Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye andhaaaaaa kanoon hai ye andha kanoon hai ye andha kanoon hai ye andha kanoon hai jaane kahaan daga de de jaane kise sazaa de de saath naa de kamzoron ka ye saathi hai choron ka baaton aur dalilon ka ye hai khel vakilon ka ye insaaf nahin karta kisi ko maaf nahin karta maafi se har khoon hai ye andhaaaaaa kanoon hai ye andha kanoon hai ye andha kanoon hai log agar isse darte mujrim zurm naa karte yeh maal lootere loot gaye rishwat de kar chhoot gaye asmaten looti chali goli isne aankh nahin kholi kaala dhandha hota raha ye kursi par sota raha duniyaa ki imarat ka kachaa ik sutoon hai ye andhaaaaaa kanoon hai ye andha kanoon hai ye andha kanoon hai lambe iske haath sahi taaqat iske saath sahi par ye dekh nahin sakta ye bin dekhe hai likhta jail mein kitne log sade sooli par nirdosh chade jail mein kitne log sade sooli par nirdosh chade main bhi iss ka mara hoon paagal hoon awaara hoon yaaron mujhko hosh nahin sar mere junoon hai ye andhaaaaaa kanoon hai ye andha
ye anjaan raahen ye manzil paraayi mujhe zindagi tu kahaan le ke aayi kahaan le ke aayi ye anjaan raahen ye manzil paraayi mujhe zindagi tu kahaan le ke aayi kahaan le ke aayi ye anjaan raahen kismat ne wo thokar maari dil ka sheesha toot gaya pyaar ki mehfil raas naa aayi yaar ka daaman chhoot gaya kismat ne wo thokar maari dil ka sheesha toot gaya pyaar ki mehfil raas naa aayi yaar ka daaman chhoot gaya saaya ban kar saath chalegi jeevan bhar ye tanhaayi ye anjaan raahen ye manzil paraayi mujhe zindagi tu kahaan le ke aayi kahaan le ke aayi ye anjaan raahen aaj meri majboor wafaa khud mere liye ilzaam huyi ruth gaye hain geet milan ke dard mein doobi shaam huyi aaj meri majboor wafaa khud mere liye ilzaam huyi ruth gaye hain geet milan ke dard mein doobi shaam huyi jaane kiss din tootegi ab saanson ki ye shehnaayi ye anjaan raahen ye manzil paraayi mujhe zindagi tu kahaan le ke aayi kahaan le ke aayi ye anjaan raahen
ye baai ye baai ye baai tu kahaan se aayi woh kaun se nagar tujhe jaana ye baai tu kahaan se aayi woh kaun se nagar tujhe jaana saath mujhe le le akeli na jaana ke achcha nahin hai zamaana sadke mastaani chaal ke de dun kaleja nikaal ke sadke mastaani chaal ke de dun kaleja nikaal ke phool si naajuk jawaani ko rakhunga main sambhaal ke jaayegi ab tu kahaan reh ja dilbar yahaan reh ja reh ja na ye baai ye ye ye ye ye ye ye baai tu kahaan se aayi woh kaun se nagar tujhe jaana saath mujhe le le akeli na jaana ke achcha nahin hai zamaana haaye re baali umariya patali patang si kamariya haaye re baali umariya patali patang si kamariya paanv jahan rakh de tu gori thar thar kaanpe dagariya zulmi teri ada main to ghayal hua jaana o jaana ye baai ye ye ye ye ye ye ye baai tu kahaan se aayi woh kaun se nagar tujhe jaana saath mujhe le le akeli na jaana ke achcha nahi hai zamaana ye baai ye ye ye ye ye ye
ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin chale jo saath do kadam wo humsafar mila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin wo kaise log hain jinhen naseeb hai khushi wo honge aur raas jinko aayi dosti mere to khwab phool se bikhar gaye sabhi mere to khwab phool se bikhar gaye sabhi ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ke pyaar ka koi bhi phool pyaar se khila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ye kya makaam hai ye aa gaya hoon main kahan ke ajnabi se lag rahe hain mujhko sab yahan kisse kahoon sunega kaun meri daastaan kisse kahoon sunega kaun meri daastaan ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin ke door tak ummeed ka koi bhi silsila nahin ye baat hai naseeb ki kisi se kuchh gila nahin koi mujhe pukaar le koi to de sada main der tak is intzaar mein khada raha sharab ne diya hai saath iska shukriya sharab ne diya hai saath iska shukriya ye baat hai naseeb ki kisi se
hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm ye baat hoti hai paida janaab barson mein khuda banaata hai aisa shabaab barson mein ye baat hoti hai paida janaab barson mein khuda banaata hai aisa shabaab barson mein ye baat hoti hai bahaar aati hai aur rang roop milte hain chaman mein waise to har roz phool khilte hain chaman mein khilta hai chaman mein khilta hai tumsa gulaab barson mein khuda banaata hai aisa shabaab barson mein ye baat hoti hai aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa nahin ye baat haay nahin ye baat ke tumsa haseen nahin hoga yahaan nahin to zamaane mein wo kahin hoga to wo kahin hoga magar milega tumhaara jawaab barson mein khuda banaata hai aisa shabaab barson mein ye baat hoti hai tera khayaal hai har waqt yaad ke qaabil magar ye meri nazar bhi hai daad ke qaabil kiya hai jisne tera kiya hai jisne tera intekhab barson mein khuda banaata hai aisa shabaab barson mein ye baat hoti hai
