Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLeader (1964)
HomeLeader (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj kal shauq e deedar hai kya kahun aapse pyaar hai aaj kal shauq e deedar hai aaj kal shauq e deedar deedar hai kya kahun aapse pyaar hai kya kahun kya kahun aapse pyaar hai pyaar hai pyaar hai meri jaanib se inkaar hai meri jaanib se inkaar inkaar hai kya karun main agar pyaar hai kya karun kya karun main agar pyaar hai pyaar hai pyaar hai pyaar wo cheez hai jisse ae naazaneen pahle inkaar karte hain saare haseen phir ye kehte hain ikaraar hai phir ye kehte hain ikaraar ikraar hai kya kahun aapse pyaar hai kya kahun kya kahun aapse pyaar hai pyaar hai pyaar hai chhota munh aur badi baat mat boliye dekhiye apni auqaat mat bhooliye kissa e ishq bekaar hai kissa e ishq bekaar bekaar hai kya karun main agar pyaar hai kya karun kya karun main agar pyaar hai pyaar hai pyaar hai aapki har ada par main qurbaan hoon kuchh taras khaaiye main bhi insaan hoon kis liye mujhse takaraar hai kis liye mujhse takaraar takaraar hai kya kahun aapse pyaar hai kya kahun kya kahun
apni aazadi ko hum hargiz mita sakte nahin sar kata sakte hain lekin sar jhuka sakte nahin humne sadiyon mein ye aazadi ki nemat paayi hai saikdon qurbaniyaan de kar ye daulat paayi hai muskuraa kar khaayi hain seenon pe apne goliyaan kitne veeranon se guzre hain to zannat paayi hai khaakh mein hum apni izzat ko mila sakte nahin kya chalegi zulm ki ahley wafaa ke saamne aa nahin sakta koi shola hawaa ke saamne laakh fauzen le ke aaye aman ka dushman koi ruk nahin sakta humari ekta ke saamne hum wo pathar hai jise dushman hila sakte nahin sar kata sakte hain lekin sar jhuka sakte nahin waqt ki aawaaz ke hum saath chalte jaayenge har kadam par zindagi ka rukh badalte jaayenge gar watan mein bhi milega koi gaddar e watan apni taaqat se hum uska sar kuchalte jaayenge ek dhokha kha chuke hain aur kha sakte nahin hum watan ke naujawaan hain hum se jo takraayega wo humari thokaron se khaakh mein mil jaayega waqt ke toofan mein beh jaayenge zulmon sitam aasmaan par ye
o manjhi aaja re manjhi aaja o manjhi aaja re aaja re manjhi aaja ooooooo oooo ooooooo ooooooo oooo ooooooo daiya re daiya laaj mohe lage daiya re daiya laaj mohe lage paayal mori baaje saans mori jaage daiya re daiya laaj mohe lage aaaaa aaaa aaaa aaaa haye aaun main kaise dagar tori mitwa chhup chhup dekhen hain ghar ke logwa pag thehre to mann mora bhaage pag thehre to mann mora bhaage daiya re daiya laaj mohe lage paayal mori baaje saans mori jaage daiya re daiya laaj mohe lage aaaaaaaaa aaaaaaa chudiyan khanke to dar dar jaaun jhhanjhar jhanke to mar mar jaaun bandhe pag mein sharam ke dhaage bandhe pag mein sharam ke dhaage daiya re daiya laaj mohe lage paayal mori baaje saans mori jaage daiya re daiya laaj mohe lage aaa aaaa aaaa aaaaaa nanden roke dever mora toke chale na bahane chale na koi dhonge badi mushkil hai aj more aage badi mushkil hai aj more aage daiya re daiya laaj mohe lage paayal mori baaje saans mori jaage daiya re daiya laaj mohe lage
humin se muhabbat humin se ladaayi humin se muhabbat humin se ladaayi are maar daala duhaayi duhaayi are maar daala duhaayi duhaayi abhi naa samjh ho uthaao naa khanjar abhi naa samjh ho uthaao naa khanjar kahin mud naa jaaye tumhaari kalaayi are maar daala duhaayi duhaayi sitam aaj mujh par jo tum dhaa rahi ho badi khoobsurat nazar aa rahi ho ye jee chaahtaa hai ke khud jaan de doon ye jee chaahtaa hai ke khud jaan de doon muhabbat mein aaye naa tum par buraayi are maar daala duhaayi duhaayi humen husn ki har adaa hai ganwaara haseenon ka gussa bhi lagta hai pyaara udhar tumne teer e nazar dil pe maara udhar tumne teer e nazar dil pe maara idhar humne bhi jaan kar chot khaayi humin se muhabbat humin se ladaayi are maar daala duhaayi duhaayi karo khoon tum yun naa mere jigar kaa bas ik vaar kaafi hai teerchhi nazar kaa yahi pyaar ko aajmaane ke din hain yahi pyaar ko aajmaane ke din hain kiye jaao hum se yunhi bewafaayi humin se muhabbat humin se ladaayi are maar
