Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain aisi ek raah pe jisse wo na guzrenge kabhi yunhi baithe huye hum raah taka karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain hum jo the ahle wafa humse wafa bhi na huyi hum jo the ahle wafa humse wafa bhi na huyi dard e dil hum tera kis munh se gila karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain jab nahin tum hi to phir raat ke sannaate mein jab nahin tum hi to phir raat ke sannaate mein kaun hai kisko hum aawaaz diya karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain
aye gulbadan aye gulbadan phoolon ki mehak kaanton ki chubhan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye aye gulbadan aye gulbadan phoolon ki mehak kaanton ki chubhan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kya hasin mod par aa gayi zindagaani ke haqeeqat na ban jaaye meri kahani kya hasin mod par aa gayi zindagaani ke haqeeqat na ban jaaye meri kahani jab aahen bhare ye thandi pawan seene mein sulag uthati hai agan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye main tumhi se yun aankhen milata chala hoon ke tumhin ko main tum se churata chala hoon main tumhi se yun aankhen milata chala hoon ke tumhin ko main tum se churata chala hoon mat poochh mera deewanapan aakash se oonchi dil ki udan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye
aye hamare baap tu jo aasmaan mein hai tera naam pak mana jaaye teri baadshaahat aye aye hamare baap tu jo aasmaan mein hai tera naam pak mana jaaye teri baadshaahat aye aye hamare baap jaisi teri marzi aasmaan main puri hoti jaisi teri marzi aasmaan main puri hoti waise hi teri marzi jagat main puri ho jaaye waise hi teri marzi jagat main puri ho jaaye roz ki roti hamari aaj ham ko de de roz ki roti hamari aaj ham ko de de jeevan ki roti tu hai wohi hamara bal hai jeevan ki roti tu hai wohi hamara bal hai jis tarah hum apne apradhi ko maaf karte jis tarah hum apne apradhi ko maaf karte uss tarah hi hamare apraadh ko maaf kar de uss tarah hi hamare apraadh ko maaf kar de hamein azmaaishiyan main jaane tu na de hamein azmaaishiyan main jaane tu na de kal ki burayi se bacha teri raah main chala kal ki burayi se bacha teri raah main chala kyun ke aasmaani baadshaha aur quwat qudarat kyun ke aasmaani baadshaha aur quwat qudarat sara zameen ka jalal hai hameshaa tera
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey aye hey hey hey aye hey hey hey hey hey hey hey hey dudu dudu ba baba baba baba ba ba aye haseenon naazneenon main dil hatheli pe le ke aa raha hoon jawaab do bhi meri suno bhi main kab se naghmen muhabbat ke gaa raha hoon aye haseenon naazneenon main dil hatheli pe le ke aa raha hoon aye haseenon dudu dudu uuuuuuuuu dudu dudu uuuuuuuuu dudu dudu dudu dudu dudu dudu uuuuuuuu dil mera hai ek khazana chhipa jis mein hain dard suhaana koi hai koi lene waala jo pyaar ka ho deewana parwana koi aata hi nahin main kab se shamme jala raha hoon aye haseenon naazneenon main dil hatheli pe le ke aa raha hoon aye haseenon aaaa haa haaa aaaa haaa haaaa oooo hooo hooo hooo hooo hooo main saudagar bhi nahin hoon koi jaadugar bhi nahin hoon bekaar hoon naa aawara bedar beghar bhi nahin hoon main hoon matwala ek dil wala saath dega koi main bula raha hoon aye haseenon naazneenon main dil hatheli pe le ke aa raha
aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper mere pyaar ke dariyaa mein mere love ke dariyaa mein ek doobki lo naa sir aye hip hopper aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper kya tu bak rahi hai aise bak rahi hai khopadi pak rahi hai ruk ruk ruk ruk ruk ruk ruk ruk bakshish bhi diyaa bonus bhi diya chaahiye tujhko kya chal phut phut phut phut phut phut phut phut mere ghar mein bartan shartan maanj de ho main barabar tu kabhi to mere dil pe ghar mein ponchaa kar de aa kar aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper mere pyaar ke rikshaaw ko mere love ke rikshaaw ko ek dhakka do naa sir aye hip hopper aye hip hopper mujhe pyaar to kar aye hip hopper meri girl friend aa rahi hai tu kab jaa rahi hai kyun sataa rahi hai ruk ruk ruk ruk ruk ruk ruk ruk usko pata
