Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bahut diya dene waale ne tujh ko bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije beet gaye jaise ye din raina baaki bhi kat jaye dua kije jo bhi de de maalik tu kar le qubool jo bhi de de maalik tu kar le qubool kabhi kabhi kaanto mein bhi khilte hain phool wahan der bhale hai andher nahin ghabraa ke yun gila mat kije bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije denge dukh kab tak bharam ke ye chor denge dukh kab tak bharam ke ye chor aare dhalegi ye raat pyare phir hogi bhor kab ruke ruki hai samay ki nadiyaa ghabraa ke yun gila mat kije bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije beet gaye jaise ye din raina baaki bhi kat jaaye dua kije
bahut door mujhe chale jaana hai bahut nazdik mujhe aana hai teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai bahut door mujhe chale jaana hai bahut nazdik mujhe aana hai teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai kisi ko iss jagah pe nahin aana hai kisi ko iss jagah se nahin jaana hai teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai jaane milen ya na milen phir aisi tanhaayi dil ki lagi lene lagi seene mein angdaayi hooo mujhko chhupa le dil mein basa le dekh burra ye zamaana hai hmmm kisi ko iss jagah pe nahin aana hai kisi ko iss jagah se nahin jaana hai ho teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai kya zindagi kat jaayegi bas teri yaadon mein ye raat bhi dhal jayegi kya yoon hi waadon mein hooo armaan nikle ya jaan nikle pyaar mera deewana hai hmmm kisi ko iss jagah pe nahin aana hai kisi ko iss jagah se nahin jaana hai ho teri baahon mein mujhe aaj marr jaana hai mere badan mein o sajan jaagi ek chingaari phunk jaayegi jal jaayegi iss mein duniya saari iss ko bujha de shola
bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon bada hai dhoka teri nazar mein main kis tarah aitbaar kar loon bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon yeh bheeni bheeni hawa ki khushboo mehek hai tere hi tan badan ki ye bheeni bheeni hawa ki khushboo mehek hai tere hi tan badan ki sambhal ke bolo chatak na jaaye koi naveli kali chaman ki meri kali tum meri kali tum agar kaho to main zindagi ko bahaar kar loon bada hai dhoka teri nazar main main kis tarah aitbaar kar loon hazaar baatein hain aisi dil mein jo ruk gayi hain jabaan pe aa ke hazaar baatein hain aisi dil mein jo ruk gayi hain jabaan pe aa ke jo baat lab pe machal rahi hai wo aaj keh doon nazar mila ke kisi ki ho ke kisi ki ho ke ye chain kho ke main dil ko kyun bekraar kar loon bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon gino na ab dhadkane humari na aur lo imtihaan humara gino na ab dhadkane humari na aur lo imtihaan humara ise na
bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho zamane mein aftaab banke tumhara husn o shabaab chamke hooo oooo zamane mein aftaab banke tumhara husn o shabaab chamke sitare choomein kadam tumhare baharon ke darmiyaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho labon pe bikhra hua tabassum udasiyon mein kabhi na ho gum hooo oooo labon pe bikhra hua tabassum udasiyon mein kabhi na ho gum jo tumko dekhe yahi dua de ki umar bhar shaadma raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho haseen raho tum jawan raho tum humein na bhoolo jahaan raho tum bahut haseen ho bahut jawan ho khuda kare waqt ka farishta na tode ye do dilon ka rishtaa hooo oooo khuda kare waqt ka farishta na tode ye do dilon ka rishtaa kabhi vo
