Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tera chehra hai aaeene jaisa tera chehra hai aaeene jaisa kyun naa dekhun hai dekhne jaisa tera chehra hai aaeene jaisa tum kaho to main poochh loon tumse tum kaho to main poochh loon tumse hai sawaal ek poochhne jaisa hai sawaal ek poochhne jaisa hai sawaal ek poochhne jaisa tera chehra hai aaeene jaisa dost mil jaayenge kayi lekin dost mil jaayenge kayi lekin dost mil jaayenge kayi lekin naa milega koi mere jaisa naa milega koi mere jaisa tera chehra hai aaeene jaisa tum achaanak mile the jab pehle tum achaanak mile the jab pehle tum achaanak mile the jab pehle pal nahin hai wo bhulne jaisa pal nahin hai wo bhulne jaisa tera chehra hai aaeene jaisa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
Tera Chehra Mujhe Gulab Lage
yun tera muskurana aur aa ke chale jaana yun tera muskurana aur aa ke chale jaana kismat ka hai khul jaana tera deedar hua pehla sa pyaar hua pehli hi baar hua iss dil ko naa to inkaar hua naa hi iqraar hua jaane kya yaar hua iss dil ko yun tera muskurana aur aa ke chale jaana kismat ka hai khul jaana tera deedar hua pehla sa pyaar hua pehli hi baar hua iss dil ko naa to inkaar hua naa hi iqraar hua jaane kya yaar hua iss dil ko re ga ga re ga ga re ga ga re ga sa re ra re ra ra re ra ra re ra ra ra ri ra re ra ra ra ra ra ra ra ra ra pa ma ga ga pa da sa sa sa sa re ga ga ma pa ma ga re ma ga re sa ni pa ma ma dha dha sa sa ga ga ma ma dha pa tujhse mila to jaagi duaayein aur nazar ne sajda kiya jannat zameen pe aayi utar ke khushiyon ne jaise chun sa liya hooo tujhse mila to jaagi duaayein aur nazar ne sajda kiya jannat zameen pe aayi utar ke khushiyon ne jaise chun sa liya har manzar dilnasheen hai tu hi tu har kahin hai oh teri yeh adayein to hai saari qatilana
aaj tujhse jo kehna hai kehne de aaj tujhse jo kehna hai kehne de tera dil mere paas rehne de tera dil mere paas rehne de aaj tujhse jo kehna hai kehne de aaj tujhse jo kehna hai kehne de mera dil mere paas rehne de mera dil mere paas rehne de meri aankhen tera chehra chehre pe dil thehraa meri dhadkan pe har dam teri yaadon ka pehraa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa betaabi tadpaaye dil mera ghabraaye teri baaton kaa jaadoo mujh pe naa chal jaaye ye dard e muhabbat sehne de ye dard e muhabbat sehne de tera dil mere paas rehne de tera dil mere paas rehne de aaj tujhse jo kehna hai kehne de aaj tujhse jo kehna hai kehne de mera dil mere paas rehne de mera dil mere paas rehne de tere honthon se khelun teri zulfen suljhaaun tujhe baahon mein le ke tera tann mann mehkaaun aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa mastaana aalam hai mausam hai sindoori darr lagta hai mujhko rehne de kuchh
Tera Dil Jo Kehta Hai
hera yeri ambaradha ganay nagusara thaanay maragida thoogyaavaay akkhi haagyaavaay beeryaavay cheluvaa beeryaavay baa nodi naliyona thammmaa naa haadikuniyona thammaaa belimyaagay banna bannadha hooo aralyaavaay haagoogina thumbaa sanna jithay thumthaavaay baagee beegiii atha ithaa baalay balukyaavay haa baalay manadhay nakku kannu thandhyaavaaay kuntharay thedevaa aa aaa a a a santhada tharuvaa aa aaa a a a kuntharay thedeva santhada tharuvaa thungay thungay thoogi thoogi gaali beesyaavaay hera yeri ambaradha ganay nagusara thaanay maragida thoogyaavaay hakkhi haagyaavaay maragida thoogyaavaay hakkhi haagyaavaay bhoomi myaagay hacchaa hacchagay haagi theraydaavay ha haadi hakka pakka balli beladhaavay thaalu thaalu betta gudda maavuna thaladhaavayyy aa mounadha gaana yellara manasaa geladhaavay bhava biruduu aa aaa a a a hathira karaydhuu aa aaa a a a bhava biruduu hathira karaydhuu maavu bevuu thaalay thindhoo laali kaagyaavaay hera yeri ambaradha ganay nagusara
tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale dil ka gamon se rishta jod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale tujhpe yakin karke kya zulm jhele phoolon ki vadiyon mein sholon se khele ho tujhpe yakin karke kya zulm jhele phoolon ki vadiyon mein sholon se khele sadiyon ke sapne pal mein tod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale ho dil ka gamon se rishta jod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale manzar ajeeb dekhe tere shehar mein patthar ke log mile sheeshe ke ghar mein hoo manzar ajeeb dekhe tere shehar mein patthar ke log mile sheeshe ke ghar mein aise shaher se nazaren mod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale hoo dil ka gamon se rishta jod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale tera ghar teri galiyaan hum to chhod chale
tera haath haath mein aa gaya tera haath haath mein aa gaya ke charaag raah mein jal gayi mujhe sahal ho gayin manzilen mujhe sahal ho gayin manzilen wo hawa ke rukh bhi badal gaye tera haath haath mein aa gaya tera haath haath mein aa gaya badi cheez hai tujhe kya pata badi cheez hai tujhe kya pata teri ik ada teri ik sada teri ik ada teri ik sada jo tadap rahe the bahal gaye jo tadap rahe the bahal gaye jo gire the gir ke sambhal gaye tera haath haath mein aa gaya tera haath haath mein aa gaya aa aa aa aa aa aa aaaa aaaa jise sun saka tha naa aaj tak jise sun saka tha naa aaj tak wohi raaz jaise ke sun liya wohi raaz jaise ke sun liya wohi geet jo mere dil mein the wohi geet jo mere dil mein the wo labon pe aake machal gaye mujhe sahal ho gayin manzilen wo hawa ke rukh bhi badal gaye tera haath haath mein aa gaya ke charaag raah mein jal gaye tera haath haath mein aa gaya
tera hijr mera naseeb hai tera hijr mera naseeb hai tera ghum tera ghum hi meri hayaat hai mujhe teri doori ka ghum ho kyun mujhe teri doori ka ghum ho kyun tu kahin bhi ho mere saath hai tu kahin bhi ho mere saath hai tera hijr mera naseeb hai mere waaste tere naam par mere waaste tere naam par koi harf aaye nahin nahin mujhe khauf e duniyaa nahin mujhe khauf e duniyaa nahin magar mere rubaru teri zaat hai mere rubaru teri zaat hai tera hijr mera naseeb hai tera vasl aye meri dilruba tera vasl aye meri dilruba nahin meri kismat to kya hua meri mehjabi meri mehjabi meri mehjabi yahi kam hai kya teri hasraton ka to saath hai teri hasraton ka to saath hai tera hijr mera naseeb hai
tera husn allah allah tera roop raam raam tera husn allah allah tera roop raam raam ik main hi nahin tere karodon gulaam ik main hi nahin tere karodon gulaam tera husn allah allah tera roop raam raam tera husn allah allah tera roop raam raam tu jo palken jhuka de himaala jhuke tu jo palken jhuka de himaala jhuke tu ishaara kare ganga jamuna ruke teri zulfen sanwaare kashmir ki hawaa teri zulfen sanwaare kashmir ki hawaa dhoye kanyakumari tere paanv sadaa tere kadmon ki dhool ko sitaaron ka salaam tera husn allah allah tera roop raam raam tera husn allah allah tera roop raam raam tu mera ishq hai mera imaan hai tu mera ishq hai mera imaan hai main teri jaan hoon tu meri jaan hai tera deewana hoon ye dikha dunga main tera deewana hoon ye dikha dunga main teri aawaz pe sir kata lunga main teri khaatir main pee lunga zehar ka bhi jaam tera husn allah allah tera roop raam raam tera husn allah allah tera roop raam raam
tera husn rahe mera ishq rahe to ye suboh ye shaam rahe naa rahe chale pyaar ka naam zamaane mein kisi aur ka naam rahe naa rahe tera husn rahe mera ishq rahe to ye suboh ye shaam rahe naa rahe chale pyaar ka naam zamaane mein kisi aur ka naam rahe naa rahe tera husn rahe mera ishq rahe to ye suboh ye shaam rahe naa rahe meri pyaas ka koi hisaab nahin teri mast nazar ka jawaab nahin meri pyaas ka koi hisaab nahin teri mast nazar ka jawaab nahin isi mast nazar se pilaaye jaa isi mast nazar se pilaaye jaa mere saamne jaam rahe naa rahe tera husn rahe mera ishq rahe to ye suboh ye shaam rahe naa rahe jo nighaah uthi to paiyaam mila jo nighaah jhuki to salaam mila jo nighaah uthi to paiyaam mila jo nighaah jhuki to salaam mila isi waqt bhujha de lagi dil ki isi waqt bhujha de lagi dil ki ye paiyaam salaam rahe naa rahe tera husn rahe mera ishq rahe to ye suboh ye shaam rahe naa rahe chale pyaar ka naam zamaane mein kisi aur ka naam rahe naa rahe tera husn rahe mera
