Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNoor Jehan (1967)
HomeNoor Jehan (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


raat ki mehfil sooni sooni aankhen purnam dil naakaam sehmen sehmen armaanon ka hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo raat ki mehfil sooni sooni bhool gaye the apni hasti ishq wafaa ke josh mein hum sab kuchh kho kar bebas ho kar ab aayen hain hosh mein hum pyaase reh gaye dil ke armaan chhuta saaki toota jaam hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo raat ki mehfil sooni sooni sar ko jahaan takraayen jaa kar aisi koi deewaar nahin haaye ri kismat hum duniyaa mein pyaar ke bhi haqdaar nahin dil hota jo apne bas mein lete naa hum pyaar ka naam hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo raat ki mehfil sooni sooni aankhen purnam dil naakaam sehmen sehmen armaanon ka hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo
sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam khuda ki kasam khoobsurat naa hota agar iss mein rang e muhabbat naa hota sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam suhaani suhaani ye koyal ki kooke uthaati hai seene mein reh reh ke hooke chhalakti hai masti ghane baadlon se ulajhti hai nazren hasin aanchalon se ye poornoor manzar ye poornoor manzar ye rangeen aalam khuda ki kasam khoobsurat naa hota agar iss mein rang e muhabbat naa hota sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam gulaabi gulaabi ye phoolon ke chehre ye rimjhim ke moti ye boondon ke sehre kuchh aisi bahaar aa gayi hai chaman mein ke dil kho gaya hai kisi anjuman mein ye mehki nasheeli ye mehki nasheeli hawaaon kaa parcham khuda ki kasam khoobsurat naa hota agar iss mein rang e muhabbat naa hota sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam ye masum salona ajab gul khilaaye umange utha de umeeden jagaaye wo betaabiyaan dil se takraa rahin hain ke raaton ki neenden udi jaa rahi hain ye sehar e jawaani ye sehar e jawaani ye
wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen aye ghum e dil jee rahen hain tujhko de kar hum duwaaen wo muhabbat jab se loota gardishon ne ishq tanhaa reh gaya hai unki yaadon ke alaawa ab yahaan kya reh gaya hai ab yahaan kya reh gaya hai humse rutha hai khuda bhi kiss ko apna ghum dikhaayen wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen wo muhabbat naam unka dhundhtaa hai ab bhi dil ki dhadkanon mein kat rahi hai zindgani haaye kitni uljhanon mein haaye kitni uljhanon mein kaash khaabon mein wo aa kar haalat e dil dekh jaayen wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen wo muhabbat chand aahon ka sahaara chand ashqon par guzaara ye bhi koi zindagi hai aye mere parvardigaara aye mere parvardigaara khud hi baksha pyaar tune khud hi humko di sajaayen wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen aye ghum e dil jee rahen hain tujhko de kar hum duwaaen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Raat Ki Mehfil Sooni Sooni Noor Jehan (1967) 03:24 12243
 
Poster of Noor Jehan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:24   Song Number : 12243   

Sharaabi Sharaabi Ye Noor Jehan (1967) 04:14 12416
 
Poster of Noor Jehan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Gowda-Malhar
Taal- 
Jhaptal
Duration : 04:14   Song Number : 12416   

Wo Muhabbat Noor Jehan (1967) 03:31 13885
 
Poster of Noor Jehan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 13885