Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDharti (1970)
HomeDharti (1970)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par kadam kadam par machal raha hai pyaar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par jab jab dekhun roop tumhara yaad watan ki aaye jab jab dekhun roop tumhara yaad watan ki aaye jaise meera ik taare pe geet shyaam ke gaaye jaise meera ik taare pe geet shyaam ke gaaye amar pyaar ke chhede tumne taar iss dharti par amar pyaar ke chhede tumne taar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par lehra kar tum in baahon mein aa jaati ho aise lehra kar tum in baahon mein aa jaati ho aise behti behti nadiyan saagar se mil jaaye jaise behti behti nadiyan saagar se mil jaaye jaise kahan se aayi ye ganga ki dhaar iss dharti par kahan se aayi ye ganga ki dhaar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par jhuki jhuki ye lambi palken ye zulfon ki chhaaon jhuki jhuki ye lambi palken ye zulfon ki chhaaon basa hua hai
khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se musavir khud pereshaan hain ke ye tasveer kis ki hai banogi jiski tum aisi hasin taqdeer kis ki hai kabhi wo jal raha hoga kabhi khush ho raha hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se zamaane bhar ki masti ko nighaahon mein sameta hai kali se jism ko kitni bahaaron mein lapeta hai hua tumsa koi pehle na koi dusra hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se farishte bhi yahaan raaton ko aa kar ghoomte honge jahaan rakhti ho tum paanv jagah wo chumte honge kisi ke dil pe kya guzri ye wo hi jaanta hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga
aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa hooooo ooooo ooooo oooooo hooooo ooooo ooooo hooooooo ooooo oooo ooooo ooooo ooooo hoooooo ooooooo oooooo oooo oooo oooo ye mausam bheega bheega hai hawaa bhi jyaada jyaada hai kyun na machlega dil mera tum ko paane ka iraada hai ye mausam bheega bheega hai hawaa bhi jyaada jyaada hai kyun na machlega dil mera tum ko paane ka iraada hai ye mausam bheega bheega hai hawaa bhi jyaada jyaada hai kyun na machlega dil mera tum ko paane ka iraada hai ye mausam bheega bheega hai ijaazat ho to mere sarkaar main pehlun mein aa jaaun ijaazat ho to mere dildaar ke dil mein samaan jaaun haaannn haaan haaann haaaan haaaan haaan haaan haaan haan ye mausam bheega bheega hai hawaa bhi jyaada jyaada hai kyun na machlega dil mera tum ko paane ka iraada hai ye mausam bheega bheega hai hawaa bhi jyaada jyaada hai kyun na machlega dil mera tum ko paane ka iraada hai ye mausam bheega bheega hai sharm ko chhod do mere jaana gale se
yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hai ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hai ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki raahein hum tum honge jahan jahan pyaar bhi hoga wahan wahan kehti hai dil ki dhadkan hum jawan tum jawan hum tum honge jahan jahan pyaar bhi hoga wahan wahan kehti hai dil ki dhadkan hum jawaan tum jawaan yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hain ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki raahein jab tak raah dikhane waali teri shokh nazar hai mere sathi mere humdum pyara pyara yeh safar hai jab tak raah dikhane waali teri shokh nazar hai mere sathi mere humdum pyara pyara yeh safar hai yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hain ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jab Se Aankhein Ho Gayi Dharti (1970) 04:49 32318
 
Poster of Dharti (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 32318   

Khuda Bhi Aasmaan Se Dharti (1970) 04:33 20767
 
Poster of Dharti (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:33   Song Number : 20767   

Ye Mausam Bheega Dharti (1970) 04:08 21449
 
Poster of Dharti (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 04:08   Song Number : 21449   

Yeh Albeli Pyaar Ki Dharti (1970) 05:57 21430
 
Poster of Dharti (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Rajendra Kumar
Duration : 05:57   Song Number : 21430