laaa lala laa laaa lala laa laaa lala laa laaa lala laa ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re maine dil se kahaa kya baat hai kahaa dil ne milan ki raat hai maine dil se kahaa kya baat hai kahaa dil ne milan ki raat hai kaahe ghoonghat mein mukhda chhupaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re mera manvaa manaaye rang raliyaa paas aa gayin hain saajan ki galiyaan mera manvaa manaaye rang raliyaa paas aa gayin hain saajan ki galiyaan meri chunari hawaa mein lehraaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re o dekho dekho baji shehnaaiyaan mohe aane lagi angdaaiyaan dekho dekho baji shehnaaiyaan mohe aane lagi angdaaiyaan meri patli kamar bal khaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re ye baat koi samjhaaye re kyun aaj nazar sharmaaye re
aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa ye bahaar ye samaa ye jhoomti jawaaniyaa ye bahaar ye samaa ye jhoomti jawaaniyaa dekhiye kidhar kidhar jaaiye kahaan kahaan ye bahaar ye samaa behak rahi hai iss tarah husn ishq ki nazar chala hai raah bhool ke jaise koi bekhabar mastiyon mein doob ke lo chali hai zindagi kho gaya hai pyaar ke khaak mein jahaan ye bahaar ye samaa ye jhoomti jawaaniyaa dekhiye kidhar kidhar jaaiye kahaan kahaan ye bahaar ye samaa dekh aisa waqt phir mile naa zindgaani mein gori gori baahon ne laga di aag paani mein kisne rang ghola hai mauj ek shola hai jal rahe hai aaj ye zameen o aasmaan ye bahaar ye samaa ye jhoomti jawaaniyaa dekhiye kidhar kidhar jaaiye kahaan kahaan ye bahaar ye samaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa
ye bahaaron ka samaa chaand taaron ka samaa kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa zindgani dard ban jaaye kahin aisa naa ho zindgani dard ban jaaye kahin aisa naa ho saans aahen sard ban jaaye kahin aisa naa ho dil tadap kar naa gahaan so naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa chaand taaron ka samaa kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa kya hua kyun iss tarah tune nighaahen pher li kya hua kyun iss tarah tune nighaahen pher li meri raahon ki taraf se apni raahen pher li zindagi ka carwaan kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa chaand taaron ka samaa kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa
hmm hmm hm hm hmm hm hm hmm hm hm kabhi jo mile na wo aise mile hain ke barson yunhi saath jaise chale hain ye ehsaas kya hai jo yun jaagta hai dilon ko jo anjaan yun baandhta hai ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka hawaaon se khushboo ye kaise judi hai ghata udte baadal se kaise bandhi hai kise hai pata ye kashish kaun si hai jo saahil se lehron ko yun kheenchti hai ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka ubharte hain kuchh khwaab tanhayiyon mein uthe dard sa dil ki gehraiyon mein mila koi fir bhi mila to nahin magar dil ko koi gila to nahin ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka ye bandhan hai kachche dhaagon ka ye rasmon riwaazon ki duniya na jaane koi aise rishton ko maane na maane ye kuchh to hai aakhir ye kaise hua hai ye kudrat
ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi phool kyun saare murjha gaye kis liye bujh gayi chandani ye bataa de mujhe zindagi kal jo baahon mein thi aur nigaahon mein thi ab wo garmi kahaan kho gayi kal jo baahon mein thi aur nigaahon mein thi ab wo garmi kahaan kho gayi naa wo andaaz hai naa wo aawaaz hai naa wo andaaz hai naa wo aawaaz hai ab wo narmee kahan kho gayi ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi bewafaa tum nahin bewafaa hum nahin phir wo jazbaat kyun so gaye bewafaa tum nahin bewafaa hum nahin phir wo jazbaat kyun so gaye pyaar tum ko bhi hai pyaar hum ko bhi hai pyaar tum ko bhi hai pyaar hum ko bhi hai faasle phir ye kyun ho gaye ye bataa de mujhe zindagi pyaar ki raah ke humsafar kis tarah ban gaye ajnabi ye bataa de mujhe zindagi phool kyun saare murjha gaye kis liye bujh gayi chandani ye bataa de mujhe zindagi ye bataa de
