aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai jab haqeeqat hai ke har zarre mein tu rehta hai jab haqeeqat hai ke har zarre mein tu rehta hai phir zamin par kahin masjid kahin mandir kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai apna anjaam to maaloom hai sabko phir bhi apna anjaam to maaloom hai sabko phir bhi apni nazron mein har insaan sikandar kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai zindagi jeene ke qaabil hi nahin ab faakir zindagi jeene ke qaabil hi nahin ab faakir warna har aankh mein ashkon ka samandar kyun hai zakhm har sar pe har ik haath mein patthar kyun hai aaj ke daur mein ae dost ye manzar kyun hai
Aaj Ke Daur Mein Ae Dost
Jagjit Singh