ooo oooo ooo ooo ooo ooo ooo oooo bahut jatate ho chaah humse bahut jatate ho chaah humse karoge kaise nibah humse aye dil aye dil aye dil aye dil aye dil aye dil aye dil aye dil kasam khuda ki yahi kahunga kasam khuda ki yahi kahunga tumhaare bin main na jee sakunga aye dil aye dil aye dil aye dil aye dil aye dil aye dil aye dil yeh dard kya hai karaar kya hai tumhen pata hai yeh pyaar kya hai deewanapan hai deewangi hai suna hai maine yeh bekhudi hai wafa ki raahon mein jalna hoga kahin gire toh sambhalna hoga sulagte sholon pe main chalunga sulagte sholon pe main chalunga wafa ke rangon mein rang lunga aye dil aye dil aye dil aye dil aye dil aye dil aye dil aye dil nazar mein chehra tarash lunga tumhari saanson ki pyaas lunga yeh khwaab itna haseen kyun hai tumhein wafa pe yakeen kyun hai meri toh khwahish tumhari chahat mujhe bhi kab se tumhari hasrat milaao na yun nigaah humse milaao na yun nigaah humse ho jaaye na koi gunaah humse aye dil aye dil aye dil aye
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari agar ho inaayat aye jaane muhabbat bana dijiye inko kismat humari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari jo sabse juda hai wo andaaz ho tum chhupa tha jo dil mein wohi raaz ho tum jo sabse juda hai wo andaaz ho tum chhupa tha jo dil mein wohi raaz ho tum tumhari nazaakat bani jab se chaahat sukoon ban gayi hai har ik beqaraari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari naa the jab talak tum humari nazar mein naa tha chaand shab mein naa suraj sehar mein naa the jab talak tum humari nazar mein naa tha chaand shab mein naa suraj sehar mein tumhaari ijaazat tumhaari huqumat ye saara gagan hai ye dharti hai saari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari agar ho inaayat aye jaane muhabbat bana dijiye inko kismat humari bahut khoobsurat hai aankhen tumhaari khoobsurat hai aankhen tumhaari bahut
Bahut Khoobsurat Hai Aankhein
bahut pehle se unn kadmon ki aahat jaan leten hain bahut pehle se unn kadmon ki aahat jaan leten hain tujhe aye zindagi aye zindagi tujhe aye zindagi hum door se pehchaan leten hain bahut pehle se tabiyat apni ghabaraati hai jab sunsaan raaton mein tabiyat apni ghabaraati hai jab sunsaan raaton mein hum aise mein teri yaadon ki chaadar taan leten hain hum aise mein teri yaadon ki chaadar taan leten hain bahut pehle se meri nazren bhi aise kafiron ka jaano imaan hain nighahen milte hi jo jaan aur imaan leten hain nighahen milte hi jo jaan aur imaan leten hain bahut pehle se firaak aksar badal kar bhes milta hai koi kaafir firaak aksar badal kar bhes milta hai koi kaafir kabhi hum jaan leten hain kabhi pehchaan leten hain bahut pehle se un kadmon ki aahat jaan leten hain tujhe aye zindagi hum door se pehchaan leten hain bahut pehle se
bahut pyaar karte hain tum ko sanam bahut pyaar karte hain tum ko sanam kasam chaahe le lo kasam chaahe le lo khudaa ki kasam bahut pyaar karte hain tum ko sanam humaari ghazal hain tasavor tumhaara humaari ghazal hain tasavor tumhaara tumhaare binaa ab na jeenaa ganwara tumhen yun hi chaahenge tumhen yun hi chaahenge jab tak hain hum bahut pyaar karte hain tum ko sanam saagar ke baahon mein maujein hain jitani saagar ke baahon mein maujein hain jitani hum ko bhi tum se mohabbat hai utani ke ye beqraari ke ye beqraari na ab hogi kam bahut pyaar karte hain tum ko sanam bahut pyaar karte hain tum ko sanam kasam chaahe le lo kasam chaahe le lo khudaa ki kasam bahut pyaar karte hain tum ko sanam bahut pyaar karte hain tum ko sanam bahut pyaar karte hain tum ko sanam bahut pyaar karte hain tum ko sanam
bahut pyaar karte hain tumko sanam bahut pyaar karte hain tumko sanam kasam chaahe le lo kasam chaahe le lo khudaa ki kasam bahut pyaar karte hain tumko sanam humen har ghadi aarzoo hai tumhaari humen har ghadi aarzoo hai tumhaari hoti hai kaisi sanam beqaraari milenge jo tumko to milenge jo tumko to bataayenge hum bahut pyaar karte hain tumko sanam bahut pyaar karte hain tumko sanam kasam chaahe le lo kasam chaahe le lo khudaa ki kasam bahut pyaar karte hain tumko sanam bahut pyaar karte hain tumko sanam
