Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tere kooche mein aramaanon ki duniyaa le ke aayaa hoon tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon mila tha dil se jab dil yaad kar o bhoolne waale arre o bhoolne waale mila tha dil se jab dil yaad kar o bhoolne waale arre o bhoolne waale usi beete zamaane ka sahaara le ke aaya hoon tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon jigar mein dard dil mein tees aur aankhon mein do aansu arre aankhon mein do aansu jigar mein dard dil mein tees aur aankhon mein do aansu arre aankhon mein do aansu zaraa tu dekh le aa kar main kyaa kyaa le ke aayaa hoon tujhi par jaan dene ki tamannaa le ke aayaa hoon wo afsaanaa muhabbat ka kabhi jo toone chhedaa thaa kabhi jo toone chhedaa thaa wo afsaanaa muhabbat ka kabhi jo toone chhedaa thaa kabhi jo toone chhedaa thaa wohi afsaanaa honthon par adhooraa le ke aayaa hoon tere kooche mein aramaanon ki duniyaa le ke aayaa hoon
Tere Kooche Mein Tera Deewana aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha Tere Kooche Mein Tera Deewana aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha aaj dil kho baitha kho baitha
tere labon ke muqaabil gulaab kya hoga tere labon ke muqaabil gulaab kya hoga tu laajawaab hai tera jawaab kya hoga tere labon ke muqaabil teri ada pe fida hum to kya zamaana hai teri ada pe fida hum to kya zamaana hai nisaar tujhpe mere dil ka ye khazaana hai tere shabaab se badh kar shabaab kya hoga tere shabaab se badh kar shabaab kya hoga tere labon ke muqaabil tu muskuraaye to jaati bahaar aa jaaye tu muskuraaye to jaati bahaar aa jaaye dil e beemaar ko phir se qaraar aa jaaye tere karam ka kisi se hisaab kya hoga tere karam ka kisi se hisaab kya hoga tere labon ke muqaabil
tere liye maine sab ko chhoda tu hi chhod ke chal di janam maran ke saath kaa vaada kaise tod ke chaldi kitne sapne humne dekhe issi ped ke neeche aise tufaan aaye ke ujde khaabon ke bagiche kitne sapne humne dekhe issi ped ke neeche aise tufaan aaye ke ujde khaabon ke bagiche khaabon ke bagiche kya thi khabar loot jaayegi meri duniyaa itni jaldi janam maran ke saath kaa vaada kaise tod ke chaldi chheen liya kyun haathon se mere waqt ne daaman tera jeevan mein jab tu hi nahin kiss kaam kaa jeevan mera chheen liya kyun haathon se mere waqt ne daaman tera jeevan mein jab tu hi nahin kiss kaam kaa jeevan mera kiss kaam kaa jeevan mera meet bichhadte nahin raahon mein kyun tune reet badal di janam maran ke saath kaa vaada kaise tod ke chaldi tere liye maine sab ko chhoda
tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye dilkash nazaaron se poochho rut ke ishaaron se poochho are mera nahin hai bharosa toh in baharon se poochho ye phool itne saare khile hain kisliye ye phool itne saare khile hain kisliye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye yun dil ko dhadka raha hai dil ko maza aa raha hai dekho ye mastaana mausam humko yun behka raha hai kaliyon pe ye bhanwre ruke hain kisliye kaliyon pe ye bhanwre ruke hain kisliye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye aankhon mein tujhko basaya main tere dil mein samaya ab pyaar pe aaya joban joban pe ab pyaar aaya dil ko haseen armaan mile hain kisliye dil ko haseen armaan mile hai kisliye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani
tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu mehki mehki ye raat hai behki behki har baat hai laazo marun jhoome jiya kaise ye main kahun aaja saajna mehki mehki ye raat hai behki behki har baat hai laazo marun jhoome jiya kaise ye main kahun aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu naya naya sansaar hai tu hi mera gharbaar hai jaisa rakhe khushi khushi waise hi main rahun aaja saajna naya naya sansaar hai tu hi mera gharbaar hai jaisa rakhe khushi khushi waise hi main rahun aaja saajna heyyy tere liye palkon ki jhallar bunu kaliyon sa gajre mein bandhe phiron dhoop lage jahan tujhe chhaaya banu aaja saajna
tere liye saari umar jaagun main toh yahi rab se duwa maangun tere liye saari umar jaagun main toh yahi rab se duwa maangun naam tere likh de meri baaki zindagi naam tere likh de meri baaki zindagi naina o meri naina naina o meri naina tere liye saari umar jaagun main toh yahi rab se duwa maangun naam tere likh de meri baaki zindagi naam tere likh de meri baaki zindagi naina o meri naina naina o meri naina dard ke zeher sabhi hans ke pee gaya dekha jo tujhe toh main mar ke jee gaya dard ke zeher sabhi hans ke pee gaya dekha jo tujhe toh main mar ke jee gaya julf ko sanvaar doon roop ko nikhaar doon ghum tere main leke tujhe de doon har khushi tere liye saari umar jaagun main toh yahi rab se duwa maangun naam tere likh de meri baaki zindagi naam tere likh de meri baaki zindagi naina o meri naina naina o meri naina main yahaan pe aaya hoon bas tere liye saath jeene marne ke vaade hum kiye main yahaan pe aaya hoon bas tere liye saath jeene marne ke vaade hum kiye
