Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye kaun hai jiske aane se suraj ki kiran sharmai hai ye kaun hai jiske aane se suraj ki kiran sharmai hai ye kiske badan ke sholon ne paani mein aag lagai hai ye kiske badan ke sholon ne paani mein aag lagai hai ye kaun hai jiske aane se ye thandi pawan lahrayi hai ye kaun hai jiske aane se ye thandi pawan lahrayi hai ye kiske machalte geeton ne maujon ko tadap sikhlaai hai ye kiske machalte geeton ne maujon ko tadap sikhlaai hai ye kiski nasheeli zulfon ki parchhai padi hai lahron par ye kiski nasheeli zulfon ki parchhai padi hai lahron par aakash pe ek badal bhi nahin nadiya mein ghata ghir aayi hai aakash pe ek badal bhi nahin nadiya mein ghata ghir aayi hai ah ha ha ah ha ha ha oh ho ho oh ho ho ho ho ah ha ha ah ha ha ha oh ho ho ho oh ho ho ho ho ye kaun khada hai maujon mein toofan liye armanon ka ye kaun khada hai maujon mein toofan liye armanon ka hai laaj se dil paani paani ye kiss se nazar takrayi hai hai laaj se dil paani paani ye kiss se nazar takrayi
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa ye kaun thak ke so raha ye kaun thak ke so raha hai gulmohar ki chhaon mein ye kaun thak ke so raha hai gulmohar ki chhaon mein ye phool hai paraag hai ye kaun thak ke so raha hai gulmohar ki chhaon mein jagao mat isse ke phir sulag uthengi chingiyaan jagao mat isse ke phir sulag uthengi chingiyaan garaj uthengi badliyaan laraj uthengi bijliyaan garaj uthengi badliyaan laraj uthengi bijliyaan thakaan khone do isse sapan pirone do isse ye muflison ka taaj hai ye desh ka suhaag hai ye kaun thak ke so raha hai gulmohar ki chhaon mein na ghoom ae zameen tu na rang badal o aasmaan na ghoom ae zameen tu na rang badal o aasmaan bahot dinon pe hai bana ke bijliyon mein aashiyaan bahot dinon pe hai bana ke bijliyon mein aashiyaan nazar isse lage nahin hawa isse chhue nahin ye soz hai ye saaz hai ye baagbaan ye baag hai ye kaun thak ke so raha hai gulmohar ki chhaon mein aaa aaa aaa aaa aaaa aaa aaa aaaa hmmmm hmmm hmmm
ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan haaye ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa haaa hooooo hooo hoooo aaaaa haaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa haaaaa haaaa oooo hoooo ooooo hooo hooo hooo hooo hoooo ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar ye sardi ka mausam badan kaanpe thar thar ye hain baraf ke dher yaa sang e marmar banaa le naa kyun apni jannat yahaan ye khaamoshiyaan aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa ye tanhaaiyaan aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan ye unche pahaadon ke magroor saaye ye kehte hain insaan nazar to milaaye ye kehte hain insaan nazar to milaaye farishten bhi hai iss jagah bezubaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan muhobbat ki duniyaa hai kitni jawaan ye khaamoshiyaan ye tanhaaiyaan naa parda hai koi naa hai koi chilman jahaan paaun rakh den hai
meri dushman hai ye meri uljhan hai ye bada tadpati hai dil tarsaati hai ye khidki khidki ye khidki ye khidki jo band rehti hai ye khidki jo band rehti hai meri dushman hai ye meri uljhan hai ye bada tadpati hai dil tarsaati hai ye khidki khidki ye khidki ye khidki jo band rehti hai ye khidki jo band rehti hai lagta hai mela naa jaane kahan aashique jamaa hote hain yahaan sab ko pata hai ye daastaan iss ghar mein hain ek ladki jawaan aankhen jhuko ke guzro iss gali se aane jaane waalon se kehti hai ye khidkiiii ye khidki jo band rehti hai ye khidki jo band rehti hai ghum ki ghata hai ye chhat jaayegi aahon se deewar phat jaayegi jab saamne se ye hatt jaayegi ghunghat mein gori simat jaayegi ik roz khul jaayegi toot ke ye kitni nazron ke teer sehti hai ye khidkiiii ye khidki jo band rehti hai ye khidki jo band rehti hai aaye kabhi chaubare mein wo kuchh soche mere baare mein wo are baaten karen do ishaare mein wo chup se khadi hai uss kinaare mein wo uss paar wo hai
ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh mausam naya aa gaya le kar fasaane naye mausam naya aa gaya le kar fasaane naye kehti hai ye bekhudi gaa le taraane naye aankhon se masti luta dil ko machalnaa sikha aankhon se masti luta dil ko machalnaa sikha dil ki khushi ke liye duniyaa ko tu bhool jaa ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh ulfat ki raahon mein aa daaman ko rangeen bana ulfat ki raahon mein aa daaman ko rangeen bana dil ke jahaan ko badal apna muqaddar jagaa ye khushi ka samaan zindagi hai jawaan aa nighaahen mila ke to dekh keh rahi hai fizaa do ghadi muskuraa dil ki duniyaa basaa ke to dekh
charagon ka laga mela ye jhanki khoobsoorat hai magar wo roshni hai kahaan mujhe jiski zarurat hai ye khushi leke main kya karun meri hai ab talak raat kaali ye khushi leke main kya karun meri hai ab talak raat kaali jagmagate diyo mat jalo jagmagate diyo mat jalo mujhse ruthi hai meri deewali ye khushi leke main kya karun meri hai ab talak raat kaali jinse roshan thi ye zindagi wo ujaale kahin chal diye jinse roshan thi ye zindagi wo ujaale kahin chal diye roshni mere aakash ko dene waale kahin chal diye chal diye hain mere devta dil ka mandir pada aaj khali jagmagate diyo mat jalo mujhse ruthi hai meri deewali ye khushi leke main kya karun meri hai ab talak raat kaali ye chamak ye damak aaj ki kuchh paraayi si hai lag rahi ye chamak ye damak aaj ki kuchh paraayi si hai lag rahi aaj ki anjuman mein mujhe ik judayi si hai lag rahi main hansun bhi to hans na sakun meri hai daastan hi niraali jagmagate diyo mat jalo mujhse ruthi hai meri deewali ye khushi leke main
Yeh Kis Bandhan Mein
ye kis ki aankhon ka noor ho tum ye kis ke dil ka karaar ho tum ye kis ke dil ka karaar ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum ye kis ke dil ka karaar ho tum ye kis ke dil ka karaar ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum mujhe ye maaloom ho raha hai mujhe ye maaloom ho raha hai ke jaise mera hi pyaar ho tum ke jaise mera hi pyaar ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum sambhalo zulfon ki ye ghatayen kahin musafir bhatak na jaaye sambhalo zulfon ki ye ghatayen kahin musafir bhatak na jaaye behek na jaaye kahin zamaana behek na jaaye kahin zamaana ke ek nashili bahaar ho tum ke ek nashili bahaar ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum kabhi jhuki tum nigaah ban kar kabhi uthi dil se aah ban kar aah ban kar khatak rahi ho kabhi jigar mein khatak rahi ho kabhi jigar mein kabhi kaleje ke paar ho tum kabhi kaleje ke paar ho tum ye kis ki aankhon ka noor ho tum garaz qayaamat se kam nahin ho koi bhi ho tum bohut haseen ho bohut haseen ho
ye kis manzil pe le aayi ye kis manzil pe le aayi meri badkismati mujhko jahaan hasrat se mud kar dekhti hai zindagi mujhko ye kis manzil pe le aayi mere daaman mein kaante rakh diye phoolon ke badle mein phoolon ke badle mein mere daaman mein kaante rakh diye phoolon ke badle mein phoolon ke badle mein mere maalik bata aisi saza kyun di gayi mujhko ye kis manzil pe le aayi dil e nadan teri baton mein aakar lut gaya hoon main lut gaya hoon main dil e nadan teri baton mein aakar lut gaya hoon main lut gaya hoon main bahut tadpa rahi hai aaj meri bekashi mujhko ye kis manzil pe le aayi meri ye zindagi hai ya andheri raat sawan ki raat sawan ki meri ye zindagi hai ya andheri raat sawan ki raat sawan ki nazar aati nahin ab door tak bhi roshni mujhko ye kis manzil pe le aayi ye kis manzil pe le aayi meri badkismati mujhko jahaan hasrat se mud kar dekhti hai zindagi mujhko ye kis manzil pe le aayi
hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa ye kisne geet chheda ye kisne geet chheda dil mera naache thirak thirak kisne geet chheda ye kis ki zulf bikhri ye kis ki zulf bikhri jag saara gaya mehak mehak kis ki zulf bikhri chori chori haule haule thandi thandi hawaayen chori chori haule haule thandi thandi hawaayen kaliyon ke mukh chumen bagiyaa ko dulraaye daali daali jaaye lachak lachak kis ki zulf bikhri ye kisne geet chheda dil mera naache thirak thirak kisne geet chheda tumne hi kiya tona tumne hi jaadu phera tumne hi kiya tona tumne hi jaadu phera anjaani dagari pe chala dekho mann mera matwaala gaya behak behak kisne geet chheda ye kis ki zulf bikhri jag saara gaya mehak mehak kis ki zulf bikhri ek baazi maine jeeti ek baazi dil haara ek baazi maine jeeti ek baazi dil haara mere saajan tere kaaran maine chhoda jag saara sang tere chali runak jhunak kisne geet chheda ye kis ki zulf bikhri jag saara
