Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tan tamboora taar mann tan tamboora taar mann adhbhoot hai ye saaz hari ke kar se bajj raha hari ki hai aawaz tan ke tamboore mein do saanson ke taar bole jai siya raam raam jai radhey shyam shyam jai siya raam raam jai radhey shyam shyam tan ke tamboore mein do tan ke tamboore mein do saanson ke taar bole jai siya raam raam jai radhey shyam shyam jai siya raam raam jai radhey shyam shyam ab to is mann ke mandir mein ab to is tan ke mandir mein prabhu ka hua basera prabhu ka hua basera ab to is tan ke mandir mein prabhu ka hua basera prabhu ka hua basera magan hua mann mera chhota janam janam ka phera janam janam ka phera magan hua mann mera chhota janam janam ka phera janam janam ka phera mann ki muraliyaa mein hooooo mann ki muraliyaa mein sur ka singaar bole jai siya raam raam jai radhey shyam shyam jai siya raam raam jai radhey shyam shyam tan ke tamboore mein do tan ke tamboore mein do saanson ke taar bole jai siya raam raam jai radhey shyam shyam jai siya
tan man tere rang rangoongi chhaya ban kar sang chaloongi seva karoongi ang lagoongi archana main teri sajana haan tan man tere rang rangoongi chhaya ban kar sang chaloongi seva karoongi ang lagoongi archana main teri sajana haan tan man tere rang rangoongi janam janam tere bina naina nahin soye janam janam tere bina naina nahin soye ghadi ghadi sapne tere palkon ne piroye tu hai mere jeevan ki sadhana haan tan man tere rang rangoongi chhaya ban kar sang chaloongi seva karoongi ang lagoongi archana main teri sajana haan tan man tere rang rangoongi pyaar tera kumkum hai bahein teri maala pyaar tera kumkum hai bahein teri maala pran mera pujari tera tan hai shivala zindagi hai teri prarthana haan tan man tere rang rangoongi chhaya ban kar sang chaloongi seva karoongi ang lagoongi archana main teri sajana haan tan man tere rang rangoongi jhoom utha angana mera padi nazar teri jhoom utha angana mera padi nazar teri raam kare laage tujhe saari umar meri duniya ruthe tu
tan mann dhan sab hai tera bin tere kya hai mera tan mann dhan sab hai tera bin tere kya hai mera raat din main tere geet gaata rahun tan mann dhan sab hai tera bin tere kya hai mera raat din main tere geet gaata rahun tan mann dhan sab hai tera kya dharti kya sooraj chanda kya dharti kya sooraj chanda jag mohmaaya ka ek phanda main hoon seedha saadha banda jag choron ka hai dera tan mann dhan sab hai tera bin tere kya hai mera raat din main tere geet gaata rahun tan mann dhan sab hai tera kya apna aur kya begaana kya apna aur kya begaana jaan ke khaahe dhokha khaana jeevan hai bas aana jaana ek jogi ka hai phera tan mann dhan sab hai tera bin tere kya hai mera raat din main tere geet gaata rahun
hoyee tan mein agni jaageeeee tan mein agni jaage jaane kaisa laage tan mein agni jaage jaane kaisa laage aaj ho na hai na jaane kyaaa ho pagla ye mann laage tere pichhe bhaage pagla ye mann laage tere pichhe bhaage ho gaye hum bhi deewane kyaaa ho tan mein agni jaageeeee jaane kaisa laage pagla ye mann laage tere pichhe bhaage tumne jo dekha mujhe mera dil yun dhadka hoo nas nas jal uthi shola jaise koi bhadka ho tumne jo dekha mujhe mera dil yun dhadka hoo nas nas jal uthi shola jaise koi bhadka hoo koi dil ko ab sambhale kyaaa tan mein agni jaageeeee jaane kaisa laage hoo pagla ye mann laage tere pichhe bhaage tan tera machle to aanchal yun dhalke ho koi bhara jaam jaise zara bhi hille to chhalke tan tera machle to aanchal yun dhalke hoo koi bhara jaam jaise zara bhi hille to chhalke nain ye hain mad ke pyaale kyaaa pagla ye mann laage tere pichhe bhaage pagla ye mann laage tere pichhe bhaage ho gaye hum bhi deewane kyaaaa ho tan mein agni jaageeeee jaane kaisa
