ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon apne kheton se bichhadne ki saza paata hoon ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon itni mehengaayi ke bazaar se kuchh laata hoon itni mehengaayi ke bazaar se kuchh laata hoon apne bachchon mein usse baant ke sharmaata hoon ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon apni neendon ka lahoo pochhne ki koshish mein apni neendon ka lahoo pochhne ki koshish mein jaagte jaagte thak jaata hoon so jaata hoon ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon apne kheton se bichhadne ki saza paata hoon ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon koi chaadar samajh ke kheench na le phir se khaleel koi chaadar samajh ke kheench na le phir se khaleel main qafan odh ke footpath pe so jaata hoon ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon apne kheton se bichhadne ki saza paata hoon ab main ration ki kataaron mein nazar aata hoon
Ab Main Ration Ki Qataaron Mein
Jagjit Singh