Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


wo beete din yaad hain wo palchhin yaad hain guzaare tere sang jo laga ke tujhe ang jo baahon mein teri simatna wo mera zulfon mein meri lipatna wo tera samay sab le gaya bas yaaden de gaya kyun toote sapne wo guzri zindagi teri meri khushi mohabbat ka jahaan wo chaahat ka sama sarakti chilmanen behakti dhadkanen wo nagme saath saath jo humne the bune wo thak ke so gaye hawa mein kho gaye kyun toote sapne aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa wo beete din yaad hain wo palchhin yaad hain guzaare tere sang jo laga ke tujhe ang jo doori bhi nahin magar hum door hain yaadon se bandhe hum majboor hain kya khoya kya mila karen ab kya gila kyun toote sapne sapne sapne hmmm hmmm hmmm hmmm
wo bheege pal wo bheegi yaaden wo tanhaa raaten wo teri baaten bhula nahin bhula nahin wo bheege pal wo bheegi yaaden wo tanhaa raaten wo teri baaten bhula nahin bhula nahin saari duniyaan ka maine pyaar paaya teri chaahton mein jee gaya main tere sang sadiyon ko chand lamhon mein saari duniyaan ka maine pyaar paaya teri chaahton mein uuuuhooo jee gaya main tere sang sadiyon ko chand lamhon mein wo bheege pal wo bheegi yaaden wo tanhaa raaten wo teri baaten bhula nahin bhula nahin tu aaruzoo tu justzoo tere siwa kuchh nahin din dopahar kyun har saher khalti hai teri kami tu aaruzoo tu justzoo tere siwa kuchh nahin din dopahar kyun har saher khalti hai teri kami gaahe bagaahe meri saansen bhi mujhko lagti hai jaise sazaa wo bheege pal wo bheegi yaaden wo tanhaa raaten wo teri baaten bhula nahin bhula nahin aye zindagi tere bina jeena nahin hai mujhe sajdaa karun rabb se kahun de de duaan mein tujhe aye zindagi tere bina jeena nahin hai mujhe sajdaa karun rabb se
wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee nazar ke samne ghata si chha gayee nazar ke samne ghata si chha gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee kahan se phir chale aaye ye kucch bhatke hue saaye ye kucch bhoole hue nagme jo mere pyaar ne gaaye ye kucch bichhdi hui yaadein ye kucch toote hue sapne paraaye ho gaye to kya kabhi ye bhi to the apne na jaane inse kyun mil kar nazar sharma gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee bade rangeen zamane the tarane hee tarane the magar ab poochhta hai dil wo din the ya fasane the fakat ik yaad hai baaki bas ik fariyaad hai baaki wo khushiyaan lut gayeen lekin dil ae barbaad hai baaki kahan thi zindagi meri kahan par aa gayee wo bhooli dastaan lo phir yaad aa gayee ummidon ke haseen mele tamannaon ke wo rele nigahon ne nigahon se ajab kucch khel se khele hawa mein zulf leherayee nazar pe bekhudi chayee khule the dil ke darwaaze mohobbat bhi chali aayee tamannaon ki duniya par
Wo Chaand Chamka
wo chaand muskaya ye taare sharmaaye humara bhi dil na machalne lage jo haath mein humare ye haath hai tumhara diye se nighahon mein jalne lage wo chaand muskaya aaaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa haaa aaaa aaaaaa aaaaaa thandi thandi chanda ki kiran jalti jalti saanson ki hawaa kya naam hai iss mausam ka sanam pyaase hain magar phir bhi hai nasha aane lagi angdaayi ke jaise koi rutt badalne lage wo chaand muskaya ye taare sharmaaye humara bhi dil na machalne lage wo chaand muskaya khoya hai kuchh aisa aaj samaa behke behke uthte hai kadam yun pyaar bhari inn raahon mein chalte hi rahenge jhoom ke hum hum jo chalen mil ke gale khili chandani rang utarne lage wo chaand muskaya ye taare sharmaaye humara bhi dil na machalne lage jo haath mein humare ye haath hai tumhara diye se nighahon mein jalne lage wo chaand muskaya