e kulamu needante gokulamu navvindi madhavudu yaadavudu maa kulame lemmandi aa aaa aaaaaa aaaaa oooo oooo aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa e kulamu needante gokulamu navvindi madhavudu yaadavudu maa kulame lemmandi edu varnalu kalisi indhradhanasautaadi anni varnalaku okate ihamu paramuntadi edu varnalu kalisi indhradhanasautaadi anni varnalaku okate ihamu paramuntadi ee kualamu needante gokulamu navvindi madhavudu yaadavudu maa kulame lemmandi aadi nunchi aakasam moogadi anadiga talli dharani moogadi aadi nunchi aakasam moogadi anadiga talli dharani moogadi naduma vacchi urumutayi mabbulu naduma vacchi urumutayi mabbulu ee nadamantrapu manushulake maatalu inni matalu aaaaaa e kulamu needante gokulamu navvindi madhavudu yaadavudu maa kulame lemmandii
ye kya hua kaise hua kab hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua hum kyun shikva karen jhoota kya hua jo dil toota hum kyun shikva karen jhoota kya hua jo dil toota sheeshe ka khilona tha kuchh na kuchh to hona tha hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua humne jo dekha tha suna tha kya batayen wo kya tha humne jo dekha tha suna tha kya batayen wo kya tha sapna salona tha khatam to hona tha hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua aye dil chal pee kar jhumen inhi galiyon mein ghumen aye dil chal pee kar jhumen inhi galiyon mein ghumen yahan tujhe khona tha badnaam hona tha hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua
ye kya hua tere mere pyaar ki baatein kyun duniya ki nazaron mein aa gayin haan tere mere pyaar ki baatein kyun duniya ki nazaron mein aa gayin haaye ho ho ho ho ho ho aaaa aa aaaa aaaa ye kya hua tere mere pyaar ki baatein kyun duniya ki nazaron mein aa gayin hooo tere mere pyaar ki baatein kyun duniya ki nazaron mein aa gayin haaye hum tum meethi si khushboo mein kyun rahe din raat itne gumsum hooo meethi si khushboo mein kyun rahe din raat itne gumsum haaye chupke kyun na mile hum kyun na kiya pyaar chupke chupke hooo kyun na mile hum kyun na kiya pyaar chupke chupke haaye chori huyi hum dono se tute na kahin ab dil ki ye dori hoooo huyi hum dono se tute na kahin ab dil ki ye dori haaye sajan koi chaahe kahe ab kuchh bhi chhute na bas tera daman hoo koi chaahe kahe ab kuchh bhi chhute na bas tera daman haaye ho ho ho ho ho ho aaaa aaa aaaa aaaa ho ho ho ho ho ho aaaa aaa aaaa aaaa
ye kya jagah hai doston ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai had e nigaah tak jahaan had e nigaah tak jahaan gubaar hi gubaar hai gubaar hi gubaar hai ye kya jagah hai doston ye kis maqaam par hayaat ye kis maqaam par hayaat mujhko le ke aa gayi mujhko le ke aa gayi naa bas khushi pe hain jahaan naa bas khushi pe hain jahaan naa ghum pe ikhtiyaar hai naa ghum pe ikhtiyaar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai tamaam umr ka hisaab tamaam umr ka hisaab maangti hai zindagi maangti hai zindagi ye mera dil kahe to kya ye mera dil kahe to kya ke khud se sharmsaar hai ke khud se sharmsaar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai bulaa raha hai kaun bulaa raha hai kaun mujhko chilmano ke uss taraf mere liye bhi kya koi mere liye bhi kya koi udaas beqaraar hai udaas beqaraar hai ye kya jagah hai doston ye kaun sa dayaar hai ye kaun sa dayaar hai had e nigaah tak jahaan gubaar hi
ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya wo khel dikhaaya tune madhosh banaaya tune wo khel dikhaaya tune madhosh banaaya tune o jaadugar matwaale bechain banaaya tune o jaadugar matwaale bechain banaaya tune sun re piya kaisa jeeya nazron ka paimaana ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya jab aankh mili sharmaaun main khoyi khoyi jaaun jab aankh mili sharmaaun main khoyi khoyi jaaun aankhon ki kaliyaan kaanpe jab saamne tujhko paaun aankhon ki kaliyaan kaanpe jab saamne tujhko paaun sun mere dil sapnon mein mil dard hua deewana ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya ye kya kar daala tune dil tera ho gaya hansi hansi mein zaalim dil mera kho gaya pehle tha zamaana pheeka ab laage
