Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJagjit Singh
HomeJagjit Singh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon apne kheton se bichhadne ki saza paata hoon ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon itni mehengaayi ke bazaar se kuchh laata hoon itni mehengaayi ke bazaar se kuchh laata hoon apne bachchon mein usse baant ke sharmaata hoon ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon apni neendon ka lahoo pochhne ki koshish mein apni neendon ka lahoo pochhne ki koshish mein jaagte jaagte thak jaata hoon so jaata hoon ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon apne kheton se bichhadne ki saza paata hoon ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon koi chaadar samajh ke kheench na le phir se khaleel koi chaadar samajh ke kheench na le phir se khaleel main qafan odh ke footpath pe so jaata hoon ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon apne kheton se bichhadne ki saza paata hoon ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon
aadmi aadmi ko kya dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi degaa wahi khuda dega mera qaatil hee mera munsib hai mera qaatil hee mera munsib hai mera qaatil qaatil qaatil qaatil qaatil qaatil qaatil mera qaatil hee mera munsib hai mera qaatil hee mera munsib hai mera qaatil hee mera munsib hai kya mere haq mein faisla dega kya mere haq mein faisla dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wahi khuda dega zindagi ko kareeb se dekho zindagi ko zindagi ko kareeb se dekho zindagi ko kareeb se dekho zindagi ko kareeb se dekho iska chehra tumhein rula dega iska chehra tumhein rula dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wahi khuda dega humse puchho na dosti ka sila humse puchho na dosti ka sila humse puchho na dosti ka sila humse puchho na dosti ka sila dushmanon kaa bhi dil hila dega dushmanon kaa bhi dil hila dega aadmi aadmi ko kya dega aadmi aadmi ko kya dega jo bhi dega wahi khuda dega
aah ko chahiye ek umr asar hone tak aah ko chahiye ek umr asar hone tak kaun jitaa hai teri zulf ke sar hone tak kaun jitaa hai teri zulf ke sar hone tak aashiqi sabr talab aur tamanna betaab aashiqi sabr talab aur tamanna betaab dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak dil ka kya rang karun khoon e jigar hone tak hum ne maana ke tagaful na karoge lekin hum ne maana ke tagaful na karoge lekin khaak ho jaayenge hum tumko khabar hone tak aah ko chahiye ek umr asar hone tak ghum e hasti ka asad kisse ho juz marg e ilaaj ghum e hasti ka asad kisse ho juz marg e ilaaj shamaa har rang jalti hai sahar hone tak aah ko chahiye ek umr asar hone tak kaun jitaa hai tere zulf ke sar hone tak
aaj hum bichhade hain to kitne rangeele ho gaye aaj hum bichhade hain to kitne rangeele ho gaye meri aankhen sookhte hi haath peele ho gaye aaj hum bichhade hain to kitne rangeele ho gaye kab ki patthar ho chuki thi muntazir aankhen magar kab ki patthar ho chuki thi muntazir aankhen magar chhoo ke jab dekha to mere haath geele ho gaye chhoo ke jab dekha to mere haath geele ho gaye aaj hum bichhade hain to kitne rangeele ho gaye jaane kya ehsaas saaz e husn ke taaron mein hai jaane kya ehsaas saaz e husn ke taaron mein hai jinko chhoote hi mere nagmein raseele ho gaye jinko chhoote hi mere nagmein raseele ho gaye aaj hum bichhade hain to kitne rangeele ho gaye ab koi ummeed hai shahid na koi aarzoo ab koi ummeed hai shahid na koi aarzoo aasre toote to jeene ke waseele ho gaye aasre toote to jeene ke waseele ho gaye aaj hum bichhade hain to kitne rangeele ho gaye meri aankhen sookhte hi haath peele ho gaye aaj hum bichhade hain to kitne rangeele ho gaye hmmm hmmm
aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai jab haqeeqat hai ke har zarre mein tu rehta hai jab haqeeqat hai ke har zarre mein tu rehta hai phir zamin par kahin masjid kahin mandir kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai apna anjaam to maaloom hai sabko phir bhi apna anjaam to maaloom hai sabko phir bhi apni nazron mein har insaan sikandar kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai zindagi jeene ke qaabil hi nahin ab faakir zindagi jeene ke qaabil hi nahin ab faakir warna har aankh mein ashkon ka samandar kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai
