Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sun more rasiya sun mann basiya chhod ke ab nahin jaana hoo chhod ke ab nahin jaana pyaar nibhaunga dil se na jaunga main to tera hi deewana hoo main to tera hi deewana honthon pe mere piya tera hi naam hai honthon pe mere piya tera hi naam hai main hoon teri daasi tu mera ghanshyam hai tere liye chhoda maine sara zamaana sun more rasiya sun mann basiya chhod ke ab nahin jaana hoo chhod ke ab nahin jaana pyaar nibhaunga dil se na jaunga main to tera hi deewana hoo main to tera hi deewana aandhi se khele chahe mausam bahaar ka aandhi se khele chahe mausam bahaar ka bujhne na dunga kabhi deepak ye pyaar ka chamkega chaand ban ke pyaar ka fasaana pyaar nibhaunga dil se na jaunga main to tera hi deewana hoo main to tera hi deewana sun more rasiya sun mann basiya chhod ke ab nahin jaana hoo chhod ke ab nahin jaana pyaar nibhaunga dil se na jaunga main to tera hi deewana hoo main to tera hi deewana
sun nitaaa sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon hey tune mujhe kabhi dil diya maine tujhe kabhi dil diya yaaa yaaaaad nahinnnnnn tune mujhe kabhi dil diya maine tujhe kabhi dil diya yaaa yaaaaad nahinnnnnn guzri huyi wo raaten teri bhooli huyi wo baaten teri tujhko yaad dilaane laga hoon o sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon hey tujhko naya sanam mil gaya mujhko naya ye ghum mil gaya ye khoob hua tujhko naya sanam mil gaya mujhko naya ye ghum mil gaya ye khoob hua sharmaane ghabraane lagi tu uth kar kyun jaane lagi mehfil se main jaane laga hoon sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon sun nitaaaa sun nitaaaaa sun nitaaaaa
sun rasiyaaaaaaa sun rasiyaaaaaaa kaahe ko jalaaye jiya aa jaa sun rasiyaaaaaaa sun rasiyaaaaa kaahe ko jalaaye jiya aa jaa sun rasiyaaa sun rasiyaaa kaahe ko jalaaye jiya aa jaa likh likh haari balam tohe patiyaan tujh bin kaise bitaun kaari ratiyaan likh likh haari balam tohe patiyaan tujh bin kaise bitaun kaari ratiyaan kaari kaari ratiyaan ye kaari kaari ratiyaan oooo oooo oooo oooo oooooo sun rasiyaaa sun rasiyaaa kaahe ko jalaaye jiya aa jaa kab sach hoga sajan mera sapna piya tum aa ke kahoge mujhe apna kab sach hoga sajan mera sapna piya tum aa ke kahoge mujhe apna kab tum aa ke kahoge mujhe apna oooo oooo oooo oooo oooooo sun rasiyaaa sun rasiyaaa kaahe ko jalaaye jiya aa jaa kaahe ko jalaaye jiya aa jaa kaahe ko jalaaye jiya aa jaa
sun re sajaniyaa tere sang duniyaa sun re sajaniyaa tere sang duniyaa aise jaise har su bahaar hai jeeya nahin jaaye re tere bin haaye re tum se hi humko pyaar hai sun re sajaniyaa tere sang duniyaa aise jaise har su bahaar hai jeeya nahin jaaye re tere bin haaye re tum se hi humko pyaar hai hmmmmm ho socha kya kabhi yeh tumne ke main tera kaun hoon kabhi tune ye socha kya ke tu meri kaun hai meri duniyaa mein teri tasveer hai bani teri duniyaa mein meri kabhi bhi na thi kami khud ko bachaaye re humse chhupaaye re aisa karna bekaar hai jeeya nahin jaaye re humein tadpaaye re kyun itna inkaar hai sun re sajaniyaa tere sang duniyaa aise jaise har su bahaar hai jeeya nahin jaaye re tere bin haaye re tum se hi humko pyaar hai hmmmm ho kab se kya hai kyun hai kaise ye pata na tha na hai par ye jaane hum ke tumse zindagi ka naata hai humne jo kahaan wo tumne sun ke bhi nahin suna par ye tera na sunna bhi kyun hai humko hai pata humen aazmaaye re samjh na aaye re aisa