tan mein agni mann mein chubhan kaanp utha mera bheega badan tan mein agni mann mein chubhan kaanp utha mera bheega badan ho rabba khair ho rabba khair ho rabba khair khair khair ho rabba khair ujla mukh jaise darpan kaali latt jaise naagan ho rabba khair ho rabba khair ho rabba khair khair khair ho rabba khair koi lehar jab tann ko chhoo le koi lehar jab tann ko chhoo le beech bhanwar mori kaaya chhoo le beech bhanwar mori kaaya chhoo le baam jigar par maare pawan thaam ke dil reh jaaun sajan ho rabba khair ho rabba khair ho rabba khair khair khair ho rabba khair ujla mukh jaise darpan kaali latt jaise naagan ho rabba khair ho rabba khair ho rabba khair khair khair ho rabba khair phool si nikhri teri jawani phool si nikhri teri jawani shola ban gaya thanda paani shola ban gaya thanda paani chaand se utri chandra kiran kaun bhujhaye mann ki tapan ho rabba khair ho rabba khair ho rabba khair khair khair ho rabba khair tan mein agni mann mein chubhan kaanp utha mera
tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo kheloooo khelo umang bhare rang pyaar ke le lo rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaj nagri mein rang hai bahaar hai gali gali dekho ras ki phuhaar hai ho gali gali dekho ras ki phuhaar hai hoooo oooo pichkaariyon mein rang bhara pyaar hai pichkaariyon mein rang bhara pyaar hai issi rang mein jeevan rang lo ho tan rang lo ho mann rang lo kheloooo khelo umar bhar rang pyaar ke le lo rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo naacho naacho ri sakhi ri holi aayi re sakhi ri holi aayi re ghar ghar mein rangeeli rutt chhaayi re aaj duniyaa ne masti lootaayi re aashaaon ka daaman rang lo ho tan rang lo ho mann rang lo kheloooo khelo umang bhare rang pyaar ke le lo rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa
ek baar se dil nahin bharta mud ke dekh mujhe dobara tan tana tan tan tan tara chalti hai kya 9 se 12 tan tana tan tan tan tara chalti hai kya 9 se 12 khadi khadi kya soch rahi hai chal ho jaayen 9 2 11 tan tana tan tan tan tara chalti hai kya 9 se 12 raat ki show ki 2 tickten hain khol ke pars dikhlaaun chipak ke baithun saath tere main taxi mein le jaaun samjh naa mujhko aisa waisa mere batuve mein hain paisa tujhe khilaaunga jee bhar ke garm samosa idli yaa dosa tu meri hai pepsi cola main tera hoon coca cola interval mein peeyenge donon baraf mein laga hua mangola jaldi kar ke chad naa jaaye tharmo meter ka ye paara ek baar se dil nahin bharta mud ke dekh mujhe dobara tan tana tan tan tan tara chalti hai kya 9 se 12 tan tana tan tan tan tara chalti hai kya 9 se 12 filmi dhun pe dekh ke tujhko seeti roz bajaaun bahot dinon se soch raha tha film main tujhe dikhaun shukarwaar ki shaam haseen hai nayi nayi ye film lagi hai garmi ki naa hogi tention theater hai wo
hae tane jaata joi panghat ni vaate maaru mann mohi gayu hae tane jaata joi panghat ni vaate maaru mann mohi gayu hae taara roopala gora gora ghaate maaru mann mohi gayu hae taara roopala gora gora ghaate maaru mann mohi gayu maaru mann mohi gayu maaru mann mohi gayu hae tane hae tane jaata joi panghat ni vaate maaru mann mohi gayu kede kandoro ne kotma doro kede kandoro ne kotma doro taara laheriyani laal laal bhaate maaru mann mohi gayu maaru mann mohi gayu maaru mann mohi gayu hae tane hae tane jaata joi panghat ni vaate maaru mann mohi gayu bedlu maathe ne mehndi bhaari haathe bedlu maathe ne mehndi bhaari haathe taari gaagar ni thankati thaate maaru mann mohi gayu maaru mann mohi gayu maaru mann mohi gayu hae tane hae tane jaata joi panghat ni vaate maaru mann mohi gayu raase ramti ankh ne gamti raase ramti ankh ne gamti poonam ni radhiyali raate maaru mann mohi gayu maaru mann mohi gayu maaru mann mohi gayu hae tane hae tane jaata joi panghat ni vaate maaru