aaj maine apna phir sauda kiya aaj maine apna phir sauda kiya aur phir main door se dekha kiya aaj maine apna phir sauda kiyaa zindagi bhar mere kaam aaye usool zindagi bhar mere kaam aaye usool ek ek karke unhe becha kiya ek ek karke unhe becha kiya aur phir main door se dekha kiya aaj maine apna phir sauda kiyaa kuchh kami apni wafaaon mein bhi thi kuchh kami apni wafaaon mein bhi thi tumse kya kehte ke tumne kya kiya tumse kya kehte ke tumne kya kiya aur phir main door se dekha kiya aaj maine apna phir sauda kiyaa ho gayi thi dil ko kuchh umeed si ho gayi thi dil ko kuchh umeed si khair tumne jo kiya achchha kiya khair tumne jo kiya achchha kiya aur phir main door se dekha kiya aaj maine apna phir sauda kiyaa
aaj phir unka saamna hoga aaj phir unka saamna hoga kya pata uske baad kyaa hoga aaj phir unka saamna hoga aasmaan ro raha hai do din se aasmaan ro raha hai do din se aasmaan ro raha hai do din se aap ne kuchh kaha suna hoga aap ne kuchh kaha suna hoga aaj phir unka saamna hoga do kadam par sahi tera koocha do kadam par sahi tera koocha do kadam par sahi tera koocha ye bhi sadiyon ka faasla hoga ye bhi sadiyon ka faasla hoga aaj phir unka saamna hoga ghar jalaata hai roshni ke liye ghar jalaata hai roshni ke liye ghar jalaata hai roshni ke liye koi mujhsa hi dil jala hoga aaj phir unka saamna hoga kya pata uske baad kyaa hoga aaj phir unka saamna hoga
aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahin dhunwa aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahin dhunwa uthta to hai ghata sa barasta nahin dhunwa aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahin dhunwa chulhe nahin jalaaye yaa basti hi jal gayi chulhe nahin jalaaye yaa basti hi jal gayi kuchh roz ho gaye hain ab uthta nahin dhunwa kuchh roz ho gaye hain ab uthta nahin dhunwa aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahin dhunwa aankhon ke ponchhne se laga aanch ka pata aankhon ke ponchhne se laga aanch ka pata yun chehra fer lene se chhupta nahin dhunwa aankhon se aansuon ke marasim puraane hain aankhon se aansuon ke marasim puraane hain mehma ye ghar mein aaye to chhubhta nahin dhunwa uthta to hai ghata sa barasta nahin dhunwa aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahin dhunwa
bhari dupehri mein andhiyara bhari dupehri mein andhiyara suraj parchhayi se hara bhari dupehri mein andhiyara suraj parchhayi se hara antar tam ka neh nichoden antar tam ka neh nichoden bujhi hui baati sulgayen aao phir se diya jalayen aao phir se diya jalayen hum padaav ko samjhe manzil hum padaav ko samjhe manzil lakshey hua aankhon se ojhal vartmaan ke moh jaal mein vartmaan ke moh jaal mein aane wala kal na bhulayen aao phir se diya jalayen aao phir se diya jalayen aahuti baki yagye adhura apno ke vighnon ne ghera aahuti baki yagye adhura apno ke vighnon ne ghera antim jai ka vazra banane antim jai ka vazra banane nav dadhichi haddiyan galaaye aao phir se diya jalayen aao phir se diya jalayen bhari dupehri mein andhiyara suraj parchhayi se haara antar tam ka neh nichoden antar tam ka neh nichoden bujhi hui baati sulgayen diya jalayen diya jalayen diya jalayen diya jalayen
aap agar in dinon yahaan hote aap agar in dinon yahaan hote hum zamin par bhala kahaan hote hum zamin par bhala kahaan hote aap agar in dinon yahaan hote waqt guzra nahin abhi warna waqt guzra nahin abhi warna waqt guzra nahin abhi warna ret par paanv ke nishaan hote ret par paanv ke nishaan hote ret par paanv ke nishaan hote mere aage nahin tha agar koi mere aage nahin tha agar koi mere aage nahin tha agar koi mere peechhe to carvaan hote mere peechhe to carvaan hote mere peechhe to carvaan hote tere saahil pe laut kar aatin tere saahil pe laut kar aatin tere saahil pe laut kar aatin gar umeedon ke baadbaan hote gar umeedon ke baadbaan hote aap agar in dinon yahaan hote hum zamin par bhala kahaan hote aap agar in dinon yahaan hote aap agar in dinon yahaan hote
