Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


saanwali si raat ho khamoshi ka saath ho hmmm saanwali si raat ho khamoshi ka saath ho bin kahe bin sune baat ho teri meri neend jab ho laapta udaasiyan zara hata khaabon ki rajaayi mein raat ho teri meri hmmm hm mm mmm m hmm hmm hmm hmm hmm jhilmil taaron se aankhen teri khaare khaare paani ki jheelen bhari har dum yun hi tu hansti rahe har pal hai dil mein khahish yahi khamoshi ki loriyan sun to raat so gayi bin kahe bin sune baat ho teri meri saanwali si raat ho khamoshi ka saath ho bin kahe bin sune baat ho teri meri barfi ke tukde sa chanda dekho aadha hai dheere dheere chakhna zara hmm hasne rulaane ka adha pauna waada hai kandhe se takna zara ye jo lamhe hain lamhon ki behti nadi mein aa bheeg loon haan bheeg loon ye jo aankhen hain aankhon ki gum sum jubaan ko main seekh loon haan seekh loon ankahi si guftgu ansuni si justjoo bin kahe bin sune apni baat ho gayi saanwali si raat ho khamoshi ka saath ho bin kahe bin sune baat ho teri meri heyy ye ye aa aa aa
saanwari soorat mann bhayi re piya tori saanwari soorat man bhayi saanwari soorat mann bhayi re piya tori saanwari soorat man bhayi armaano ne lee angdaayi armaano ne lee angdaayi re piya tori saanwari soorat man bhayi saanwari soorat mann bhayi re piya tori saanwari soorat man bhayi aake sapno mein geet suna gaye aake sapno mein geet suna gaye sote sote mein aan jaga gaye sote sote mein aan jaga gaye phir ankhiyon ko neend na aayi na aayi na aayi re piya tori saanwari soorat mann bhayi saanwari soorat mann bhayi re piya tori saanwari soorat mann bhayi dekho meri ye nayi nayi preet hai dekho meri ye nayi nayi preet hai mere hothon pe pehla pehla geet hai mere hothon pe pehla pehla geet hai maine jeevan ki jyot jagayi jagayi jagayi re piya tori saanwari soorat mann bhayi saanwari soorat mann bhayi re piya tori saanwari soorat mann bhayi base nainon mein nain tumhare hain base nainon mein nain tumhare hain meri duniyan mein chamke sitare hain meri duniyan mein chamke
saanwli saloni teri jheel si aankhein in mein na jaane kahan kho gaya hai mera dil ho saanwli saloni teri jheel si aankhein in mein na jaane kahan kho gaya hai mera dil saanwre salone teri meethi meethi baatein kar diya toone mera pyaar mein jeena mushkil saanwre salone teri meethi meethi baatein kar diya toone mera pyaar mein jeena mushkil maine kore dil pe humdum tera naam likha hai ho ho maine tere naam ye apne subh o shaam likha hai roop hai tera meri aankhon mein roop hai tera meri aankhon mein khushboo hai teri meri saanson mein chehre ko aise choome zulfein tumhaari haa jaise ke lehron se mil jaaye koi saahil haa aa saanwli saloni teri jheel si aankhein in mein na jaane kahan kho gaya hai mera dil saanwre salone teri meethi meethi baatein kar diya toone mera pyaar mein jeena mushkil tu khayaalon mein khaabon mein har pal teri baatein ho oo jaise taise din katta hai katti nahin hain raatein neend toone looti chaen mera chheena neend toone looti chaen mera
he he he he he he heaihe ru ru ru ru ru ru roo ru rooo saapatu yetuledhu pataina padu bradar saapatu yetuledhu pataina padu bradar rajadhani nagaramlo veedhi veedhi needi nade bradar swatantra deshamlo chavu kooda pellilantide bradar saapatu yetuledhu pataina padu bradar rajadhani nagaramlo veedhi veedhi needi nade bradar swatantra deshamlo chavu kooda pellilantide bradar mana talli annapoorna mana anna danakarna mana bhoomi vedabhoomira tammuda mana kirti manchu kondara digreelu tecchukoni chippacheta pucchukoni dilliki cherinamu dehi dehi antunnamu desanni palinche bavi paurulam bradar saapatu yetuledhu pataina padu bradar rajadhani nagaramlo veedhi veedhi needi nade bradar swatantra deshamlo chavu kooda pellilantide bradar bangaru panta manadi minneru ganga manadi elugetti chatudamura intlo eegalni toludamura ee punyabhoomilo puttadam mana tappa ee punyabhoomilo puttadam mana tappa avesam apukoni amma nannade tappa avesam apukoni amma nannade tappa gangalo