hooo tere liye ye saare nazaare mere liye bas tu hai tu hi tu hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki khushboo hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki khushboo hai hooooo tere liye rangeen bahaaren mere liye bas tu hai tu hi tu hai main kho gayi jo teri ho gayi ye tere pyaar ki khushboo hai main kho gayi jo teri ho gayi ye tere pyaar ki khushboo hai hoooo nainon ki waadiyon se tune mujhe pukaara nainon ki waadiyon se tune mujhe pukaara madhosh ho gaya hai dekho ye dil humaara hoooooo saara chaman kahe saara chaman kahe dharti gagan kahe mere liye bas tu hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki khushboo hai main kho gayi jo teri ho gayi ye tere pyaar ki khushboo hai oooooo sajna main teri chhaya tu mujh mein hai samaaya sajna main teri chhaya tu mujh mein hai samaaya har cheez ho paraayi par tu na ho paraaya hooooo waada hai ye waada waada hai ye waada koi ho kisi ka mere liye bas tu hai main kho gaya jo tera ho gaya ye tere pyaar ki
raam naam ki loot hai loot sake to loot ant kaal pachhtayega jab praan jaayenge chhoot tere man mein raam tan mein raam tere man mein raam tan mein raam rom rom mein raam re raam sumir le dhyaan laga le chhod jagat ke kaam re bolo raam bolo raam bolo raam raam raam bolo raam bolo raam bolo raam raam raam maaya mein tu uljha uljha dar dar dhool udaaye ab kyun karta man bhari jab maaya saath chhudaaye maaya mein tu uljha uljha dar dar dhool udaaye ab kyun karta man bhari jab maaya saath chhudaaye din toh beeta daud dhoop mein dhal jaaye na shaam re bolo raam bolo raam bolo raam raam raam bolo raam bolo raam bolo raam raam raam tere man mein raam tan mein raam rom rom mein raam re raam sumir le dhyaan laga le chhod jagat ke kaam re bolo raam bolo raam bolo raam raam raam bolo raam bolo raam bolo raam raam raam bachpan beeta khel khel mein bhari jawaani soya bachpan beeta khel khel mein bhari jawaani soya bhari jawaani soya sa re ga ma mma ga ma mma ga ma mma ga ma ma
tere mandir ka hoon deepak jal raha tere mandir ka hoon deepak jal raha aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa jal rahaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha kya tu mere dard se anjaan hai teri meri kya nayi pehchaan hai jyun bina paani bataasha gal raha aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha ek jhalak mujhko dikha de saanware saanware mujhko le chal uss badum ki chhanv re saanware o re chhaliyaaaaa o re chhaliyaa kyun mujhe tu chhal rahaaa aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha main to kismat baansuri ki baanchtaa ek dhun se sau tarah se naachtaa aankh se jamana ka paani dhal rahaaaa aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha
hoooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo tere mere beech mein tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana kaisa hai ye bandhan anjaana kaisa hai ye bandhan anjaana maine nahin jaana toone nahin jaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana ik dor kheenche dooja dauda chala aaye ik dor kheenche dooja dauda chala aaye kachche dhaage mein bandha chala aaye aise jaise koi ho ho ho aise jaise koi deewaaaaana aise jaise koi deewaaaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana pehnugi main tere haathon se kangna pehnugi main tere haathon se kangna jaayegi meri doli tere hi angnaa chaahe kuchh kar le ho ho ho chaahe kuchh kar le zamaaaaanaaa chaahe kuchh kar le zamaaaaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaana kitni zubaane bolen log humjoli kitni zubaane bolen log humjoli duniyaa mein pyaar ki ek hai boli bole jo shamma ho ho ho bole
hum hai tere tum ho mere chal pyaar karenge tere mere ho tere mere beech mein kaun aayega aayega to jagah nahin payega tere mere beech mein kaun aayega aayega to jagah nahin payega aise hain hum ek dil aise hain hum ek jaan aise hain hum ek dil aise hain hum ek jaan oye tere mere beech mein kaun aayega aayega to jagah nahin payega tere mere beech mein kaun aayega aayega to jagah nahin payega patni ke ang se pati ko hatane patni ke ang se pati ko hatane kaun aayega apni shamat bulane aisi padegi ke ghar ka bhi rasta reh reh ke sochega yaad nahin aayega tere mere beech mein kaun aayega aayega to jagah nahin payega haan tere mere beech mein kaun aayega aayega to jagah nahin payega bal kha ke nache hai ghunghat ki raani lehra ke dafli bajaye jawaani bal kha ke nache hai ghunghat ki raani lehra ke dafli bajaye jawaani dekhe to ye kya karega mohalla jal jal ke dekhega aur chala jayega tere mere beech mein kaun aayega aayega to jagah nahin payega aise hain hum ek dil aise
