Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kuchh pyaar kar mujhe pyaar kar aaaaaaaa mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe aaj to fursat nahin kabhi phir sahi aji na na na mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe aaj to fursat nahin kabhi phir sahi aji na na na mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe jaane de na nan nan na na na mujhe jaane de na na nan na na na kal aane de na nan nan na nana na kal aane de na na nan na na na kal phir sahi par aaj bhi aankhen chaar kar aankhen chaar kar mujhe pyaar kar nana na nana na dil mein rahin baaten kayin dil mein rahin baaten kayin yun hi gayi raaten kayi yun hi gayi raaten kayi raaten na gin do chaar din intezaar kar intezaar kar mujhe pyaar kar nana na nana na marzi hai kya tu maan jaa marzi hai kya tu maan jaa kyaa maan loon naadan jaa kyaa maan loon naadan jaa zid chhod de zid chhod de zid chhod de zid chhod de sau baar kar sau
mujhe pyaar ki zindagi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale kabhi ghum na dena khushi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale muhabbat ke waade bhula to na doge kahin mujh se daaman chhura to na loge muhabbat ke waade bhula to na doge kahin mujh se daaman chhura to na loge mere dil ki duniya hai tere hawaale mujhe pyaar ki zindagi dene waale kabhi ghum na dena khushi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale zamaane mein tum se nahin koi pyaara zamaane mein tum se nahin koi pyaara ye jaan bhi tumhaari ye dil bhi tumhaara jo na ho yakeen to kabhi aazmaale mujhe pyaar ki zindagi dene waale bharosa hai hum ko muhabbat pe teri bharosa hai hum ko muhabbat pe teri to phir hans ke dekho nigaahon mein meri ye darr hai zamaana juda kar na daale mujhe pyaar ki zindagi dene waale kabhi ghum na dena khushi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale
mujhe pyaar mein tum na ilzaam dete agar jaante ghum meri bebasi ka meri berukhi tumne dekhi hai lekin nahin tumne dekha tadapna kisi kaa mere dil ne chaaha tha kuchh tum se kehna magar pyaar kehta hai khamosh rehna mere dil ne chaaha tha kuchh tum se kehna magar pyaar kehta hai khamosh rehna dikhaayen kise hum ye ashkon ka bahna sunaaye kise dard dil ki lagi kaa meri berukhi tumne dekhi hai lekin nahin tumne dekha tadapna kisi kaa meri berukhi tumne dekhi hai lekin nahin tumne dekha tadapna kisi kaa
mujhe raat din ye khayaal hai mujhe raat din ye khayaal hai wo nazar se mujhko gira na de meri zindagi ka diya kahin meri zindagi ka diya kahin ye ghumon ki aandhi bhujha naa de mujhe raat din ye khayaal hai mere dil ke daag naa jal uthe mere dil ke daaaaaaaaaag mere dil ke daag naa jal uthe kahin mere seene ki aag se kahin mere seene ki aag se ye ghuti ghuti meri aah bhi ye ghuti ghuti meri aah bhi kahin hosh mere ganwaa naa de mujhe raat din ye khayaal hai kise apna haal sunaaun main kise apna haaaaaaaaaal kise apna haal sunaaun main mera dil bhi gair kaa ho chuka mera dil bhi gair kaa ho chuka badi uljhanon mein ghira hoon main badi uljhanon mein ghira hoon main ye fasaana koi bana na de mujhe raat din ye khayaal hai main diya hoon aisa jahaan mein main diya hoon aisaaaaaa main diya hoon aisa jahaan mein ke jala to hoon nahin roshni ke jala to hoon nahin roshni jo jigar mein hai wo khalish kahiin jo jigar mein hai wo khalish kahiin meri hasraton ko mita naa de
mujhe rok lo saajan mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi saare ghar ke kaam akele tum ko padega karna mujhe rok lo mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi chulha kaun jalaayega khaana kaun pakaayega chulha kaun jalaayega khaana kaun pakaayega munni ne jab tang kiya to lori kaun sunaayega achchha yahi hai iss uljhan se tumko pade na guzarna mujhe rok lo mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi shaam ko jab ghar aaoge tum behad ghabraaoge shaam ko jab ghar aaoge tum behad ghabraaoge yaad meri jab aayegi to pal bhar chain naa paaoge apni bechaini ka phir ilzaam naa mujhpe dharna mujhe rok lo mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi mujhe rok lo saajan warna main maike chali jaaungi chaahe jitna tadpungi naam naa aane ka loongi chaahe jitna tadpungi naam naa aane ka loongi