saaqiya dekh main ranjoor hua jaata hoon zabt ki had se bahut door hua jaata hoon meharbaani hai teri mujhko pila de warna chheen ke peene pe majboor hua jaata hoon saaqi sharaab la ke badi der ho gayi saaqi sharaab la ke badi der ho gayi lehra ke jaam utha ke badi der ho gayi saaqi sharaab la ke badi der ho gayi lehra ke jaam utha ke badi der ho gayi saaqi sharaab la ke badi der ho gayi paimaana bhar na jaaye kahin mere sabra ka paimaana bhar na jaaye kahin mere sabra ka paimaana bhar na jaaye kahin mere sabra ka ik jaam aur pila ki badi der ho gayi ik jaam aur pila ki badi der ho gayi lehra ke jaam utha ke badi der ho gayi saaqi sharaab la ke badi der ho gayi aaaa aaaa aaaa tanhaayi bhi hai waada bhi hai intezaar bhi tanhaayi bhi hai waada bhi hai intezaar bhi tanhaayi bhi hai waada bhi hai intezaar bhi ae dost aa bhi jaa ki badi der ho gayi ae dost aa bhi jaa ki badi der ho gayi lehra ke jaam utha ke badi der ho gayi saaqi sharaab la ke badi der ho gayi honthon
aa aa aaaa aaaa aaaa aa aa aaaa aaaa saaqiyaa ek jaam wo bhi to de saaqiyaa ek jaam wo bhi to de jo teri aankh se chhalakta hai saaqiyaa saaqiyaa saaqiyaa jo bhari hai teri suraahi mein daur uska to roz chalta hai saaqiyaa ek jaam wo bhi to de jo kharidaar honge sasti ke wo kahin aur ladkhada lenge jo kharidaar honge sasti ke wo kahin aur ladkhada lenge hum talabgaar us sharaab ke hain rind pee kar jise sanwarta hai hum talabgaar us sharaab ke hain rind pee kar jise sanwarta hai saaqiyaa ek jaam wo bhi to de apni duniya alag hai duniya se humko kya waasta zamaane se apni duniya alag hai duniya se humko kya waasta zamaane se jab zamaane mein raat hoti hai peene waalon ka din nikalta hai jab zamaane mein raat hoti hai peene waalon ka din nikalta hai saaqiyaa ek jaam wo bhi to de
saaqiya jaayen kahaan hum tere maikhane se saaqiya jaayen kahaan hum tere maikhane se shaher ke shaher nazar aate hain veeraane se saaqiya jaayen kahaan hum tere maikhane se shaher ke shaher nazar aate hain veeraane se yeh jo kuchh log nazar aate hain deewaane se yeh jo kuchh log nazar aate hain deewaane se inko matlab hai na saaqi se na paimaane se saaqiya jaayen kahaan hum tere maikhane se shaher ke shaher nazar aate hain veeraane se jod kar haath yeh saaqi hai guzaarish meri jod kar haath yeh saaqi hai guzaarish meri jod kar haath yeh saaqi hai guzaarish meri mujhko aankhon se pila gair ko paimaane se mujhko aankhon se pila gair ko paimaane se shaher ke shaher nazar aate hain veeraane se saaqiya jaayen kahaan hum tere maikhane se shaher ke shaher nazar aate hain veeraane se mujhko aate huye naasir to sabhi ne dekha mujhko aate huye naasir to sabhi ne dekha dekha jaate na kisi ne mujhe maikhane se saaqiya jaayen kahaan saaqiya jaayen kahaan hum tere maikhane se
saaqiyaaaaaaa saaqiyaaaaaaa saaqiyaaaa aaj mujhe neend nahin aayegi neend nahin aayegi saaqiyaa aaj mujhe need nahin aayegi suna hai teri mehfil mein ratt jagaa hai aankhon aankhon mein yun hi raat guzar jaayegi suna hai teri mehfil mein ratt jagaa hai aaaaaaaaaaaaaaaaa saaqi hai aur shaam bhi ulfat kaa jaam bhi hoooo taqdeer hai ussi ki jo le inse kaam bhi rang e mehfil hai raat bhar ke liye sochna kya abhi sehar ke liye rang e mehfil hai raat bhar ke liye sochna kya abhi sehar ke liye tera jalwaa ho teri surat ho aur kya chaahiye nazar ke liye aur kya chaahiye nazar ke liye aaj surat teri beparda nazar aayegi aaaaaaaaaaaaaaaaa mohabbat mein jo mitt jaata hai wo kuchh keh nahin sakta aaaaa ye wo kuchaa hai jiss mein dil salamat reh nahin sakta kiss ki duniyaa yahaan tabaah nahin kaun hai jiske lab pe aah nahin kiss ki duniyaa yahaan tabaah nahin kaun hai jiske lab pe aah nahin husn par dil zaroor aayega iss se bachne ki koi raah nahin iss se bachne ki koi raah
saara din sataate ho raaton ko jagaate ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho tum yaaaaad bahut aate ho tum yaad bahut aate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho tum yaad bahut aate ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho baatein karta hoon main kuchh naadaanon si ab to meri haalat hai bas deewaanon si baatein karta hoon main kuchh naadaanon si ab to meri haalat hai bas diwaanon si deewane ho tum sab ko deewaana banaate ho o thodi der ko aate ho chale jaate ho ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho mausam dil ki dhadkan jaisa lagta hai is koyal ki kook se kaisa lagta hai mausam dil ki dhadkan jaisa lagta hai is koyal ki kook se kaisa lagta hai mujhko aisa lagta hai jaise tum bulaate ho ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho kab din dhalta hai kab chaand nikalta hai kab din dhalta hai kab chaand nikalta hai haaye chakori ka man ye jaise