sun ri pawan sun ri pawan pawan purwaiyaa main hoon akeli albeli tu saheli meri ban jaa saathiyaa sun ri pawan pawan purwaiyaa main hoon akeli albeli tu saheli meri ban jaa saathiyaa tu ban jaa saathiyaa chal tu mera aanchal thaam ke anjaane raste iss gaanv ke chal tu mera aanchal thaam ke anjaane raste iss gaanv ke saathi hai ye mere naam ke nain ye nigode kiss kaam ke dole mera mann aise jaise naiyyaa main hoon akeli albeli tu saheli meri ban jaa saathiyaa tu ban jaa saathiyaa koi to ho aisa poochhe baat jo girun to pakad leve haath jo koi to ho aisa poochhe baat jo girun to pakad leve haath jo hanse roye sadaa mere saath joooo soye jaage sang din raat jo aise ho milan jaise dhoop chhaiyaan main hoon akeli albeli tu saheli meri ban jaa saathiyaa sun ri pawan pawan purwaiyaa main hoon akeli albeli tu saheli meri ban jaa saathiyaa tu ban jaa saathiyaa
sun ri sakhi more sajana bulaaye mohe jaana hai pee ki nagariya ho mohe jaana hai pee ki nagariya chun chun bagiya se laaun ri chameliyaaa chun chun bagiya se laaun ri chameliya kaliyon se meri sajaao ri doliya kajara lagaao maathe bindiya sajaao mori rang do gulaabi chunariya ho mohe jaana hai pee ki nagariya sun ri sakhi more sajana bulaaye mohe jaana hai pee ki nagariya ho mohe jaana hai pee ki nagariya bansi ki dhun mein bulaaye mora chhaliya bansi ki dhun mein bulaaye mora chhaliya laao ri kahaan hai nigodi paayaliya maang bharo mat der karo kahin rooth na jaaye saanwariya ho mohe jaana hai pee ki nagariya sun ri sakhi more sajana bulaaye mohe jaana hai pee ki nagariya ho mohe jaana hai pee ki nagariya
ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun sun sun sahiba sun pyaar ki dhun ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun ho aa aa aaa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa koi haseena kadam pehle badhaati nahin majbur dil se na ho to paas aati nahin ho majbur dil se na ho to paas aati nahin khushi mere dil ko had se jiyaada hai tere sang zindagi bitaane ka iraada hai ho preet ke ye dhaage tu bhi sang mere bunn sun sahiba sun pyaar ki dhun ho maine tujhe chun liya tu bhi mujhe chun aa aa aa aa ho ho ho ho tu jo haan kahe to ban jaaye baat bhi ho tera ishaara to chal doon main saath bhi ho tera ishaara to chal doon main saath bhi tere liye sahiba naachungi mein gaaongi dil mein basaale tera ghar bhi basaaongi ho daal de nighaah kar de pyaar ka shagun aa aa aa aa ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mera hi khoone jigar dega gawaahi meri tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri ho tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri dil tujh pe waara hai
aa ha ha hmm hmm hmm la la laa la la laa sun sajna mera mann tere liye pyaasa tha pyaasa hai pyaasa hi rahega sun sajni mera mann geet tere gaata tha gaata hai gaata hi rahega door door tak phaili raahen jin par do deewaane aaj chale hain armanon ki nagri basaane chhod chali duniya peechhe man pyaar mein ab akhiyaan meeche khoya hi rahega shaam se lekar rang sinduri teri maang saja doon kahe mera man in charnon mein sab kuchh luta doon meet mile jisko tujhsa khushboo se bhara har pal uska mehka hi rahega beete huye janam ka apna kuchh naata hai hamdam chaah jinhen rehti hai woh hi milte hain sanam aaj mile hum meet jo hum har baar humaara milan yahan hota hi rahega la la la la la la la la la hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm la la la la la la la hmm hmm hmm hmm la la la la la la la