ye laal rang kab mujhe chhodega ye laal rang kab mujhe chhodega ye laal rang kab mujhe chhodega mera ghum kab talak mera dil todega ye laal rang kab mujhe chhodega kisi ka bhi liya naam to aayi yaad tu hi tu kisi ka bhi liya naam to aayi yaad tu hi tu ye to pyaala sharaab ka ban gaya ye lahoo ye laal rang kab mujhe chhodega peene ki kasam daal di peeunga kis tarah haan peene ki kasam daal di peeunga kis tarah ye na socha toone yaar main jeeunga kis tarah ye laal rang kab mujhe chhodega hmmm chala jaaun kahin chhod ke main tera ye shaher haan chala jaaun kahin chhod ke main tera ye shaher na to yahan amrit mile peene ko na zaher ye laal rang kab mujhe chhodega mera ghum kab talak ho mera dil todega ye laal rang kab mujhe chhodega
hoooo hoooooo oooo oooo ooooo hoooo oooooo ooooo ooooo ooooo oooo ooooo oooo oooo ooooo banno ki saheliiii resham ki dori chhup chhup ke sharmaaye dekhe chori chori banno ki saheliiii resham ki dori chhup chhup ke sharmaaye dekhe chori chori ye maane yaa naa maane main to iss pe mar gaya ye ladki haaye allah haaye haaye re allah ye ladki haaye allah haaye haaye re allah baabul ki galiyaan naa chhad ke jaana paagal deewana iss ko samjhana baabul ki galiyaan naa chhad ke jaana paagal deewana iss ko samjhana dekho ji dekho ye to mere peechhe pad gaya ye ladka haaye allah ye ladka haaye allah lab kahen naa kahen bolti hain nazar pyaar nahin chhuptaaa yaar chhupaane se haaaaa aaaaaaaa aaaaaa roop ghoonghat mein ho to suhaana lage baat nahin banti yaar bataane se ye dil ki baaten dil hi jaane yaa jaane khuda ye ladki haaye allah haaye haaye re allah ye ladka haaye allah sajnaaaaaa maangne se kabhi haath milta nahin jodiyaan banti hain pehle se sabki hooooo ooooo ooooo le
ye ladka haaye allah kaisa hai deewana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere dil beqaraar hota hai hote hote hote pyaar hota hai hoooo ye ladka haaye allah kaisa hai deewana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere dil beqaraar hota hai hote hote hote pyaar hota hai hoooo ye ladka haaye allah kaisa hai deewana humne to itna dekha humne to itna seekha dil ka sauda hota hai sauda zindagi kaa humne to itna dekha humne to itna seekha dil ka sauda hota hai sauda zindagi kaa milte hi kaise koi hota hai deewana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere dil beqaraar hota hai hote hote hote pyaar hota hai hoooo ye ladka haaye allah kaisa hai deewana ho sakta hai dekho naa samjho mitti ko sona pal bhar ka hasna ho jaaye jeevan bhar kaa rona ho sakta hai dekho naa samjho mitti ko sona pal bhar ka hasna ho jaaye jeevan bhar kaa rona dekho jaldi mein kabhi dil ko naa lagana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere
hey parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa pa pap pap parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa pap papaaaaa main akela raat ka mela tu kahaan se aayi aise mein tu bhool ke rasta mujh se aa takraayi ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai aisi naazuk hai ye galti se ise koi chhoo le to ye toot jaaye hey aisi naazuk hai ye galti se ise koi chhoo le to ye toot jaaye chaabi se ye chale chaabi se ye ruke chaabi se ye hanse rooth jaaye hai kaanch ki ye gudiyaa kaagaz ki ye pudiyaa kisi shaitaan ki naani lagti hai parap parap pa pa ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai hum akele raat ke mele tu kahaan se aaya aise mein tu bhool ke rasta humse aa takraaya are re re re re ye ladka zara sa deewana lagta hai gaadi ka koi modal purana lagta hai ye ladka zara sa deewana lagta hai gaadi ka koi
ae zindagi ye lamha jee lene de ho o pehle se likha kuch bhi nahin roz naya kuch likhti hai tu jo bhi likha hai dil se jiya hai ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de maasoom si hansi bevaja hi kabhi honton pe khil jaati hai anjaan si khushi behti hui kabhi saahil pe mil jaati hai ye anjaana sa darr ajnabi hai magar khoobsurat hai jee lene de ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de dil hi mein rehta hai aankhon mein behta hai kaccha sa ik khaab hai lagta sawaal hai shaayad jawaab hai dil phir bhi betaab hai ye sukoon hai to hai ye junoon hai to hai khoobsurat hai jee lene de ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de hoo pehle se likha kuch bhi nahin roz naya kuch ho likhti hai tu jo bhi likha hai dil se jiya hai ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Kaun Hai Jiske Aurat (1967) 03:43 36358
 