saara jahaan chhod ke tujhe maine salaam kiya hai tune bhi kya aisa koi kaam kiya hai maine to khud apna jeena haraam kiya hai jiss din se haath tera thaam liya hai saara jahaan chhod ke tujhe maine salaam kiya hai tune bhi kya aisa koi kaam kiya hai tu chaahe pyaar naa kar main to tujhe hi chaahungi jahaan bhi tu jaayega peechhe peechhe aaungi tu chaahe pyaar naa kar main to tujhe hi chaahungi jahaan bhi tu jaayega peechhe peechhe aaungi mujhko paana hai to mera peechha chhod de saara jahaan chhod ke tujhe maine salaam kiya hai tune bhi kya aisa koi kaam kiya hai maine to khud apna jeena haraam kiya hai jiss din se haath tera thaam liya hai haaye meri to aadat hai isse usse dil dene ki aur koi meri bani to phir tu kya kar legi meri to aadat hai isse usse dil dene ki aur koi meri bani to phir tu kya kar legi jogan ban ke gali gali mein gaana gaaungi maine to khud apna jeena haraam kiya hai jiss din se haath tera thaam liya hai saara jahaan chhod ke tujhe maine
saara pyaar tumhaara maine baandh liyaa hai aanchal mein saara pyaar tumhaara maine baandh liyaa hai aanchal mein tere naye roop ki nayi adaa hum dekhaa karenge pal pal mein saara pyaar tumhaara maine baandh liyaa hai aanchal mein dekh ke teri soorat mit jaati hai ek hi pal mein jeevan ki har thakan mere sapnon ki tum murat tum ko paa kar safal hua hai mera ye jeevan dekh ke teri soorat mit jaati hai ek hi pal mein jeevan ki har thakan sapnon ki tum murat tum ko paa kar safal hua hai mera ye jeevan sapnon ki tum murat ho chamki meri kismat ki rekha in nainon ke kaajal mein saara pyaar tumhaara maine baandh liyaa hai aanchal mein hum aur paas aayenge humein aur paas koi laayega duniya ko nazar aayenge hum jab jab wo muskayegaa hum aur paas aayenge humein aur paas koi laayega duniya ko nazar aayenge hum jab jab wo muskayegaa aayi aisi belaa ik pal ko bhi mujhe akelaa chhod na denaa tum aayi aisi belaa paas hi rehnaa kho mat jaana duniyaa ke hulchul mein saara pyaar
hey saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana hey saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana hey saara zamana ye kaun keh raha hai tu aaj pyaar kar le jo kabhi bhi khatm na ho wo aitbaar kar le maan le maan le meri baat saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana hasinon ka deewana saara zamana jab husn hi nahin to duniya mein kyaa kashish hai dil dil wahi hai jisme kahin pyaar ki khalish hai maan le maan le meri baat saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana hasinon ka deewana zamana kahe phir kyun bura hai dil lagaana saara zamana la lala la la la la lala lala la la la lala lala la la saara zamana
saaranga teri yaad mein saaranga teri yaad mein nain huye bechain ho saaranga teri yaad mein nain huye bechain ho madhur tumhare milan bina din katate nahin rain ho saaranga teri yaad mein wo ambuva ka jhoolana wo peepal ki chhaanv wo ambuva ka jhoolana wo peepal ki chhaanv ghoonghat mein jab chaand tha mehndi lagi thi paanv aaj ujad ke reh gaya aaj ujad ke reh gaya wo sapnon ka gaanv hooo saaranga teri yaad mein nain huye bechain ho madhur tumhare milan bina din katate nahin rain hooo saaranga teri yaad mein sang tumhaare do ghadi beet gaye jo pal sang tumhaare do ghadi beet gaye jo pal jal bharke mere nain mein aaj huye ojhal sukh leke duhkh de gayin sukh leke duhkh de gayin do akhiyan chanchal hooo saaranga teri yaad mein nain huye bechain hooo madhur tumhare milan bina din katate nahin rain ho saaranga teri yaad mein
saare badan ka khoon paseene mein jal gaya saare badan ka khoon paseene mein jal gaya itna chale ke jism hamara pighal gaya saare badan ka khoon paseene mein jal gaya chalte ke gin rahe the musibat ke raat din chalte ke gin rahe the musibat ke raat din dum lene hum jo baith gaye dum nikal gaya itna chale ke jism hamara pighal gaya saare badan ka khoon paseene mein jal gaya achha hua jo raah mein thokar lagi hamein achha hua jo raah mein thokar lagi hamein hum gir pade to saara zamaana sambhal gaya itna chale ke jism hamara pighal gaya saare badan ka khoon paseene mein jal gaya wahshat mein koi saath humaara na de saka wahshat mein koi saath humaara na de saka daaman ke fikr ki to garebaan nikal gaya itna chale ke jism hamara pighal gaya saare badan ka khoon paseene mein jal gaya
