Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


husn ko chaand jawaani ko kanwal kehte hain koi surat nazar aaye to gazal kehte hein hodri saadri aadri aadri aadri aadri aana mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se phursat mil gayi mil gayi mil gayi ho mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi gulshan ke angin phoolon mein phool sa ye albela chehra duniya bhar ke hasin chehron mein sabse alag akela chehra sabse alag akela chehra aaj wo mere saamne hai jinse tabiyat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se phursat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi aladpan ala masti unki us par unka ye bholapan rukhsat se pehle milte ho jaise jawaani aur ladakpan jaise jawaani aur ladakpan hum hi hum hain jab se humein pyaar ki daulat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se phursat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi usne kaha dil hai to laao hum ne kaha jaan bhi haazir
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey aa haa haa aa aa mil jaate hain jo pyaar mein marke bhi wo bichhadte nahin mil jaate hain jo pyaar mein marke bhi wo bichhadte nahin hum unhein bhool sakte nahin wo humein bhool sakte nahin ho mil jaate hain jo pyaar mein marke bhi wo bichhadte nahin kaun si chaandni raat mein kyaa hua kis mulakaat mein yaad aati hai jab bhi koi baat bas baat hi baat mein jaise rote hain dil toot ke jaise rote hain dil toot ke aise saawan barste nahin mil jaate hain jo pyaar mein marke bhi wo bichhadte nahin ghum ki nazron pe chhaayaa hua dard hanste nazaaron ka hai dil ke baahar hai patjhar magar dil mein mausam bahaaron ka hai unki yaadon ke ye phool to unki yaadon ke ye phool to toot kar bhi bikharte nahin mil jaate hain jo pyaar mein marke bhi wo bichhadte nahin humko le jaayegi ab kahaan pyaar ki ye gali kyaa pataa bhool se hum yahaan aa gaye waapsi ka nahin raasta iss liye bachke chalte hain log iss liye
mil kar juda huye to na soya karenge hum mil kar juda huye to na soya karenge hum ik doosre ki yaad mein roya karenge hum mil kar juda huye to aansoon chhalak chhalak ke sataayenge raat bhar aansooh chhalak chhalak ke sataayenge raat bhar moti palak palak mein piroya karenge hum ik doosre ki yaad mein roya karenge hum mil kar juda huye to jab dooriyon ki yaad jab dooriyon ki yaad dilon ko jalaayegi jab dooriyon ki yaad dilon ko jalaayegi jismon ko chaandni mein bhigoya karenge hum ik doosre ki yaad mein roya karenge hum mil kar juda huye to gar de gaya dagaa humen toofan bhi kaateel gar de gaya dagaa humen toofan bhi kaateel saahil pe kashtiyon ko duboya karenge hum ik doosre ki yaad mein roya karenge hum mil kar juda huye to na soya karenge hum ik doosre ki yaad mein roya karenge hum mil kar juda huye to
mil ke bichhad gayin ankhiyaan haaye raama mil ke bichhad gayin ankhiyaan mil ke bichhad gayin ankhiyaan haaye raama mil ke bichhad gayin ankhiyaan mushkil se wo din bulaaye the humne phir aa ke chheda balam ne mushkil se wo din bulaaye the humne phir aa ke chheda balam ne phir se dharak gayin chhatiyaan dharak gayin chhatiyaan haaye raama mil ke bichhad gayin ankhiyaan mil ke bichhad gayin ankhiyaan haaye raama mil ke bichhad gayin ankhiyaan rote hain naina jiya talmalaaye jaavo koi unko laaye rote hain naina jiya talmalaaye jaavo koi unko laaye kaise bitaaun din ratiyaan bitaaun din ratiyaan haaye raama mil ke bichhad gayin ankhiyaan mil ke bichhad gayin ankhiyaan haaye raama mil ke bichhad gayin ankhiyaan
mil mere preetma jeeo mil mere preetma jeeo tudh bin khadi nimaani tudh bin khadi nimaani main naini neend na aave jeeyo main naini neend na aave jeeyo bhave aan na paani tudh bin khadi nimaani mil mere preetma jeeyo pani an na bhave mariye haave pani an na bhave mariye haave bin pir kyun sukh paiye gur aage karo binati je guru bhaave jiyon mele tive milaiye mil mere preetma jeeyo aape mel laye sukhdata aape mel laye sukhdata aap melya kar aaye naanak kaman sada suhaagan naanak kaman sada suhaagan na pir mare na jaaye na pir mare na jaaye mil mere preetma jeeyo tudh bin khadi nimaani tudh bin khadi nimaani mil mere preetma jeeyo