bahut sataane laga daur e intezaar mujhe bahut sataane laga daur e intezaar mujhe zara thappak ke sula de khayal e yaar mujhe bahut sataane laga daur e intezaar mujhe ajeeb haal hai phir aaj dil ki dhadkan ka ajeeb haal hai phir aaj dil ki dhadkan ka pukaarta hai koi jaise baar baar mujhe zara thappak ke sula de khayal e yaar mujhe bahut sataane laga daur e intezaar mujhe tamaam raat kya ab yun hi jaagna hoga tamaam raat kya ab yun hi jaagna hoga wo chhup gaye hain kahaan kar ke beqaraar mujhe zara thappak ke sula de khayal e yaar mujhe bahut sataane laga daur e intezaar mujhe
aa aa aaaa aaaa aaaa aaaa bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye kadam choom loon ya ke aankhein bichha doon karoon kya yeh meri samajh mein na aaye bahut shukriya karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka karoon pesh tumko nazraana dil ka nazraana dil ka ke ban jaaye koi afsaana dil ka khuda jaane aisi suhaani ghadi phir khuda jaane aisi suhaani ghadi phir meri zindagi mein palat ke naa aaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya khushi to bahut hai magar yeh bhi ghum hai magar yeh bhi ghum hai ke yeh saath apna kadam do kadam hai magar yeh musafir dua maangta hai magar yeh musafir dua maangta hai khuda aap se phir kisi din milaaye bahut shukriya badi meharbani meri zindagi mein huzoor aap aaye bahut shukriya aa aaaa aa mujhe dar hai mujh mein guroor aa na jaaye lagoon jhumne main suroor aa na jaaye suroor aa na jaaye kahin dil na mera yeh taarif sun kar kahin dil na mera yeh taarif sun kar
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa bahut yaad aaye bhulate bhulate bahut yaad aaye bhulate bhulate tumhe zindagi se mitate mitate tumhe zindagi se mitate mitate bahut yaad aaye bhulate bhulate bahut yaad bhulane ki tumko nikalenge surat bhulane ki tumko bhulane ki tumko nikalenge surat bahane banenge banate banate bahane banenge banate banate tumhe zindagi se mitate mitate tumhe zindagi se mitate mitate bahut yaad aaye bhulate bhulate bahut yaad na ban jaye nasoor dil rafta raftaaaa na ban jaye nasoor dil rafta rafta na ban jaye nasoor dil rafta rafta aaaa aaaa aaaa aaaa na ban jaye nasoor dil rafta rafta koi zakhm gehra chhupate chhupate koi zakhm gehra chhupate chhupate tumhe zindagi se mitate mitate tumhe zindagi se mitate mitate bahut yaad aaye bhulate bhulate bahut yaad sikhaya tha jisne humein muskuraana sikhaya tha jisne humein muskurana usi ne rulaya hansate hansate usi ne rulaya hansate hansate tumhe zindagi se mitate mitate tumhe zindagi se mitate mitate
bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa chimani maina chimana rava chimanya angani chimana chandava chimani jodi chimani godi choch laavite chimnya charyaala chimna chimna gharat baandal chimanya mainelaa bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa shiledaar ghardhani majhaaaa shiledaar ghardhani maajhaa ghardhani maajhaa thor malaa raajancha raaja thor malaa raajancha raaja bholaa bholaa jeev maaja jadala tyachya payaalaa bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa re manmoraa rangpisaara angi ranguni jeev rangalaa gojirvani manjul gaani vajvite baasuri daalimb othaala yed yed mann yed zala aikun ganaala bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa bai bai manmoraacha kasaa pisaara fulalaa
nahi kharachili kavadi damadi nahi vechala daam aa aa aa vikat ghetala shyam bai mi vikat ghetala shyam bai mi vikat ghetala shyam aa aa aa aa aa aa aa aa kuni mhane hi asel chori kuna vatate ase udhari kuni mhane hi asel chori kuna vatate ase udhari janmabharichya shwasa ituke mojiyale harinaam mojiyale harinaam vikat ghetala shyam bai mi vikat ghetala shyam aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa bal gurakhi yamunevarcha gulam kala santagharacha bal gurakhi yamunevarcha gulam kala santagharacha hach tukyacha vithhal aani dasacha shriram dasacha shriram vikat ghetala shyam bai mi vikat ghetala shyam aa aa haa aa aa aa haa aaaa jitake malak titaki naave aa aa aa aa jitake malak titaki naave hrudaye titaki yachi gaave kuni na olakhi tarihi yala din anath anaam din anath anaam vikat ghetala shyam bai mi vikat ghetala shyam