ab agar aao to jaane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana maine palkon pe tamannayen saja rakhi hain maine palkon pe tamannayen saja rakhi hain dil mein ummeed ki sau shamme jala rakhi hain ye hasin shamme bujhane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana pyaar ki aag mein zanjeeren pighal sakti hain pyaar ki aag mein zanjeeren pighal sakti hain chahne waalon ki taqdeeren badal sakti hain tum ho bebas ye bataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana ab tum aana jo tumhen mujhse mohabbat hai koi ab tum aana jo tumhen mujhse mohabbat hai koi mujhse milne ki agar tumko bhi chahat hai koi tum koi rasm nibhane ke liye mat aana ab agar aao to jaane ke liye mat aana sirf ehsaan jataane ke liye mat aana
ab aksar chup chup se rahe hain yunhi kab lab khole hain ab aksar chup chup se rahe hain yunhi kab lab khole hain pehle phir aapko dekha hota ab to bahut kam bole hain din mein humko dekhne waalon apne apne hain aukaat din mein humko dekhne waalon apne apne hain aukaat jao na tum in khushk aankhon par ham raaton ko role hain pehle phir aapko dekha hota ab to bahut kam bole hain ghum ka fasana sunne waalon aakhir e shab aaraam karo ghum ka fasana sunne waalon aakhir e shab aaraam karo kal ye kahaani phir chhedenge hum bhi zara ab sole hain pehle phir aapko dekha hota ab to bahut kam bole hain
ab ke hum bichhde to shayad kabhi khaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad kabhi khaabon mein milen jiss tarah sookhe huye phool kitaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad dhoondh ujade huye logon mein wafaa ke moti dhoondh ujade huye logon mein wafaa ke moti ye khizaan mein tujhe mumkin hain kairaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad tu khuda hai naa mera ishq farishton jaisa tu khuda hai naa mera ishq farishton jaisa donon insaan hain to kyun itne hizaabon mein milen jiss tarah sookhe huye phool kitaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad ghum e duniyaan bhi ghum e yaar mein shaamil kar lo ghum e duniyaan bhi ghum e yaar mein shaamil kar lo nashaa badhtaa hai sharaaben jo sharaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad ab naa main hoon naa tu hai naa wo maazi hai faraaq ab naa main hoon naa tu hai naa wo maazi hai faraaq jaise do saaye tamanna ke saraabon mein milen jiss tarah sookhe huye phool kitaabon mein milen ab ke hum bichhde to shayad
ab khushi hai na koi dard rulaane waala ab khushi hai na koi dard rulaane waala humne apna liya har rang zamaane waala ab khushi hai na koi dard rulaane waalaa us ko ruksat kiya tha mujhe maloom na tha us ko ruksat kiya tha mujhe maloom na tha saara ghar le gaya ghar chhod ke jaane waala saara ghar le gaya ghar chhod ke jaane waalaa ik musafir ke safar jaisi hai sab ki duniya ik musafir ke safar jaisi hai sab ki duniya koi jaldi mein koi der se jaane waala koi jaldi mein koi der se jaane waalaa ek be chehra see ummeed hai chehra chehra ek be chehra see ummeed hai chehra chehra jis taraf dekhiye aane ko hai aane waala humne apna liya har rang zamaane waala ab khushi hai na koi dard rulaane waalaa
ab mere paas tum aayi ho to kya aayi ho ab mere paas tum aayi ho to kya aayi ho maine mana ki tum ek paikar e ranaayi ho chaman e deher mein ruh e chamnarayi ho talte mehar ho phir das ki barnai ho bint e mehtaab ho gardu se utar aayi ho mujhse milne mein aabandesha e ruswaai hai mujhse milne mein aabandesha e ruswaai hai maine khud apne kiye ki saja paayi hai ab mere paas tum aayi ho to kya aayi ho un dinon mujhpe qayamat ka junoon tari tha sar pe sarshari o ishrat ka junoon tari tha mahaparon se mohabbat ka junoon tari tha sahar yaaron se rakabat ka junoon tari tha bistar e makhmal o sanzaab thi duniya meri ek rangeen o haseen khwab thi duniya meri kya sunogi meri majrooh jawani ki pukar meri fariyad e jigar doz mera naal e zaar shiddte kard mein doobi hui meri guftar main ke khud apne majaak e tarbaagi ka shikar wo gudaz e dil e marhoom kahan se laun wo gudaz e dil e marhoom kahan se laun ab main wo jazba e masoom kahan se laaun ab mere paas tum aayi ho to kya