tang aa chuke hain kashmkashe zindagi se hum thukraa naa de jahaan ko kahin bedili se hum tang aa chuke lo aaj humne tod diya rista e umeed lo aaj humne tod diya rista e umeed lo ab kabhi gila naa karenge kisi se hum thukraa naa de jahaan ko kahin bedili se hum tang aa chuke gar zindagi mein mil gaye phir itefaaq seeee gar zindagi mein mil gaye phir itefaaq seeee poonchhenge apna haal teri bebasi se hum thukraa naa de jahaan ko kahin bedili se hum tang aa chuke o aasmaan waale kabhi to nighaah kar o aasmaan waale kabhi to nighaah kar kab tak ye zulm sehte rahe khaamoshi se hum thukraa naa de jahaan ko kahin bedili se hum tang aa chuke tang aa chuke hain kashmkashe zindagi se hum tang aa chuke
aankhon mein sapne liye ghar se hum chal to diye jaane ye raahen ab le jaayengi kahaan mitti ki khushboo aaye palkon pe aansun laaye palkon pe reh jaayega yaadon ka jahaan manzil nayi hai anjaana hai carvaan chalna akele hai yahaan tanha dil tanha safar dhoondhe tujhe phir kyun nazar tanha dil tanha safar dhoondhe tujhe phir kyun nazar tanhaa dillllll dilkash nazaare dekhe jhilmil sitaare dekhe aankhon mein phir bhi tera chehra hai jawaan kitni barsaaten aayi kitni saugaaten laayi kaanon mein phir bhi goonje teri hi sadaa vaade kiye the apna hoga aashiyaan vaadon ka jaane hoga kya tanha dil tanha safar dhoondhe tujhe phir kyun nazar tanha dil tanha safar dhoondhe tujhe phir kyun nazar tanhaa dillllll tanhaa dillllll aankhon mein sapne liye ghar se hum chal to diye jaane ye raahen ab le jaayengi kahaan mitti ki khushboo aaye palkon pe aansun laaye palkon pe reh jaayega yaadon ka jahaan manzil nayi hai anjaana hai carvaan chalna akele hai yahaan tanha dil tanha safar
tanha tanha raat mein hum tere ho liye ik zara si baat mein hum tere ho liye tanha tanha raat mein hum tere ho liye ik zara si baat mein hum tere ho liye tum jo aayi rubaroo zakhmi ye dil ho gaya lamha jaise tham gaya sukoon saara chhin gaya sukoon saara chhin gaya sukoon saara chhin gaya tanha tanha raat mein hum tere ho liye ik zara si baat mein hum tere ho liye tanha tanha raat mein hum tere ho liye ik zara si baat mein hum tere ho liye tujhse umeeden karne lage hai jaane kyun tujhpe marne lage hai tum jo aayi rubaroo zakhmi ye dil ho gaya sukoon saara chhin gaya sukoon saara chhin gaya tanha tanha raat mein hum tere ho liye ik zara si baat mein hum tere ho liye inn silsilon ka aisa nasha hai har ek tasavuur lagta zuda hai tum jo aayi rubaroo zakhmi ye dil ho gaya sukoon saara chhin gaya sukoon saara chhin gaya tanha tanha raat mein hum tere ho liye ik zara si baat mein hum tere ho liye tanha tanha raat mein hum tere ho liye ik zara si baat mein hum tere ho liye
tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge jab tak aansun paas rahenge tab tak geet sunaayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge tum jo socho wo tum jaano hum to apni kehte hain tum jo socho wo tum jaano hum to apni kehte hain der na karna ghar jaane mein varna ghar kho jaayenge der na karna ghar jaane mein varna ghar kho jaayenge bachchon ke chhote haathon ko chaand sitaare chhoone do bachchon ke chhote haathon ko chaand sitaare chhoone do chaar kitaaben padh kar wo bhi hum jaise ho jaayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge kin raahon se door hai manzil kaun sa raasta aasaan hai kin raahon se door hai manzil kaun sa raasta aasaan hai hum jab thak kar ruk jaayenge auron ko samjhayenge tanha tanha hum ro lenge mehfil mehfil gaayenge achhi soorat waale saare pathar dil hon mumkin hai achhi soorat waale saare pathar dil hon mumkin hai hum to uss din raaye denge jis din dhoka khayenge
tanhaa na apne aap ko ab paaiye janaab tanhaa na apne aap ko ab paaiye janaab meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab tanhaa na apne aap ko naghmon ki baarishon mein kahin bheegne chalen naghmon ki baarishon mein kahin bheegne chalen mausam ki aarzoo ko naa thukraaiye janaab mausam ki aarzoo ko naa thukraaiye janaab meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab tanhaa na apne aap ko rishton ko bhool jaana to aasaan hai magar rishton ko bhool jaana to aasaan hai magar pehle khud apne aap ko samjhaiye janaab pehle khud apne aap ko samjhaiye janaab meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab tanhaa na apne aap ko aisa na ho thame huye aansoon chhalak paden aisa na ho thame huye aansoon chhalak paden rukhsat ke waqt mujhko naa samjhaaiye janaab rukhsat ke waqt mujhko naa samjhaaiye janaab meri ghazal ko saath liye jaaiye janaab tanhaa na apne aap ko main saaz hoon ye yaad rahe isliye kabhi main saaz hoon ye yaad rahe isliye kabhi mere hi sher mujhko suna jaaiye janaab mere hi
tanhaayi mein dil ghabraye aur machaye shor akele ab to raha na jaaye haye re tanhaayi mein dil ghabraye aur machaye shor akele ab to raha na jaaye haye re tanhaayi mein maine tujhse sapne maange tune meri neend churaa li jab chaha didaar tera to tune aankh chhupa li maine tujhse sapne maange tune meri neend churaa li jab chaha didaar tera to tune aankh chhupa li bebas jiyara mod bebas jiyara mod akele ab to raha na jaaye haye re tanhaayi mein dil ghabraye aur machaye shor akele ab to raha na jaaye haye re tanhaayi mein jab pehle pehle sajna more naina to sang laage preet ne li mann mein angdaayi soye armaan jaage jab pehle pehle sajna more naina to sang laage preet ne li mann mein angdaayi soye armaan jaage baandhi aisi door baandhi aisi door akele ab to raha na jaaye haye re tanhaayi mein dil ghabraye aur machaye shor akele ab to raha na jaaye akele ab to raha na jaaye akele
ghoome galiyon mein ghoome jhoome masti mein jhoome ghoome galiyon mein ghoome jhoome masti mein jhoome apun ka raaj hai kisi ka dar nahin duniya naraaz hai koi fikar nahin aaju bachu aane waale daayen baayen jaane waale saare kehte hain humein tapori tap tap tap tapori tapori tap tap tap tapori borivali kandivali dombivali chandivali kahin bhi ja humein pehchane yaaro saara bombay jaane apna naam pata borivali kandivali dombivali chandivali kahin bhi ja humein pehchane yaaro saara bombay jaane apna naam pata dil ke hain bhale bande nek hain duniya bant gayi hum to ek hain aaju bachu aane waale daayen baayen jaane waale saare kehte hain humein tapori tap tap tap tapori tapori tap tap tap tapori gore gore galon waali kaale kaale baalon waali ruk zara dil dhadkaane waali humein tadpaane waali aise na ja gore gore galon waali kaale kaale baalon waali ruk zara dil dhadkaane waali humein tadpaane waali aise na ja raste mein yahaan tu hai kyun khadi denge dil tujhe aaja
