Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega pari ho bala ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega pari ho bala ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega duniyaan chale udhar hi jidhar ye nigaah ghume shabnam ko dekh lo agar bankar sharaab jhoome nasha hi nasha ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega pari ho bala ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kajraare nain bhanware palkein jo kholte hain dilon ki bisaat kya hai imaan bhi dolte hain button ke khuda ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega pari ho bala ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kahaan ye damakta mukhada kahaan aisa noor hoga jisne banaaya tumko use bhi guroor hoga khuda ki ada ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega pari ho bala ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega
tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei muhabbat ki raahon mein mil ke chale thei bhulaa do muhabbat mein hum tum mille thei sapnaa hi samjho ke mil ke chale thei bhulaa do muhabbat mein hum tum mille thei doobaa hoon ghum ki gehraaiyon mein saharaa hai yaadon ka tanhaaiyon mein doobaa hoon ghum ki gehraaiyon mein saharaa hai yaadon ka tanhaaiyon mein saharaa hai yaadon ka tanhaaiyon mein tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei agar zindagi ho apne hi bas mein tumhaari kasam hum na bhoolein wo kasmein agar zindagi ho apne hi bas mein tumhaari kasam hum na bhoolein wo kasmein tumhaari kasam hum na bhoolein wo kasmein tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei muhabbat ki raahon mein mil ke chale thei bhulaa do muhabbat mein hum tum mille thei sapnaa hi samjho ke mil ke chale thei tumhein yaad hogaa kabhi hum mille thei
tumhein zindagi ke ujaale mubaarak andhere humein aaj raas aa gaye hain tumhein paa ke hum khud se door ho gaye the tumhein chhod kar apne paas aa gaye hain tumhein zindagi ke ujaale mubaarak andhere humein aaj raas aa gaye hain tumhaari wafaa se shikaayat nahin hai nibhaana to koi rawaayat nahin hai jahaan tak kadam aa sake aa gaye hain andhere humein aaj raas aa gaye hain chaman se chale hain ye iljaam le kar bahut jee liye hum tera naam le kar muraadon ki manzil se door aa gaye hain andhere humein aaj raas aa gaye hain tumhein zindagi ke ujaale mubaarak andhere humein aaj raas aa gaye hain
tumhen aaj maine jo dekha ho tumhen aaj maine jo dekha tumhen aaj maine jo dekha chamka hai kismat ka taara badli naseeb ki rekha tumhen aaj maine jo dekha tumhen aaj maine jo dekha chamka hai kismat ka taara badli naseeb ki rekha tumhen aaj maine jo dekha tum ishq mere tum khwaab mere tum jaan ho tum ho chaina tum yaar mere tum pyaar mere dildaar mere din raina tum aarzoo mein tum justjoo mein tum raaste mein manzil mein tum rooh mein ho tum saans mein ho tum dhadkanon mein tum dil mein tumhen pehchaanu tumhi ko jaanoon tumhi ko maanun tumhi ko tumhen pehchaanu tumhi ko jaanoon tumhi ko maanu hooo oooo tumhi ko tumhen aaj maine jo dekha chamka hai kismat ka taara badli naseeb ki rekha tumhen aaj maine jo dekha tum shauk mere armaan mere tum dost mere tum dilbar tum zindagi ho tum bandagi ho kabza tumhaara mere dil par tum rang bhi ho tum roop bhi ho tum dhoop bhi ho chhaya bhi tum menka ho tum apsra ho tum moh bhi ho maaya bhi tum aise ho aaye tum aise ho chhaye
