Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aisa koi zindagi se vaada to nahin tha hoo aisa koi zindagi se vaada to nahin tha aisa koi zindagi se vaada to nahin tha tere bina jeene ka iraada to nahin tha tere bina jeene ka iraada to nahin tha aisa koi zindagi se vaada to nahin tha hoo aisa koi zindagi se vaada to nahin tha ooooo tere liye raaton mein chaandni ugaayi thi tere liye raaton mein chaandni ugaayi thi kyariyon mein khushbuon ki roshni lagayi thiii jaane kahan tooti hai dor mere khwaab ki jaane kahan tooti hai dor mere khwaab ki khwaab se jaagenge socha to nahin tha socha to nahin tha aisa koi zindagi se vaada to nahin tha hoo aisa koi zindagi se vaada to nahin tha hey shaamiyaane shaamon ke roz hi sajaaye the shaamiyaane shaamon ke roz hi sajaaye the kitni ummeedon ke mehmaan bulaaye the aake darwaaze se laut gaye ho aake darwaaze se laut gaye ho yun bhi koi aayega socha to nahin tha socha to nahin tha aisa koi zindagi se vaada to nahin tha ho aisa koi zindagi se vaada to nahin tha tere bina jeene
aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho ajnabii kaise ajnabiiiiii tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho ab koi aarzoo nahi baaki ab koi aarzoo nahi baaki ab koi aarzoo nahi baaki justzoo meri aakhriiiii tum ho justzoo meri aakhriiii tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho na zameen par ghana andhera ho na zameen par ghana andhera ho na zameen par ghana andhera ho aasmano ki chandni tum ho aasmano ki chandni tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho doston se wafa ki ummiden doston se wafa ki ummiden doston se wafa ki ummiden kis zamana ke aadami tum ho kis zamana ke aadami tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho ajnabii kaise ajnabiiiii tum ho ajnabii kaise ajnabiiiiii tum ho aisa lagta hai zindagi tum ho
hoooo aisa lagta hai jo na hua hone ko hai aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai varna dil kyun dhadakta saansen kyun ruktin neenden meri kyun udd jaatin aisa lagta hai jo na hua hone ko hai hooo aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai varna dil kyun dhadakta saansen kyun ruktin neenden meri kyun udd jaatin ho o o o aisa lagta hai jo na hua hone ko hai koi chehra nigaahon pe chhane laga koi ab roz khaabon mein aane laga aayi rut jo nayi jaage armaan kai mausam koi ghazal jaise gaane laga ooooo aisa lagta hai jaise nasha hone ko hai hooo aisa lagta hai hosh mera khone ko hai varna dil kyun dhadakta saansen kyun ruktin neenden meri kyun udd jaatin ho o o o aisa lagta hai jo na hua hone ko hai mehki mehki fiza ne li angadaiyaan neeli neeli hain baadal ki parchhaiyaan thandi thandi hawa laayi raag naya goonji goonji si hain jaise shehnaiyaan hooo aisa lagta hai koi meraa hone ko hai aisa lagta hai har faasla khone ko hai varna dil kyun dhadakta saansen kyun ruktin
aisa naa hooo ke inn waadiyon mein main kho jaaaaaun aisa naa hooo ke inn waadiyon mein main kho jaaaaaun aur tum mujhe dhundha karo aur main kabhi mil naa paaun aisa naa hooo ke inn waadiyon mein main kho jaaaaaun aayin agar mujh ko nazar jheelon ke jhil mil darpan mein tum aayin agar mujh ko nazar jheelon ke jhil mil darpan mein tum milne gale jaaunga main ho jaaunga jalwon mein ghum aur tum mujhe aawaaz do laut kar main naa aaun aisa naa hooo ke inn waadiyon mein main kho jaaaaaun ye dhundh kya jaise dhuwaan meri hi aahon se paida huaa ye dhundh kya jaise dhuwaan meri hi aahon se paida huaa aashique hoon main wo diljala lekin tumhin pe shaidaa hua dekha karoooo chaaron taraf aur main kahin chhup naa jaaun aisa naa hooo ke inn waadiyon mein main kho jaaaaaun aur tum mujhe dhundha karo aur main kabhi mil naa paaun aisa naa hooo ke inn waadiyon mein main kho jaaaaaun main kho jaaaaaun main kho jaaaaaun