aa aa aa ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal saari duniyaa ko muhabbat ki nishaani di hai iss ke saaye mein sadaa pyaar ke charche honge khatm jo ho na sakegi wo kahaani di hai ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal taaj wo shammaa hai ulfat ke sanam khaane ki jis ke parwaanon mein muflis bhi zar daar bhi hai sang e marmar mein samaaye hue khaabon ki kasam marhale pyaar ke aasaan bhi dushwaar bhi hain dil ko ek josh iraadon ko jawaani di hai ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal taaj ik zindaa tassvvur hai kisi shaayar ka iss ka afsaana haqeekat ke siwaa kuchh bhi nahin iss ke aagosh mein aakar ye gumaan hotaa hai zindagi jaise muhabbat ke siwaa kuchh bhi nahin taaj ne pyaar ki maujon ko rawaani di hai ik shahenshaah ne banwaa ke haseen taaj mahal ye hasin raat ye mehki hui purnoor fazaa ho ijaazat to ye dil ishq ka izhaar kare ishq insaan ko insaan banaa detaa hai kis ki himmat hai muhabbat se jo inkaar kare aaj taqdeer ne ye raat suhaani
lala lala laa lala laa la lala lala lala umm hm hm hm hmm mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai jahaan bekhudi mein kadam ladkhadaye wohi raah mujhko dikhayee gayee hai nashe mein hoon lekin mujhe ye khabar hai ke iss zindagi mein sabhi pee rahe hain kisi ko mile hain chhalakte piyaale kisi ko nazar se pilaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai kisi ko nashaa hai jahaan mein khushi ka kisi ko nashaa hai gamein zindagi ka koi pee rahaa hai lahoo aadmi ka har ik dil mein masti rachaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai zamaane ke yaaro chalan hain niraale yahaan tan hain ujle magar dil hain kaale ye duniyaa hai duniyaa yahaan maalozar mein dilon ki kharaabi chhupaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai jahaan bekhudi mein kadam ladkhadaye wohi raah mujhko dikhayee gayee hai
tere husn kiii kya taarif karun kuchh kehte huyeeeeee bhi darta hoon kahin bhool se tu naa samjh baithe ke main tujh se muhabbat karta hoon tere husn ki kya taarif karun tere husn ki tere husn ki kya taarif karun kuchh kehte huye bhi darta hoon kahin bhool se tu naa samjh baithe ke main tujh se muhabbat karta hoon mere dil mein kasak si hoti hai mere dil mein mere dil mein kasak si hoti hai teri raah se jab main guzarti hoon iss baat se ye naa samjh lena ke main tujh se muhabbat karti hoon teri baat mein geeton ki sargam teri chaal mein paayal ki chham chaam teri baat mein geeton ki sargam teri chaal mein paayal ki chham chaam koi dekh le tujhko ek nazar koi dekh le tujhko ek nazar mar jaaye teri aankhon ki kasam main bhi hoon ajab ik deewana marta hoon naa aahen bhartaa hoon kahin bhool se tu naa samjh baithe ke main tujh se muhabbat karta hoon aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mere saamne jab tu aata hai jee dhak se mera ho jaata hai mere saamne jab tu aata hai jee
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Kal Shauq E Deedar Leader (1964) 04:23 32843
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 04:23   Song Number : 32843   

Apni Aazadi Ko Hum Leader (1964) 04:56 20146
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:56   Song Number : 20146   

Daiya Re Daiya Leader (1964) 07:18 32704
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dileep Kumar
Duration : 07:18   Song Number : 32704   

Humin Se Muhabbat Leader (1964) 03:29 13606
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:29   Song Number : 13606   

Ik Shahenshaah Ne Banwaa Ke Leader (1964) 05:17 20450
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dileep Kumar
Raag- 
Lalit
Duration : 05:17   Song Number : 20450   

Mujhe Duniyawaalo Sharabi Leader (1964) 04:26 20980
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:26   Song Number : 20980   

Tere Husn Ki Kya Taarif Leader (1964) 04:44 13607
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:44   Song Number : 13607