haan sun sun qasam se laagun tere kadam se suno na sun sun qasam se laagun tere kadam se raha jaaye na humse gale lag jaa gale lag jaa sun sun qasam se laagun tere kadam se raha jaaye na humse gale lag jaa gale lag jaa sun sun qasam se laagun tere kadam se naa ulajh re humse tu chali jaa tu chali jaa sun sun qasam se laagun tere kadam se naa ulajh re humse tu chali jaa tu chali jaa aye shera aye sheru kahan chala ohoo jaane do na bas ek dafa piya more pakad mori baiyaan bas ek dafa piya more pakad mori baiyaan pakad ke phir baahon mein tu utha mujhe saiyaan bhaari gathariya nahin uthaani chhod de peechha are deewani haaye re haaye haaye re haaye haaye re haaye o sun sun qasam se laagun tere kadam se raha jaaye na humse gale lag jaa gale lag jaa tu chali jaa tu chali jaa jaane de re badi teri hogi meharbaani aaya idhar galti huyi maafi de do raani are maafi de dooo jaane de re badi teri hogi meharbaani aaya idhar galti huyi maafi de do raani baith gayi main nahin
sun sun sun barsaat ki dhun sun sun sun sun barsaat ki dhun sun bijali chamki lipat gaye hum baadal garja simat gaye hum hooo bijali chamki lipat gaye hum baadal garja simat gaye hum ye hai kitna achchhaa shagun sun sun sun barsaat ki dhun sun sun sun sun barsaat ki dhun sun shola hai shola teri jawaani jalta dikhaayi deta hai paani shola hai shola teri jawaani jalta dikhaayi deta hai paani jitni ye baarish badhati rahegi thandak dilon mein badhati rahegi aise mein tu hari umar kaa mitha sa koi sapna bun ye hai kitna achchhaa shagun sun sun sun barsaat ki dhun sun sun sun sun barsaat ki dhun sun chaayaa aisa mausam kaa jaadoo jismon se aaye phoolon ki khushboo chhaayaa aisa mausam kaa jaadoo jismon se aaye phoolon ki khushboo saanson mein saansen ghulne lagi hain sharmili baahen khulne lagi hain baandh ke ghunghroo pyaar ke hum tum aao naache chhun chhun chhun ye hai kitna achchhaa shagun sun sun sun barsaat ki dhun sun sun sun sun barsaat ki dhun sun bijali chamki
heyyyyyyyyy sun sun sun didi tere liye ik rishtaa aaya hai sun sun sun didi tere liye ik rishtaa aaya hai are sun sun sun didi tere liye ik rishtaa aaya hai are sun sun sun didi tere liye ik rishtaa aaya hai sun sun sun ladke mein kya gun sun sun didi sun heyyyy sun sun sun didi tere liye lal lal lal laa lal lala lala lala lala la la achchhe ghar ka ladka hai par hak haklaata hai achchhe ghar ka ladka hai par hak haklaata hai munh pe daag hai chechak ke aur paan chabaata hai paan chabata hai jab thodi pee kar aata hai peeta hai jab juye mein wo haar ke aata hai taash bhi roz kahaan bas kabhi kabhi hi hoti hai achchha daaka pade kabhi to rammi hoti hai roz kahaan aisa hota hai daake padte hain haan aadhe din to bechare ke jail mein katte hain sun sun sun ladke mein kya gun sun sun didi sun sun sun sun didi tere liye ik rishtaa aaya sun sun sun didi tere liye ik uska bas chale to jail bhi tod ke aayega seeti ek bajaa dogi to daud ke aayega saas zara kam sunti hai par
sun sun sun o gulaabi kali teri meri baat ab aage chali dil le ke mera door door jaao naa jaa jaa aaya hai bada chhaila dildaar rasiyaa kuchh aage badha to kabhardaar rasiyaa sun sun sun o gulaabi kali haaye teri meri baat ab aage chali dil le ke mera door door jaao na are a jaa jaa aaya hai bada chhaila dildaar rasiyaa kuchh aage badha to kabhardaar rasiyaa mujhe palkon mein apni chhupa lo sapna samjh ke haaye meri khaatir to fursat nikalo apna samjh ke hooo main hoon yaar tera chheee ho tu hai pyaar mera chal chal dil mein samaan ke tu jaana naa ruk ruk ruk misri ki dali teri meri baat ab aage chali dil le ke mera door door jaao naa jaa jaa aaya hai bada chhaila dildaar rasiyaa kuchh aage badha to kabhardaar rasiyaa hai sadak pe liye dil ko phirta majnu ka chela hoooo aahen bhar bhar ke raahon mein girta kar ke jhamela hooo are kachche shikaari achchha ye teri hosiyaari ji samjhi hoon mujhko banaana naa gali gali poochhtaa hoon teri gali teri meri baat ab aage