hmmm hmmm tara ta ra ra hey hey hey hmmm hmmm hmmm mujhe raat din ab tera intezaar hai mujhe raat din ab tera intezaar hai bataun tujhe kis tarah kitna pyaar hai tera intezaar hai mujhe tujhse pyaar hai mujhe tujhse pyaar hai tera intezaar hai tanhaaiyaan bhi hai bechainiyaan bhi hai tanhaaiyaan bhi hai bechainiyaan bhi hai masoom dil bhi hai majbooriyaan bhi hai khataayen teri kyun mujhe aati nahin wo yaaden teri dil se kyun jaati nahin tera intezaar hai mujhe tujhse pyaar hai mujhe tujhse pyaar hai tera intezaar hai le aayenge sanam tujhko mana ke hum le aayenge sanam tujhko mana ke hum paagal se ho gaye dil ko laga ke hum deewane ko to ik naya koi naam de khuda pyaar ki pyaar ki koi shaam de tera intezaar hai mujhe tujhse pyaar hai mujhe tujhse pyaar hai tera intezaar hai
tera ishq bada teekha mujhe teekha achha lage tere ishq mein dard bada mujhe dard achha lage tera ishq bada jhootha ho ho oo oo tera ishq bada jhootha mujhe jhutha achha lage o tera ishq bada teekha mujhe teekha achha lage tere ishq mein dard bada mujhe dard achha lage nis din mujhe bas ab teri yaad sataati hai tanhaai bhi raaton ko mujhe jagaati hai tere in labon pe mere honthon ka ab chumban hoga anjane khwabon ka aaj milan hoga tera ishq bada pheeka mujhe pheeka achha lage ha tera ishq bada jhootha mujhe jhootha achha lage o teri iss ada pe teri iss hansi pe jaan fida meri mil jaaye tu mujhko hai ye dua meri tere saaye mein tere pehlu mein jannat hai meri teri dilkash panahon mein raahat hai meri tera ishq bada khatta mujhe khatta acha lage tera ishq bada jhootha mujhe jhootha achha lage tera ishq bada teekha mujhe teekha achha lage tere ishq mein dard bada mujhe dard achha lage ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho tera ishq bada jhootha mujhe jhootha
tera ishq hai meri zindagi tera husn hai meri shayari tera ishq hai meri zindagi tera husn hai meri shayari jo tarashi maine khayal mein unhi jannaton ki hai tu pari unhi jannaton ki hai tu pari tu mila mujhe to sahar mili meri zindagi se nazar mili tu mila mujhe to sahar mili meri zindagi se nazar mili jahan dhadkanon ko qarar hai ye wo anjuman hai bahaar ki ye wo anjuman hai bahaar ki mere saaz ki tu haseen lay tera jism hai ke hai jaam e may tu kareeb aa tujhe choom loon teri har ada mein hai dilbari teri har ada mein hai dilbari yahi fasle gul yahi shaam ho yahi do dilon ka payaam ho mera haath ho tera jaam ho rahe umr bhar yahi bekhudi rahe umr bhar yahi bekhudi tu hi aaina hai jamaal ka tu hi baankpan hai khayaal ka tu rubaaiyon ki ada kabhi kabhi tu hai jaan e mussabari kabhi tu hai jaan e mussabari aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaaaaa aaaa aa mere rehnuma hai tera karam mera aasman pe hai har kadam mujhe mil sakega makaam ye mere khwaab mein bhi na tha
tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere mera rasiya to man mein hai mere tu hai kaun mera rasta jo ghere tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere dekh tu mujhko na haath laga jhoom ke main das lungi dekh tu mujhko na haath laga jhoom ke main das lungi aag lage teri nas nas mein aisa zehar bhar dungi o kahin tadpo na shaam savere tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere mera rasiya to man mein hai mere tu hai kaun mera rasta jo ghere ek tha dil jo main de hi chuki kya tum lene aaye ek tha dil jo main de hi chuki kya tum lene aaye nainon mein jab chitchor base koi na aur samaaye o nahin aane waali haath main tere tera jaadu na chalega o sapere kaahe maare meri galiyon ke phere mera rasiya to man mein hai mere tu hai kaun mera rasta jo ghere