yaa devi sarv bhuteshu daya rupen sansthitha namastasyi namastasyi namastasyi namo namah durga durgati door kar mangal kar sab kaaj mann mandir ujwal karo kirpaa kar ke aaj aisa pyaar bahaa de maiyaa aisa pyaar bahaa de maiyaa charnon se lag jaaun main sab andhkaar mitaa de maiyaa darsh tera kar paaun main aisa pyaar bahaa de maiyaa jag mein aa kar jag ko maiyaa ab tak naa pehchaan saka ab tak naa pehchaan saka kyun aaya hoon kahaan hai jaana ye bhi naa main jaan saka ye bhi naa main jaan saka tu hai agam agochar maiyaa tu hai agam agochar maiyaa kaho kaise lakh paaun main aisa pyaar bahaa de maiyaa charnon se lag jaaun main aisa pyaar bahaa de maiyaa kar kirpaa jagdamb bhawaani main baalak naadan hoon main baalak naadan hoon nahin aaraadhan jap tap jaanu main avghun ki khaan hoon main avghun ki khaan hoon de aisa vardaan he maiyaa de aisa vardaan he maiyaa sumiran tera gaaun main aisa pyaar bahaa de maiyaa charnon se lag jaaun main aisa pyaar bahaa de maiyaa main
haaye haaye haye haye haay haaye haaye haye haye oye chal ghode oye chal ghode oye chal ghode chal chal chal oye heyyyyy aisa rangeen sama haaye re ho ab to kahin se koi aaye re saathi na yaar koi jhagda na pyaar koi raahi akela chala jaaye re aisa rangeen sama haaye re ho ab to kahin se koi aaye re saathi na yaar koi jhagda na pyaar koi raahi akela chala jaaye re aisa rangeen sama haaye re ho hum to chale soch ke poorab wale dhaam paschim chala jaaye humra gulfam hum to chale soch ke poorab wale dhaam paschim chala jaaye humra gulfam phir bhi humara yaar chalta to hai phir nahin dum se hilta to hai o kaisa dole re kaisa lehraye aisa rangeen sama haaye re ha ab to kahin se koi aaye re saathi na yaar koi jhagda na pyaar koi raahi akela chala jaaye re aisa rangeen sama haaye re haan bhagwan balihari main wari iski mundi to thikane par aa gayi are hum bhi mann ke raja apni bhi hai shaan ghode pe hawa ke nikle seena taan hum bhi mann ke raja apni bhi hai shaan ghode pe
aisa sama na hota kuchh bhi yahan na hota mere hamrahi jo tum na hote mere hamrahi jo tum na hote aisa sama na hota kuchh bhi yahan na hota mere hamrahi jo tum na hote mere hamrahi jo tum na hote mausam ye na aata yun na chhaati ye ghata aise gungunati yun na gaati ye hawa mausam ye na aata yun na chhaati ye ghata aise gungunati yun na gaati ye hawa gul shabnam ke moti na pirote mere hamrahi jo tum na hote aisa sama na hota kuchh bhi yahan na hota mere hamrahi jo tum na hote mere hamrahi jo tum na hote aa ho ho hoo raahein wohi waadi wohi badla kuchh nahin phir bhi tere milne se hai duniya kyun haseen raahein wohi waadi wohi badla kuchh nahin phir bhi tere milne se hai duniya kyun haseen kahin khwabon mein hum gum na hote mere hamrahi jo tum na hote aisa sama na hota kuchh bhi yahan na hota mere hamrahi jo tum na hote mere hamrahi jo tum na hote hum tum jo na milte to na chhaata ye nasha hota kuchh bhi hota ye na hota jo hua hum tum jo na milte to na chhaata ye
aa aa aaaa aaaaaaaa aaya hoon yaaro dil apna deke ankhon mein chehra kisi ka leke wo dil ka qaatil dilbar humara jiske liye main hua aawara milte hi jisne chooma tha mujhko phir naa palat ke dekha dobara aur isi liye doston maine faisla kiya ke phir kabhi kisi se pyaar nahi karunga kabhi kisi ladki ko apna dil nahi dunga aisa zakham diya hai jo naa phir bharega har haseen chehre se ab ye dil darega hum to jaan de kar yunhi mar mite the sun lo ae haseenon ye humse ab naa hoga aisa zakham diya hai jo naa phir bharega har haseen chehre se ab ye dil darega hum to jaan de kar yunhi mar mite the sun lo ae haseenon ye humse ab naa hoga aisa zakham diya hai raseele honth chhalakte gaal mastaani chaal bura kar de haal palak phadke ke dil dhadke umar ki uthaan kadakti kamaal qaatil adaa zaalim haya mere khuda mere khuda shola badan dehka chaman magar yaaro hum to jaan de kar yunhi mar mite the sun lo ae haseenon ye humse ab naa hoga aisa zakham diya hai jo naa phir bharega
aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho ja re piya jaana nahin toone mere dil ko aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho dil mera leke yun na dil ka karaar lo mukhde pe bikhri si zulfen sanwaar lo dil mera leke yun na dil ka karaar lo mukhde pe bikhri si zulfen sanwaar lo ghadiyaan ye pyaar ki na beeten takraar mein rang bhari shaam gale mil ke guzaar lo ja re piya jaana nahin toone mere dil ko aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho ja ja ke mile tu shahar ke ujaalon se rishta hi kya hai rishta hi kya hai tera ji ganvwalon se mujhko hansaye kabhi mujh ko rulaaye tu mujhko hansaye kabhi mujh ko rulaaye tu samjha hai toone kya khilona mere dil ko aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho aise bhi na rootho tum ke jeena mushkil ho jitne bharam hain wo dil se nikaal do chupke se baahen meri baahon mein daal do waada karo ke kabhi
aise hijr ke mausam tab tab aate hain aise hijr ke mausam tab tab aate hain tere alaawa tere alaawa yaad hamein sab aate hain aise hijr ke mausam tab tab aate hain jaadu ki aankhon se bhi dekho duniya ko jaadu ki aankhon se bhi dekho duniya ko khwaabon ka kya hai wo har sab aate hain tere alaawa tere alaawa yaad hamein sab aate hain aise hijr ke mausam tab tab aate hain ab ke safar ki baat nahin baaqi warna ab ke safar ki baat nahin baaqi warna hum ko bulaaye dast se jab wo aate hain tere alaawa tere alaawa yaad hamein sab aate hain aise hijr ke mausam tab tab aate hain kaagaz ki kashti mein dariya paar kiya kaagaz ki kashti mein dariya paar kiya dekho hum ko kya kya kartab aate hain tere alaawa tere alaawa yaad hamein sab aate hain aise hijr ke mausam tab tab aate hain
aise na mujhe tum dekho seene se laga lunga tumko main chura lunga tumse dil mein chhupa lunga aise na mujhe tum dekho seene se laga lunga tumko main chura lunga tumse dil mein chhupa lunga hmm hmm hmm hmm tere dil se ae dilbar dil mera kehta hai pyaar ke dushman log mujhe dar lagta rehta hai are tere dil se ae dilbar dil mera kehta hai pyaar ke dushman log mujhe dar lagta rehta hai thaam lo tum meri baahen main tumhen sambhalunga tumko main chura lunga tumse dil mein chhupa lunga aise na mujhe tum dekho seene se laga lunga tumko main chura lunga tumse dil mein chhupa lunga hey hey hey hey hmmmm dheemi dheemi aag se ek shola bhadkaaya hai door se tumne is dil ko kitna tarsaaya hai dheemi dheemi aag se ek shola bhadkaaya hai door se tumne is dil ko kitna tarsaaya hai main ab is dil ke saare armaan nikalunga tumko main chura lunga tumse dil mein chhupa lunga aise na mujhe tum dekho seene se laga lunga tumko main chura lunga tumse dil mein chhupa lunga hmm hmm hmm hmm
aise naa the hum jaisi humari ki ruswaayi logon ne kuchh tumne kuchh tumne badnaam kiya kuchh aag lagaayi logon ne aise naa the hum ho sakta hai tumne jo dekha ho sanam tumhari nazron ka dhoka ho dil se naa door karo yaar humen humne kiya hai pyaar tumhen ho sakta hai tumne jo dekha ho sanam tumhari nazron ka dhoka ho ek zara si baat pe kya kya baat banaayi logon ne kuchh tumne kuchh tumne badnaam kiya kuchh aag lagaayi logon ne aise naa the hum thokar mein iss dil ko liye tod ke tum to chal bhi diye thokar mein iss dil ko liye tod ke tum to chal bhi diye chal bhi diye tumko khabar kya shehar mein uss din idd manaayi logon ne kuchh tumne kuchh tumne badnaam kiya kuchh aag lagaayi logon ne aise naa the hum ishq pe aafat kya hai naa poocho dil pe qayamat kya hai naa poochho zakm tumhare hi haath ka hai dukh to humen iss baat ka hai ishq pe aafat kya hai naa poocho dil pe qayamat kya hai naa poochho aur ye qayamat saath tumhare mil ke uthaayi logon ne kuchh tumne