sun sun sun sun zaalima pyaar humko tumse ho gaya dil se mila le dil mera tujhko mere pyaar ki kasam ja ja ja ja bewafa kaisa pyaar kaisi preet re tu na kisi ka meet re jhoothi tere pyaar ki qasam sun sun sun sun zaalima ja ja ja ja bewafa pyaar ki nazar se door yun na zindagi guzaar husn tu hai ishq main kar bhi le nazar ko chaar pyaar ki nazar se door yun na zindagi guzaar husn tu hai ishq main kar bhi le nazar ko chaar chaar main nazar karoon aur phir huzoor se chaar main nazar karoon aur phir huzoor se paas yun na aaiye baat keeje door se ja ja ja ja bewafa kaisa pyaar kaisi preet re tu na kisi ka meet re jhoothi tere pyaar ki qasam arre waah sun sun sun sun zaalima ja ja ja ja bewafa door kab talak rahoon phool tu hai rang main main to hoon tere liye dor tu patang main door kab talak rahoon phool tu hai rang main main to hoon tere liye dor tu patang main kat gayi patang ji dor ab na daaliye kat gayi patang ji dor ab na daaliye aur kisi ke saamne ja ke dil
sun wanjhli di mithdi taan ve main taan ho ho gayi qurbaan ve main taan ho ho gayi qurbaan ve sun wanjhli di mithdi taan ve main taan ho ho gayi qurbaan ve main taan ho ho gayi qurbaan ve wanjhli di taan vich rooh meri boldi umraan di kache hoye bhed payi kholdi wanjhli di taan vich rooh meri boldi umraan di kache hoye bhed payi kholdi bhed payi kholdi saddi azlaan di jaan pehchaan ve main taan ho ho gayi qurbaan ve main taan ho ho gayi qurbaan ve dove paase chadiye jawaani marrdi rukhwe jind saaddi ek huyi bhaanve do butt ve dove paase chadiye jawaani marrdi rukhwe jind saaddi ek huyi bhaanve do butt ve bhaanve do butt ve mainu apne ton vakhri naa jaan ve main taan ho ho gayi qurbaan ve main taan ho ho gayi qurbaan ve tak tak tainu mere nain nahiyon rajde tere bina buliyaan te hans naiyon sajjde tak tak tainu mere nain nahiyon rajde tere bina buliyaan te hans naiyon sajjde hans naiyon sajjde shalla nit tu jawaaniyaan maan ve main taan ho ho gayi qurbaan ve main
sun zara shokh haseena tu hai anmol nageena nahin koi tere jaisi are to kya hua sun zara shokh haseena tu hai anmol nageena nahin koi tere jaisi are to kya hua main bhi hoon dil ka raja mere pehlu mein aaja mere bin kuchh bhi nahin tu dilruba sun zara shokh haseena tu hai anmol nageena nahin koi tere jaisi are to kya hua dil hai tera patthar to pighla ke rakh dunga tere dil mein pyaar ki jyot jala ke rakh dunga dil hai tera patthar to pighla ke rakh dunga tere dil mein pyaar ki jyot jala ke rakh dunga chhod ye raag purana tu bhi aisa deewana har haseena pe mare tu bewafaa sun zara shokh haseena lala tu hai anmol nageena jaja nahin koi tere jaisi na na are to kya hua tu kya jaane pyaar ka matlab tu hai harjaai wahin pe dera daal diya bus jahan pe raat aayi oo oo tu kya jaane pyaar ka matlab tu hai harjaai wahin pe dera daal diya bus jahan pe raat aayi main to hoon dil ka raja mere pehlu mein aaja mere bin kuchh bhi nahin tu dilruba lala lala la la laaa aa ha lala la
suna suna lamha lamha meri raahen tanha tanha aakar mujhe tum tham lo manzil teri dekhe rastaa mudke zara ab dekh lo aisa milan phir ho na ho sab kuchh mera tum hi to ho o o o bepanaah pyaar hai aajaa tera intezaar hai aajaa bepanaah pyaar hai aajaa tera intezaar hai aajaa suna suna lamha lamha meri raahen tanha tanha aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa bichhade bhi hum jo kabhi raaston mein to sang sang rahungi sada kadmon ki aawaaz sun ke chalungi tumhen dhoondh loongi sada dhooli muhabbat ki ye khushbooyen hain hawaaon mein faily huyi chhoo kar mujhe aaj mehsoos kar lo wo yaaden meri anchhuyi aisa milan phir ho na ho sab kuchh mera tum hi to ho o o o bepanaah pyaar hai aajaa tera intezaar hai aajaa bepanaah pyaar hai aajaa tera intezaar hai aajaa suna suna lamha lamha meri raahen tanha tanha aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa yaadon ke dhaago mein hum tum bandhe hai zara dor tum tham lo baahon mein phir se pighal jaane do mujhko phir se mera naam lo main wo shamma hoon jo roshan