Bai Mi Patang Udvit
yeh let me se dance now come on adesso credo nei miracoli In questa notte di tequila bum bum sei cosa sexy cosa sexy thing ti messo gii chi dosso e lo sai che devi vere caos dentro di te per far fiorire una stella che balla l''inferno paradiso dentro di te la luna sole guarda come brilla baby the night is all fire siamo fiamme nel cielo lampi mezzo buio what you say baila baila morena sotto questa luna piena under the moonlight under the moonlight vai chica vai cocca che mi sa cocca che questa sera qualche cosa ti tocca ho cuore d''oro sai cuore di santo per cosi'' poco me la merito tanto baby the night is all fire siamo fiamme nel cielo scandalo nel buio what you say baila baila morena sotto questa luna piena under the moonlight baila under the moonlight sotto questa luna piena baila morena yeh yeh yeahh ehh yeh yeh yeh uh uh uh uh ehhh yeh yeh ehh yes set me free set me free you got me hurting so bad so bad I got through heaven so bad what you say baila baila
bailar de lejos no es bailar es como estar bailando solo tu bailando en tu volcan y a dos metros de ti bailando yo en el polo probemos una sola vez bailar pegados como a fuego abrazados al compas sin separar jamas tu cuerpo de mi cuerpo bailar pegados es bailar igual que baila el mar con los delfines corazon con corazon en un solo salon dos bailarines abrazadisimos los dos acariciandonos sintiendonos la piel nuestra balada va a sonar vamos a probar probar el arte de volar bailar pegados es bailar bailar pegados es bailar es bailar veras la musica despues te va pidiendo un beso a gritos y te sube por los pies como algo que no ves o que nunca se ha escrito bailar pegados es bailar igual que baila el mar con los delfines corazon con corazon en un solo salon dos bailarines abrazadisimos los dos acariciandonos sintiendo nos la piel nuestra balada va a sonar vamos a probar probar el arte de volar bailar pegados es bailar bailar pegados es bailar es bailar
aaaaaaaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa bairan neend na aaye bairan neend na aaye mohe bairan neend na aaye mora jeeya ghabraaye bairan neend na aaye mohe bairan neend na aaye sooni padi meri palkon ki galiyan sooni padi meri palkon ki galiyan kaun khilaye neendiya ki kaliyan apne bhi hain paraye mohe bairan neend na aaye bairan neend na aaye laakh jatan karun aankh na laage laakh jatan karun aankh na laage so gayi khushiyan aur ghum jaage ghayal mann kit jaaye mohe bairan neend na aaye bairan neend na aaye yaad aayein jab pyaar ki baatein yaad aayein jab pyaar ki baatein aur bhi lambi ho jaye raatein bhor nazar nahin aaye mohe bairan neend na aaye mora jeeya ghabraaye bairan neend na aaye
bairi aanchar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar tere pichhe main ghunghat giraayi ke chalun maathe sindoor bindiya sajaayi ke chalun tere pichhe main ghunghat giraayi ke chalun maathe sindoor bindiya sajaayi ke chalun aankh chooke to harjaayi ud jaaye re aankh chooke to harjaayi ud jaaye re chhod ke mera solah singaar bairi aanchar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar bairi aanchar kabhi meethi gulabiyan ko tarsaaye tu kabhi champa ki daali pe bhawraaye tu kabhi meethi gulabiyan ko tarsaaye tu kabhi champa ki daali pe bhawraaye tu kitni kaliyon pe jaayega tu haaye re kitni kaliyon pe jaayega tu haaye re mere bhanwre ke kaliyaan hazaar bairi aanchar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar bairi aanchar pag pag urjhe hamaar tan ungri pakar lo saawariya hamaar bairi aanchar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bahut Diya Dene Waale Soorat Aur Seerat (1963) 03:22 14280
 