mil mil ke gaayenge hoooo hooo do dil yahaan ek tera ek mera hmm hmm haan haan mil mil ke gaayenge hoooo hooo do dil yahaan ek tera ek mera hmm hmm haan haan ulfat ke paimaane bharpoor hain sab choor hain duniyaa ki nazron se hum door hain dukh door hain chhup chhup ke milne kiiiiiii ab rutt kahaan chhup chhup ke milne kiiiiiii ab rutt kahaaaaan din apne raat apni apna jahaaaan apna jahaaan mil mil ke gaayenge hoooo hooo do dil yahaan ek tera ek mera hmmm hmmm haan haan hahaa haa hahaa haa hahaa haa haa haa haa haa haa hahaa iss jag mein aahen naa fariyaad hain dil shaad hai nagri yeeee har ghum se aazaad hai aabaad hai gulshan hai ulfat kaaaaa hum hain jahaan gulshan hai ulfat kaaaaa hum hain jahaaaan geet apna bol apne apni jabaan apni jabaan mil mil ke gaayenge hoooo hooo do dil yahaan ek tera ek mera hmm hmm haan haan mil mil ke gaayenge hoooo hooo do dil yahaan ek tera ek mera hmm hmm haan haan
mil na saka dil ko mil na saka dil ko agar pyaar tumhara aana padega mujh ko duniya mein dubaara mil na saka dil ko gaal par gulaab ke sabnam hai zindagi pyaar ke liye to bahut kam hai zindagi udti huyi iss umar ko ek tera sahara aana padega mujh ko duniya mein dubaara mil na saka dil ko apni yeh chhoti si mulaqaat bahut hai jitni der tera mile saath bahut hai bas ek jhalak ek nazar ek ishara aana padega mujh ko duniya mein dubaara mil na saka dil ko agar pyaar tumhara aana padega mujh ko duniya mein dubaara aana padega mujh ko duniya mein dubaara aana padega mujh ko duniya mein dubaara
mila hai kisi ka jhumka thande thande hare hare neem tale hoooooo sachche moti waala jhumka thande thande hare hare neem tale suno kya kehta hai jhumka thande thande hare hare neem tale mila hai kisi ka jhumka pyaar ka hindola yahaan jhool gaye naina sapne jo dekhe mujhe bhool gaye naina pyaar ka hindola yahaan jhool gaye naina sapne jo dekhe mujhe bhool gaye naina haaye re bechaara jhumka thande thande hare hare neem tale hooooooo mila hai kisi ka jhumka jeevan bhar ka naata pardesiaa se joda aap gayi piyaa sang mujhe yahaan chhoda jeevan bhar ka naata pardesiaa se joda aap gayi piyaa sang mujhe yahaan chhoda pada hai akela jhumka thande thande hare hare neem tale hooooooo mila hai kisi ka jhumka haaye re ye preet ki hai reet jaane kaisi tan mann haar jaane mein hai jeet jaane kaisi haaye re ye preet ki hai reet jaane kaisi tan mann haar jaane mein hai jeet jaane kaisi jaane naa bechaara jhumka thande thande hare hare neem tale hooooooo mila hai kisi ka jhumka
mila mila merise maguva nuvu menaka chelleliva niga nigalaade bhaama nunu letha pasidibomma gadasari palukula guvva nuvu madanudi maradalivaa guba gubaladenu ooty ninu chusi ayyo raamaa kalle chuse nante kodak palle chusenante closeup thrillai ganthulesthu raava neekosam kurule chusenante sunsilk navve chuse nante nescafe thulli chenthavaalipova neekosam neekosam merupulanni melivesi aaaaa thaaralanni kalabosi aa punnamantha mariginchi punyamantha kariginchi nava nava laadela navabrahmalu cheri thanmaya mayi ninnu chesaare kori paluke vininaa thene chinabovu sogase kanina thurpuku mathipovu kalale chusenante asian wrist ye chusenante titan neekai lakshalunchipova vaakitlo mila mila merise maguva nuvu menaka chelleliva niga nigalaade bhaama nunu letha pasidibomma gadasari palukula guvva nuvu madanudi maradalivaa guba gubaladenu ooty ninu chusi ayyo raamaa kalle chuse nante kodak palle chusenante closeup thrillai ganthulesthu raava neekosam kurule chusenante sunsilk
haar ko jeet banaa kar badi sachchaayi se prem ne dil pe wo chaahat ka asar daala hai aaj inkaar ki surat hi nahin hai koi haar heeron kaa nahin phoolon ki jaimaala hai kuchh baaten ho chuki hai kuchh baaten abhi hain baaki bauchhaar ik padi hai barsaaten abhi hain baaki khul ke naachnen ko bekal mann ka mayuraa hai hoo khul ke naachnen ko bekal mann ka mayuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai kuchh baaten ho chuki hai kuchh baaten abhi hain baaki bauchhaar ik padi hai barsaaten abhi hain baaki khul ke naachnen ko bekal mann ka mayuraa hai hoo khul ke naachnen ko bekal mann ka mayuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milan abhi aadhaa adhuraa hai milen honge raadha krishan yahin kisi van mein prem madhuri unki basi hai pawan mein aur bhi paas aa gaye hum iss divya vaatavaran mein aur bhi paas aa gaye hum iss divya