suna tha dekha na tha samjha na tha jaana na tha suna tha dekha na tha samjha na tha jaana na tha haan kya yahi woh pyaar hai ye jo mujhe ho gaya suna tha dekha na tha samjha na tha jaana na tha are kya yahi woh pyaar hai ye jo mujhe ho gaya mere honth gaaye taraane usi ke woh aayen na jaayen khayaalon se kyun hai haal aisa deewano ke jaisa koi to bata de huaa kya hai kya yahi woh pyaar hai ye jo mujhe ho gaya suna tha dekha na tha samjha na tha jaana na tha suna tha dekha na tha samjha na tha jaana na tha main chalta hoon rukta hoon phir sochta hun sama kaisa jaadu jagaata hai agar mast hoon main to masti ye kya hai mere saath ye silsila kya hai kya yahi woh pyaar hai ye jo mujhe ho gaya suna tha dekha na tha samjha na tha jaana na tha suna tha dekha na tha samjha na tha jaana na tha are kya yahi woh pyaar hai ye jo mujhe ho gaya la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la a la la la la laaa kya yahi woh pyaar hai
suna tha ke wo aayenge anjuman mein suna tha ke wo aayenge anjuman mein suna tha ke unse mulaqaat hogi suna tha ke wo aayenge anjuman mein suna tha ke unse mulaqaat hogi hamein kya pata tha hamein kya khabar thi na ye baat hogi na wo baat hogi hamein kya pata tha hamein kya khabar thi na ye baat hogi na wo baat hogi suna tha ke wo aayenge anjuman mein main kehta hoon is dil ko dil mein basa lo main kehta hoon is dil ko dil mein basa lo wo kehte hain humse nigahein mila lo main kehta hoon is dil ko dil mein basa lo wo kehte hain humse nigahein mila lo nigahon ko maloom kya dil ki halat nigahon ko maloom kya dil ki halat nigahon nigahon mein kya baat hogi nigahon ko maloom kya dil ki halat nigahon nigahon mein kya baat hogi suna tha ke wo aayenge anjuman mein hamein khinchkar ishq laya hai tera tere dar pe hum ne lagaya hai dera hamein khinchkar ishq laya hai tera tere dar pe hum ne lagaya hai dera hamein hoga jab tak na deedar tera hamein hoga jab tak na deedar tera
do hi lafzon ka tha ye afsaanaaaa jo sunaa kar khamosh ho baitha iftedaa ye ke tumko paaya tha intehaa ye ke khud ko kho baitha sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana likha hai meri kismat mein jahaan ki thokharen khaana sunaaun agar ye bhi nahin to phir junoon ki intehaa kya hai agar ye bhi nahin to phir junoon ki intehaa kya hai ke deewane bhi ab kehne lage hain mujhko deewana sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana sunaaun bhari duniyaa mein iss dil ko akela chhodne waale bhari duniyaa mein iss dil ko akela chhodne waale tumhen gulshan mubaraq ho mujhe mera ye veerana sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana likha hai meri kismat mein jahaan ki thokharen khaana sunaaun
sunaun kya main ghum apna zubaan tak la nahin sakta jo gaana chahta hai dil wohi main gaa nahin sakta wohi main gaa nahin sakta sunaun kya mile hain gair se hans kar wo mere saamne haye wo mere saamne haye lagi hai thes wo dil par ki main batla nahin sakta ki main batla nahin sakta sunaun kya main ghum apna zubaan tak la nahin sakta sunaun kya meri hasrat bhari nazron ko ab tak jo nahin samjha usse main dard e dil apna kabhi samjha nahin sakta kabhi samjha nahin sakta sunaun kya main ghum apna zubaan tak la nahin sakta sunaun kya siwa tere bahut hain husn wale bhi zamaane mein husn wale bhi zamaane mein magar mushkil ye hai ab dil kisi par aa nahin sakta kisi par aa nahin sakta sunaun kya main ghum apna zubaan tak la nahin sakta sunaun kya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sun More Rasiya Madan Manjari (1961) 03:27 38545
 