aye husnpari chehra aye husnpari chehra kyun itni dardmand ho duniyaa ki manzilon par tum hi mujhe pasand ho pasand ho pasand ho aye husnpari chehra kyun itni dardmand ho duniyaa ki manzilon par tum hi mujhe pasand ho pasand ho pasand ho shabnam ke dil ki dhadkan mehsoos kar rahi ho shabnam ke dil ki dhadkan mehsoos kar rahi ho tum kitni naram dil ho aahen si bhar rahi ho tum kitni naram dil ho aahen si bhar rahi ho aye husnpari chehra kyun itni dardmand ho duniyaa ki manzilon par tum hi mujhe pasand ho pasand ho pasand ho itna khayaal koi karta nahin kisi ka itna khayaal koi karta nahin kisi ka tumne badal diya hai rukh meri zindagi ka tumne badal diya hai rukh meri zindagi ka aye husnpari chehra kyun itni dardmand ho duniyaa ki manzilon par tum hi mujhe pasand ho pasand ho pasand ho sab kuchh tha pass mere lekin naa ye khushi thi sab kuchh tha pass mere lekin naa ye khushi thi poori huyi hai tumse jeevan mein jo kami thi poori huyi hai tumse jeevan mein jo kami
aye ishq humen barbaad na kar barbaad na kar aye ishq humen barbaad na kar barbaad na kar aye ishq humen barbaad na kar barbaad na kar aye ishq na chhed aa aa ke humen hum bhule huon ko yaad na kar pehle hi bahot naashad hain hum tu aur humen naashad na kar kismat ka sitam hi kam nahin kuchh ye taaza sitam izaad na kar yun zulm na kar bezaar na kar aye ishq humen barbaad na kar barbaad na kar raaton ko uth uth kar rote hain ro ro ke duwaen karte hain aankhon mein tasavvur dil mein khalish sur ghoomte hain aahen bharte hain aye ishq ye kaisa rog laga jeete hain na zaalim marte hain inn khaabon se yun aazaad na kar aye ishq humen barbaad na kar barbaad na kar jiss din se bandha hai dhyan tera ghabraaye huye se rehte hain har waqt tasavvur kar kar ke sharmaye huye se rehte hain kumhlaaye huye phoolon ki tarah kumhlaaye huye se rehte hain raunal na kar bedaad na kar aye ishq humen barbaad na kar barbaad na kar aye ishq humen barbaad na kar barbaad na kar
aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa ujdi huyi basti ko basane aa jaa aye jaane jigar dil dard se betaab hai o jaane tamannaaaa aaraam ka paigaam sunane aa jaa aaraam ka paigaam sunane aa jaa aye jaane jigar parwaana badi der seee hai aas lagaaye aye shamma naa kar der jalaane aa jaa aye shamma naa kar der jalaane aa jaa aye jaane jigar tarsi huyi nazron ko hai deedar ki hasrat barkha ki tarah pyaas bhujane aa jaa barkha ki tarah pyaas bhujane aa jaa aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa ujdi huyi basti ko basane aa jaa aye jaane jigar
aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye ye tumne kaha tha ke hum hain tumhaare to hum bhi ye samjhe ke tum ho humare phir humen kis baat ki sazaa de rahe ho aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye idhar reh gayi yaa udhar reh gayi hai kahin kuchh kami si magar reh gayi hai meri wafaa ka ye kya sila de rahe ho aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye jahaan pyaar hoga sharaarat bhi hogi jahaan hogi anban muhabbat bhi hogi jhuki jhuki aankho se ye khata de rahe ho aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye
aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye bas nagmein tere pyaar ke gaate hi jaaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye khilti mehakti ye zulfon ki shaam hanste khanakte ye hothon ke jaam khilti mehakti ye zulfon ki shaam hanste khanakte ye hothon ke jaam aa jhoom ke saath uthaye bas nagmein tere pyaar ke gaate hi jaaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye bas nagmein tere pyaar ke gaate hi jaaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye ho bas agar tum humaare sanam hum to sitaaron pe rakh de kadam ho bas agar tum humaare sanam hum to sitaaron pe rakh de kadam saara jahaan bhool jaaye bas nagmein tere pyaar ke gaate hi jaaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye bas nagmein tere pyaar ke gaate hi jaaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye aye kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye
aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa hmmm hmmmm hmmmm aye kaash kisi deewane ko humse bhi muhabbat ho jaaye aye kaash kisi deewane ko humse bhi muhabbat ho jaaye hum loot jaayen dil kho jaaye bas aaj qayaamat ho jaaye aye kaash kisi deewane ko humse bhi muhabbat ho jaaye hai waqt abhi tauba kar lo hai waqt abhi tauba kar lo allah musibat ho jaaye allah musibat ho jaaye aye kaash kisi deewane ko humse bhi muhabbat ho jaaye tumko maaloom nahin shaayad kitne bedard sanam honge tumko maaloom nahin shaayad kitne bedard sanam honge ye aapne sach farmaaya hai ulfat mein laakh sitam honge ulfat mein laakh sitam honge hain laakh sitam manjoor humein bas ek inaayat ho jaaye hum loot jaayen dil kho jaaye bas aaj qayaamat ho jaaye aye kaash kisi deewane ko humse bhi muhabbat ho jaaye har saans ko har ek dhadkan ko wo apni yaad bana daale har saans ko har ek dhadkan ko wo apni yaad bana daale tum aaj agar ik naghama ho tumko fariyaad bana daale tumko fariyaad
aye khuda e paak aye rabbul karim keh ke bismillahe rahman o rahim keh ke bismillahe rahman o rahim sar jhukate hain tere darbaar mein hum to khadim hain teri sarkaar mein hai tu hi malik tu hi banda nawaaz jaanta hai tu humare dil ke raaz kya zamin kya aasma kya subho shaam hain sabhi tere isharon ke gulam tu jo chahe zarra bhi ho aaftab jisko chahe usko de tu behisab jispe ho teri inayat ki nazar hai farishton se bhi aala wo bashar koi muflis hai ke daulatmand hai teri rehmat ka zarurat mand hai nek hai aur kaun badinsaan hai iski to bas tujhko hi pehchaan hai kya khabar jo ya gunahgaron mein ho wo teri kudrat ke shehkaron mein ho humko dikhla nekiyon ka raasta tujhko hai apne nabi ka vaasta dil ko do duniya ki daulat baksh de yani insa ki mohabbat baksh de aye khuda e paak aye rabbul karim keh ke bismillahe rahman o rahim keh ke bismillahe rahman o rahim
aye khuda har faisla tera mujhe manzoor hai aye khuda har faisla tera mujhe manzoor hai saamne tere tera banda bahut majboor hai aye khuda har faisla tera mujhe manzoor hai saamne tere tera banda bahut majboor hai allah hoooooo har duwaa meri kisi deewar se takra gayi har duwaa meri kisi deewar se takra gayi beasar ho kar meri fariyaad waapas aa gayi allah hoooooo iss zameen se aasmaan shaayad bahut hi door hai saamne tere tera banda bahut majboor hai ek gul se to ujad jaate nahin phoolon ke baag ek gul se to ujad jaate nahin phoolon ke baag kya hua tune bhujha daala mere ghar ka chirag allah hoooooo kam nahin hai roshni har shai mein tera noor hai saamne tere tera banda bahut majboor hai aye khuda har faisla tera mujhe manzoor hai saamne tere tera banda bahut majboor hai
aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de yaa chhalakti huyi aankhon ko bhi patthar kar de aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de tujhko dekha nahin mehsoos kiya hai maine tujhko dekha nahin mehsoos kiya hai maine aa kisi din mere ehsaas ko paikar kar de yaa chhalakti huyi aankhon ko bhi patthar kar de aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de aur kuchh bhi mujhe darkaar nahin hai lekin aur kuchh bhi mujhe darkaar nahin hai lekin meri chaadar mere pairon ke barabar kar de yaa chhalakti huyi aankhon ko bhi patthar kar de aye khuda ret ke sehra ko samandar kar de
aye khuda shukr tera aye khuda shukr tera shukr tera shukr tera ye mera yaar chala baandh ke sar par sehra aye khuda shukr tera aye khuda shukr tera shukr tera shukr tera ye mera yaar chala baandh ke sar par sehra aisa sehra gul e gulzaar na dekha na suna aisa naushaah mere yaar na dekha na suna aisa bemeez haseen pyaar na dekha na suna aisa dildaar taraja na dekha na suna saari duniya ki saari duniya ki zubaanon pe hai ghar ghar sehra ye mera yaar chala baandh ke sar par sehra aye khuda shukr tera aye khuda shukr tera shukr tera shukr tera ye mera yaar chala baandh ke sar par sehra taank kar laaye gaye chaand sitaare ismein aur goonthe gaye jannat ke nazare ismein chun diye phool gulistaan ke saare ismein phool kya dil bhi piroye hain hamaare ismein jaane kin haathon se jaane kin haathon se aaya hai ye ban kar sehra ye mera yaar chala baandh ke sar par sehra aye khuda shukr tera aye khuda shukr tera shukr tera shukr tera ye mera yaar chala baandh ke sar par sehra