je main hona si praayi das tun aini preet kyun paayi maaye mehndi lagaa ke aayi haaye bindiyaa sajaa ke aayi oye hoye hoye hoye mehndi lagaa ke aayi bindiyaa sajaa ke aayi chudi khankhaa ke aayi paayal chhankaa ke aayi hoooo ooooo ab geet milan ke gaana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai haan mujhe saajan ke ghar jaana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai gudiyaan patole aithe meriyaan nishaniyaan yaadaan reh jaaniyaan bachpan beeta jawaani aayi hoye bachpan beeta jawaani aayi saajan kaa sandesha laayi saiyaan ji ki sejj ko jaa ke phoolon se mehkana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai jamdiyaan maa peyaan to paraiyaan ho jandiyaan peyaa marjaaniyaa pal mein naata tod chali mainnnn haayeeee pal mein naata tod chali main baabul ka ghar chhod chali main ab to piya ke des mein saara jeevan mujhe bitana hai mujhe saajan
mujhe sach sach bataa do kyaaa ke kab dil mein samaaye the mujhe sach sach bataa do kyaaa ke kab dil mein samaaye the wo pehli baar mujhko dekh kar jab muskuraaye the wo pehli baar mujhko dekh kar jab muskuraaye the tumhen kuchh yaad hoga kyaa bahot ghabraa rahe the tum tumhen kuchh yaad hoga kyaa bahot ghabraa rahe the tum tumhen bhi yaad hoga kis kadar sharmaa rahe the tum tumhen bhi yaad hoga kis kadar sharmaa rahe the tum tumhen kis ne bataaya kyaa muhabbat kis ko kehte hain tumhen kis ne bataaya kyaa muhabbat kis ko kehte hain jo aankhon mein base hain jo hamesha dil mein rehte hain jo aankhon mein base hain jo hamesha dil mein rehte hain tumhen kis ne sazaa di kyaa tumhen kis ne sazaa di kyaa ki raaton ko ginon taare ki raaton ko ginon taare wo zaalim wo zaalim jis ke mithe bol lagte hain bade pyaare wo zaalim jis ke mithe bol lagte hain bade pyaare tumhen kis ne kaha hai kyaa mere sapnon mein aane ko mere sapnon mein aane ko tere sapnon mein aate hain teri
mujhe samjhane mere paas na aaye koii na aaye koi mujhe samjhane mere paas na aaye koii na aaye koi dard ki aakhiri manzil se gujar jaaane do dard ki aakhiri manzil se gujar jaaane do mere sheeraaz e hasti ko bikhar jaane do ek naye ghum jo ubhrta hai ubhar jaane do mujhe samjhane mere paas na aaye koii na aaye koi apni majboori e khamosh pe mit jaunga apne halat e alankush pe mit jaunga apni ujdi huyi aagosh pe mit jaunga mujhe samjhane mere paas na aaye koii na aaye koi bazm e anjum se bahut door chala jaaaunga bazm e anjum se bahut door chala jaaaunga nashe e ishq se mamoor chala jaunga dil mein hasrat liye majboor chala jaunga mujhe samjhane mere paas na aaye koii na aaye koi yun zamane ne sitam karke ubhara hai mujhe hoke majboor mere ghum ne pukara hai mujhe do do shab hasrte paigham ne sawara hai mujhe shola bhadka hai ise ab na bujhaye koi ab mere paas mere paas na aaye koii
dil shaad tha ke phool khilenge bahaar mein maara gaya gareeb issi aitbaar mein mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota na tha manzoor kismat ko na thi marzi bahaaron ki nahin to iss gulistaan mein nahin to iss gulistaan mein kamin thi kya nazaaron ki meri nazron ko bhi koi nazaara mil gaya hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota khushi se apni aankhon ko main ashkon se bheego leta mere badle tu hans leti mere badle tu hans leti tere badle main ro leta mujhe aye kaash tera dard saara mil gaya hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota mili hai chandani jinko ye unki apni kismat hai mujhe apne muqaddar se mujhe apne muqaddar
mujhe tum mil gaye humdum sahaara ho to aisa ho jidhar dekhoon udhar tum ho nazaara ho to aisa ho mujhe tum mil gaye humdum sahaara ho to aisa ho jidhar dekhoon udhar tum ho nazaara ho to aisa ho mujhe tum mil gaye humdum kisi ka chaand sa chehra nazar se choom leti hoon kisi ka chaand sa chehra nazar se choom leti hoon khushi ki intehaa ye hai nashe mein jhoom leti hoon nashe mein jhoom leti hoon hui taqdeer bhi roshan sitaara ho to aisa ho jidhar dekhoon udhar tum ho nazaara ho to aisa ho mujhe tum mil gaye humdum meri aankhon mein aansoon hain magar aansoon khushi ke hain meri aankhon mein aansoon hain magar aansoon khushi ke hain kise chhodu kise paa loon yeh rishte zindagi ke hain yeh rishte zindagi ke hain humein to naaz hai tum par humaara ho to aisa ho jidhar dekhoon udhar tum ho nazaara ho to aisa ho mujhe tum mil gaye humdum udhar dil hai idhar jaan hai ajab mushkil ka saamaan hai udhar dil hai idhar jaan hai ajab mushkil ka saamaan hai labon par