tumhen bhool jaane ka haq hai agar humen haq mohabbat nibhaane ka hai tumhen bhool jaane ka haq hai agar humen haq mohabbat nibhaane ka hai abhi se tumhen kya batayen bhala ye anjaam kya is fasaane ka hai tumhen bhool jaane ka haq hai agar wafaon ke rishte nahin tootte ye bandhan bandhe to nahin chhootte zara ye unhen bhi bata de koi jinhen shouk daaman chhudane ka hai tumhen bhool jaane ka haq hai agar nazar mein koi aur dil mein koi kisi se wafa aur kisi par sitam humen tumse koi shikaayat nahin ye dastoor saare zamaane ka hai tumhen bhool jaane ka haq hai agar humaare liye thi jo dil ki lagi kisi ke liye dil lagi ban gayi humen yun hansaya ke hum ro diye tareeka naya dil lagaane ka hai tumhen bhool jaane ka haq hai agar humen haq mohabbat nibhaane ka hai abhi se tumhen kya batayen bhala ye anjaam kya is fasaane ka hai tumhen bhool jaane ka haq hai agar
tumhen chhede hawa chanchal shararat tumse seekhi hai wo baitha phool pe bhanwra mohabbat tumse seekhi hai mere gulfaam sun lo tum deewane dil ka kehna hai kiya hai faisla maine tumhaare bin na rehna hai tumhen chhede hawa chanchal shararat tumse seekhi hai kare deewangi mausam sanam tumhaari in adaaon se gazab lagti ho tum rab ki kasam bharosa ho na jo mera to poochho in fizaaon se tumhen chhede hawa chanchal shararat tumse seekhi hai wo baitha phool pe bhanwra mohabbat tumse seekhi hai banaya aashiyaan maine sanam tumhaari hi nigaahon mein naa jaaun door main tumse kabhi bita doon umr main saari sanam teri hi baahon mein tumhen chhede hawa chanchal shararat tumse seekhi hai wo baitha phool pe bhanwra mohabbat tumse seekhi hai bani hai surmayi dekho ghataa teri aankhon ke kaajal se churaati hai jawaan khushboo hawa lipat ke meri jaaneman tere ye reshmi aanchal se tumhen chhede hawa chanchal shararat tumse seekhi hai wo baitha phool pe bhanwra mohabbat tumse seekhi
tumhen dekha hai maine gulsitaan mein tumhen dekha hai maine gulsitaan mein tumhen dekha hai maine gulsitaan mein ke jannat dhundh li hai iss jahaan mein tumhen dekha hai koi ho baaaaat koi ho baat koi ho fasaana tumhen hi yaad kartaa hai zamaana tumhaara zikr hai har daastaan mein ke jannat dhundh li hai iss jahaan mein tumhen dekha hai sukun inn seeeeee aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa sukun inn se inhi se beqaraari khuda ke naam se zulfen tumhaari khudaayi tarr rahi hai do jahaan mein ke jannat dhundh li hai iss jahaan mein tumhen dekha hai tumhi ho meharbaan tumhi sitamgar badal sakta hai iss dil ka muqaddar tumhaari ek naa mein ek haan mein ke jannat dhundh li hai iss jahaan mein tumhen dekha hai qayaamat hai qayaamat hai duhaayi hai khudaayaa kisi kaafir ko dil mein hai basaaya ke rakh li aag apne aashiyaan mein ke jannat dhundh li hai iss jahaan mein tumhen dekha hai maine gulsitaan mein ke jannat dhundh li hai iss jahaan mein tumhen dekha hai
tumhen dil se chaha tumhen dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge tumhi tum ho meri nigahon mein lekin nigahon se mujhko gira to na doge tumhen dil se chaha tumhen dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge tumhi tum ho meri nigahon mein lekin nigahon se mujhko gira to na doge tera khayaal teri hi baat rehte hain dil mein din ho ke raat tera khayaal teri hi baat rehte hain dil mein din ho ke raat kahin mujhko iski saza to na doge tumhi tum ho meri nigahon mein lekin nigahon se mujhko gira to na doge tumhen dil se chaha tumhen dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge dharti pe hai khushiyon ka raaj ik geet meetha sa jeewan hai aaj dharti pe hai khushiyon ka raaj ik geet meetha sa jeewan hai aaj bharam hi sahi par mita to na doge tumhen dil se chaha tumhen dil diya hai ye wada karo ke bhula to na doge tumhi tum ho meri nigahon mein lekin nigahon se mujhko gira to na doge ghir ke jab aayegi jeewan ki shaam ho jayega jab fasana tamaam ghir ke jab aayegi