kate na samay jakhon aar kichhu te bondhur telephone e mon base na janlar gril tate thekai matha mone hoy babar mato keu bale na ay khuku ay ay khuku ay ay khuku ay ay khuku ay ay re amar sathe gaan geye ja notun notun sur ne sikhe ne kichhui jakhon bhalo lagbe na tor pianoy bose tui bajabi re ay khuku ay ay khuku ay cinema jakhon chokhe jala dharay garom coffer maja juriye jay kobitar bol gulo chhure feli mon hoy baba jodi bolto amay ay khuku ay ay khuku ay ay khuku ay ay khuku ay khuku ay hmm hmm ay khuku ay hmm ay re amar sathe ay ekhoni hmm hmm kothao ghure asi shahor chhere hmm hmm chhele belar mato bayna kore hmm hmm kaj theke ne na tui amay kere hmm ay khuku ay hmm hmm ay khuku ay dokane jakhon asi sajbo bole hmm mhh khopata bedhe ni thanda haoay hmm hmm arshi te jakhon e chokh pore ja hmm y mone hoy baba jeno bolchhe amay ay khuku ay ay khuku ay ay khuku ay ay khuku ay khuku ay ay khuku ay ay re amar kachhe ay mamoni sabar age ami dekhi toke dekhi kemon
hoo maalik hoo hoo ho ho ho ho ho ae maalik tere bande hum aise hon humare karam neki par chalein aur badi se talein taki haste hue nikle dum ae maalik tere bande hum ye andhera ghana chhaa raha tera insaan ghabra raha ho raha bekhabar kuch na aata nazar sukh ka suraj chhupa ja raha hai teri roshni mein jo dum tu amavas ko kar de poonam neki par chalein aur badi se talein taki haste hue nikle dum ae maalik tere bande hum jab zulmon ka ho saamna tab tu hi humein thaamna wo burai karein hum bhalai karein nahin badle ki ho kaamna badh uthe pyaar ka har kadam aur mite bair ka ye bharam neki par chalein aur badi se talein taki haste hue nikle dum ae maalik tere bande hum
aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna tu mere bete kyun roye ankhiyon ke moti kyun khoye main tera ghoda main haathi mere tere sukh dukh kaa saathi tera main sahaara hoon mera tu sahaara hai jaan se bhi pyaara hai aa jaa aa jaa aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna rakhna bharosa uss pe sadaa jisne hai sabko janam diya kal tera papa rahe naa rahe ab jo kaha phir kahe naa kahe kahaa naa bhulaana tu wahi rakhwaala hai ussi ko bulaana tu aa jaa aa jaa aye mere bete sun mera kehna chaahe dukh hoye hanste hi rehna socha tha kya aur kya laaya dete huye jee bhar aayaa le ye baisaakhi le le re mere abhaage haathon se issi ke sahaare chal chal mere pyaare chal papa ke dulaare chal aa jaa aa jaa aye mere pappa sun mera kehna chaahe dukh hove hanste hi rehna
aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana ik din to samjh legi duniya tera afsaana aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana armaan bhare dil mein zakhmon ko jagah de de bhadke huye sholon ko kuchh aur hawa de de banti hai to ban jaaye yeh zindagi afsaana aye mere dil e naadan tu ghum se na ghabarana fariyad se kya haasil rone se natija kya bekaar hai yeh baatein in baaton se hoga kya apna bhi ghadi bhar mein ban jaata hai begaana aye mere dil e naadan tu gham se na ghabarana
aye mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhoondh le ab koi ghar naya aye mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhoondh le ab koi ghar naya aye mere dil kahin aur chal chal jahan ghum ke maare na hon jhoothi aasha ke taare na hon chal jahan ghum ke maare na hon jhoothi aasha ke taare na hon jhoothi aasha ke taare na hon inn baharon se kya faayada jis mein dil ki kali jal gayi zakhm phir se hara ho gaya aye mere dil kahin aur chal chaar aansoon koi ro diya pher ke munh koi chal diya chaar aansoon koi ro diya pher ke munh koi chal diya pher ke munh koi chal diya lut raha tha kisi ka jahaan dekhti reh gayi ye zameen chup raha berahem aasmaan aye mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhoondh le ab koi ghar naya aye mere dil kahin aur chal
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Ghum E Yaar Ek Nazar (1950) 04:06 10493
 