Poster of Aurat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Padmini Kolhapure
Duration : 03:43   Song Number : 36358   

Ye Kaun Thak Ke So Gaya Tu Hi Meri Zindagi (1965) 06:18 37753
 
Poster of Tu Hi Meri Zindagi (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Rono Deb Mukherjee
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 06:18   Song Number : 37753   

Ye Khamoshiyan Ye Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 05:39 14430
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Leela Naayadu
Duration : 05:39   Song Number : 14430   

Ye Khidki Jo Band Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978) 05:08 13661
 
Poster of Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 05:08   Song Number : 13661   

Ye Khushi Ka Samaan Diwali Ki Raat (1956) 03:07 15581
 
Poster of Diwali Ki Raat (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 03:07   Song Number : 15581   

Ye Khushi Leke Main Sambandh (1969) 05:37 35864
 
Poster of Sambandh (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dev Mukharji
Duration : 05:37   Song Number : 35864   

Ye Kis Bandhan Mein Doosri Dulhan (1983) 04:37 37924
 
Poster of Doosri Dulhan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bhupender Singh
Duration : 04:37   Song Number : 37924   

Ye Kis Ki Aankhon Ka Mohd Rafi 38262
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration :    Song Number : 38262   

Ye Kis Manzil Pe Le Aayi Main Suhagan Hoon (1964) 03:41 33013
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Lachchhi Ram
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Ajit
Duration : 03:41   Song Number : 33013   

Ye Kisne Geet Chheda Meri Surat Teri Ankhen (1963) 04:44 13737
 
Poster of Meri Surat Teri Ankhen (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Pradeep Kumar
Duration : 04:44   Song Number : 13737   

Ye Kulamu Needante Saptapadi (1981) 03:30 32212
 
Poster of Saptapadi (1981)
 
Category
Telugu
Year- 
1981
Lyricist
Veturi
Music Director- 
K V Mahadevan
On Screen Actors- 
J V Somayajulu, Sabitha Bhamidipati
Duration : 03:30   Song Number : 32212   

Ye Kya Hua Amar Prem (1971) 04:47 21472
 
Poster of Amar Prem (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:47   Song Number : 21472   

Ye Kya Hua Tere Mere Pyaar Ki Baatein Tera Mera Pyar (2004) 05:02 32455
 
Poster of Tera Mera Pyar (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Praveen Bhardwaj
Music Director- 
Kuljit
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Bhanujeet, Nimrat Kaur
Duration : 05:02   Song Number : 32455   

Ye Kya Jagah Hai Umrao Jaan (1981) 06:17 14380
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:17   Song Number : 14380   

Ye Kya Kar Daala Tune Howrah Bridge (1958) 04:53 21473
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 04:53   Song Number : 21473   

Ye Laal Rang Prem Nagar (1974) 04:10 21446
 
Poster of Prem Nagar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:10   Song Number : 21446   

Ye Ladka Haaye Allah Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) 05:29 16747
 
Poster of Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol, Various
Duration : 05:29   Song Number : 16747   

Ye Ladka Hai Allah Hum Kisise Kum Naheen (1977) 05:42 21474
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha, Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tariq, Kajal Kiran
Duration : 05:42   Song Number : 21474   

Ye Ladki Zara Si Dewaani Love Story (1981) 05:14 13628
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:14   Song Number : 13628   

Ye Lamha Filhaal Jee Lene De Filhaal (2002) 05:30 21447
 
Poster of Filhaal (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sushmita Sen
Duration : 05:30   Song Number : 21447