Poster of Madan Manjari (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
Duration : 03:27   Song Number : 38545   

Sun Nita Main Tere Pyaar Ke Dil Diwana (1974) 05:07 18350
 
Poster of Dil Diwana (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Jaya Bachchan, Others
Duration : 05:07   Song Number : 18350   

Sun Rasiyaa Kaahe Ko Nagin (1954) 03:22 12406
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Todi
Duration : 03:22   Song Number : 12406   

Sun Re Sajaniyaa Ali Zafar 04:17 11181
 
Poster of Ali Zafar
 
Category
Indipop
Music Director- 
Ali Zafar
Singer- 
Ali Zafar
On Screen Actors- 
Ali Zafar
Duration : 04:17   Song Number : 11181   

Sun Ri Pawan Pawan Anuraag (1972) 03:34 21261
 
Poster of Anuraag (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Hinch
Duration : 03:34   Song Number : 21261   

Sun Ri Sakhi Nagin (1954) 03:38 19202
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Pahadi
Duration : 03:38   Song Number : 19202   

Sun Sahiba Sun Ram Teri Ganga Maili (1985) 05:23 12456
 
Poster of Ram Teri Ganga Maili (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Mandakini
Duration : 05:23   Song Number : 12456   

Sun Sajna Mera Mann Tere Liye (Part-I) Sun Sajna (1982) 04:01 37625
 
Poster of Sun Sajna (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravinder Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Ranjeeta Kaur
Duration : 04:01   Song Number : 37625   

Sun Sun Qasam Se Kala Sona (1975) 05:14 37561
 
Poster of Kala Sona (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa, Farida Jalal
Duration : 05:14   Song Number : 37561   

Sun Sun Sun Barsaat Ki Dhun Sir (1993) 06:04 17552
 
Poster of Sir (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
Duration : 06:04   Song Number : 17552   

Sun Sun Sun Didi Khubsoorat (1980) 03:41 21257
 
Poster of Khubsoorat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 03:41   Song Number : 21257   

Sun Sun Sun O Gulaabi Sawan Bhadon (1970) 04:43 12482
 
Poster of Sawan Bhadon (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Rekha
Duration : 04:43   Song Number : 12482   

Sun Sun Sun Zaalima Aar Paar (1954) 02:58 21262
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama, Guru Dutt
Duration : 02:58   Song Number : 21262   

Sun Wanjhli Noor Jehan 03:59 11756
 
Poster of Noor Jehan
 
Category
Ghazal
Duration : 03:59   Song Number : 11756   

Sun Zara Shokh Haseena Harjaee (1981) 04:23 36944
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Tina Munim
Duration : 04:23   Song Number : 36944   

Suna Suna Krishna Cottage (2004) 07:26 17558
 
Poster of Krishna Cottage (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Nilesh Mishra
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Sohail Khan, Isha Koppikar
Duration : 07:26   Song Number : 17558   

Suna Tha Mast (1999) 04:04 38755
 
Poster of Mast (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Nitin Raikwar
Music Director- 
Sandeep Chowta
On Screen Actors- 
Urmila Matondkar, Aftab Shivdasani
Duration : 04:04   Song Number : 38755   

Suna Tha Ke Wo Aayenge Anjuman Mein Jagjit Singh 07:17 31534
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 07:17   Song Number : 31534   

Sunaaun Kiss Ko Afsaana Shirin Farhad (1956) 03:21 15669
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 15669   

Sunaun Kya Main Ghum Apna Mukesh 02:47 37345
 
Poster of Mukesh
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
Duration : 02:47   Song Number : 37345