ye betiyaan toh baabul ki raaniyaan hain ye betiyaan toh baabul ki raaniyaan hain meethi meethi pyaari pyaari ye kahaaniyaan hain ye sheeshe diyaan gudiyaan rabb jaane ke ye kudiyaan kinna jammiyaan kinna le jaaniyaan hain ye betiyaan toh baabul ki raaniyaan hain meethi meethi pyaari pyaari ye kahaaniyaan hain inka raam hai rakhwaala inka bachpan bhola bhala bholi bhaali si inki jawaaniyaan hain ye ladkiyaan toh maaon ki raaniyaan hai meethi meethi pyaari pyaari ye kahaaniyaan hain sab ke dil ki saare ghar ki ye raaniyaan hain sab ke dil ki saare ghar ki ye raaniyaan hain ye chidiyaan ek din phur se ud jaaniyaan hain koi inka haath na chhode koi inka dil na tode ae te sachche rab diyaan meherbaaniyaan hain ye betiyaan toh baabul ki raaniyaan hain meethi meethi pyaari pyaari ye kahaaniyaan hain
ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane kismat se aate hain pyaar ke zamaane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane dekho saawan dole bheegi zulfen khole dekho saawan dole bheegi zulfen khole maanon re o bhole o bhole baabu o bhole o bhole bhale baabu o bhole dekho rukti nahin hai bahaar ke zamaane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane kismat se aate hain pyaar ke zamaane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane dhadkan ke ye daane chitwan ke afsaane dhadkan ke ye daane chitwan ke afsaane sun sun o deewane deewane tu kya jaane deewane deewane tu kya jaane deewane aji milte kahaan hain qaraar ke zamaane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane kismat se aate hain pyaar ke zamaane ye bhi koi ruthne ka mausam hai deewane dil se dil jodo bhi do naina modo bhi dil se dil jodo bhi do naina modo bhi o saiyaan chhodo bhi chhodo bhi banna saiyaan chhodo bhi chhodo bhi banna saiyaan chhodo bhi kahin beete naa yunhi ye pyaar ke zamaane
ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka ho raha hai har taraf charcha humara aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka chaand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahin chaand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahin chaudhwin ke chaand se badhke hai chehra aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka ishq mein aise bhi hum doobe huye hain aap ke ishq mein aise bhi hum doobe huye hain aap ke apne chehre pe sada hota hai dhokha aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka chaand sooraj dhoop subah kehkashan taare shama chaand sooraj dhoop subah kehkashan taare shama har ujale ne churaya hai ujaala aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka ho raha hai har taraf charcha humara aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye na aap ka
ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka ho raha hai har taraf charcha humara aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka chaand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahin chaand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahin chaudhvin ke chaand se badh ke hai chehra aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka ishq mein aise bhi hum doobe huye hain aap ke ishq mein aise bhi hum doobe huye hain aap ke apne chehre pe sadaa hota hai dhoka aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka chaand sooraj dhoop subah kehkashaan taare shamma chaand sooraj dhoop subah kehkashaan taare shamma har ujaale ne churaya hai ujaala aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka ho raha hai har taraf charcha humara aap ka ye bhi kya ehsaan kam hai dekhiye naa aap ka
ye chaand nahin teri aarti hai ye chaand nahin teri aarti hai neele aakash ke haath mein taaron se bhari huyi raat mein jiski soorat chamak rahi hai chaand nahin chaand nahin ye chaand nahin teri aarti hai bistar pe apne leta hoon dil thame isse dekh raha hoon dil thame isse dekh raha hoon seene mein eee seene mein halchal si machi hai chaand nahin chaand nahin ye chaand nahin teri aarti hai tujhko kuchh shaq ho ismein to chuppa le apna chehra tujhko kuchh shaq ho ismein to chuppa le apna chehra mitt jaayegi khili chandni mitt jaayegi khili chandni chha jayega andheraa andheraa isi ke dam se ye dil kashi hai chaand nahin chaand nahin ye chaand nahin teri aarti hai ye chaand nahin teri aarti hai