shahar ki raat aur main nashad o nakara phirun jagmagaati jaagati sadkon pe aavaara phirun gair ki basti hai kab tak darbadar maara phirun ae ghum e dil kya karun ae vahashat e dil kya karun ye rupahali chhanv ye aakash par taaron ka jaal jaise sufi ka tasavvur jaise aashiq ka khayaal aah lekin kaun samjhe kaun jaane dil ka haal raat hans hans kar ye kehti hai ke maikhane mein chal phir kisi shehna zilala rukh ke kaasane mein chal ye nahin mumkin to phir ae dost viraane mein chal jee mein aata hai ye murda chaand taare noch lun iss kinaare noch lun aur us kinaare noch lun ek do ka jikra kya saare ke saare noch lun raaste mein ruk ke dam le loon meri aadat nahin laut kar waapas chala jaaun meri fitrat nahin aur koi hamnava mil jaaye ye qismat nahin
ambe charan kamal hain tere ambe charan kamal hain tere hum bhaunre hain jannam jannam ke hum bhaunre hain jannam jannam ke nis din dete phere ambe charan kamal hain tere ambe charan kamal hain tere tu dharti jag paalan karti amber ka adhaar hai tu sab such jhute sab dukh jhute is jeevan ka saar hai tu tu satyam tu shivam sundaram tu satyam tu shivam sundaram hum sab chapal hain tere ambe charan kamal hain tere ambe charan kamal hain tere hum bhaunre hain jannam jannam ke hum bhaunre hain jannam jannam ke nis din dete phere ambe charan kamal hain tere oss mein aansu phool main shradha antar mein le kar ujiyare tere mandir mein natmastak nabh ke sooraj chaand sitaare humne teri muskaanon mein humne teri muskaanon mein dekhe madhur savere ambe charan kamal hain tere ambe charan kamal hain tere hum bhaunre hain jannam jannam ke hum bhaunre hain jannam jannam ke nis din dete phere ambe charan kamal hain tere jai jai maa jai jai maa jai jai maa jai jai maa jai jai maa
apna apna raasta hai kuchh nahin apna apna raasta hai kuchh nahin kya bhala hai kya bura hai kuchh nahin apna apna raasta hai kuchh nahin justzoo hai ik musalsal justzoo justzoo hai ik musalsal justzoo kya kahin kuchh kho gaya hai kuchh nahin kya kahin kuchh kho gaya hai kuchh nahin apna apna raasta hai kuchh nahin mohar mere naam ki har shai pe hai mohar mere naam ki har shai pe hai mere ghar mein mera kya hai kuchh nahin mere ghar mein mera kya hai kuchh nahin apna apna raasta hai kuchh nahin kahne wale apni apni kah gaye kahne wale apni apni kah gaye mujhse puchho kya suna hai kuchh nahin mujhse puchho kya suna hai kuchh nahin apna apna raasta hai kuchh nahin koi darwaze pe hai to kya hua koi darwaze pe hai to kya hua aap se kuchh mangta hai kuchh nahin aap se kuchh mangta hai kuchh nahin apna apna raasta hai kuchh nahin
apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise teri marzi ke mutabik nazar aayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise ghar sajane ka tasavvur to bahut baad ka hai ghar sajane ka tasavvur to bahut baad ka hai pehle yeh tai ho ke is ghar ko bachayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise kehkaha aankh ka bartaw badal deta hai kehkaha aankh ka bartaw badal deta hai hasne wale tujhe aansu nazar aaye kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise teri marzi ke mutabik nazar aayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise koi apni hi nazar se to hamen dekhega koi apni hi nazar se to hamen dekhega ek katre ko samandar nazar aaye kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise teri marzi ke mutabik nazar aayen kaise apne chehre se jo zahir hai chhupayen kaise
apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko main hoon tera to naseeb apna bana le mujhko mujhse tu poochhne aaya hai wafa ke maani mujhse tu poochhne aaya hai wafa ke maani ye teri saada dili maar na daale mujhko ye teri saada dili maar na daale mujhko khud ko main baant na daalon kahin daaman daaman khud ko main baant na daalon kahin daaman daaman kar diya tune agar mere hawaale mujhko kar diya tune agar mere hawaale mujhko vaada fir vaada hai main zehar bhi pee jaaon qateel vaada fir vaada hai main zehar bhi pee jaaon qateel shart ye hai koi baahon mein sambhaale mujhko apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko main hoon tera to naseeb apna bana le mujhko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Main Ration Ki Qataaron Mein Jagjit Singh 05:46 20153
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Khalil Dhantejvi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:46   Song Number : 20153   