tumhen ho na ho mujhko to tumhen ho na ho mujhko to itna yakin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai tumhen ho na ho mujhko to itna yakin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai tumhen ho na ho mujhko to itna yakin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai magar maine ye raaz ab tak na jaana mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai magar maine ye raaz ab tak na jaana ke kyun pyaari lagti hain baatein tumhari main kyun tumse milne ka dhundu bahana kabhi maine chaha tumhen chhoo ke dekhun kabhi maine chaha tumhen paas lana magar phir bhi magar phir bhi iss baat ka to yakin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai mujhe pyaar tumse nahin hai nahin hai tumhen ho na ho mujhko to itna yakin hai phir bhi jo tum door rehte ho mujhse to rehten hain dil pe udasi ke saaye phir bhi jo tum door rehte ho mujhse to rehten hain dil pe udasi ke saaye koi khaab oonchi makaanon se jhaanke koi khaab baitha
tumhen jamghata aashiqon ka milega magar koi mujhsa mila na milega hooo tumhen jamghata aashiqon ka milega magar koi mujhsa mila na milega hoo tumhen mehfilen aashiqon ki milengi magar koi mujhsi mili na milegi tumhen mehfilen aashiqon ki milengi magar koi mujhsi mili na milegi tum jahaan bhi jaaogi sab hi tumko chahenge apna sar jhukayenge pyaar bhi jatayenge tum toh aisa roop ho har jawaan aayega dhal gaya shabaab to chhod ke wo jaayega ooo na hongi wo aahen na honge wo aansu dikhayegi wo sirf aahen bharenge tumhen jamghata aashiqon ka milega magar koi mujhsa mila na milega tum ho meri aarzu tum ho meri justju tum ho meri aabru tum ho mere rubaru tum na dil ko todna saath ye na chhodna tumko pyaar ki kasam munh na mujh se modna oooo tumhen chaahne waale laakhon milenge magar koi mujhsi mili na milegi tumhen mehfilen aashiqon ki milengi magar koi mujhsi mili na milegi koi mujhsa dhundh ke dikhaiye dikhaiye tum pe jo bhi mar mite aisa leke aaiye tum kaho to jaan
tumhe kaise main bataun tumhe kaise main kahun mere bas mein agar ho to main bas itna hi karun tumhen din bhar tumhen har pal dekhta hi main rahun tumhen dekhun tumhe chahoon tumhen poojun har pal tumhen sochun tumhen samjhun tumhen maangun har pal tumhen main gungunaun tumhen gaaun har pal main tumhara hoon aisa deewana meri jaan mera marna bhi tumhin ho mera jeena bhi ho tum meri madira bhi tumhin ho mera peena bhi ho tum meri chandi bhi tumhin ho mera sona bhi ho tum mera hasna bhi tumhin ho mera rona bhi ho tum meri saari saanson mein tum jaise ho ghuli meri aankhen tumhen dekhen chaahe band ho ya khuli main tumhara hoon aisa deewana meri jaan mere dil mein hai yeh armaan tumhe ek din paun is amber se bhi aage tumhen lekar jaun jahan raahon mein ho bikhare sab chaand aur taare jahan geeton ke behte hon meethe dhaare jahan khawaabon ki duniya kabhi soyi nahin ho jahan tum ho jahan main hoon aur koi nahin ho main tumhara hoon aisa deewana meri jaan
tumhen kaise kahun main dil ki baat kehte huye main sharmaaun akhiyon se tumko samjhaaun bolo samajh gaye hmm bolo samajh gaye na hooooo tumhen kaise kahun main dil ki baat kehte huye main sharmaaun akhiyon se tumko samjhaaun bolo samajh gaye bolo samajh gaye na hooooo tumhen kaise kahun main dil ki baat tumne piya kya na diya phir bhi jeevan mein hai kuchh kami aisi kali tumse chahun mahek uthe ye zindagi aasha ye man ki poori ho aaj mita do doori ko tumhen kaise kahun main dil ki baat kehte huye main sharmaaun akhiyon se tumko samjhaaun bolo samajh gaye bolo samajh gaye na hooooo tumhen kaise kahun main dil ki baat saawan aaye barkha laaye pyaasi dharti ki pyaas bujhaye saath tera paa ke sajan mera jeevan bhi khil jaaye aasha ye man ki poori ho aaj mita do doori ko tumhen kaise kahun main dil ki baat kehte huye main sharmaaun akhiyon se tumko samjhaaun bolo samajh gaye bolo samajh gaye na hooooo tumhen kaise kahun main dil ki baat