tera jaana dil ke armaano ka lut jaana tera jaana dil ke armaano ka lut jaana koi dekheeeeeee koi dekhe ban ke taqdeeron ka mit jaana tera jaana tera ghum teri khushi mera ghum meri khushi tujhse hi thi zindagi hans kar hamne tha kaha jeevan bhar ka saath hai ye kal hi ki baat hai aa aa aa aa aa tera jaana dil ke armaano ka lut jaana koi dekheeeeeee koi dekhe ban ke taqdeeron ka mit jaana tera jaana jab jab chanda aayega teri yaad dilaayega saari raat jagaayega main ro kar reh jaaungi dil jab zid par aayega dil ko kaun manayega aa aa aa aa aa tera jaana dil ke armaano ka lut jaana koi dekheeeeeee koi dekhe ban ke taqdeeron ka mit jaana tera jaana
tera jahaan aabaad hai mera jahaan barbaad hai fariyaad hai fariyaad hai aye aasmaan fariyaad hai tera jahaan aabaad hai mera jahaan barbaad hai tu khush ke tere baagh ke sab phool aakhir khil gaye jinki tamanna thi tujhe aakhir wo tujhko mil gaye mere muqaddar mein faqat ghum aur kisi ki yaad hai tera jahaan aabaad hai mera jahaan barbaad hai tu khush ke tere haath mein ummeed ka jaam aa gaya meri muhabbat ke liye hone ka paigaam aa gaya hairat naa kar aye bekhabar duniyaa hain ik jaadoo ka ghar do dil hain ik ghar mein magar ik shaad ik naashaad hai fariyaad hai fariyaad hai aye aasmaan fariyaad hai tera jahaan
tera jalwaa jisne dekha wo tera ho gaya main ho gayi kisi ki koi mera ho gaya tera jalwaa jisne dekha wo tera ho gaya main ho gayi kisi ki koi mera ho gaya kya dekha tha tujh mein dil tera ho gaya ye sochte hi sochte savera ho gaya kya dekha tha tujh mein dil tera ho gaya ye sochte hi sochte savera ho gaya hai mujh mein bhi aisa anokha saa jaadu jo dekhe wo hota hai dil se beqaaboo lage tose naina to naina naa laage khayaalon mein doobi hoon tere o baabu tu aaya to mehfil mein ujaala ho gaya main ho gayi kisi ki koi mera ho gaya tera jalwaa jisne dekha wo tera ho gaya main ho gayi kisi ki koi mera ho gaya teri ik jhalak ne wo haalat bana di mere tan badan mein muhabbat jaga di wohi bhool kar aayi idhar behte paani kinaare pe rehti hoon phir bhi main pyaasi ab dil kya kyun kare ghum gaya so gaya main ho gayi kisi ki koi mera ho gaya tera jalwaa jisne dekha wo tera ho gaya main ho gayi kisi ki koi mera ho gaya bulaati hai tujhko ye aanchal ki chhaiyaan zara muskuraa
tera jalwa tauba hai tera jalwa jabse dekha tauba hai tera jalwa tera jalwa tauba hai tera jalwa jabse dekha tauba hai tera jalwa ho ji chahe ji bhar ke tareef karun ho o kya kehna tauba hai tera jalwa tera jalwa tauba hai tera jalwa jabse dekha tauba hai tera jalwa ho ji chahe ji bhar ke tareef karun ho o kya kehna tauba hai tera jalwa tera jalwa tauba hai tera jalwa sunte the logon se afsane tere haay par tujhko dekha nahin tha dekhe hasin to lakhon hazaaron haay koi bhi tum sa nahin tha kaali zulfen udte badal gora chaand sa chehra tera jalwa tauba hai tera jalwa are jabse dekha tauba hai tera jalwa kaliyon se phoolon se mehfil saji hai haay tera janam din aaya meri beadabi tu maaf karna haay main koyi tohfa na laya jo khud phool ho usko kya den phoolon ka guldasta tera jalwa tauba hai tera jalwa jabse dekha tauba hai tera jalwa kehti hai duniya har ek dil pe haay dilbar ka naam likha hai jaane anjaane chehre pe tere haaye kiska salaam likha hai tera mehboob
tera kaam hai jalna parwane chaahe shamma jale yaa naa jale shamma jale yaa naa jale tu pankh jala le deewane chaahe shamma jale yaa naa jale shamma jale yaa naa jale ye dard muhabbat ka seh jaa tu aag ke dariyaa mein beh jaa kehti hai jo duniyaa kehne de tu jalte jalte ye keh jaa ye keh jaa yun jal marte hain deewane yun jal marte hain deewane chaahe shamma jale yaa naa jale shamma jale yaa naa jale tera pyaar nahin hai harjaai tu saudayi hai saudayi marne mein hai shaan muhabbat ki jeene mein hain teri ruswaai ruswaai marte nahin jal kar parwaane marte nahin jal kar parwaane chaahe shamma jale yaa naa jale shamma jale yaa naa jale tera kaam hai jalna parwane chaahe shamma jale yaa naa jale shamma jale yaa naa jale shamma jale yaa naa jale shamma jale yaa naa jale
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tera Chehra Hai Aaeene Jaisa Jagjit Singh 04:50 17857
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:50   Song Number : 17857   