Sare Jahan Se Achha
Sare Jahaan Se Achchhaa, Hindostaan Hamara, Hum Bulbule Hain Isake
saare ke saare gaama ko lekar gaate chale saare ke saare gaama ko lekar gaate chale paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare saare ke saare gaama ko lekar gaate chale ae sanju ae birju ae munni tum bhi gaao lala laa la la lala laa la la la la la la aise nahin bolon mein gaao saare ke saare gaama ko lekar gaate chale paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare saare ke saare gaama ko lekar gaate chale saa se nikle roz savera door kare andhiyaara re se reshmi kirnon ne khoob kiyaa ujiyaara saa se nikle roz savera door kare andhiyaara re se reshmi kirnon ne khoob kiyaa ujiyaara la la lala lala laa lala la la lala lala laa lala sooraj ki roshn kirnon se saare gaate chale lala laa la la lala laa la la la la la la paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare lala laa la la lala laa la la la la la la paapa nahin hain dhaani si didi didi ke saath hain saare saare ke saare gaama ko lekar gaate chale gaa se gungun ga ga ga maa se
saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do are saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do inqilaab zindabaad inqilaab zindabaad aap bhi boliye inqilaab zindabaad inqilaab zindabaad khaao piyo mazaa karo khilkhilaa kar hansaa karo ha ha ha ha haaa khaao piyo mazaa karo khilkhilaa kar hansaa karo kal ki chinta karenge kal aaj ko aaj hi jiya karo isliye saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do are saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do inqilaab zindabaad hmmmm inqilaab zindabaad bolo chhee chhee chhee chhee chhee hat din ke chaubees ghanton mein aath ghante hain sone ke aur chaar hain khaana peenaa do hain rone dhone ke kuchh kapde badal ke katate mein kul baaki chhe hi bachte hain in mein kitna kaam karein khelein yaa aaraam karein isliye saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do ae saare niyam tod do niyam pe chalna chhod do inqilaab zindabaad inqilaab zindabaad jis
ooo hoooo hooooo hoooo ooooo hooo oooo oooooo ooooooo saare rishte naate todd ke aa gayi le main tere waaste sab chhod ke aa gayi le main tere waaste sab chhod ke aa gayi likh di hai tere naam pyaar bhari arzi hooo ooo likh di hai tere naam pyaar bhari arzi dukh dena sukh dena aage teri marzi dukh dena sukh dena aage teri marzi hooo oooo oooooo tujhse naseeb ko main jod ke aa gayi le main tere waaste sab chhod ke aa gayi le main tere waaste sab chhod ke aa gayi dono nahin jaante dil ka lagana hooo dono nahin jaante dil ka lagana main bhi anjaani thi tu bhi anjaana main bhi anjaani thi tu bhi anjaana hoooo ooooooooooo phir bhi tere sang mann jod ke aa gayi le main tere waaste sab chhod ke aa gayi le main tere waaste sab chhod ke aa gayi tune bulaya jab tune pukara hoooo tune bulaya jab tune pukara rokne laga meri raahein jag sara rokne laga meri raahein jag sara hooo ooooo oooo sare jag se main mukh mod ke aa gayi le main tere waaste sab chhod ke aa gayi le main
hmm hmm hmm hmm hmm hmm saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye dil se tanhaayi ka dard jeeta kya kahen hum pe kya kya na beeta dil se tanhaayi ka dard jeeta kya kahen hum pe kya kya na beeta tum na aaye magar jo gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye tumne humse kahin thi jo baatein unko dohraati hain ghum ki raaten tumne humse kahin thi jo baatein unko dohraati hain ghum ki raaten tumse milne ke din to gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye koi shikwa na koi gila hai tumse kab humko ye ghum mila hai koi shikwa na koi gila hai tumse kab humko ye ghum mila hai haan naseeb apne hi so gaye haaye hum kya se kya ho gaye saare sapne kahin kho gaye haaye hum kya se kya ho gaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Saanwali Si Raat Barfi! (2012) 05:12 32946
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 05:12   Song Number : 32946   