raani khol de apne dwaar raani khol de apne dwaar milne ka din aa gaya aa gaya kar le nainon se naina tu chaar kar le nainon se naina tu chaar milne ka din aa gaya aa gaya aa gayaa laaj ki maari main na bolun laaj ki maari main na bolun preet ke ghunghat ko na kholun preet ke ghunghat ko na kholun kyun kya jaanun kyun aaj maanun balamwa main haar aaj maanun balamwa main haar dil mera ghabra gaya dil mera ghabra gaya kar le nainon se naina tu chaar kar le nainon se naina tu chaar milne ka din aa gaya aa gaya aa gayaa aaj dil mein utha hai toofaan aaj dil mein utha hai toofaan bolon kyun aaj tan mein more naach rahe praan tan mein more naach rahe praan bolon kyun aaj nas nas mein chhaya khumaar aaj nas nas mein chhaya khumaar kyun milne ka din aa gaya aa gaya kar le nainon se naina tu chaar kar le nainon se naina tu chaar milne ka din aa gaya aa gaya aa gayaa laaj ki maari main na bolun laaj ki maari main na bolun preet ke ghunghat ko na kholun preet ke ghunghat ko
mile mile do badan khile khile do chaman ye zindagi kam hi sahi koi ghum nahin mile mile do badan khile khile do chaman ye zindagi kam hi sahi koi ghum nahin koi ghum nahin der se aayi aayi to bahaar angaaron pe so kar jaaga pyaar toofanon mein phool khilaaye toofanon mein phool khilaaye kaisa ye milan mile mile do badan khile khile do chaman ye zindagi kam hi sahi koi ghum nahin koi ghum nahin honth wahi hain hai wahi muskaan ab tak kyun kar dabe rahe armaan beete dinon ko bhool hi jaayen beete dinon ko bhool hi jaayen ab hum tum sajan mile mile do badan khile khile do chaman ye zindagi kam hi sahi koi ghum nahin koi ghum nahin koi ghum nahin
mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai baharein hi baharein hain jawaani hi jawaani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhaani hai badi rangeen rut hai bada pyara sama hai badi rangeen rut hai bada pyara sama hai zameen lehra rahi hai nashe mein aasmaan hai nigahein kya jawan hain saari duniya pe jawaani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhaani hai meri kismat jaga de mujhe apna bana ke meri kismat jaga de mujhe apna bana ke meri duniya badal de meri duniya mein aake ye mujh par aapki ik khoobsoorat meharbani hai mile hain aap jab se zindagi kitni suhani hai
mile jo kadi kadi ek zanjeer bane pyaar ke rang bharo zinda tasveer bane mile jo kadi kadi ek zanjeer bane pyaar ke rang bharo zinda tasveer bane ho hum safar ban ke chalo to suhana hai safar jo akela hi rahe use na mile dagar mile jo kadi kadi ek zanjeer bane pyaar ke rang bharo zinda tasveer bane maar ke mann ko jiye to kya jiye ho oo oo zindagi hai muskurane ke liye ho oo oo maar ke mann ko jiye to kya jiye zindagi hai muskurane ke liye jo bhi pal beet gaya laut ke aata nahin jo bhi hai yahin pe hai saath kuchh jaata nahin mile jo kadi kadi ek zanjeer bane pyaar ke rang bharo zinda tasveer bane hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy ho o o o o o o o o ho o o o o o o o o chahe aur kuchh na mujhe yaar de yaar tu jee bhar ke mujhe pyaar de chahe aur kuchh na mujhe yaar de yaar tu jee bhar ke mujhe pyaar de badi mushkil se bhala yaar milta hai yahaan koi humraaz na ho to hai suna ye jahaan mile jo kadi kadi ek zanjeer bane pyaar ke rang
mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi koi unmein bewafaa hoga koi unmein bewafaa hoga koi dhokha ho gaya hoga suna hai fasaane ko pata kya zamaane ko kisne ki berukhi mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi ye ishaara kiss ki jaanib hai ye ishaara kiss ki jaanib hai dil humara jiss ki jaanib hai wo bhi ise jaana naa humen pehchaana naa baat kya logon ki mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi kisliye ye aag se darta hai kisliye ye aag se darta hai bach ke sholon se guzarta hai kaho dil deewane ko tere aashiyaane ko phoonkegi chaandani mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi
sher ke phool kitaabon se nahin zulf ki chhaon se hum chunte hain log honthon se suna karte hain hum nighahon se gazal sunte hain mile kisi se nazar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi rahe na apni khabar to samjho oo oo rahe na apni khabar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir jhuka le koi nazar to samjho gazal huyi jhuka le koi nazar to samjho gazal huyi rahe na apni khabar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi idhar machal kar unhen pukare junoon mera idhar machal kar unhen pukare junoon mera idhar machal kar unhen pukare junoon mera idhar machal kar unhen pukare junoon mera dhadak uthe dil udhar to samjho gazal huyi dhadak uthe dil udhar to samjho gazal huyi rahe na apni khabar to samjho
mile na phool to kaanton se dosti kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li isi tarah se basar isi tarah se basar hum ne zindagi kar li mile na phool ab aage jo bhi ho anjaam dekha jaayega ab aage jo bhi ho anjaam dekha jaayega khuda taraash liya khuda taraash liya aur bandagi kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li nazar mili bhi na thi aur unko dekh liya nazar mili bhi na thi aur unko dekh liya zuban khuli bhi na thi zuban khuli bhi na thi aur baat bhi kar li mile na phool wo jinko pyaar hai chandi se ishq sone se wo jinko pyaar hai chandi se ishq sone se wohi kahenge kabhi wohi kahenge kabhi hum ne khudkushi kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li isi tarah se basar hum ne zindagi kar li mile na phool
mile sur mera tumharaa to sur bane hamaraa sur ki nadhiyaan har disha se behkee saagar mein milee baadalon ka roop lekar bharse halke halke mile sur mera tumharaa to sur bane hamaara mile sur mera tumhara chaain taraj tahin nyay taraj ek but baniye saayen taraj tera sur mile mere sur de naal milke bane ek nava surtaal mile sur mera tumharaa to sur bane hamaara mohnja sur tohi desa pyara mile jadein geet ashaanjo madhur tarano bane tadein sur ka dariya bahte saagar me mile badlaan da roop leike barasan holle haule isaindhal namm iruvarin suramum namadhakum dhisai veru aanalum aazi ser aarugal mugilai mazaiyai pozivadu pol isai namm isssaiiii nanna dhwanige ninna dhwani ya seridante namma dhwaniya naa swaramu nee swaramu sangammamai mana swaram ga avatarinchey ente swaravum ningalude swaramum onnu chernnu nammude swaramai tomaar shoor moder shoor srishti koroor koi ek shoor tomaar shoor moder shoor srishti koroor koi ek shoor sriishti karoon woi katha toma mora
mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom ulfat ki to ghabrana aazaar se kya dil de baithe to phir jeet se kya haar se kya ulfat ki to ghabrana aazaar se kya dil de baithe to phir jeet se kya haar se kya dil ki baazi hai jeet haar ki mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom man mein jalti kuchh tapti si pyaas liye path mein baithe rahe roz nayi aas liye man mein jalti kuchh tapti si pyaas liye path mein baithe rahe roz nayi aas liye yahi rut hoti hai intzaar ki mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom na sahi kaliyaan daman ko gulzaar karen jo mile chahat ka khar to hum pyaar karen na sahi kaliyaan daman ko gulzaar karen jo mile chahat ka khar to hum
mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna sahe hans ke tumhare ghum sahe hans ke tumhare ghum mere saajan duaa karna mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna ulfat ke nashe mann mein kisne ye ghum ki aag lagayi hai ulfat ke nashe mann mein kisne ye ghum ki aag lagayi hai mud kar jo humne dekha to bas chaaron taraf tanhaayi hai bas chaaron taraf tanhaayi hai aaye pyaar kaa phir mausam mere saajan duaa karna aaye pyaar kaa phir mausam mere saajan duaa karna sahe hans ke tumhare ghum sahe hans ke tumhare ghum mere saajan duaa karna mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna yaadon ki sulagti raat mein hum dil thaam ke roya karte hain yaadon ki sulagti raat mein hum dil thaam ke roya karte hain badi hasrat se tasveer teri ashqon se bhigoya karte hain ashqon se bhigoya karte hain ulfat ki ho nazar e karam meri jaanam duaa karna ulfat ki ho nazar e karam meri jaanam duaa karna sahe hans ke tumhare
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mil Gayi Mil Gayi Pyar Mohabbat (1966) 05:55 15603
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 05:55   Song Number : 15603   