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa sheetal chanda agni ban gaye kaante ban gaye phool pyaar na karna tu kisi se pyaar hai mann ki bhool mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhoola na sakoge na jaane mujhe kyun yakin ho chala hai na jaane mujhe kyun yakin ho chala hai mere pyaar ko tum mita na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhoola na sakoge mujhe tum nazar se meri yaad hogi jidhar jaaoge tum kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoo kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoo meri yaad hogi jidhar jaaoge tum kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoo kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoo tadpata mujhe har traf paaoge tum shamma jo jalaaoge meri wafaa mein shamma jo jalaaoge meri wafaa mein bujhana bhi chaahon bujha na sakoge mujhe tum nazar se kabhi naam baaton mein aayaa jo mera to bechain ho ke dil tham loge to bechain ho ke dil tham loge tab bechain ho ke dil tham loge kabhi naam baaton mein
mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge na jaane mujhe kyun yakeen ho chala hai mere pyaar ko tum mitaa na sakoge mujhe tum nazar se meri yaad hogi jidhar jaaoge tum kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoon kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoon tadapta mujhe har taraf paaoge tum shamma jo jalaayi hai meri wafaa ne bhujha na bhi chaaho bhujhaa na sakoge mujhe tum nazar se kabhi naam baaton mein aaya jo mera to bechain ho ho ke dil tham loge to bechain ho ho ke dil tham loge nighaahon mein chhayega ghum ka andhera kisi ne jo poochha sabab aansuon ka batana bhi chaahon bata na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge mujhe tum nazar se
mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum main ik din laut ke aaunga main ik din laut ke aaunga ye mat bhool jaana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum akeli hogi tum dekho kahin aisa naa ho jaaye akeli hogi tum dekho kahin aisa naa ho jaaye jo ab honton pe hai muskaan wo muskaan kho jaaye jo ab honton pe hai muskaan wo muskaan kho jaaye zara logo se milna tum zara hansna hansaana tum zara logo se milna tum zara hansna hansaana tum magar tum laut ke aaoge ye mat bhool jaana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum agar ladki tumhen koi mile jo khoobsurat ho agar ladki tumhen koi mile jo khoobsurat ho tumhaari dosti ki shaayad usko bhi zururat ho tumhaari dosti ki shaayad usko bhi zururat ho agar wo paas aaye muskuraaye muskuraana tum agar wo paas aaye muskuraaye muskuraana tum magar main laut ke aaunga ye mat bhool jaana tum mujhe tum yaad karna aur
mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye mujhe mere haal pe chhod do mujhe mere haal pe chhod do mera dil agar koi dil nahin use mere saamne tod do use mere saamne tod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye main ye bhool jaaunga zindagi kabhi muskuraayi thi pyaar mein main ye bhool jaaunga zindagi kabhi muskuraayi thi pyaar mein main ye bhool jaaunga mera dil kabhi khil utha tha bahaar mein jinhen iss jahaan ne bhoola diya mera naam unn mein hi jod do mera naam unn mein hi jod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye mujhe mere haal pe chhod do mujhe mere haal pe chhod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye tumhen apna kehne ki chaah mein kabhi ho sake na kisi ke hum tumhen apna kehne ki chaah mein kabhi ho sake na kisi ke hum yehi dard mere jigar mein hai mujhe maar daalega bas ye ghum main woh gul hoon jo na khila kabhi mujhe kyun na shaakh se tod do mujhe kyun na shaakh se tod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye mujhe mere haal pe chhod do mujhe mere haal pe chhod do
mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta magar mein kya karun bole bina bhi reh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta mere khaabon ki sehzaadi jahaan tum muskuraati ho bahaaren kya khizaaon mein hazaron gul khilaati ho tumhen jisne bhi dekha hai zudai seh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta zamaana laakh baadal ban ke chhaa jaaye nighahon par muhabbat kaa ujaala failtaa jaayega raahon par muhabbat chaand aisa hai kabhi jo keh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta
hey hey ayeee aaaa aaaa aaaaa aaaa haaaa mujhe tumse muhabbat hai magar main keh nahin sakta haaan aaaa mere dil ki ye hasrat hai magar main keh nahin sakta haaan aaaa main sab kuchh jaanti hoon phir bhi lekin tumhaare ghum se main juda nahin hoon mujhe bhi teri chaahat hai magar main keh nahin sakti aaaa aaaa meri dil ki ye hasrat hai magar main keh nahin sakti aaaa aaaa meri kya bebasi hai kya bataaun bataana kuchh bhi to mumkin nahin hai mujhe tum se bhi ulfat hai magar main keh nahin sakta haaan aaaa mere dil ki ye hasrat hai magar main keh nahin sakta haaan aaaa tadapti main bhi hooon tere liye par main haal e dil sunaun bhi to kaise zamaane se shikaayat hai magar main keh nahin sakti aaaa aaaa meri dil ki ye hasrat hai magar main keh nahin sakti aaaa aaaa mujhe tumse muhabbat hai magar main keh nahin sakta haaan aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aye hey hey aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa
mujhe tumse muhabbat hai deewangi ki had tak deewana mujhe banao naa deewangi ki had tak aye sanam mujhse poochho kitni chaahat huyi hai aye sanam mujhse poochho kitni chaahat huyi hai mujhe tumse muhabbat hai deewangi ki had tak deewana mujhe banao naa deewangi ki had tak aye sanam mujhse poochho kitni chaahat huyi hai aye sanam mujhse poochho kitni chaahat huyi hai mujhe tumse muhabbat hai deewangi ki had tak deewana mujhe banao naa deewangi ki had tak ye khel nahin hai dil kisi se lagana tum dil ko laga ke mujhe bhool naa jana ye khel nahin hai dil kisi se lagana tum dil ko laga ke mujhe bhool naa jana aye sanam mujhse poochho kitni ulfat huyi hai aye sanam mujhse poochho kitni ulfat huyi hai mujhe tumse muhabbat hai deewangi ki had tak deewana mujhe banao naa deewangi ki had tak kyun chain mera ab khone laga hai tumhen kya bataun kya hone laga hai kyun chain mera ab khone laga hai tumhen kya bataun kya hone laga hai aye sanam mujhse poochho kaisi haalat huyi
nazar jab uthayi duwa ban gayi nazar jab jhukaayi ada ban gayi nazar jab milayi wafa ban gayi nazar jab churayi kaza ban gayi mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala tere dekhne ke sadke huya dil mein ik ujala tere dekhne ke sadke mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala tere dekhne ke sadke tere nain pyare pyare meri raah ke sitare haay tere nain pyare pyare meri raah ke sitare koi dil ko haar baitha hum zindagi ko haare koi dil ko haar baitha hum zindagi ko haare mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala tere dekhne ke sadke mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala tere dekhne ke sadke teri har nazar jawan hai teri har nazar haseen hai haye haye teri har nazar jawan hai teri har nazar haseen hai tujhe jab se maine dekha mujhe chain hi nahin hai tujhe jab se maine dekha mujhe chain hi nahin hai mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala tere dekhne ke sadke mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala mujhe tune maar dala
mujheeeeeeeeeeeeee woh dekh kar jab muskuraayenge tooo kya hogaaaaaaa meri duniya pe bijali thi giraayenge to kya hogaaaa main unke khawab mein aayi aayi aayi toh hoon jee ko kada kar keeee ishaaron se jo paas apne bulaayenge to kya hogaaaa meri nazaron se ghabraakar woh nazaren khud jhuka lenge nazaren khud jhuka lengeeeee jhuka kar apni nazren phir uthayengee to kya hogaaaa ye maanaaaaa ye maanaa unke aage apna haal e dil chhupa lungiiii dil chhupa lungiiii jo woh alhad jawaani ko jagaayenge to kya hogaaaa ujaala haiiiiii ujaala haii andheri shab mein aankh ke charaagon seeee aankh ke charaagon seeee agar palkon se aansoon toot jaayenge to kya hogaaa
aaa aa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aa aaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa pyaar kuchh insaan ke marne se mar jaata nahin rooh mein ghum ban ke rehta hai magar jaata nahin mujhe yaad karne wale mujhe yaad karne wale tere saath saath hoon main jo kabhi na khatam hogi wohi dil ki baat hoon main mujhe yaad karne wale tere saath saath hoon main jo kabhi na khatam hogi wohi dil ki baat hoon main mujhe yaad karne wale main judaa bhi ho ke tujhse main kabhi juda nahin hoon main judaa bhi ho ke tujhse main kabhi juda nahin hoon hai janam janam ki ulfat koi bewafa nahin hoon nahin hoon nahin hoon mujhe yaad karne wale tere saath saath hoon main jo kabhi na khatam hogi wohi dil ki baat hoon main mujhe yaad karne wale aaaaaa aaaaa aaaaaa tujhe beqraar dekhun mujhe kab hai ye gawaara tujhe beqraar dekhun mujhe kab hai ye gawaara wahin aasman se utre mujhe tune jab pukaara pukaara pukaara mujhe yaad karne wale tere saath saath hoon main jo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mujhe Pyaar Kar Prem Shastra (1974) 04:54 31543
 