tere mere beech mein tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaana kaisa hai ye bandhan anjaaana maine nahin jaana toone nahin jaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaanaa ik dor kheenche duja dauda chala aaye ik dor kheenche duja dauda chala aaye kachche dhaage mein bandha chala aaye aise jaise koi ooo aise jaise koi deewaaanaa aise jaise koi deewaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaana neend naa aaye mujhe chain naa aaye neend naa aaye mujhe chain naa aaye laakh jatan karun roka naa jaaye sapnon mein tera oooo sapnon mein tera aana jaaanaa sapnon mein tera aana jaaana maine nahin jaana toone nahin jaana tere mere beech mein kaisa hai ye bandhan anjaaanaa kaisa hai ye bandhan anjaaanaa
tere mere honthon pe meethe meethe geet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa tere mere honthon pe meethe meethe geet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa pehle pehle pyaar ki pehli raat yaad rahegi phoolon ke iss shehar ki mulaakaat yaad rahegi kaash yahin saari umar yun hi jaaye beet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa aakhiyon mein tu bas jaa aakhiyaan main band kar loon aakhiyon mein tu bas jaa aakhiyaan main band kar loon pehle in aakhiyon se baatein main chand kar loon teri inhi baaton ne liyaa mujhe jeet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa chhote chhote din raat chhote chhote din raat lambee lambee baatein hain jaldi hai kis baat ki badi mulaakaatein hain baaton mulaakaaton mein umar jaaye beet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa tere mere honthon pe meethe meethe geet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe preet mitwaa aage aage chale hum peechhe peechhe
hmm hmm hmm hmm hmm hmm ho ho ho o o tere mere milan ki ye raina hoo oo tere mere milan ki ye raina naya koi gul khilayegi naya koi gul khilayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere milan ki ye raina aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa nanha sa gul khilega angana sooni baiyaan sajegi sajana nanha sa gul khilega angana sooni baiyaan sajegi sajana jaise khele chanda badal mein khelega woh tere aanchal mein chandaniya gungunayegi chandaniya gungunayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere milan ki ye raina tujhe thaamen kayi haathon se miloonga madbhari raaton se tujhe thaamen kayi haathon se miloonga madbhari raaton se jagaa ke ansuni si dhadkan balamwa bhar doongi tera mann nayi ada se satayegi nayi ada se satayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere milan ki ye raina naya koi gul khilayegi naya koi gul khilayegi tabhi to chanchal hain tere naina dekho naa dekho naa tere mere
tere mere pyaar ki bandh gayi jab ye door macha dunga shor zamaana chaahe jo kahe so kahe oo oo oo oooo tere mere pyaar ki bandh gayi jab ye door macha dunga shor zamaana chaahe jo kahe so kahe oo oo oo oooo dheere dheere bol piya hai ye aapas ki baat mila tera saath zamaana kahin ye sahe naa sahe baahon mein teri ye baahen rahengi are baahon mein teri ye baahen rahengi to thokar mein hoga zamaana haa aaan thokar mein hoga zamaana dil ki ye baatein rehne do dil mein kya hai zaroori jataana kya hai zaroori jataana main naa kahunga to duniya kahegi main naa kahunga to duniya kahegi ye baat ek din to khulke rahegi dheere dheere are dheere dheere bol piya hai ye aapas ki baat mila tera saath zamaana kahin ye sahe naa sahe oo oo oo oooo tere mere pyaar ki bandh gayi jab ye door macha dunga shor zamaana chaahe jo kahe so kahe aaiyooo aayiiiii dekho humaare dil mil gaye hain dekho humaare dil mil gaye hain dil ke sahaare chalenge dil ke sahaare chalenge hum jo chalenge
Tere Mere Pyar Ki Jo Baat Chali
Tere Mere Sapne Ab Ek Rang Hain, Hoooo Jahan Bhi Le Jayen Raahen, Hum Sang Hain, Tere Mere Sapne Ab Ek Rang Hain
Tere Mere Yaranay
tere milne se pehle tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi muskuraati huyi subah koi na thi gungunaati huyi raat koi na thi aaj har cheez se jaan pehchaan hai aaj har cheez se jaan pehchaan hai ye tere pyaar ka mujhpe ehsaan hai aaj har cheez se jaan pehchaan hai ye tere pyaar ka mujhpe ehsaan hai dil se dil is tarah aaj milne lage jaise pehle mulakaat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi isse pehle bhi chhaye the baadal magar isse pehle bhi chhaye the baadal magar shakh e dil par to guncha na koi khila isse pehle bhi chhaye the baadal magar shakh e dil par to guncha na koi khila isse pehle ghataayein ghataayein na thi ya ghataaon mein barsaat koi na thi tere milne se pehle bhi jeete the hum jeene waali magar baat koi na thi muskuraati huyi subah koi na thi gungunaati huyi raat koi na thi la la laa la la la la la la
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tere Kooche Mein Armaanon Dillagi (1949) 03:51 31084
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyam
Duration : 03:51   Song Number : 31084   

