas hai mera dil hi jaane maine kya kya zehar piya hai jeene de na marne de mujhe aisa ghum diya hai jal ke hum phir bhoojhe bhoojh ke hum phir jale zindagi khoob hai yeh tere faisle mar mar ke umr saari yahaan kaun yun jiyaa hai jeene de na marne de mujhe aisa ghum diya hai pyaar mein ki wafaa to mili kya sazaa dosti yaar ki de gayi kya dagaa kya bolte kisi se honton ko see liya hai jeene de na marne de mujhe aisa ghum diya hai meri zindagi ne mujhpe ehsaan kya kiya hai jeene de na marne de mujhe aisa ghum diya hai
oooooo hooo ooo aaaoooo meri zindagi tere pyaar mein hum kahaan kahaan se guzar gaye hum kahaan kahaan se guzar gaye mere dil se aayi teri sada hum jahaan jahaan se guzar gaye hum jahaan jahaan se guzar gaye meri zindagi mere dil ne dhundha jagah jagah ki pata tumhaara nahin chala phire hum bhi teri talaash mein gul e aarzu toh nahin khila jahaan aaftaab na ja sake jahaan aaftaab na ja sake hum wahaan wahaan se guzar gaye meri zindagi tu hazaar pardon mein ho kahin tujhe pa ke maanenge ek din tu kahin rahe tu kahin chhupe tujhe la ke maanenge ek din humein maut ka koyi dar nahin humein maut ka koyi dar nahin tere aastaan se guzar gaye meri zindagi mere dil se nikla hai geet jo tu sune toh phir koyi baat hai tu jhalak dikha tu nazar toh aa tu jhalak dikha tu nazar toh aa meri har duwa tere saath hai tujhe dekh len isi shauk mein tujhe dekh len isi shauk mein ghum e do jahaan se guzar gaye meri zindagi tere pyaar mein hum kahaan kahaan se guzar gaye meri zindagi
merise meghamalika urumulu chalu chalika chelito maataladani valape paata padani valape paata padani merise meghamalika urumulu chalu chalika kamalale naadamani nayanalai virise addale naacheliya chekkille merise aaa nayanala kamalalalona naa jiyyugu kalalu choosukoni aaa addala chekkillalona naa muddule daachukonee eeeee merise meghamalika urumulu chalu chalika madhumaasam cheli mohini darahasam cherche cheli jaabili chelimomuno kalalarabose aaa darahapu kiranalalona nanu kalakalam karigiponi aaa kalala pandu vennelalona naa valapulanni veligiponi merise meghamalika
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Meri Tamannaon Ki Taqdeer Tum (Male) Holi Aaee Re (1970) 04:24 20956
 
Poster of Holi Aaee Re (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shatrughan Sinha
Duration : 04:24   Song Number : 20956   

Meri Tanhaiyon Jagjit Singh 06:23 178691
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:23   Song Number : 178691   

Meri Taqdeer Ke Maalik Shart (1954) 03:12 14239
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:12   Song Number : 14239   

Meri Taqdeer Mein Jalna Anup Jalota 06:50 18519
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Duration : 06:50   Song Number : 18519   

Meri Tasveer Le Kar Kala Samundar (1962) 06:49 13507
 
Poster of Kala Samundar (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Asha Bhosle, Balbeer
On Screen Actors- 
Jay Raj, Chitra
Duration : 06:49   Song Number : 13507   

Meri Tasveer Mein Rang Aur Kisika To Nahin Lata Mangeshkar 06:04 32033
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Duration : 06:04   Song Number : 32033   

Meri To Ek Baat Ka Talat Aziz 10:23 40483
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 10:23   Song Number : 40483   

Meri Uljhan Se Mere Saath Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 05:07 38402
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 05:07   Song Number : 38402   

Meri Veena Ro Rahi Hai Juthika Roy 03:29 39044
 
Poster of Juthika Roy
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Kamal Das Gupta
Singer- 
Juthika Roy
Duration : 03:29   Song Number : 39044   

Meri Veena Tum Bin Roye Dekh Kabira Roya (1957) 02:59 13045
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ameeta, Anita Guha
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 13045   

Meri Yaad Mein Tum Madhosh (1951) 03:02 12190
 
Poster of Madhosh (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Manahar
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:02   Song Number : 12190   

Meri Zindagi Hai Zaalim Talat Mahmood 03:24 39740
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shakeel Badayuni
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:24   Song Number : 39740   

Meri Zindagi Ke Charaag Jaal (1967) 04:08 11928
 
Poster of Jaal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:08   Song Number : 11928   

Meri Zindagi Ke Malik Imaan Beiman (1997) 06:52 13370
 
Poster of Imaan Beiman (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Kareena Kapoor
Duration : 06:52   Song Number : 13370   

Meri Zindagi Ki Kashti Bhumika (1977) 03:40 38269
 
Poster of Bhumika (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:40   Song Number : 38269   

Meri Zindagi Kisi Aur Ki Jagjit Singh 05:58 40848
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Muzaffar Warsi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:58   Song Number : 40848   

Meri Zindagi Mein Aate Kanyadaan (1969) 06:17 13520
 
Poster of Kanyadaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 06:17   Song Number : 13520   

Meri Zindagi Ne Mujhe Do Aur Do Paanch (1980) 04:23 20958
 
Poster of Do Aur Do Paanch (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:23   Song Number : 20958   

Meri Zindagi Tere Pyaar Mein Ji Chahta Hai (1964) 05:18 17183
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shyama, Rajendra Nath
Duration : 05:18   Song Number : 17183   

Merise Megha Malika Deeksha (1974) 03:35 15313
 
Poster of Deeksha (1974)
 
Category
Telugu
Year- 
1974
Lyricist
C Narayana Reddy
Music Director- 
Pendyala Nageswara Rao
On Screen Actors- 
Jamuna, Ntr
Duration : 03:35   Song Number : 15313