tumhen main agar apna saathi bana loon bataa do mera saath doge kahaan tak zameen se jahaan aasmaan mil raha hai naa chhodenge daaman tumhara wahaan tak tumhen main agar apna saathi bana loon bataa do mera saath doge kahaan tak zameen se jahaan aasmaan mil raha hai naa chhodenge daaman tumhara wahaan tak yahaan har kadam par nayi dilkashi hai kahaan tak tumhaara bharosa karun main yahaan har kadam par nayi dilkashi hai kahaan tak tumhaara bharosa karun main duaa hai ke benoor ho jaaye aankhen kisi aur ki jo tamanna karun main tumhen main agar apna saathi bana loon bataa do mera saath doge kahaan tak zameen se jahaan aasmaan mil raha hai naa chhodenge daaman tumhara wahaan tak aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa salaamat hai jab tak ye zulfon ke saaye to phir kis ko jannat ka armaan hoga salaamat hai jab tak ye zulfon ke saaye to phir kis ko jannat ka armaan hoga
tumhen mohabbat hai humse mana batao iska suboot kya hai tumhen mohabbat hai humse mana batao iska suboot kya hai ye haath seene pe rakh ke dekho na poochho iska suboot kya hai tumhen mohabbat hai humse mana ye dil ki dhadkan ye sard aahen yahi shikayat hai har kisi ko ye dil ki dhadkan ye sard aahen yahi shikayat hai har kisi ko kisi hasina ko jab bhi dekha to pyaar karne lage usi ko nayi bhala iss mein baat kya hai ke ye fasana bahut suna hai ye haath seene pe rakh ke dekho na poochho iska suboot kya hai tumhen mohabbat hai humse mana jo aag seene mein hai humare tumhare hoti to jaan lete jo aag seene mein hai humare tumhare hoti to jaan lete bagair koi suboot mange humari chahat ko maan lete tumhari aankhon mein kaash hota humari aankhon mein jo nasha hai humari aankhon mein jo nasha hai yahi nasha jo rahe hamesha to hum bhi chahat ka jaam pilen yahi nasha jo rahe hamesha to hum bhi chahat ka jaam pilen ye daur sa bas yunhi chalega to leke saaki ka naam pilen
tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai zamin to zamin aasmaan paa liya hai tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne mitaa naa sakegi jise ab khizaa bhi jala na sakengi jise bijliyaan bhi muhabbat ka wo aashiyaan paa liya hai tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne zamaane ke ghum pyaar mein dhal gaye hain zamaane ke ghum pyaar mein dhal gaye hain umeedon ke laakhon deeye jal gaye hain umeedon ke laakhon deeye jal gaye hain ke jab se tumhen meharbaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne jahaan se muhabbat ki raahen mili hain wahin se meri gardishen tham gayin hain naa bichhadenge hum carwaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne
tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin wo pehli pehli mulakaat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin machal rahi thi mere seene par ghani zulfein machal rahi thi mere seene par ghani zulfein pighal gayi thi jawaan raat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin diye the jab mere hathon mein tumne haath apne diye the jab mere hathon mein tumne haath apne laraz rahe the hasin haath yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin sitaare sun ke jise jhenp jhenp jaate the sitaare sun ke jise jhenp jhenp jaate the nigaah kehti thi wo baat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin wo pehli pehli mulakaat yaad hai ke nahin yaad hai ke nahin hain yaad hai