oo oo oo hoo oo oo oo hoo oo oo oo ho hoo oo oo oo hoo sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro ye cheekati cheripeeyani kalalee kanaali aa veekuvee dari cheraga nijamee avaaali ee chelimi sakshiga kaalamee aagiponii snehaalu teeramee cheruvai raani o o oho o o oho kalalee kanaali o o oho o o oho nijamee avali pade pade aadukovaali madhe ila haayiraagamee prati kshanam paata mavvali ade kada jeevithaana ravali sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro sainaro kalathee padaku kala nijamayye varaku gelupee uraku perugee ledanukoku ooregani mana oohale aa taaralee taakelaa o o oho o o oho kalalee kanaali o o oho o o oho nijamee avaali pade pade aadukovaali madhe ila haayi raagame prati kshanam paata mavvali ade kada jeevithana ravali sainaroo sainaroo sainaroo sainaroo gathamee marachi chey kalipenduku chudu edanee parachi premaku pallavi paadu ee sandelaa andinchani
bheegi bheegi si yeh raat hai yeh toh pyar ka hi rang hai bheegi bheegi si yeh raat hai yeh toh pyar ka hi rang hai yeh rang hai tarang hai yeh rang hai tarang hai yeh rang hai tarang hai yeh rang hai tarang hai ye chilipi kallalona kalavo ye chiguru gundelona layavo ye chilipi kallalona kalavo ye chiguru gundelona layavo nuvvacchullona halluvo jada gucchullona mallevo nuvvacchullona halluvo jada gucchullona mallevo kari mabbullona villuvo madhumasam lona manchu poola jalluvo madhumasam lona manchu poola jalluvo ye chilipi kallalona kalavo ye chiguru gundelona layavo ee parimalamu needena naaloparavasamu nijamega vundumallipovu kanna teli kadu nee soku rendu kallu moosukunna lagu mari neevaipu sogasulu choosi paadakayara kanulaku maata raaduga ala vinta horu kotta vinta nuvvena aa andamante acchanganu nuvve ye chilipi kallalona kalavo ye chiguru gundelona layavo ye chilipi kallalona kalavo ye chiguru gundelona mmmmmmm naa palukulalo paravallu koole kulukulalo
ye daaman ab na chootegaa kabhi chaahe khafaa tum ho ye daaman ab na chootegaa kabhi chaahe khafaa tum ho kahaan jaaoon ke meri zindagi ka aasraa tum ho ye daaman ab na chootegaa kabhi chaahe khafaa tum ho kahaan jaaoon ke meri zindagi ka aasraa tum ho ye daaman ab na chootegaa usi ne dukh diya jisko pukaraa meri aahon ne usi ne dukh diya jisko pukaraa meri aahon ne unhee se zakhm paaye jinko dekha in nigaahon ne maseeha mere ab in saare zakhmon ki dawaa tum ho kahaan jaaoon ke meri zindagi ka aasraa tum ho ye daaman ab na chootegaa main sar se paon tak apne hi ashqon mein nahaayee hoon main sar se paon tak apne hi ashqon mein nahaayee hoon larazte kaampte dil se tumhaare paas aayee hoon chhupaa lo apni baahon mein mere ghum aashnaa tum ho kahaan jaaoon ke meri zindagi ka aasraa tum ho ye daaman ab na chootega kabhi chaahe khafaa tum ho kahaan jaaoon ke meri zindagi ka aasraa tum ho ye daaman ab na chootega
ye dard bhara afsaana sun le anjaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa ye dard bhara afsaana sun le anjaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa koi bhi waada yaad na aayaa koi kasam bhi yaad na aayee meri duhaai sun le khudaai mere sanam ne ki bewafaai dil toot gaya deewaana sun le anajaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa phooloon se maine daaman bachaayaa raaho mein apni kaante bichhaaye main hoon deewaana deewaangi ne ek bewafaa se nehaa lagaaye jo pyaar ko na pahchaanaa sun le anjaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa yaaden puraani aane lagin kyaa aankhen jhukaa li kyaa dil mein aaya dekho nazaaraa dilbar humara kaise humaari mehfil mein aayaa hai saath koi begaanaa sun le anjaan zamaana
kazaa zaalim sahi ye zulm wo bhi kar nahin sakti jahaan mein kes jinda hai to laila marr nahin sakti ye dawaa aaj ye dawaa aaj ye dawaa aaj duniyaa bhar se manwaane ki khaatir aa ye dawaa aaj duniyaa bhar se manwaane ki khaatir aa ye dawaa aaj duniyaa bhar se manwaane ki khaatir aa ye deewane ki zid hai zid ye deewane ki zid haan ye deewane ki zid hai apne deewane ki khaatir aa ye deewane ki zid hai apne deewane ki khaatir aaaaa tere darr se main khaali laut jaaun kya qayaamat hai tere darr se tere darr se main khaali laut jaaun kya qayaamat hai tu meri ruh ka kaaba tu meri ruh ka kaaba meri jaan e ibaadat hai meri jaan e ibaadat hai jabeen e shauk jabeen e shauk jabeen e shauk ke sajdon ko apnaane ki khaatir aa jabeen e shauk ke sajdon ko apnaane ki khaatir aa jabeen e shauk ke sajdon ko apnaane ki khaatir aa ye deewane ki zid hai apne deewane ki khaatir aaaaa meri deewangi meri deewangi ki meri wehshat ki kasam tujhko meri deewangi meri deewangi ki meri wehshat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Andhaa Kanoon Andhaa Kaanoon (1983) 05:53 21460
 