ho oo oo ooo taqdeer jaga kar aayi hoon taqdeer jaga kar aayi hoon jaga kar aayi hoon main ek nayi duniyaa basa kar laayi hoon duniyaa basa kar laayi hoon ho oo oo ooo taqdeer jaga kar aayi hoon taqdeer jaga kar aayi hoon jaga kar aayi hoon main ek nayi duniyaa basa kar laayi hoon duniyaa basa kar laayi hoon ho oo oo ooo kis dil ko sunaao fasaana hoo oo aankh milte hi badla zamaana zamaana hoo oo kis dil ko sunaao fasaana aankh milte hi badla zamaana mere honthon pe geet kisi ke mere geeton mein bol khushi ke raseele kuchh nagmen chura kar laayi hoon nagmen chura kar laayi hoon hoo oo hua chupke hi chupke ishaara hoo oo mere dil ko mila ek sahaara sahaara hoo oo hua chupke hi chupke ishaara mere dil ko mila ek sahaara aayi mastaani rut albeli dil becha muhabbat le li kisi ko is dil mein chhupa kar laayi hoon dil mein chhupa kar laayi hoon ooo oo ooo oo taqdeer jaga kar aayi hoon taqdeer jaga kar aayi hoon jaga kar aayi hoon main ek nayi duniyaa basa kar laayi hoon
taqdeer ka fasaana taqdeer ka fasaana jaa kar kise sunaaye iss dil mein jal rahi hai armaan ki chitaayen taqdeer ka fasaana saanson mein aaj mere saanson mein aaj mere toofan uth rahe hai shehnaaiyon se keh do shehnaaiyon se keh do kahin aur jaa ke gaayen iss dil mein jal rahi hai armaan ki chitaayen taqdeer ka fasaana matwaale chaand suraj matwaale chaand suraj tera uthaye dola tujhko khushi ki pariyaan tujhko khushi ki pariyaan ghar tere le ke jaaye iss dil mein jal rahi hai armaan ki chitaayen taqdeer ka fasaana tum to raho salaamat tum to raho salaamat sehra tumhen mubaaraq mera har ek aansoon mera har ek aansoon dene laga duhaayen iss dil mein jal rahi hai armaan ki chitaayen taqdeer ka fasaana jaa kar kise sunaaye iss dil mein jal rahi hai armaan ki chitaayen taqdeer ka fasaana
heyy zindagi ye zindagi hai pyaar ke liye pyaar pe mare yahaan jo pyaar se jiye aap jaisa yaar jise pyaar mein mile aapka ye husn jiski baahon mein khile wo taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah heyy zindagi ye zindagi hai pyaar ke liye pyaar pe mare yahaan jo pyaar se jiye aap jaisa yaar jise pyaar mein mile aapka ye husn jiski baahon mein khile wo taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah haa hey duniyan mein wo khushnaseeb yaar koyi jiske kareeb pyaar yahaan sabse ameer baaki yahaan sab gareeb pyaar nahin kiya to khaak kiya luta ke jaan jiya hai wohi ho pyaar nahin kiya to khaak kiya luta ke jaan jiya hai wohi taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah jis par ye chhaya nasha wo hosh mein aa gaya jannat usse mil gayi jo dil tujhe paa gaya jaam peeye aankhon ke jaam peeye haan subah shaam peeye hai wohi ho jaam peeye aankhon ke jaam peeye haan subah shaam peeye hai wohi taqdeer ka baadshah wo taqdeer ka baadshah dooba jo dil pyaar mein wo doob ke tar gaya
Taqdeer Ka Fasana (Female)
taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin pairon ki thakan kehti hai thehar mushkil hai dagar lamba hai safar pairon ki thakan kehti hai thehar mushkil hai dagar lamba hai safar par dil kehta hai gardish bhi aakhir to kahin pahunchayegi lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin hairat se na tum dekho mujhko aur haal bhi mera mat poochho hairat se na tum dekho mujhko aur haal bhi mera mat poochho ab meri tabiyat baaton se khuchh bhi naa behalne paayegi lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin lekin hai yakeen aayegi manzil aayegi manzil taqdeer kahaan le jaayegi maloom nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tan Ke Tamboore Mein Janam Janam Ke Phere (1957) 04:35 11346
 