wo chale haan wo chale haayeee wo chale jhatak ke daaaman meri aarzooo mita ke mita ke wo chale haan wo chale haayeee wo chale jhatak ke daaaman meri aarzooo mita ke mita ke mera dil wo le gaye hain mujhe raah mein bitha ke bitha ke wo chale koi unse itna keh do main unhin ka ho chuka hoon main unhin ka ho chuka hoon koi unse itna keh do main unhin ka ho chuka hoon main unhin ka ho chuka hoon unhen kya milega aaaaakhir mujhe iss tarah jala ke jala ke wo chale haan wo chale haayeee wo chale jhatak ke daaaman meri aarzooo mita ke mita ke mera dil wo le gaye hain mujhe raah mein bitha ke bitha ke wo chale naa bhujhegi baadlon se naa bhujhegi aasuon se naa bhujhegi aasuon se naa bhujhegi baadlon se naa bhujhegi aasuon se naa bhujhegi aasuon se mere dil ki dhadkanon mein gaye aag jo laga ke laga ke wo chale haan wo chale haayeee wo chale jhatak ke daaaman meri aarzooo mita ke mita ke mera dil wo le gaye hain mujhe raah mein bitha ke bitha ke wo chale
wo chaand jaisi ladki iss dil pe chhaa rahi hai wo chaand jaisi ladki iss dil pe chhaa rahi hai aankhon ke raaste se iss dil mein aa rahi hai wo chaand wo chaand wo chaand jaisi ladki iss dil pe chhaa rahi hai alhad si bholi bhaali maasoom ye sharaarat badli nahin hai ab tak bachpan ki uski aadat tadpa rahi hai yaadein ho jaaoon na na ho jaaoon ho jaaoon na main paagal aa jaaye saamne wo ye jaan jaa rahi hai wo wo wo chaand jaisi ladki iss dil pe chhaa rahi hai mera chaand baadalon mein kyun jaake kho gaya hai ab door iss kadar wo kyun mujhse ho gaya hai kyun jee raha hoon tanha ye yaad bhi nahin hai bas itna yaad hai ke wo yaad aa rahi hai wo chaand wo chaand wo chaand jaisi ladki iss dil pe chhaa rahi hai aankhon ke raaste se iss dil mein aa rahi hai wo chaand wo chaand
ho ha ha ha hmmm wo dekhne mein kaisi seedhi saadhi lagti hai bolti ki wo to kuchh nahi samajhti andar se kitni tez hai kabhi ajeeb si kabhi haseen lagti kabhi kisi kitaab ka hai scene lagti philosophy ka craze hai ho kehti hai ye ek phase hai wo dekhne mein kaisi seedhi saadhi lagti hai bolti ki wo to kuchh nahi samajhti andar se kitni tez hai kabhi ajeeb si kabhi haseen lagti kabhi kisi kitaab ka hai scene lagti philosophy ka craze hai ho kehti hai ye ek phase hai ho kehti hai ye ek phase hai ye kahan main aa gaya bolo kaisa ye dayaar hai dil kisi ka ho gaya na ispe ikhtiyar hai karoon to kya karoon kahoon to kya kahoon ye gaana bhi to usko paas laane ka bahana hai woh chhup chhup mere dil ke raaz kholti aadat ke ye ke mere khwab bhi tatolti possessiveness ka case hai jaan e jaan jaan e mann to har gaane mein aata hai parwana romeo har ladka hi ban jata hai likhoon to kya likhoon banu to kya banu yeh filmon mein ladka hi kyun ladki ko phansaata hai main chahoon
wo dekho dekha dekh raha tha papiha papiha dekho dekh raha tha papiha papiha jaake sab se kahega papiha papiha bhala chup kyun rahega papiha papiha dekho dekh raha tha rim jhim jhim gagariya barse rim jhim jhim gagariya barse aise mein jariya nahin jarse aise mein jariya nahin jarse humra jiya ghabraaye ab to raha na jaaye wo dekho dekha dekh raha tha papiha papiha dekho dekh raha tha papiha papiha jaake sab se kahega papiha papiha bhala chup kyun rahega papiha papiha dekho dekh raha tha sar sar sar chale sard hawayen sar sar sar chale sard hawayen phool hanse kaliyaan muskaayen phool hanse kaliyaan muskaayen humko ye samjhayen hum mil kar naachen gaayen wo dekho dekha dekh raha tha papiha papiha dekho dekh raha tha papiha papiha jaake sab se kahega papiha papiha bhala chup kyun rahega papiha papiha dekho dekh raha tha rim jhim jhim barse hain sitaare rim jhim jhim barse hain sitaare aap huye hain jab se humaare aap huye hain jab se humaare hum phoole nahin samaaye
wo dekho jala ghar kisi ka wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka gaya jaise jhonka hawaa ka humari khushi ka zamana diye humko kismat ne aansun jab aaya humen muskurana bina humsafar hai sooni dagar kidhar jaayen hum besahare wo dekho jala ghar kisi ka hain raahen kathin door manzil ye chhaya hai kaisa andhera ke ab chaand sooraj bhi mil kar nahin kar sakenge savera ghata chhayegi bahaar aayegi naa aayenge wo din humare wo dekho jala ghar kisi ka idhar ro rahi hain ye aankhen udhar aasmaan ro raha hai mujhe kar ke barbaad zaalim pashemaan ab ho raha hai ye barkha kabhi to ruk jaayegi rukenge naa aansun humare wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka
wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de mujhe yaad aane waale koi raasta bata de wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de rehne de mujhko apne kadmon ki khaak ban kar rehne de mujhko apne kadmon ki khaak ban kar jo nahin tujhe gawaara mujhe khaak mein mila de wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de mere dil ne tujhko chaaha kya yahi meri khata hai mere dil ne tujhko chaaha kya yahi meri khata hai maana khata hai lekin aisi to na saza de wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de mujhe yaad aane waale koi raasta bata de wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de
yaar jinhen tum bhool gaye ho yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo wo din yaad karoooo wo din yaad karo yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo chaand gagan se jhaank raha tha yaad karo ye jab tumne kaha tha jaise ye sach hai ke ye hain sitaaren waise ye sach hai ke hum hai tumhaare wo din yaad karoooo wo din yaad karo yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo bikhar gayin armaanon ki kaliyaan ujjad gayin bas sapnon ki galiyaan bhool gaye ho tum waade kasmen tod di saari pyaar ki rasmein wo din yaad karoooo wo din yaad karo yaar jinhen tum bhool gaye ho wo din yaad karoooo wo din yaad karo
wo din yaad karo wo din yaad karo wo chhup chhup ke milna wo hasnaa hasaanaa wo din yaad karo wo din yaad karo wo din yaad karo wo phoolon ki chhaiyaan wo mausam suhana wo din yaad karo phirte the aazaad hum to chaman mein chaand aur sooraj hai jaise gagan mein phirte the aazaad hum to chaman mein chaand aur sooraj hai jaise gagan mein ab to ye jeewan hai uljhan ki seema dhadake meraa dil ab dheemaa dheemaa wo din yaad karo wo din yaad karo wo din yaad karo wo phoolon ki chhaiyaan wo mausam suhana wo din yaad karo jab main kali thi tab hi bhali thi tab hi bhali thi koi naa ghum tha main mannchali thi main mannchali thi meri gali se tera gujarnaa nainon ke raste dil mein utarnaa wo din yaad karo wo din yaad karo haai wo din yaad karo wo chhup chhup ke milna wo hasnaa hasaanaa wo din yaad karo wo din yaad karo wo din yaad karo wo phoolon ki chhaiyaan wo mausam suhana wo din yaad karo wo din yaad karo
haaye humnasheen ek nazneen aati hai yaad bhooli nahin wo ek haseen ladki jo bas laajawaab thi wo ek haseen ladki jo bas laajawaab thi achchhi thi wo badi achchhi thi wo magar meri kismat kharab thi achchhi thi wo badi achchhi thi wo magar meri kismat kharab thi wo ek haseen ladki jo bas laajawaab thi achchhi thi wo badi achchhi thi wo magar meri kismat kharab thi jis waqt wo gayiiii jee hua ranj se bojhal jee hua ranj se bojhal jis waqt wo gayiiii jee hua ranj se bojhal ji hua ranj se bojhal uss waqt saamneeee padi thi mez pe botal padi thi mez pe botal botal lagayi munh se botal lagayi munh se to usme sharaab thi haaye achchhi thi wo badi achchhi thi wo magar meri kismat kharab thi wo ek haseen ladki jo bas laajawaab thi achchhi thi wo badi achchhi thi wo magar meri kismat kharab thi hmmmmmm do chaar mulaakaaton se main aage na badh saka ji main aage na badh saka do chaar mulaakaaton se main aage na badh saka ji main aage na badh saka aisi thi koi baat jise main
tara rara rara rara rara rara rara rara ra tara rara ra ha haha haha haha haha haha haha haha haha haha haha ha la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la aaaa ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha wo mere pichhe haath dho ke pada hai bacha le mujhe bacha le mujhe wo mere pichhe haath dho ke pada hai bacha le mujhe bacha le mujhe wo ek nighah kya mili tabiyaten machal gayi wo ek nighah kya mili tabiyaten machal gayi zara wo muskura diye shamayen jaise jal gayin zara wo muskura diye shamayen jaise jal gayin wo ek nighah kya mili tabiyaten machal gayi wo ek nighah kya mili tabiyaten machal gayi haaaaa haaa haaa haaaa haaaa haaa haaaa hey hey hey hey hey hey hey hey hey kab se dil ko iss ghadi ka intezaar tha shaam o sehar mera pyaar beqaraar tha kab se dil ko iss ghadi ka intezaar tha shaam o sehar mera pyaar beqaraar tha hey hey sitaara wo chamak utha to kismaten badal gayin sitaara wo chamak utha to kismaten badal gayin wo ek nighah kya