Mil Jaate Hain Aarzoo (1999) 07:17 12739
 
Poster of Aarzoo (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Madhuri Dixit
Duration : 07:17   Song Number : 12739   

Mil Kar Juda Huye Jagjit Singh & Chitra Singh 04:02 11276
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:02   Song Number : 11276   

Mil Ke Bichhad Gayin Rattan (1944) 02:19 14069
 
Poster of Rattan (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Ameer Banu
Duration : 02:19   Song Number : 14069   

Mil Mere Pritma Jeeo Lata Mangeshkar 03:52 39378
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Punjabi
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:52   Song Number : 39378   

Mil Mil Kar Gaayenge Dulari (1949) 04:01 13188
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Suresh
Duration : 04:01   Song Number : 13188   

Mil Na Saka Dil To Mukesh 02:57 16538
 
Poster of Mukesh
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kishore Desai
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mukesh
Duration : 02:57   Song Number : 16538   

Mila Hai Kisi Ka Jhumka Parakh (1960) 02:49 13910
 
Poster of Parakh (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 02:49   Song Number : 13910   

Mila Mila Meresei Pellam Oorelithe (2003) 05:52 19274
 
Poster of Pellam Oorelithe (2003)
 
Category
Telugu
Year- 
2003
Lyricist
Vijay Kumar
Music Director- 
Mani Sharma
On Screen Actors- 
Srikanth, Sangeetha
Duration : 05:52   Song Number : 19274   

Milan Abhi Aadha Adhura Hai Vivah (2006) 05:44 20963
 
Poster of Vivah (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor, Amrita Rao
Duration : 05:44   Song Number : 20963   

Milan Ke Din Tadbir (1945) 02:43 40760
 
Poster of Tadbir (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Lyricist
Swami Ramanand
Music Director- 
Lal Mohammad
Singer- 
K L Saigal, Suraiya
Duration : 02:43   Song Number : 40760   

Mile Do Badan Black Mail (1973) 05:04 17878
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rakhi, Dharmendra
Duration : 05:04   Song Number : 17878   

Mile Hain Aap Jab Se Apna Bana Ke Dekho (1962) 03:17 37404
 
Poster of Apna Bana Ke Dekho (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Manoj Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 37404   

Mile Jo kadi Kadi Kasme Vaade (1978) 05:48 18164
 
Poster of Kasme Vaade (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:48   Song Number : 18164   

Mile Kahin Do Ajnabi Manchali (1973) 05:13 20964
 
Poster of Manchali (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:13   Song Number : 20964   

Mile Kisi Se Nazar To Ashok Khosla 07:09 38232
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 07:09   Song Number : 38232   

Mile Na Phool Anokhi Raat (1968) 03:25 12713
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Parikshit Sahni
Raag- 
Yaman
Duration : 03:25   Song Number : 12713   

Mile Sur Mera Tumharaa Patriotic 05:42 11323
 
Poster of Patriotic
 
Category
Patriotic
Duration : 05:42   Song Number : 11323   

Mile To Phir Jhuke Nahin Aakash Deep (1965) 03:49 37790
 
Poster of Aakash Deep (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 03:49   Song Number : 37790   

Mile Tumse Bichhad Ke Hum Salaami (1994) 06:57 37925
 
Poster of Salaami (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Anwar Sagar
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Samyukta Singh, Ayub Khan
Duration : 06:57   Song Number : 37925