tumhen yaad karte karte jaayegi rain saari tum le gaye ho apne sang neend bhi humari tumhen yaad karte karte jaayegi rain saari tum le gaye ho apne sang neend bhi humari tumhen yaad karte karte mann hai ke jaa basaa hai anjaan ik nagar mein kuchh khojta hai pagal khoyi huyi dagar mein itne bade mahal mein ghabraon main bechari tum le gaye ho apne sang neend bhi humari tumhen yaad karte karte birha ki iss chita se tumhi mujhe nikalo jo tum na aa sako to mujhe swapn mein bula lo mujhe aise mat jalao meri preet hai kunwari tum le gaye ho apne sang neend bhi humari tumhen yaad karte karte jaayegi rain saari tum le gaye ho apne sang neend bhi humari tumhen yaad karte karte tumhen yaad karte karte tumhen yaad karte karte
tumhi dekho na ye kya ho gaya tumhara hoon main aur tum meri main hairaan hoon tumhein kya kahoon ke din mein huyi kaisi chaandani jaagi jaagi si hai phir bhi khaabon mein hai khoyi khoyi zindagi tumhi dekho na ye kya ho gaya tumhara hoon main aur tum meri behke behke se mann mehke mehke se tann ujli ujli fizaaon mein hain aaj hum hain jahaan kitni ranginiyaan chhalki chhalki nigaahon mein hain neeli neeli ghataaon se hai chhan rahi halki halki roshni tumhi dekho na ye kya ho gaya tumhara hoon main aur tum meri main hairaan hoon tumhein kya kahoon ke din mein huyi kaisi chaandani main to anjaan thi yun bhi hoga kabhi pyar barsega yun toot ke ho sach ye ikraar hai sach yahi pyar hai baaki bandhan hain sab jhuth ke meri saanson mein hai ghul rahi pyar ki dheemi dheemi raagini tumhi dekho na ye kya ho gaya tumhara hoon main aur tum meri main hairaan hoon tumhein kya kahoon ke din mein huyi kaisi chaandani jaagi jaagi si hai phir bhi khaabon mein hai khoyi khoyi zindagi
aa aa aa aa tumhi mere meet ho tumhi meri preet ho tumhi mere meet ho tumhi meri preet ho tumhi meri aarzoo ka pehla pehla geet ho tumhi mere meet ho tumhi meri preet ho tumhi meri zindagi ki pehli pehli reet ho tumhi mere meet ho tum ho bachain saiyyan hum beqaraar se jaane na doongi tumko nainon ke dwar se teri nighaahon ne dekha hai pyaar se mila aaj pyaasa panchhi nadiya ki dhaar se tumhi chitchor mere tumhi dil jeet ho tumhi chitchor mere tumhi dil jeet ho tumhi meri aarzoo ka pehla pehla geet ho tumhi mere meet ho tu kisi baghbaan ki gulshan ka phool hai chhup chhup ke tujhko chaaha raahi ki bhool hai aaaa raahi ki bhool nahin kismat ki bhool hai kismat ki bhool saiyyan humein to kabool hai mere dil ke saaz ka tumhi sangeet ho mere dil ke saaz ka tumhi sangeet ho tumhi meri zindagi ki pehli pehli jeet ho tumhi mere meet ho tumhi meri preet ho tumhi meri zindagi ki pehli pehli jeet ho tumhi mere meet ho
tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya jhoote balam bhole sanam maine tujhe pehchaan liya haaye tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diyaa tune mujhpe chhode nazron ke teer kyun o ooo tune mujhpe daali lat ki zanjeer kyun kuchh bhi kaho pyaar mein to tune hi pehla waar kiya tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya kya haseen hai mausam mastaana hai sama ooo oo aaj bus tum jaisa deewana hai samaa ae ji suno ye to kaho mujhko deewana kisne kiya tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya dil to dil hai jaan bhi tujhpe kurbaan hai oo oo jaan to jaan hai tujhpe sadke imaan hai maine tujhe tune mujhe aaj se apna maan liya tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya jhoote balam bhole sanam maine tujhe pehchaan liya haaye tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tumhein Jo Bhi Dekh Lega Majboor (1964) 05:03 31102
 