wo firaaq aur wo visaal kahaan wo firaaq aur wo visaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan thi wo ik shakhs ke tasavvur se thi wo ik shakhs ke tasavvur se ab vo raanaai e khayaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan aisaa aasaan nahin lahu ronaa aisaa aasaan nahin lahu ronaa dil mein taaqat jigar mein haal kahaan dil mein taaqat jigar mein haal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan fikr e duniyaa mein sar khapaata hoon main kahaan aur ye babaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan wo firaaq aur wo visaal kahaan wo shab o roz o maah o saal kahaan
wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota apna bhi koi hota kyun khud ko mohabbat ka haqdaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar khole to jabaan kyun kar darten hai ke jaane kya sansaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe
aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo nighaah mujh pe daalo ke main zindagi bana loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon tumhe tum se maangti hoon zara apna haath de do mujhe aaj zindagi ki wo suhaag raat de do jise le ke kuchh naa maangu aur maang mein sazaa loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo nighaah mujh pe daalo ke main zindagi bana loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa meri aarzoo to dekho ho tumhe saamne bitha kar kabhi dil ke paas laa kar kabhi dilrubaa bana kar koi daastaan sun loon koi daastaan suna loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon wo nighaah mujh pe daalo ke main zindagi bana loon wo haseen dard de do jise main gale laga loon maine pyaar ke alaawa kabhi tumse kuchh naa maanga tumhe jaane kya
wo hum naa the wo tum naa the wo hum naa the wo tum naa the wo rehguzar thi pyaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the ye khel tha naseeb kaaa ye khel tha naseeb ka naa hans sake naa ro sake naa toor par pahunch sake naa daar par hi so sake kahaani kiss se ye kahen kahaani kiss se ye kahen chadhav ki utaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the tumhin the mere rehnuma tumhin the mere humsafar tumhin the meri roshni tumhin ne mujhko di nazar di nazar bina tumhaare zindagi bina tumhaare zindagi shamma hai ek majaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the wo tum naa the ye kaun sa muqaam hai ye kaun sa muqaam hai falak nahin zamin nahin ke shab nahin sehar nahin ke ghum nahin khushi nahin kahaan ye le ke aa gayi kahaan ye le ke aa gayi hawaa tere dayaar ki looti jahaan pe bewajah paalki bahaar ki paalki bahaar ki wo hum naa the
de nu deee nu deee nuuuuuuuuuuu de re nuuuu wo humsafar tha wo humsafar tha magar us se hum nawaayii na thi wo humsafar tha aaaa aa wo humsafar tha magar us se hum nawaayii na thi wo humsafar tha haa aaaaaa wo humsafar tha magar us se hum nawaayii na thi ke dhoop chhaon ka aalam raha judaayi na thi wo humsafar tha magar us se hum nawaayii na thi ke dhoop chhaon ka aalam raha judaayi na thi wo humsafar tha magar us se hum nawaayii na thi aaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa nadi kinaare dhuaan uthe aeee nadi kinaare dhuaan uthe main jaanun kuchh hoye jis kaaran main jogan bani jis kaaran main jogan bani kahin tu hi na jalta hoye adaavatein thi taghaaful thaa ranjishein thi magar adaavatein aeeeeeeee adaavatein thi taghaaful thaa ranjishein thi magar bichhadne waale mein sab kuchh tha bewafai na thi eeee wo humsafar tha magar us se hum nawaayii na thi ke dhoop chhaon ka aalam raha judaayi na thi wo humsafar tha magar us se hum nawaayii na thi aaaaaaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Wo Beete Din Yaad Hain (Female) Purana Mandir (1984) 06:07 18952
 
