Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHum Sab Ustad Hain (1965)
HomeHum Sab Ustad Hain (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ajnabeeee ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho ye badi ajeeb si baat hai ye nayi nayi mulakaat hai phir bhi jaane kyun ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho lagta hai yun khwaab hai jaise koi dekha hua lagta hai yun khwaab hai jaise koi dekha hua kehta hai dil aaj mila hai koi khoya hua na khayaal tumhen na khayaal humein phir bhi jaane kyun ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabee kisko khabar pehle mile the hum donon kahaan kisko khabar pehle mile the hum donon kahaan kabse magar dhoondh raha tha tumhen mera jahaan na to yaad tumhein na to yaad humein phir bhi jaane kyun ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabee kitne janam beet gaye hain tumhein paane mein kitne janam beet gaye hain tumhein paane mein humne tumhein pyaar kiya hai anjaane mein na kabhi mile na qareeb huye phir bhi jaane kyun ajnabee tum jaane pehchaane se lagte ho ye badi ajeeb si baat hai ye nayi nayi mulakaat hai phir bhi jaane kyun
ajnabi ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ye badi ajeeb si baat hai ke nayi nayi mulaaqaat hai phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho tumne kabhi pyaar kiya tha kisi raahi se tumne kabhi pyaar kiya tha kisi raahi se tumne kabhi wada kiya tha kisi saathi se na woh pyaar rahaa na woh baat rahi phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabi dil mein rahe aur humaara dil tod diya dil mein rahe aur humaara dil tod diya saath chale mod pe aa ke humen chhod diya tum ho kahin aur hum kahin phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ye badi ajeeb si baat hai ke nayi nayi mulaaqaat hai phir bhi jaane kyun ajnabi tum jaane pehchaane se lagte ho ajnabi
kya teri zulfen hain aahaa kya teri aankhen hain aahaa main jise umr bhar dhoondha kiya wahi hai tu aahaa kya teri baaten hain aahaa kya mulaqaaten hain aahaa dil jise bin mile chaaha kiya wahi hai tu aahaa kya teri zulfen hain ruki ruki dabi dabi saansen uff tauba dil mein mere chubhti huyi nazren uff tauba ruki ruki dabi dabi saansen uff tauba hooooo honth tharaaye nighaahen khud ba khud sharmaa gayin kya teri zulfen hain aahaa kya teri aankhen hain aahaa main jise umr bhar dhoondha kiya wahi hai tu aahaa kya teri baaten hain hoooo ho ho ho ho hooooo hoooo dheere dheere khulne laga raaz e dil mera tune abhi chheda hi kyun saaz e dil mera dheere dheere khulne laga raaz e dil mera haaaannn jab tu hai saath sanam phir koi baat sanam maanta hai dil kahin kya teri baaten hain aahaa kya mulaqaaten hain aahaa dil jise bin mile chaaha kiya wahi hai tu aahaa kya teri zulfen hain kya ho agar baad e sabba aanchal dhalka de aisa na ho ke teri nazar kahin shole bhadkaa de kya
ho pyaar baantte chalo pyaar baantte hey pyaar baantte chalo pyaar baantte kya hindu kya muslmaan hum sub hain bhaai bhaai pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar hai zindagi ki nishaani ye buzurgon ka kehna hai yaaro ek hi saaz ke taar hain sab humko mil jul ke rehna hai yaaro pyaar hai zindagi ki nishaani ye buzurgon ka kehna hai yaaro ek hi saaz ke taar hain sab humko mil jul ke rehna hai yaaro hey socho kal kya the dekho ab kya ho tumko le na doobe kahin apni ye ladaayi pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar baantte chalo pyaar baantte raam ye hain to rehmaan tum ho ye hain kartaar to jhon tum ho naam kuchh ho magar ye na bhoolo sabse pehle to insaan tum ho raam ye hain to rehmaan tum ho ye hain kartaar to jhon tum ho naam kuchh ho magar ye na bhoolo sabse pehle to insaan tum ho hey nanhe shehjaado kal ke netaaon tumse humne kya kya ummeedein hain lagaayi pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar baantte chalo pyaar baantte ye
suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana ye chehra kyun chhipaaye ho ye daaman kyun bachaye ho zara baitho chale jaana kai din mein to aaye ho tum ek rangeen dhoka ho nahin maaloom kya kya ho tumhen taklif to hogi ghadi bhar ko thahar jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana nighaahen naaz ki baaten jawaan andaaz ki baaten abhi to tumse karni hai bahut si raaz ki baaten abhi se bewafai hai duhaayi hai duhaayi hai mere pass aao pehle phir jidhar chaaho udhar jaana suno jaana suno jaana mere pehlu se mat jaana agar jaana to yun jaana juda sar tan se kar jaana suno jaana suno jaana ye aakhir kaisa waada hai kaho ab kya iraada
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ajnabee Tum (Female) Hum Sab Ustad Hain (1965) 04:07 38758
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Maruti Rao
Duration : 04:07   Song Number : 38758   

Ajnabee Tum (Male) Hum Sab Ustad Hain (1965) 03:32 12005
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Amita, Dara Singh
Duration : 03:32   Song Number : 12005   

Kya Teri Zulfen Hain Hum Sab Ustad Hain (1965) 04:26 13361
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Amita
Duration : 04:26   Song Number : 13361   

Pyaar Baantte Chalo Hum Sab Ustad Hain (1965) 06:09 12363
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 06:09   Song Number : 12363   

Suno Jaana Hum Sab Ustad Hain (1965) 05:33 12364
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Amita
Duration : 05:33   Song Number : 12364