Poster of Soorat Aur Seerat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Asit Sen
Duration : 03:22   Song Number : 14280   

Bahut Door Mujhe Chale Jaana Hai Heera Panna (1973) 04:38 11878
 
Poster of Heera Panna (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:38   Song Number : 11878   

Bahut Haseen Hain Tumhari Aankhein Aadhi Raat Ke Baad (1965) 04:08 36993
 
Poster of Aadhi Raat Ke Baad (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Ragini, Sailesh Kumar
Duration : 04:08   Song Number : 36993   

Bahut Haseen Ho Bahut Jawaan Main Wohi Hoon (1966) 05:30 36918
 
Poster of Main Wohi Hoon (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 05:30   Song Number : 36918   

Bahut Jatate Ho Chaah Aadmi Khilona Hai (1993) 07:14 38259
 
Poster of Aadmi Khilona Hai (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Meenakshi Seshadri, Govinda
Duration : 07:14   Song Number : 38259   

Bahut Khoobsurat Jagjit Singh 05:32 18141
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:32   Song Number : 18141   

Bahut Khoobsurat Hain Aankhein Sushila (1966) 03:19 36983
 
Poster of Sushila (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
N/A
Duration : 03:19   Song Number : 36983   

Bahut Pehle Se (Duet Version) Jagjit Singh & Chitra Singh 04:48 11270
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:48   Song Number : 11270   

Bahut Pyar Karte Hain (Female) Saajan (1991) 03:50 18616
 
Poster of Saajan (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Salman Khan
Duration : 03:50   Song Number : 18616   

Bahut Pyar Karte Hain (Male) Saajan (1991) 03:01 18617
 
Poster of Saajan (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Salman Khan
Duration : 03:01   Song Number : 18617   

Bahut Sataane Laga Daur E Intezaar Aag (1967) 03:19 37571
 
Poster of Aag (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 03:19   Song Number : 37571   

Bahut Shukriya Badi Meharbani Ek Musafir Ek Hasina (1962) 05:32 20191
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Raag- 
Kedar
Duration : 05:32   Song Number : 20191   

Bahut Yaad Aaye Bhulate Bhulate Talat Aziz 07:21 37984
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Lyricist
Rupa
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 07:21   Song Number : 37984   

Bai Bai Man Moracha Mohityanchi Manjula (1963) 03:27 29026
 
Poster of Mohityanchi Manjula (1963)
 
Category
Marathi
Year- 
1963
Music Director- 
Anandghan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:27   Song Number : 29026   

Bai Mee Vikat Ghetala Shyam Jagachya Pathivar (1960) 03:26 15878
 
Poster of Jagachya Pathivar (1960)
 
Category
Marathi
Year- 
1960
Lyricist
G D Madgulkar
Music Director- 
Sudhir Phadke
On Screen Actors- 
Seema, Raja Paranjpe
Duration : 03:26   Song Number : 15878   

Bai Mi Patang Udvit Lakhat Ashi Dekhani (1982) 03:29 37933
 
Poster of Lakhat Ashi Dekhani (1982)
 
Category
Marathi
Year- 
1982
Music Director- 
Sudhir Phadke
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jayshree Gadker
Duration : 03:29   Song Number : 37933   

Baila Sexy Thing In the Style of Zucchero Fornaciari 04:06 11121
 
Poster of Zucchero Fornaciari
 
Category
English
Duration : 04:06   Song Number : 11121   

Bailar Pegados In the Style of Sergio Dalma 02:45 10919
 
Poster of Sergio Dalma
 
Category
English
Singer- 
Sergio Dalma
Duration : 02:45   Song Number : 10919   

Bairan Neend Na Aaye Chacha Zindabad (1959) 03:50 12955
 
Poster of Chacha Zindabad (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Aneeta Guha
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:50   Song Number : 12955   

Bairi Aanchal Pag Pag Rahgir (1969) 03:08 32736
 
Poster of Rahgir (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padma Devi
Duration : 03:08   Song Number : 32736