Poster of Andhaa Kaanoon (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 05:53   Song Number : 21460   

Ye Anjaan Raahen Raakh Aur Chingari (1982) 05:20 18888
 
Poster of Raakh Aur Chingari (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Tajdar Taj
Music Director- 
Ratan Deep - Hemraj
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 05:20   Song Number : 18888   

Ye Baai Tu Kahaan Gehri Chaal (1973) 03:31 32323
 
Poster of Gehri Chaal (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Hema Malini
Duration : 03:31   Song Number : 32323   

Ye Baat Hai Naseeb Ki Ehsaan Aap Ka (1986) 06:18 36447
 
Poster of Ehsaan Aap Ka (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijayendra, Deepti Naval
Duration : 06:18   Song Number : 36447   

Ye Baat Hoti Hai Paida Janaab Majboor (1964) 04:16 38763
 
Poster of Majboor (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Biswajit Chatterjee
Duration : 04:16   Song Number : 38763   

Ye Baat Koi Samjhaaye Sazaa (1951) 03:00 14182
 
Poster of Sazaa (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:00   Song Number : 14182   

Ye Bahaar Ye Samaa Dilli Ka Thug (1958) 03:19 13126
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Minu Mumtaz
Duration : 03:19   Song Number : 13126   

Ye Bahaaron Ka Samaa Milap (1955) 03:17 15626
 
Poster of Milap (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:17   Song Number : 15626   

Ye Bandhan Kachchey Dhaagon Ka Bandhan Kuchchey Dhaagon Ka (1983) 05:17 39213
 
Poster of Bandhan Kuchchey Dhaagon Ka (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Hemant Bhosale
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:17   Song Number : 39213   

Ye Bataa De Mujhe Zindagi Saath Saath (1982) 05:00 21461
 
Poster of Saath Saath (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Kuldeep Singh
On Screen Actors- 
Farooq Sheikh, Deepti Naval
Duration : 05:00   Song Number : 21461   

Ye Betiyaan Na Tum Jaano Na Hum (2002) 13890
 
Poster of Na Tum Jaano Na Hum (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Esha Deol
Duration :    Song Number : 13890   

Ye Bhi Koi Ruthne Solva Saal (1958) 05:38 14273
 
Poster of Solva Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 05:38   Song Number : 14273   

Ye Bhi Kya Ehsaan Kam Hai Jagjit Singh 04:54 37302
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:54   Song Number : 37302   

Ye Bhi Kya Ehsaan Kam Hai Talat Aziz 04:52 15978
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Duration : 04:52   Song Number : 15978   

Ye Chaand Nahin Teri Jagmohan Sursagar 02:49 36631
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Ghazal
Duration : 02:49   Song Number : 36631   

Ye Cheekati Happy Days (2007) 04:40 10541
 
Poster of Happy Days (2007)
 
Category
Telugu
Year- 
2007
Lyricist
Vanamali
Music Director- 
Mickey J Meyer
On Screen Actors- 
Nikhil, Monali Chaudhary
Duration : 04:40   Song Number : 10541   

Ye Chilipi Gharshana (2004) 05:14 10085
 
Poster of Gharshana (2004)
 
Category
Telugu
Year- 
2004
Lyricist
Kula Sekhar
Music Director- 
Harris Jayaraj
Singer- 
Srinivas
On Screen Actors- 
Venkatesh
Duration : 05:14   Song Number : 10085   

Ye Daaman Ab Na Baharon Ki Manzil (1968) 04:40 21462
 
Poster of Baharon Ki Manzil (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Dharmendra
Duration : 04:40   Song Number : 21462   

Ye Dard Bhara Afsaana Shreeman Funtoosh (1965) 05:10 11916
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Anoop Kumar, Kumkum
Duration : 05:10   Song Number : 11916   

Ye Deewane Ki Zid Hai Laila Majnu (1976) 05:58 13588
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 05:58   Song Number : 13588