Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDulha Dulhan (1964)
HomeDulha Dulhan (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa aankh churaayi thes lagayi dil bhi toone toda laakh chhudaya toone daaman humne saath na chhoda tere karam ko tere sitam ko tere karam ko tere sitam ko sehte rahe hum jitnaa kaun sahega itnaa kaun sahega itnaa humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa tu hi tu hai inn aankhon mein aur nahin koi duja tujhko chaaha tujhko sarahaa aur tujhe hi pooja tere dar ko maan ke mandir tere dar ko maan ke mandir jhukte rahe hum jitnaa kaun jhukega itnaa kaun jhukega itnaa humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa
humne tujhko pyaar kiya humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itna kaun karega itna roye bhi to dil hi dil mein mehfil mein muskaaye tujh se hi hum tera ye ghum barson rahe chhupaaye pyaar mein tere chup ke chup ke pyaar mein tere chup ke chup ke jalte rahen hum jitna kaun jalega itna kaun jalega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itna kaun karega itna pyaar pe mere naaz tumhen tha yaad karo woh nazara haath pe apne likh lete the jab tum naam hamara teri ada ke bholepan pe teri ada ke bholepan pe mitte rahe hum jitna kaun mitega itna kaun mitega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itna kaun karega itna
jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon ab koi tujhko shikwaa na hoga teri zindagi se chala jaa raha hoon jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon humko khabar bhi hone nahin di kis mod par laa ke dil tune toda apna banana raha door tune auron ke ho jaayen aisa na chhoda auron ke ho jaayen aisa na chhoda teri jaffa ka charcha hi kaisa apni waffa pe main sharmaa raha hoon jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon peechhe na ab koi aayega tere ab koi tujhko na aawaaz dega mud kar kise dekhta hai mere dil tera kaun hai jo tujhe rok lega tera kaun hai jo tujhe rok lega tumko mubaaraq zamaane ki khushiyaan meetna hai mujhko mitaa jaa rahaa hoon jo pyaar tune mujhko diya tha woh pyaar tera main lauta raha hoon ab koi tujhko shikwaa na hoga teri zindagi se chala jaa raha hoon teri zindagi se chala jaa raha hoon teri zindagi se chala jaa raha hoon
jumme ki raat ho ya din jumme raat ka jumme ki raat ho ya din jumme raat ka karke jaana gori waada mulaaqat ka peer ki raat aur din itvaar ka kiya hai waada maine piya tose pyaar ka jumme ki raat ho ya din jumme raat ka karke jaana gori waada mulaaqat ka peer ki raat aur din itvaar ka kiya hai waada maine piya tose pyaar ka yaad hai gori tera chhup chhup ke milna duniya ki nazron se bach bach ke chalna yaad hai gori tera chhup chhup ke milna duniya ki nazron se bach bach ke chalna ye na poochho piya beeti kaise ratiyan kar gayi jadoo teri neeli neeli ankhiyan neeli neeli ankhiyan meetha meetha dard hai nazron ke vaar ka kiya hai waada maine piya tose pyaar ka jumme ki raat ho ya din jumme raat ka karke jaana gori waada mulaaqat ka jaan to kya hai karun sadke imaan bhi yun na akad gori kehna mera maan bhi jaan to kya hai karun sadke imaan bhi yun na akad gori kehna mera maan bhi jao ji jaao hamein aake karo bore na jhhute patake kahin aur jaake chhod na aur jaake
bane to ban jaaye zamaanaa dushman bane to ban jaaye zamaanaa dushman main teraa hoon dulha tu meri dulhan bane to ban jaaye zamaanaa dushman bane to ban jaaye zamaanaa dushman tu meraa hai dulhaa main teri dulhan duniyaa ne zanjeer to daali thi paanv mein aiji aa hi baithe hum teri zulfon ki chhaanv mein duniyaa ne zanjeer to daali thi paanv mein aa hi baithe hum teri zulfon ki chhaanv mein ki honaa thaa ho ke rahaa ye milan bane to ban jaaye zamaanaa dushman main teraa hoon dulha tu meri dulhan tu meraa hai dulhaa main teri dulhan mera dil bechain tha sahaare ke liye ye nazren betaab thi nazaare ke liye mera dil bechain tha sahaare ke liye aji ye nazren betaab thi nazaare ke liye mohabbat mein aakhir utha di chilman bane to ban jaaye zamaanaa dushman main teraa hoon dulha tu meri dulhan tu meraa hai dulhaa main teri dulhan main doli mein baith ke ghar aai chaand ke are main laayaa hoon chaandni ko sehraa baandh ke main doli mein baith ke ghar aai chaand ke aji
mujhe kehte hain mujhe kehte hain kallu qawaal kallu qawaal ke tera mera tera mera saath rahega main hoon thumri to tu hai khayaal tu hai khayaal tera mera tera mera saath rahega ho mujhe kehte hain kallu qawaal kallu qawaal ke tera mera tera mera saath rahega raaja main geeton ka tu sur ki raani tu sur ki raani raaja main geeton ka tu sur ki raani tu sur ki raani gaa ke sunaayen hum apni kahaani apni kahaani tu mere geeton ki hai zindagani tu mere geeton ki hai zindagani tere geeton mein hai wo kamaal o kallu qawaal tera mera tera mera saath rahega mujhe kehte hain kallu qawaal kallu qawaal ke tera mera tera mera saath rahega ye to bata apni manzil kahaan hai manzil kahaan hai ye to bata apni manzil kahaan hai manzil kahaan hai husn o muhabbat ka sangam jahaan hai sangam jahaan hai phir apni manzil yahi aashiaan hai phir apni manzil yahi aashiaan hai meri aankhon mein aankhen to daal aankhen to daal tera mera tera mera saath rahega main hoon thumri to tu hai
tum sitam aur karo toota nahin dil ye abhi tum sitam aur karo toota nahin dil ye abhi hum bhi kya yaad karenge tumhe chaaha tha kabhi tum sitam aur karo toota nahin dil ye abhi ye wohi honth hain jo geet mere gaate the ye wohi gesu hai jo mujh pe bikhar jaate the aaj kya ho gaya kyun ho gaye begaane sabhi tum sitam aur karo toota nahin dil ye abhi apne khaabon ka jahaan mujh mein kabhi dhundha tha apne khaabon ka jahaan mujh mein kabhi dhundha tha tum wohi ho ke kabhi tumne mujhe pooja tha dekhte ho humein aise ke na dekha ho kabhi tum sitam aur karo toota nahin dil ye abhi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humne Tujhko (Female) Dulha Dulhan (1964) 03:42 13190
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:42   Song Number : 13190   

Humne Tujhko (Male) Dulha Dulhan (1964) 03:19 20566
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 20566   

Jo Pyaar Tune Mujhko Dulha Dulhan (1964) 03:30 12134
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sadhna
Duration : 03:30   Song Number : 12134   

Jumme Ki Raat Ho Dulha Dulhan (1964) 04:22 32964
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hayat Varasi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sadhana
Duration : 04:22   Song Number : 32964   

Main Tera Hoon Dulha Dulha Dulhan (1964) 04:17 40384
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sadhana
Duration : 04:17   Song Number : 40384   

Mujhe Kahte Hain Dulha Dulhan (1964) 04:53 13191
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sadhna
Duration : 04:53   Song Number : 13191   

Tum Sitam Aur Karo Dulha Dulhan (1964) 03:22 13192
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Sadhna
Duration : 03:22   Song Number : 13192