Poster of Janam Janam Ke Phere (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Manna Deyy
On Screen Actors- 
B M Vyas
Duration : 04:35   Song Number : 11346   

Tan Man Tere Rang Rangoongi Archana (1974) 04:30 18497
 
Poster of Archana (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:30   Song Number : 18497   

Tan Mann Dhan Sab Hai Manchali (1973) 04:22 13678
 
Poster of Manchali (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:22   Song Number : 13678   

Tan Mein Agni Jaage Drohi (1992) 04:50 13187
 
Poster of Drohi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Nagarjuna, Urmila Matondkar
Duration : 04:50   Song Number : 13187   

Tan Mein Agni Man Mein Laat Saheb (1967) 05:37 13604
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nutan, Shammi Kapoor
Duration : 05:37   Song Number : 13604   

Tan Rang Lo Ji Kohinoor (1960) 03:40 13559
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:40   Song Number : 13559   

Tan Tana Tan Tan Judwaa (1997) 06:37 18727
 
Poster of Judwaa (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Abhijeet, Poornima
On Screen Actors- 
Salman Khan, Karishma Kapoor, Rambha
Duration : 06:37   Song Number : 18727   

Tane Zaata Zaoi Panghat Ne Wate Mukesh 02:54 11305
 
Poster of Mukesh
 
Category
Gujarati
Duration : 02:54   Song Number : 11305   

Tang Aa Chuke Hain Light House (1958) 03:15 13612
 
Poster of Light House (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:15   Song Number : 13612   

Tanha Dil Shaan 04:50 18859
 
Poster of Shaan
 
Category
Indipop
Lyricist
Shaan
Music Director- 
Ram Sampath
Singer- 
Shaan
Duration : 04:50   Song Number : 18859   

Tanha Tanha Fear (2007) 05:29 15798
 
Poster of Fear (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Ameet M Gaurr
Duration : 05:29   Song Number : 15798   

Tanha Tanha Hum Ro Lenge Jagjit Singh 07:34 15123
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:34   Song Number : 15123   

Tanhaa Na Apne Chandan Dass 06:11 18474
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 06:11   Song Number : 18474   

Tanhaayi Mein Dil Jawab (1970) 04:14 19113
 
Poster of Jawab (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Leena Chandraavarkar
Duration : 04:14   Song Number : 19113   

Tap Tap Tapori Baaghi (1990) 03:54 39483
 
Poster of Baaghi (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Salman Khan
Duration : 03:54   Song Number : 39483   

Taqdeer Jaga Kar Aayi Dulari (1949) 03:20 32403
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:20   Song Number : 32403   

Taqdeer Ka (Male) Sehra (1963) 04:31 14192
 
Poster of Sehra (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prashant
Raag- 
Des
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:31   Song Number : 14192   

Taqdeer Ka Badshah Taqdeer Ka Badshah (1982) 07:39 40426
 
Poster of Taqdeer Ka Badshah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 07:39   Song Number : 40426   

Taqdeer Ka Fasana (Female) Sehra (1963) 05:38 37665
 
Poster of Sehra (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 05:38   Song Number : 37665   

Taqdeer Kahaan Le Jaayegi Maloom Nahin Sanjh Aur Savera (1964) 03:17 16312
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 03:17   Song Number : 16312