Saanwari Soorat Mann Ada (1951) 03:07 12262
 
Poster of Ada (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana
Duration : 03:07   Song Number : 12262   

Saanwli Saloni Teri Hum Sab Chor Hain (1995) 05:00 21189
 
Poster of Hum Sab Chor Hain (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Nawab Arju
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Kamal Sadanah
Duration : 05:00   Song Number : 21189   

Saapatu Yetuledhu Aakali Rajyam (1981) 04:38 35970
 
Poster of Aakali Rajyam (1981)
 
Category
Telugu
Year- 
1981
Lyricist
Acharya Atreya
Music Director- 
M S Viswanathan
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Sridevi
Duration : 04:38   Song Number : 35970   

Saaqi Sharaab La Hariharan 06:12 38355
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:12   Song Number : 38355   

Saaqiya Ek Jaam Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 03:34 39867
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Duration : 03:34   Song Number : 39867   

Saaqiya Jaayen Kahaan Hariharan 05:46 20034
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Hakim Nasir
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:46   Song Number : 20034   

Saaqiyaa Aaj Mujhe Need Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 05:55 12466
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Asha, Sathi
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:55   Song Number : 12466   

Saara Din Sataate Ho Raaste Pyar Ke (1982) 05:01 38120
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:01   Song Number : 38120   

Saara Jahaan Chhod Ke Tujhe Wardat (1981) 04:53 18422
 
Poster of Wardat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 04:53   Song Number : 18422   

Saara Pyaar Tumhaara Anand Ashram (1977) 03:56 21220
 
Poster of Anand Ashram (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyamal
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 03:56   Song Number : 21220   

Saara Zamana Yaarana (1981) 04:30 18277
 
Poster of Yaarana (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Neetu Singh
Duration : 04:30   Song Number : 18277   

Saarangaa Teri Yaad Mein Saranga (1960) 04:24 21221
 
Poster of Saranga (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mahipal
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:24   Song Number : 21221   

Saare Badan Ka Khoon Chitra Singh 06:18 15987
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:18   Song Number : 15987   

saare jahaan se achchha Bhai Bahen (1959) 06:34 39182
 
Poster of Bhai Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 06:34   Song Number : 39182   

Saare Jahaan Se Achchhaa Patriotic 02:23 11267
 
Poster of Patriotic
 
Category
Patriotic
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:23   Song Number : 11267   

Saare Ke Saare Parichay (1972) 06:34 12420
 
Poster of Parichay (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sanjeev Kumar, Jaya Bachchan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:34   Song Number : 12420   

Saare Niyam Tod Do Khubsoorat (1980) 05:02 11826
 
Poster of Khubsoorat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 05:02   Song Number : 11826   

Saare Rishte Naate Todd Ke Jaani Dushman (1979) 04:36 32432
 
Poster of Jaani Dushman (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Reena Roy
Duration : 04:36   Song Number : 32432   

Saare Sapney Alka Yagnik 04:07 39152
 
Poster of Alka Yagnik
 
Category
Indipop
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Raju Singh
Singer- 
Alka Yagnik
Duration : 04:07   Song Number : 39152