Poster of Prem Shastra (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:54   Song Number : 31543   

Mujhe Pyaar Ki Zindagi Pyaar Ka Saagar (1961) 04:22 14011
 
Poster of Pyaar Ka Saagar (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:22   Song Number : 14011   

Mujhe Pyaar Mein Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 03:05 16294
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Asha Parekh
Duration : 03:05   Song Number : 16294   

Mujhe Raat Din Ye Khayaal Oomar Qaid (1961) 04:16 31072
 
Poster of Oomar Qaid (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sudhir
Duration : 04:16   Song Number : 31072   

Mujhe Rok Lo Saajan Runa Laila 04:21 16722
 
Poster of Runa Laila
 
Category
Ghazal
Singer- 
Runa Laila
Duration : 04:21   Song Number : 16722   

Mujhe Saajan Ke Ghar Jaana Hain Lajja (2001) 06:19 18263
 
Poster of Lajja (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Mahima Choudhary, Sonali Bendre
Duration : 06:19   Song Number : 18263   

Mujhe Sach Sach Bata Bawre Nain (1950) 04:56 12865
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Raj Kumari, Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Geeta Bali
Duration : 04:56   Song Number : 12865   

Mujhe Samjhane Mere Paas Na Aaye Koi Manna Dey 03:58 32254
 
Poster of Manna Dey
 
Category
Ghazal
Duration : 03:58   Song Number : 32254   

Mujhe Teri Muhabbat Ka Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 06:21 20984
 
Poster of Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sadhana, Rajendra Kumar
Duration : 06:21   Song Number : 20984   

Mujhe Tum Mil Gaye Love In Tokyo (1966) 05:20 20985
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:20   Song Number : 20985   

Mujhe Tum Nazar Se (Live Version) Mehdi Hassan 06:15 18834
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 06:15   Song Number : 18834   

Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho Mehdi Hassan 03:42 15981
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 03:42   Song Number : 15981   

Mujhe Tum Yaad Karna Mashaal (1984) 04:22 20986
 
Poster of Mashaal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Rati Agnihotri
Duration : 04:22   Song Number : 20986   

Mujhe Tumse Kuchh Bhi Naa Chaahiye Kanhaiya (1959) 04:49 12135
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:49   Song Number : 12135   

Mujhe Tumse Muhabbat Bachpan (1963) 03:01 31075
 
Poster of Bachpan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Salim, Menka Irani
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:01   Song Number : 31075   

Mujhe Tumse Muhabbat Hai Qayamat (City Under Threat) (2003) 05:18 18614
 
Poster of Qayamat (City Under Threat) (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan, Ranjeet Barot
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Raveena Tandon
Duration : 05:18   Song Number : 18614   

Mujhe Tumse Muhabbat Hai Tumsa Nahin Dekha (A Love Story) (2004) 05:59 20987
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (A Love Story) (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Dia Mirza, Emraan Hashmi
Duration : 05:59   Song Number : 20987   

Mujhe Tune Maar Dala Naina (1973) 04:17 35856
 
Poster of Naina (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:17   Song Number : 35856   

Mujhe Woh Dekh Kar Zalzala (1952) 03:36 14446
 
Poster of Zalzala (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Ali Sardar Zafri
Music Director- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:36   Song Number : 14446   

Mujhe Yaad Karne Wale Rishte Naate (1965) 07:51 14080
 
Poster of Rishte Naate (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Jamuna
Raag- 
Ramkali
Duration : 07:51   Song Number : 14080