Aadmi Aadmi Ko Kya Dega Jagjit Singh 05:45 14686
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:45   Song Number : 14686   

Aah Ko Chahiye Jagjit Singh 04:21 19385
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Duration : 04:21   Song Number : 19385   

Aaj Hum Bichhade Hain Jagjit Singh 05:26 18818
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:26   Song Number : 18818   

Aaj Ke Daur Mein Ae Dost Jagjit Singh 06:25 19355
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:25   Song Number : 19355   

Aaj Maine Apna Jagjit Singh 05:34 32027
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:34   Song Number : 32027   

Aaj Phir Unka Saamna Jagjit Singh 05:27 40942
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Saba Sikri
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:27   Song Number : 40942   

Aankhon Mein Jal Raha Hai Kyun Jagjit Singh 05:19 36875
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jagjit Singh
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:19   Song Number : 36875   

Aao Phir Se Diya Jalayen Jagjit Singh 06:08 36228
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:08   Song Number : 36228   

Aap Agar In Dinon Yahan Hote Jagjit Singh 05:37 16918
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh, Gulzar
Duration : 05:37   Song Number : 16918   

Ab Agar Aao To Jagjit Singh 06:40 19747
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:40   Song Number : 19747   

Ab Aksar Chup Chup Se Rahe Hain Jagjit Singh 03:30 38892
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Firaq Gorakhpuri
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 03:30   Song Number : 38892   

Ab Ke Hum Bichhde (Mehdi Hasan) Jagjit Singh 04:49 11428
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 04:49   Song Number : 11428   

Ab Khushi Hai Na Koi Dard Rulaane Waala Jagjit Singh 05:46 15996
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:46   Song Number : 15996   

Ab Mere Paas Tum Aaye Jagjit Singh 04:43 37291
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:43   Song Number : 37291   

Ae Ghum E Dil Kya Karun Jagjit Singh 06:02 37292
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:02   Song Number : 37292   

Ambe Charan Kamal Hain Tere Jagjit Singh 05:55 37717
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Devotional
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:55   Song Number : 37717   

Apna Apna Raasta Hai Jagjit Singh 05:43 37297
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:43   Song Number : 37297   

Apne Chehre Se Jo Zahir Hai Jagjit Singh 06:06 37434
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:06   Song Number : 37434   

Apne Haathon Ki Lakiron Mein Jagjit Singh 04:04 19210
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Manhar Udhas
Duration : 04:04   Song Number : 19210