aise to na dekho ke humko nasha ho jaaye aise to na dekho khoobsurat si koi humse khata ho jaaye khoobsurat si koi humse khata ho jaaye aise to na dekho tum humen roko phir bhi hum na ruken tum kaho kaafir phir bhi aise jhuken kadam e naaz pe ik sajda ada ho jaaye aise to na dekho ke humko nasha ho jaaye khoobsurat si koi humse khata ho jaaye aise to na dekho yoon na ho aankhen rahen kaajal gholen badh ke bekhudi haseen gesu kholen khul ke phir zulfen siyaa kaali balaa ho jaaye aise to na dekho ke humko nasha ho jaaye khoobsurat si koi humse khata ho jaaye aise to na dekho hum to masti mein jaane kya kya kahen lab e naazuk se aisa na ho tumhen beqaraari ka gila hum se siva ho jaaye aise to na dekho ke humko nasha ho jaaye khoobsurat si koi humse khata ho jaaye aise to na dekho
aise to na dekho ke behak jaayen kahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum haaye aise na kaho baat ke mar jaayen yahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum angdaayi si leti hai jo khushboo bhari zulfen khushboo bhari zulfen girti hai tere surkh labon par teri zulfen labon par teri zulfen zulfen na teri choom len zulfen na teri choom len ae maahzabin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum aahaaa haaaaa hmmmm hmmm sun sun ke teri baat nasha chhaane laga hai nasha chhaane laga hai khud apne pe bhi pyaar sa kuchh aane laga hai aane laga hai rakhna hai kahin paanv to rakhna hai kahin paanv to rakhte hain kahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum bheega sa jo hai naaz ye halka sa paseena ye halka sa paseena ye naachti aankhon ke bhanvar dil ka safeena dil ka safeena socha hai ke ab doob ke socha hai ke ab doob ke reh jaayen yahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum haaye aise na kaho baat ke mar
hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aise toote taar ke mere geet adhure reh gaye geet adhure reh gaye hoooo oooooo hoooo ooooo aisa toota dil ke tukde aansoon ban kar beh gaye aansoon ban kar beh gaye pyaar ki ek tasveer bana ke kismat ne khud thukraa di kismat ne khud thukraa di aansoo dekar inn nainon ko mujhko de di barbaadi mujhko de di barbaadi hoooooo oooooo ik din ye hi hona tha ye aansoon beh kar keh gaye aansoon beh kar keh gaye hoooo oooooo hoooo ooooo aise toote taar ke mere geet adhure reh gaye geet adhure reh gaye koi jab ye geet sunegaa pyaar ka phir wo naam naa lega pyaar ka phir wo naam naa lega pyaar kiya to yun hi jalega tadpega aur royegaa tadpega aur royegaa hooooo ooooooo hum to hain pathar ke insaan hum to ye dukh seh gaye hum to ye dukh seh gaye hoooo oooooo hoooo ooooo aise toote taar ke mere geet adhure reh gaye geet adhure reh gaye ho reh gaye ho reh
aisi deewangi hm hmm hm hm hmm hm dekhi nahin kahin hmm hm hmm hmm hm hmm maine iss liye aisi deewangi dekhi nahin kahin maine iss liye jaane jaana deewana tera naam rakh diya tera naam rakh diya haan naam rakh diya tera naam rakh diya mera naseeb hai jo mere yaar ne haske pyaar se bekhudi mein deewana mera naam rakh diya mera naam rakh diya haan naam rakh diya mera naam rakh diya tune pehli nazar mein sanam mere dil ko churaaya tune pehli nazar mein sanam mere dil ko churaaya hui duniya se paraayi tujhe apna banaaya bina dekhe tujhe ab na aaye qaraar har ghadi hai mujhe ab tera intezaar aisi deewangi dekhi nahin kahin maine iss liye jaane jaana deewana tera naam rakh diya tera naam rakh diya haan naam rakh diya tera naam rakh diya teri chaahat ki chaandani meri aankhon mein bas gayi teri chaahat ki chaandani meri aankhon mein bas gayi ye khushboo tere jism ki meri saanson mein bas gayi tu meri aarzoo tu hai meri wafaa zindagi mein kabhi ab na honge judaa aisi