Tera Chehra Mujhe Gulaab Lage Aapas Ki Baat (1981) 05:59 37849
 
Poster of Aapas Ki Baat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Poonam Dhillon
Duration : 05:59   Song Number : 37849   

Tera Deedar Hua Jannat 2 (2012) 05:44 17066
 
Poster of Jannat 2 (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sanjay Masoom
Music Director- 
Pritam Chakravarty
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Esha Gupta
Duration : 05:44   Song Number : 17066   

Tera Dil Hungama (2003) 04:54 18601
 
Poster of Hungama (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Aftab Shivdasani, Rimi Sen
Duration : 04:54   Song Number : 18601   

Tera Dil Kya Kehta Hai Aashiq Hoon Baharon Ka (1977) 05:22 40012
 
Poster of Aashiq Hoon Baharon Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 05:22   Song Number : 40012   

Tera Eari Ambardaage Parasangada Gende Thimma (1978) 02:58 31156
 
Poster of Parasangada Gende Thimma (1978)
 
Category
Kannada
Year- 
1978
Lyricist
Dodda Range Gowda
Music Director- 
Rajan Nagendra
On Screen Actors- 
Shivaram, Lokesh
Duration : 02:58   Song Number : 31156   

Tera Ghar Teri Galiyaan Oonche Log (1985) 04:49 37193
 
Poster of Oonche Log (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:49   Song Number : 37193   

Tera Haath Haath Mein Aa Gaya Hamdard (1953) 03:14 40823
 
Poster of Hamdard (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:14   Song Number : 40823   

Tera Hijr Mera Naseeb Hai Kabban Mirza 04:09 31130
 
Poster of Kabban Mirza
 
Category
Ghazal
Duration : 04:09   Song Number : 31130   

Tera Husn Allah Allah 5 Rifles (1974) 03:12 16194
 
Poster of 5 Rifles (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Aziz Nazan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Ambika Jauhar
Duration : 03:12   Song Number : 16194   

Tera Husn Rahe Mera Ishq Do Dil (1965) 03:39 31011
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Rajshree
Duration : 03:39   Song Number : 31011   

Tera Intezaar Hai Rahul Vaidya 04:54 31542
 
Poster of Rahul Vaidya
 
Category
Indipop
Singer- 
Rahul Vaidya
Duration : 04:54   Song Number : 31542   

Tera Ishq Bada Teekha Rowdy Rathore (2012) 04:26 36284
 
Poster of Rowdy Rathore (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Music Director- 
Sajid, Wajid
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Sonakshi Sinha
Duration : 04:26   Song Number : 36284   

Tera Ishq Hai Meri Zindagi Dil E Nadaan (1982) 05:52 36306
 
Poster of Dil E Nadaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Khayyam
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Jaya Prada
Duration : 05:52   Song Number : 36306   

Tera Jaadu Na Chalega O Sapere Guest House (1959) 03:22 12199
 
Poster of Guest House (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:22   Song Number : 12199   

Tera Jaana Dil Ke Armaano Ka Anari (1959) 03:38 21277
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:38   Song Number : 21277   

Tera Jahaan Aabaad Hai Elaan (1947) 03:00 16238
 
Poster of Elaan (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Ziya Sarhadi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Surendra
On Screen Actors- 
Surendra
Duration : 03:00   Song Number : 16238   

Tera Jalwa Jisne Dekha Ujala (1959) 04:47 14373
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 04:47   Song Number : 14373   

Tera Jalwa Tauba Hai Aap Ke Deewane (1980) 05:45 38137
 
Poster of Aap Ke Deewane (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Rishi Kapoor
Duration : 05:45   Song Number : 38137   

Tera Kaam Hai Jalna Parwane Paapi (1953) 03:11 16286
 
Poster of Paapi (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:11   Song Number : 16286