Poster of Purana Mandir (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Ajit Singh
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Aarti Gupta, Mohnish Bahl
Duration : 06:07   Song Number : 18952   

Wo Bheege Pal Manorama (Six Feet Under) (2007) 06:51 16732
 
Poster of Manorama (Six Feet Under) (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Music Director- 
Jayesh Gandhi
Singer- 
Zubeen Garg
On Screen Actors- 
Abhay Deol, Raima Sen
Duration : 06:51   Song Number : 16732   

Wo Bhooli Dastaan Lo Phir Yaad Sanjog (1961) 04:52 12150
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha, Shobha Khote
Duration : 04:52   Song Number : 12150   

Wo Chaand Chamka Son Of Sinbad (1958) 02:54 36618
 
Poster of Son Of Sinbad (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Bhagwan Dada, Jubeen, Prem Nath
Duration : 02:54   Song Number : 36618   

Wo Chaand Muskaya Aakhri Dao (1958) 03:20 12034
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shekhar, Meenu Mumtaaj
Duration : 03:20   Song Number : 12034   

Wo Chale Jhatak Ke Hamrahi (1963) 03:22 13315
 
Poster of Hamrahi (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 13315   

Wo Chand Jaisi Ladki Devdas (2002) 04:31 17932
 
Poster of Devdas (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Ismail Darbar
Singer- 
Udit Narayan
Duration : 04:31   Song Number : 17932   

Wo Dekhne Mein London Paris New York (2012) 04:34 17061
 
Poster of London Paris New York (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Ali Zafar
Music Director- 
Ali Zafar
Singer- 
Ali Zafar
On Screen Actors- 
Ali Zafar, Aditi Rao Hydari
Duration : 04:34   Song Number : 17061   

Wo Dekho Dekha Dekh Raha Tha Fariyad (1964) 02:53 39916
 
Poster of Fariyad (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 02:53   Song Number : 39916   

Wo Dekho Jala Ghar Anpadh (1962) 04:57 21412
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Hemant Bhosale
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Asavari
Duration : 04:57   Song Number : 21412   

Wo Dil Kahaan Se Laaun Bharosa (1963) 03:28 12908
 
Poster of Bharosa (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Pahadi
Duration : 03:28   Song Number : 12908   

Wo Din Yaad (Male) Woh Din Yaad Karo (1971) 03:54 14409
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Nanda
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 03:54   Song Number : 14409   

Wo Din Yaad Karo Hamrahi (1963) 03:31 13313
 
Poster of Hamrahi (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahamood, Shubha Khote
Duration : 03:31   Song Number : 13313   

Wo Ek Haseen Ladki Aakraman (1975) 04:56 16380
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan
Duration : 04:56   Song Number : 16380   

Wo Ek Nighah Kya Mili Half Ticket (1962) 04:13 13308
 
Poster of Half Ticket (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Madhu Bala
Duration : 04:13   Song Number : 13308   

Wo Firaaq Aur Wo Visaal Kahan Jagjit Singh 04:26 40803
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:26   Song Number : 40803   

Wo Hans Ke Mile Hum Se Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 04:16 11908
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Tanuja, Dharmendra
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:16   Song Number : 11908   

Wo Haseen Dard De Do Humsaya (1968) 04:07 11919
 
Poster of Humsaya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:07   Song Number : 11919   

Wo Hum Naa The Cha Cha Cha (1964) 05:08 12953
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Iqbal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 05:08   Song Number : 12953   

Wo Humsafar Tha Abida Parveen 08:46 38874
 
Poster of Abida Parveen
 
Category
Ghazal
Lyricist
Naseer Turabi
Music Director- 
Abida Parveen
Singer- 
Abida Parveen
Duration : 08:46   Song Number : 38874