aisi haseen chaandani pehle kabhi naa thi aisi haseen chaandani pehle kabhi naa thi shaamil hai iss mein aapke shaamil hai iss mein aapke chehre kaa noor bhiiii aisi haseen chaandani pehle kabhi naa thi zulfen hain yaa ghataaon ki parchhaaiyaan si hain zulfen hain yaa ghataaon ki parchhaaiyaan si hain aankhon mein neeli jheel ki gehraaiyaan si hain lab hain kali gulaab ki rukhsaar champai lab hain kali gulaab ki rukhsaar champai aisi haseen chaandani pehle kabhi naa thi kije mera khayaal aji kuchh to sochiyeee kije mera khayaal aji kuchh to sochiyeee apni nighaah apne tabassum ko rokiyeeee had se guzarti jaaye hai deewangi meri had se guzarti jaaye hai deewangi meri aisi haseen chaandani pehle kabhi naa thi tanhaaiyon ka pyaar se daaman sajaaiyeee tanhaaiyon ka pyaar se daaman sajaaiyeee tadpaa liya sataa liya ab aa bhi jaaiye kab se hai intezaar mein baahen khuli huyi kab se hai intezaar mein kab se hai intezaar mein baahen khuli huyiii aisi haseen chaandani pehle
hooo aisi koi baat jo kabhi na suni ho keh de mere kaanon mein chupke se chori se taaron bhari raat mein chalo pehle sun len kahe aasmaanon mein chanda kya chakori se aisi koi baat jo kabhi na suni ho keh de mere kaanon mein chupke se chori se aisi koi baat honton pe meri saansein rukne lagi hain honton pe meri saansein rukne lagi hain sapnon se bojhal palkein jhukne lagi hain isi tarah neend aati hai kaliyon ko rut ke taraanon mein bahaaron ki lori se aisi koi baat jo kabhi na suni ho keh de mere kaanon mein chupke se chori se aisi koi baat kehte hain log kuchh phool nahin khilte kehte hain log kuchh phool nahin khilte aise jaise din aur raat nahin milte din aur raat yun milte hain chupke jaise khaliyaanon mein piya mile gori se taaron bhari raat mein chalo pehle sun len kahe aasmaanon mein chanda kya chakori se aisi koi baat main to chali aayi kiya tune ishara main to chali aayi kiya tune ishara hoga kya jo maine kabhi tujhko pukaara jab karun yaad main khincha
hai aankh wo hai aankh wo jo shyam ka darshan kiya kare hai aankh wo jo shyam ka darshan kiya kare hai sheesh jo prabhu charan mein vandan kiya kare bekaar wo mukh hai bekaar wo mukh hai jo rahe vyarth baaton mein bekaar wo mukh hai jo rahe vyarth baaton mein mukh wo hai jo hari naam ka sumiran kiya kare heere motiiiiiiiiiiiiiiiiiiii heere moti se nahin shobha hai haath ki hai haath jo bhagwaan ka pujan kiya kare marr kar bhi amar naam hai uss jeev ka jag mein prabhu prem mein balidaan jo jeevan kiya kare aisi laagi lagan aisi laagi lagan aisi laagi lagan aisi laagi lagan aisi laagi lagan meera ho gayi magan aisi laagi lagan meera ho gayi magan wo to gali gali hari gun gaane lagi aisi laagi lagan meera ho gayi magan aisi laagi lagan meera ho gayi magan wo to gali gali hari gun gaane lagi mehlon mein pali ban ke jogan chali mehlon mein pali ban ke jogan chali meera rani deewani kahaane lagi aisi laagi lagan meera ho gayi magan wo to gali gali hari gun gaane lagi
aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye tasavvur mein tumse huyi kitni baaten guzaari bahut jaag kar hamne raaten tasavvur mein tumse huyi kitni baaten guzaari bahut jaag kar hamne raaten kabhi hamne chhup chhup ke aansu bahaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye banaa kar tumhen apna kya hamne paaya khushi lut gayi chain dil ka ganvaaya banaa kar tumhen apna kya hamne paaya khushi lut gayi chain dil ka ganvaaya bade ghum sahe aur bahut dukh uthaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aisa Koi Zindagi Se Vaada To Nahin Tha Roopkumar Rathod 05:26 35991
 