Tere Kooche Mein Tera Deewaana Heer Raanjha (1970) 06:41 13123
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 06:41   Song Number : 13123   

Tere Labon Ke Muqaabil Mukesh 03:29 38534
 
Poster of Mukesh
 
Category
Hindi Non film
Lyricist
Shiv Kumar Saroj
Music Director- 
Kishore Desai
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:29   Song Number : 38534   

Tere Liye Maine Sab ko Anand Ashram (1977) 04:02 12665
 
Poster of Anand Ashram (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyamal Mitra
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 04:02   Song Number : 12665   

Tere Liye Mere Liye Raksha (1981) 03:56 37460
 
Poster of Raksha (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 03:56   Song Number : 37460   

Tere Liye Palkon Ki Harjaee (1981) 05:33 15145
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:33   Song Number : 15145   

Tere Liye Saari Umar Yaad Rakhegi Duniya (1992) 05:46 39873
 
Poster of Yaad Rakhegi Duniya (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Aditya Pancholi
Duration : 05:46   Song Number : 39873   

Tere Liye Ye Saare Nazaare Main Aur Mera Haathi (1981) 05:19 19979
 
Poster of Main Aur Mera Haathi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Poonam Dhillon
Duration : 05:19   Song Number : 19979   

Tere Man Mein Ram Anup Jalota 05:40 40261
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Devotional
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 05:40   Song Number : 40261   

Tere Mandir Ka Hoon Pankaj Mullick 03:28 15510
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Bhajan
Singer- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:28   Song Number : 15510   

Tere Mere Beech Mein Ek Duuje Ke Liye (1981) 05:42 21294
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Rati Agnihotri
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:42   Song Number : 21294   

Tere Mere Beech Mein Watan Ke Rakhwale (1987) 03:11 37060
 
Poster of Watan Ke Rakhwale (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Sridevi
Duration : 03:11   Song Number : 37060   

Tere Mere Beech Mein (Male) Ek Duuje Ke Liye (1981) 04:32 13213
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:32   Song Number : 13213   

Tere Mere Honthon Pe Chandni (1989) 05:32 21295
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Shri Devi, Rishi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Duration : 05:32   Song Number : 21295   

Tere Mere Milan Ki Ye Raina Abhimaan (1973) 05:05 21296
 
Poster of Abhimaan (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan
Raag- 
Khamaj
Duration : 05:05   Song Number : 21296   

Tere Mere Pyaar Ki Paap Aur Punya (1974) 05:33 17663
 
Poster of Paap Aur Punya (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Vishweshwar Sharma
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kanchan, Mukesh
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shashi Kapoor
Duration : 05:33   Song Number : 17663   

Tere Mere Pyaar Ki Jo Baat Chali Aankh Micholi (1972) 04:27 38295
 
Poster of Aankh Micholi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Bharathi
Duration : 04:27   Song Number : 38295   

Tere Mere Sapne Ab Guide (1965) 04:39 21297
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:39   Song Number : 21297   

Tere Mere Yaraane Ho Nagin (1976) 06:20 38776
 
Poster of Nagin (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mumtaz, Feroz Khan
Duration : 06:20   Song Number : 38776   

Tere Milne Se Pehle Ponga Pandit (1975) 05:36 17257
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Neeta Mehta
Duration : 05:36   Song Number : 17257