Poster of Majboor (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Waheeda Rehman
Raag- 
Adana
Duration : 05:03   Song Number : 31102   

Tumhein Yaad Hogaa Satta Bazaar (1959) 03:44 11981
 
Poster of Satta Bazaar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Suresh, Vijay Chaudhary
Duration : 03:44   Song Number : 11981   

Tumhein Zindagi Ke Ujaale Purnima (1965) 04:08 13997
 
Poster of Purnima (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dharmendra, Meena Kumari
Duration : 04:08   Song Number : 13997   

Tumhen Aaj Maine Jo Dekha Kuch Naa Kaho (2003) 04:24 40461
 
Poster of Kuch Naa Kaho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar Ehsaan Loy
Duration : 04:24   Song Number : 40461   

Tumhen Bhool Jaane Ka Mazdoor (1983) 04:57 38047
 
Poster of Mazdoor (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Padmini Kolhapure, Nanda
Duration : 04:57   Song Number : 38047   

Tumhen Chhede Hawa Chanchal Salaami (1994) 06:56 38962
 
Poster of Salaami (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Ayub Khan, Roshni Jaffery
Duration : 06:56   Song Number : 38962   

Tumhen Dekha Hai Maine Chandan Ka Palna (1967) 05:04 11819
 
Poster of Chandan Ka Palna (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:04   Song Number : 11819   

Tumhen Dil Se Chaha Chand Aur Suraj (1965) 05:08 38379
 
Poster of Chand Aur Suraj (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tanuja
Duration : 05:08   Song Number : 38379   

Tumhen Ho Na Ho Gharaonda (1977) 05:15 21379
 
Poster of Gharaonda (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Runa Laila
On Screen Actors- 
Zarina Wahab
Duration : 05:15   Song Number : 21379   

Tumhen Jamghata Aashiqon Ka Padosi Ki Biwi (1988) 04:58 13540
 
Poster of Padosi Ki Biwi (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 04:58   Song Number : 13540   

Tumhen Kaise (Happy) Dastak (1996) 05:20 32073
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 32073   

Tumhen Kaise Kahun Main Dil Ki Baat Aangan Ki Kali (1979) 05:14 10383
 
Poster of Aangan Ki Kali (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Lakshmi
Duration : 05:14   Song Number : 10383   

Tumhen Main Agar Apna Saathi Shatranj (1969) 04:50 15667
 
Poster of Shatranj (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 04:50   Song Number : 15667   

Tumhen Mohabbat Hai Ek Musafir Ek Hasina (1962) 05:25 32086
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sadhana, Joy Mukherjee
Duration : 05:25   Song Number : 32086   

Tumhen Pa Ke Humne Gehra Daag (1963) 03:19 13274
 
Poster of Gehra Daag (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:19   Song Number : 13274   

Tumhen Wo Bheegi Huyi Raat Ooperwaala Jaane (1977) 04:58 38406
 
Poster of Ooperwaala Jaane (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Rehana Sultan
Duration : 04:58   Song Number : 38406   

Tumhen Yaad Karte Karte Amrapali (1966) 03:38 21377
 
Poster of Amrapali (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:38   Song Number : 21377   

Tumhi Dekho Na Kabhi Alvida Naa Kehna (2006) 05:32 16905
 
Poster of Kabhi Alvida Naa Kehna (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Rani Mukherjee
Duration : 05:32   Song Number : 16905   

Tumhi Mere Meet Ho Pyase Panchhi (1961) 03:53 31010
 
Poster of Pyase Panchhi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Ameeta, Mehmood
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:53   Song Number : 31010   

Tumhi Ne dil Mera Chheen Ke Air Mail (1960) 03:23 36994
 
Poster of Air Mail (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Sardul Kwatra
On Screen Actors- 
Ranjan, Malini
Duration : 03:23   Song Number : 36994