Poster of Roopkumar Rathod
 
Category
Indipop
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Ustad Amjad Ali Khan
Duration : 05:26   Song Number : 35991   

Aisa Lagta Hai Chitra Singh 07:40 15961
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Raag- 
Carukesi
Duration : 07:40   Song Number : 15961   

Aisa Lagta Hai Refugee (2000) 07:31 20121
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Duration : 07:31   Song Number : 20121   

Aisa Naa Ho Aakhri Dao (1975) 06:31 18524
 
Poster of Aakhri Dao (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra, Saira Banu
Duration : 06:31   Song Number : 18524   

Aisa Pyar Bada De Re Maiya Hari Om Sharan 05:59 31145
 
Poster of Hari Om Sharan
 
Category
Bhajan
Lyricist
Hari Om Sharan
Singer- 
Hari Om Sharan
Duration : 05:59   Song Number : 31145   

Aisa Rangeen Sama Aanchal (1980) 05:11 37019
 
Poster of Aanchal (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:11   Song Number : 37019   

Aisa Sama Na Hota Zameen Aasman (1984) 07:06 31098
 
Poster of Zameen Aasman (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Anita Raj
Duration : 07:06   Song Number : 31098   

Aisa Zakham Diya Hai Akele Hum Akele Tum (1995) 06:54 36280
 
Poster of Akele Hum Akele Tum (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Others, Aamir Khan
Duration : 06:54   Song Number : 36280   

Aise Bhi Na Rootho Tum Dawat (1974) 04:17 39022
 
Poster of Dawat (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Bipin-Babul
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
Duration : 04:17   Song Number : 39022   

Aise Hijr Ke Mausam Chitra Singh 04:34 37974
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 04:34   Song Number : 37974   

Aise Na Mujhe Darling Darling (1977) 04:25 17939
 
Poster of Darling Darling (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:25   Song Number : 17939   

Aise Naa The Hum Saajan Ki Saheli (1980) 04:49 14122
 
Poster of Saajan Ki Saheli (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 04:49   Song Number : 14122   

Aise To Na Dekho Teen Devian (1965) 03:49 12079
 
Poster of Teen Devian (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:49   Song Number : 12079   

Aise To Na Dekho Ki Bheegi Raat (1965) 04:32 39731
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:32   Song Number : 39731   

Aise Toote Taar Ke Mere Geet Adhure Gawaiya (1954) 03:20 15595
 
Poster of Gawaiya (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
Ram Ganguly
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Surendra
Duration : 03:20   Song Number : 15595   

Aisi Deewangi Deewana (1992) 06:56 18707
 
Poster of Deewana (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Divya Bharati, Shahrukh Khan
Duration : 06:56   Song Number : 18707   

Aisi Haseen Chaandani Dard (1981) 05:46 20122
 
Poster of Dard (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Poonam Dhillon
Duration : 05:46   Song Number : 20122   

Aisi Koi Baat Maa (1976) 05:11 36380
 
Poster of Maa (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 05:11   Song Number : 36380   

Aisi Laagi Lagan Anup Jalota 08:02 17897
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Bhajan
Lyricist
Anup Jalota
Music Director- 
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
Anup Jalota
Duration : 08:02   Song Number : 17897   

Aisi Muhabbat Se Hum Baaz Aaye Nirala (1950) 03:12 37557
 
Poster of Nirala (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:12   Song Number : 37557