Poster of Ek Nazar (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:06   Song Number : 10493   

Aye Gulbadan Professor (1962) 03:46 20166
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:46   Song Number : 20166   

Aye Hamare Baap Christian Devotional 06:06 11382
 
Poster of Christian Devotional
 
Duration : 06:06   Song Number : 11382   

Aye Haseenon Naazneenon Chacha Zindabad (1959) 05:57 12954
 
Poster of Chacha Zindabad (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 05:57   Song Number : 12954   

Aye Hip Hopper Ishq Bector 03:22 17585
 
Poster of Ishq Bector
 
Category
Indipop
Duration : 03:22   Song Number : 17585   

Aye Husnpari Aman (1967) 04:42 15545
 
Poster of Aman (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:42   Song Number : 15545   

Aye Ishq Humen Nayyara Noor 04:11 15631
 
Poster of Nayyara Noor
 
Category
Ghazal
Singer- 
Nayyara Noor
Duration : 04:11   Song Number : 15631   

Aye Jaaan E Jigar Aaram (1951) 03:51 15531
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Nath
Duration : 03:51   Song Number : 15531   

Aye Jaanewafa Aisa Bhi Chhalia (1973) 03:35 12977
 
Poster of Chhalia (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 03:35   Song Number : 12977   

Aye Kaash Ke Hum Hosh Mein Ab Aane Na Paaye Kabhi Haan Kabhi Naa (1994) 05:07 16775
 
Poster of Kabhi Haan Kabhi Naa (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Kumar Sanu
Duration : 05:07   Song Number : 16775   

Aye Kaash Kisi Deewane Ko Aaye Din Bahar Ke (1966) 06:17 20106
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Nazima
Duration : 06:17   Song Number : 20106   

Aye Khuda E Paak Tawaif (1985) 04:36 32856
 
Poster of Tawaif (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 04:36   Song Number : 32856   

Aye Khuda Har Faisla Abdullah (1980) 04:56 18488
 
Poster of Abdullah (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Raj Kapoor
Duration : 04:56   Song Number : 18488   

Aye Khuda Ret Ke Sehra Ko Jagjit Singh 04:47 32028
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:47   Song Number : 32028   

Aye Khuda Shukr Tera Razia Sultan (1983) 05:14 40244
 
Poster of Razia Sultan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Kaif Bhopali
Music Director- 
Khayyam
Duration : 05:14   Song Number : 40244   

Aye Khuku Aye Hemanta Mukherjee & Srabanti Majumdar 05:07 14958
 
Poster of Hemanta Mukherjee & Srabanti Majumdar
 
Lyricist
Pulak Banerjee
Duration : 05:07   Song Number : 14958   

Aye Malik Tere Bande Do Ankhen Barah Haath (1957) 03:06 20108
 
Poster of Do Ankhen Barah Haath (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
V Shanta Ram, Sandhya
Raag- 
Bhairav
Duration : 03:06   Song Number : 20108   

Aye Mere Bete Aa Gale Lag Jaa (1973) 04:36 18316
 
Poster of Aa Gale Lag Jaa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:36   Song Number : 18316   

Aye Mere Dil E Naadan Tower House (1962) 03:11 14354
 
Poster of Tower House (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ajit, Shakeela
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:11   Song Number : 14354   

Aye Mere Dil Kahin Aur Daag (1952) 02:54 20109
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:54   Song Number : 20109